Masjid-E-Aqsa Se Kaaba Shareef Qibla Kab aur Kiyon Bana | Story From Qibla E Awwal to Kaaba Shareef

Ойын-сауық

Masjid-E-Aqsa Se Kaaba Shareef Qibla Kab aur Kiyon Bana | Story From Qibla E Awwal to Kaaba Shareef
VOICE : (Muhamad Irfan Raza Khan Qadri Azhari Owner of Azhari Network & Voice Over Artist)
You Can Watch Here Islamic stories
Islamic Historical Videos
Urdu Moral Stories
Informative Videos About Science And Islam
Karamat-E-Auliya Allah
Follow us on Social Media
Facebook: / azharinetwork
Twitter: / azharinetwork
Instagram: / muhammad_irfan_raza1
For Contact Email us: azharinetwork.in@gmail.com
Disclaimer- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
I am not owner of any content which i used in my video all resource like picture or video from google or any other helpful site which help us to explain our video nicely or deeply so i credit to my all work to google or any other sites . if i used any other's content then i will definitely credit to him thanks i hope all owner understand to me if i used some content in my videos thanks again to all owners.
--------------------------------------------------------------------------------------------
kaaba shareef story
makka kaise bana
masjide aqsa kaise bana
masjide aqsa se kaaba ko qibla kab banaya gaya
masjide qsa se kaaba ko qibla kiyon banaya gaya
pahla qibla kiya tha
makka ko qibla kiyon banaya
kaaba ko qibla kiyon banaya
kaaba qibka kab bana
kaaba ko qibla kiyon banaya gaya
mufti salman azhari bayan
mufti salman azhari taqreer
mufti salman azhari emotional bayaan
mufti salman azhari emotional speech
mufti salman azhari motivational speech
#AzhariNetwork #MasjideAqsa #MuftiSalmanAzhari

Пікірлер: 33

  • @MerajBagwan-ed2tj
    @MerajBagwan-ed2tj2 ай бұрын

    Subhanallah ❤❤❤❤❤❤

  • @beautifulnaatsandislamicve6019
    @beautifulnaatsandislamicve60193 күн бұрын

    Subhan Allah

  • @mohammadshahabuddin4088
    @mohammadshahabuddin40883 ай бұрын

    Mashallah beshaq subhanallah ❤

  • @user-kg3sk5ds6w
    @user-kg3sk5ds6w5 ай бұрын

    Masha Allah ❤

  • @maimunashamsi9750
    @maimunashamsi97503 жыл бұрын

    Subhan allah💚💚💚💚💚💚💚

  • @user-fh8fs4vj7p
    @user-fh8fs4vj7p3 ай бұрын

    Beshak subhanallah

  • @shakeelpainter4783
    @shakeelpainter47834 ай бұрын

    Mashallah ❤❤❤❤

  • @arifansari7195
    @arifansari7195 Жыл бұрын

    Masha Allah

  • @mohammadtariq3978
    @mohammadtariq3978 Жыл бұрын

    Subhanallah ya rasoolallah almadad sallallahu alaihi wasallam

  • @GulshifaAzmi-eq4fw
    @GulshifaAzmi-eq4fw10 ай бұрын

    Mashallah

  • @aaishaansari7290
    @aaishaansari7290 Жыл бұрын

    Subhanallah ❤️

  • @riyazuddinalvi2631
    @riyazuddinalvi2631 Жыл бұрын

    Mashallah 😊

  • @Shoaib_Sheikh_0000
    @Shoaib_Sheikh_0000 Жыл бұрын

    Masaallah ❤️

  • @manirudin9910
    @manirudin9910 Жыл бұрын

    Jish masjid me Nabi nemaj pada rahe the o masjid ka Nam kiblatain hi

  • @aayanbhai4402
    @aayanbhai4402 Жыл бұрын

    ❤❤❤❤❤🕋🕋🕋

  • @hamiadali2715
    @hamiadali27156 ай бұрын

    Assalam walekum mhuje ek baat janni h plz jarur bata dena Duniya me sab se pahele kabaye sarifh bana ya aksa masjid Plz reply

  • @SALMANKHAN-fi8wq

    @SALMANKHAN-fi8wq

    Ай бұрын

    Kaaba Sharif banne ke 40 sal bad masjid Aqsa bani

  • @shakirsiddiqui7266
    @shakirsiddiqui72662 жыл бұрын

    Namaz me imamm sabse aage hota hai,,agar sahabi aap ke peeche kaise ja sakte hai,,, imaam ke saamne to deewaar hoti hai,,, Moulana sahab ,aap log bayan to hadees ke hisaab se kar to dete hai,,par dimaagh nahi lagate hai,,aur baat kuch ki kuch ho jaati hai,,, Alhamdollilah Ye aayte maine padhi hai Mohammad saw ka Deen to Deen e ibarahim hi tha ,shuru se,, Macca ka qaba to Allah SWT ka phla ghar hai,,, Maze ki baat to ye hai ki,,masjid अक्सा ka rukh bhi Qaba ki taraf hai,,,, Adam as se lekar Mohammad saw tak ,pahla qibla Qaba hi raha hai,,, Aapke bayan ke hisab se ,sahabi rukh badlte ,waqt aap saw ke peechhe kaise ja sakte hai,jabki aage to jagah hai hi nahi,, Ab Quran ki koi aayt is tarah ki nahi hoti ,yani jhooth ,,, Mera Rasul Apne man se kuchh Nahi bolta,,Sura nazm Jo radul ne kaha,samjho Allah ne Kaha,,aayt hai Macca ke log masjid अक्सा ko qibla kaise maan sakte hai,jabki qaba ki ahmiyat shaan to Ibrahim as aur ismaeel as se hai Ay Mohammad tum unke qible ki pairvi bilkul na Krna,,Quran ki aayt hai,, ye bhi Kiske qibke yani yahudi aur isaee ke,,,jab Allah Mohammmad saw ko khud mana kar rahe hai,sakhti se To fir inka qibla masjid अक्सा kaise ho sakti hai,,, Zara dimag lagaye to,,,, Kya tum log akal se kaam nahi lete ,,ye bhi ek aayt hai,Quran ki

  • @mr_ahad_302

    @mr_ahad_302

    Жыл бұрын

    Zaruri nahi ki imam ke aage deewar ho khuli aur pak jagah me bhi to

  • @HusainAtif

    @HusainAtif

    9 ай бұрын

    Ap nhi smjh paoge kch bhi aql kaam nhi kregi apki....

  • @shakirsiddiqui7266
    @shakirsiddiqui72662 жыл бұрын

    Ek baat zarur yaad rakhe ki,,, Allah ki sunnat Kabhi badlti nahi,, Na hi Allah SWT,kisi insan se Salah lete hai,,wo sirf hukm dete hai Ibrahim as ke bachho ne apne baap dada se ahad kiya tha ki ,,ham apne baap dada,Ibrahim as ka Deen ko follow krenge,,, To sabhi nabiyo ka qibla ,qaba hi raha hai,,, Masjid aksa ka rukh bhi kaba hi hai,,, Masjid aksa to hazarat omar rata ke zamane me bani hai Phle waha ,soleman tample tha,Jo huzur ke zamane ke khandhar tha,,, Itihas ki qitabo me hai,,padhenge to milega

  • @jabir_raza_qadri787

    @jabir_raza_qadri787

    5 ай бұрын

    Isme apne kaha ki masjide aqsa hazrate umar ke jamane me bani to quran ki us ayat ka kya khnge aap jisme meraj pe jane ka waqiya hua usme masjide aqsa ka naam aya hai kya ye ayat hamre nabi ke baad naazil hui hazrate umar ke dour me bhai deen ko dimaag se nhi dill se mohbt se smjhje or apne kaha ki waha sirf khandr tha to kya ap allah se jyada jaante hai jab allah me masjide aqsaa ka naam quran me diya deen me jyada dimaag se kam nhi chalega

  • @Thukai-Operater
    @Thukai-Operater Жыл бұрын

    Nani ki shaan hi nirali hai

  • @alevenporterparkar4306

    @alevenporterparkar4306

    Ай бұрын

    Nani nahi nabi Jaan hai wo Jahan ki Aur jaan hai to jahan hai

  • @shakirsiddiqui7266
    @shakirsiddiqui72662 жыл бұрын

    Aapke bayan me aur hakikat me fark ho gaya ,mufti saheb Aap jab imam bane masjid me ,aur rukh peeche ki taraf krke ,,namazi ko apne aage ki taraf saf bana ke dekh le,,,saf banegi hi nahi,,, Aayt jo padhi , alhamdollilah Aayt to Sahi bataee Par Bina dimag lagaye kisi ne likha to sab ,Bina practice kiye,,sab ne maan liya ki ,,sab sahaba ka rukh badl gaya,,lekin aisa hona masjid me sambhav nahi hai,,, Aap ek baar palat kar dekhiye to samjh aa jayega ki ,is bayan me galtiya hai,,, Mai to poochh Raha hu,,,

  • @syedmosin2220

    @syedmosin2220

    Жыл бұрын

    Sarakar chahen toh kuch bhi ho sakta hai janab

  • @jabir_raza_qadri787

    @jabir_raza_qadri787

    5 ай бұрын

    Dimaag apke ghutne me hai kya jab hamre nabi ke dour me aaj jo masjido ka roop hai ye nhi tha or jab kibla badla gya mere nabi ghooome Sare shaba bhi ghoom gye kya us time masjide is trh alisaan hoti thi thoda dill se kaamlo bebuniyad baat kiye ho or mufti shahb pe ungli utha rhe ho kaha ke allama ho tum hum ummate muslma ka kibla awwal baitul muqadds hi hai ha hazrte adam se lekr hazrte musa tak khana kaba raha fir hazrte. Musa se lekr hamre nabi tak bautul muqdas raha or hum ummat e muslman ka qibla e awwal masjide aqsa hai pata nhi konsi kitaab se padhe ho tum jo yha glt gyn de rhe ho ki fala kitab ka jayza le jbki quran me masjide aqsa ka zikr buskhri me har hadees me tum kahi or se pdhke aaye ho kha

  • @jabir_raza_qadri787

    @jabir_raza_qadri787

    5 ай бұрын

    Hadess me ye nhi hai ki jaisi majis aaj ki hai wesi hi. Msjid thi jab kibla bdlne ka hukm hua or hamre nabi kibla badle firr shaba ek ke baad ek ghoomke hamre nabi ke peeche aaye mtlb jaha nmz pdhi ja rhi thi wo khuli jgh thi naaki ajki msjid ki trh mtlb baat ko glt sabit krne ke tumlog kuch bhi kar skte ho sarm kro apne aise ilm pe

  • @shakirsiddiqui7266

    @shakirsiddiqui7266

    2 ай бұрын

    Allah SWT,jo hukm dete hai apne Rasoolo ko,,bas ,wo hukm baja lena hi Rasoolo ka kaam raha hai,,​@@syedmosin2220

  • @KaifShaikh-dd2pi
    @KaifShaikh-dd2pi Жыл бұрын

    Subhanallah ❤

  • @cartoonforbabies2217
    @cartoonforbabies2217 Жыл бұрын

    Mashallah

Келесі