Marhoom Ki Taraf Se Qurbani Karne Wale Sunle | Mufti Tariq Masood | Aap Ke Masail Ka Hal

Ойын-сауық

⬛ Aap Ke Masail Ka Hal | Solve Your Problems 🕌
⬛ Speaker: Mufti Tariq Masood
Now You Can Ask Your Questions Directly To Mufti Tariq Masood Please Like Share And Subscribe To: / @aapkemasailkahal
अब आप अपने सवाल खुद पूछ सकते हैं मुफ़्ती तारिक़ मसूद साहब से!
कृपया लाइक शेयर व सब्सक्राइब To: / @aapkemasailkahal
WhatsApp +1 347 239 7170
व्हाट्सएप:- +1 347 239 7170
Mufti Tariq Masood: +92 321 2235590
Instructions & Rules:
Note: Sawal 30 to 60 sec se ziyada ki recording na karain .
Note: Sawal pochne se pehle apna naam aur jaga (location) zaroor batain.
Note: Khawateen agar sawal pochna chahain tu Audio clip bhej sakti hain.
Note: Sawal karne ki timings: 10:00PM to 12:00PM PKT. ap apnay country ki timings is website se ya apps se dekh sakte hain
www.timeanddate.com/worldclock/
www.timeanddate.com/android/w...
www.timeanddate.com/ios/world...
नियम व शर्तें :-
- सवाल 30-60 सेकंड से ज़्यादा की रिकॉर्ड ना करें
- सवाल पूछने से पहले अपना नाम वह जगह ज़रूर बताएं
- महिलाएं अगर सवाल पूछना चाहे तो ऑडियो क्लिप भेज सकती हैं
- सवाल करने का समय 10:00PM से 12:00PM PKT।
आप अपने देश का समय इन वेबसाइट से देख सकते हैं
www.timeanddate.com/worldclock/
www.timeanddate.com/android/w...
www.timeanddate.com/ios/world...
JazakAllah
जज़ाकल्लाह!
#AapKeMasailKaHal #MuftiTariqMasood #AskMuftiTariqMasood #Islam #Muslim #IslamicVideos #IslamicBayan

Пікірлер: 96

  • @kevinmirza8651
    @kevinmirza865111 күн бұрын

    SALLAL LAHU ALAYHI WASALLIM ❣️

  • @amtulraheemkazmi3195
    @amtulraheemkazmi319510 күн бұрын

    سعودی علما حدیث کا حوالہ دیکر کہتے ہیں کہ اک فیملی کی طرف سے اک قربانی ہوجاتی ہے ہر بندے کو الگ کرنے کی ضرورت نہین “It was narrated that Abu Ayyub al-Ansaari said: “At the time of the Prophet, a man would sacrifice a sheep on behalf of himself and his household, and they would eat so

  • @imranshaikh-bw4iv
    @imranshaikh-bw4iv14 күн бұрын

    Assalamualaikum Mufti saheb aap hamaray liye dua kijiye ki hamara ghar ho jaye meray sohar ki kamai mai allah khub barkat day ameen

  • @ahmerhussain5283
    @ahmerhussain528315 күн бұрын

    mufti sahab apka tauheed or shirk wala bayan bhi best hai

  • @mohdsayeed3266
    @mohdsayeed326610 күн бұрын

    الله جزا خیر دے. . . . .

  • @naheedkhan2411
    @naheedkhan241115 күн бұрын

    JazakAllah, very informative!!

  • @anwerali7918
    @anwerali791811 күн бұрын

    MASHA ALLAH

  • @majeedsial7948
    @majeedsial794812 күн бұрын

    Masha Allha

  • @ikramhussain1539
    @ikramhussain153912 күн бұрын

    Bachchey ko taraf se kiye gai har nek Amal ka sabab ma baap ko milta hi hai

  • @kevinmirza8651
    @kevinmirza865111 күн бұрын

    ALLAHU AKBAR ❣️

  • @kevinmirza8651
    @kevinmirza865111 күн бұрын

    LA ILAHA ILLAL LAAH ❣️

  • @ayeshaskitchen2023
    @ayeshaskitchen202315 күн бұрын

    Jazak Allah

  • @KhanKhan-kg8pk
    @KhanKhan-kg8pk15 күн бұрын

    Jazak allah

  • @user-xo3td1lt7l
    @user-xo3td1lt7l10 күн бұрын

    Bahot shukriya mohtaram jazaak Allah khaera

  • @tasleemahmed562
    @tasleemahmed56215 күн бұрын

    ❤❤❤very very good

  • @shahinam2900
    @shahinam290014 күн бұрын

    SuBhanallah

  • @khanafha1100
    @khanafha11007 күн бұрын

    Sallalllahu alayhi waalehi wassllam

  • @naziamansoor321
    @naziamansoor32112 күн бұрын

    Nice explanation

  • @mahmoodalammdo6675
    @mahmoodalammdo667513 күн бұрын

    Subahanallah aap to bahut accha baat btae

  • @onepuls5234
    @onepuls523411 күн бұрын

    اسلام وعلیکم مولانا صاحب اپ نے عقیقہ کے مسائل کے بارے میں بتایا کے قربانی کے جانور میں( عقیقہ) کرسکتے ہیں مگر حدیث سے ثابت ہے کہ ( لڑکا کے لے دو جان (خون) اور لڑکی کے لے ایک جان (خون) ہیں مولانا صاحب اس مسائل پر تفصیل سے روشنی ڈالےشکریہ ❤❤❤

  • @SidraYounus01-vg5mo
    @SidraYounus01-vg5mo15 күн бұрын

    As salam o alekum mufti shab

  • @khanafha1100
    @khanafha11007 күн бұрын

    Sallalllahu alayhi waalehi

  • @justmotivation-ts9ob
    @justmotivation-ts9ob12 күн бұрын

    Molana sab haqeeqa nai ho ga is Lia k haqeeqa k Lia larki k Lia aik janwar or larky k Lia two janwar zibaha krny han Matlab two Jany hisa nai Allah pak Samaj ata frmay Ameen

  • @SayanRaosayan-yv2lt
    @SayanRaosayan-yv2lt14 күн бұрын

    jazaak allah❤❤❤

  • @owaisansari2889
    @owaisansari288914 күн бұрын

    Asslamu alaikum moulana sahab kya kurbani ka gost gair muslim ko de sakte hai ya khila sakte hai

  • @ShamaSiddiqui1680
    @ShamaSiddiqui168015 күн бұрын

    Mufti sahab assalam alaikum aap douwa kre hamari bachhi ke liye ki allah nasib achha bnaye hmko bahut Ghabrahat huti hai ki aaj hmari bachhi 20 saal ki ho gyi lekin hmne ak paisa bhi uske liye nhi rkh payi hmko bahut taqleef hai douwa kre ki sare intezam allah pak pouri kre ak ladka ju kmate hai ghar ka bhada ghar kharchh aur baqi kharchh me chal jata hai hm kiya kre kisi ne hmko aur hamare bachho ko couprt nhi kiya ab tk douwa kre ki hamare bachhe ki kamyi me taraqi dey allah pak koi rashta btaye hmko

  • @Hoorbeautybaar99

    @Hoorbeautybaar99

    15 күн бұрын

    Asalam o alikum hum apny Bhai k Liye aik achi naik or khobsorat larki ki talash me Hain ap plz batain kis city sy Hain hum ny rishta Karna hi or hamin jahaiz nh chahiye sirf aik achi si piyari si larki chahiye bas 😊

  • @imranshaikh-bw4iv

    @imranshaikh-bw4iv

    14 күн бұрын

    Ya Allah in Kay har maslay ko tu hal farma ameen

  • @darakhshanambareen8269

    @darakhshanambareen8269

    13 күн бұрын

    Inshallah deendar shoher mile ameen hmre lye bhi kre dua

  • @sadiyafirdose1395

    @sadiyafirdose1395

    12 күн бұрын

    Area kay din 4 nafil kaunsi namaz pdna chahiye

  • @ibrahimkhalilpatel

    @ibrahimkhalilpatel

    11 күн бұрын

    ​@@sadiyafirdose1395 Aisa kuch nahi Salatu tasbish hota wo babut badi namaj hai

  • @samsungp9456
    @samsungp945613 күн бұрын

    Abisi çıkar baa kare Allah bahot bada h

  • @mohammedzakwan6885
    @mohammedzakwan688511 күн бұрын

    Assalamu alaykum

  • @Akhtarali90786
    @Akhtarali9078614 күн бұрын

    جس جانور کا گلٹھی ہے قربانی ہوگا یا نہیں مفتی صاحب اس مسئلے کو ضرور بتائیں اپ کی مہربانی ہوگی

  • @ZebaShahalam
    @ZebaShahalam14 күн бұрын

    Mufti shb ek swal h Kya swa lakh لا إله إلا الله محمد الرسول الله Pdhne se sare gunah maaf kr diye jate h?? Hmlog ki trf log murda keliye unke jnaze se phle swa lakh pdhte h ki murda ke tamam gunah maaf krdiye jayenge

  • @thefoodworld8080
    @thefoodworld808014 күн бұрын

    Aqeeqy py detail sy btaien suna hai k ek jan ek janwar hi count hota hai aur do janwar hi do janain count hoti hain is py roshni dalain

  • @humairakhan4677

    @humairakhan4677

    12 күн бұрын

    Bakra dumba ek pr ek hi hoga cow bail wagaira me 7 hoga..jaisa qurbani ka hota h

  • @seemamalik1739
    @seemamalik173913 күн бұрын

    میرے والدین وفات پا چکے ہے ہم ایک جانور پر والدین کیقربانی کر سکتے ہے دونوں کا نام لینا ضروری ہے ایک حصے پر یا اسپیرٹ کرے

  • @sajidmian5529
    @sajidmian55299 күн бұрын

    جناب آپ کا سوال پڑھنے کا اسٹائل نان سیریس ہے۔ دین کے معاملے میں قرآن و حدیث کا حوالہ دینا ضروری ہوتا ہے ۔ آپ اپنی طرف سے بات کررہے ہیں جس کی کوئی شرعی حیثیت نہیں۔ معزرت خواہ ہوں ۔

  • @danishsyed5933
    @danishsyed593311 күн бұрын

    Assalam alaikum Mary liye Mary Bhai bhan ma bap ky liye dua kary

  • @rehmatnabiraees6268
    @rehmatnabiraees626812 күн бұрын

    اپنے کس مرحوم فرد کی قربانی ہر سال لگاتار کرنا چاہئے یا ایک سال کا وقفہ کرنا چاہئے اس پر بھی روشنی ڈالیں

  • @tabrezsayed682
    @tabrezsayed68211 күн бұрын

    Asalam alikum waharahmattullah wahberkahtho hazrat ham apne maa baap k name se korbani or ham name jo mal hai kamo basee wo masjid mey dena chatey kiya ye thik hai

  • @jibranali4508
    @jibranali45089 күн бұрын

    Mery pas 3 janwar hai in teno Janwar ko Eid k 1 den zabaha krny my ziada sawab hai ya 3 den my

  • @ShahrukhKhan-hl9po
    @ShahrukhKhan-hl9po10 күн бұрын

    Mufti sahab kon si hadees ya kitaab me likha h ki pehle din sawab jyada dusre din usse Kam or teesre din usse bhi kam milega

  • @user-fc4it8eh9f
    @user-fc4it8eh9f11 күн бұрын

    Kya marhum bhatije ki taraf se kar sakte hai

  • @ManzoorAhmad-pc5dr
    @ManzoorAhmad-pc5dr12 күн бұрын

    جس کے والدین وفات پا گئے ہیں اور ان کی طرف سے قربانی کریں تو اپنی بھی قربانی ادا ہو جائے گی برائے مہربانی اس کی دلیل ارشاد فرمادین مہربانی ہوگی

  • @Amiami-ix7mn
    @Amiami-ix7mn14 күн бұрын

    السلام علیکم مفتی صاحب ایک مسئلہ معلوم کرنا ہے باپ کےانتیقال کےبعد کتنے عرصے تک پراپرٹی کا حصہ کر دینا چاہیے ایک گھر ہے جس میں لڑکے جو شادی شدہ ہیں رہ رہے ہیں اور ماں ان کے ساتھ ہے پوچھنایہ ہے کہ جو ںھای بہن ساتھ نہی ہیں انکو ماہانہ کرایہ دینا چاہہیے کیونکہ بیچنے کی پوزیشن نہی ہے براے مہربانی سیریس ھو کر جواب دیں شکریہ

  • @Amiami-ix7mn

    @Amiami-ix7mn

    14 күн бұрын

    Reply please my question

  • @SanaUllah-gt1xn
    @SanaUllah-gt1xn11 күн бұрын

    Aos humse 4 sal pahle ek kurbani rah Gaya uska azala ho sakta hai ya nahin

  • @YusraAnsari-wk2tk
    @YusraAnsari-wk2tk12 күн бұрын

    Dusra sawal ye hai k kafi logo ne uska naam badalne ki tajweez di h btaya Ruhba naam sahi nhi h to naam agr hum badalna chahein to kya kuch hamein sadqa ya qurbani krni hogi kya bas wese hi use dusre naam se pukarne lagein.. koi behtar naam tajweez krein

  • @tabrejalam-kx4co
    @tabrejalam-kx4co11 күн бұрын

    A/s hazrat meri wife ka intekal ho gya hai unke naam se qurbani kra sakte hai

  • @muneerabegum3419
    @muneerabegum341914 күн бұрын

    السلام علیکم ۔ممنوعہ اوقات میں نماز پڑھنا منع ھے، سوال یہ ھے کہ مغربی ملکوں میں گرمیوں کا دن بھت لمبا ھوتا ھے،ظہر کا وقت ایک بج کر 25 منٹ پر شروع ھوتا ھے تو پہر زوال کا وقت کب شروع ھوگا ، اور کیا زوال سے پہلے تک چاشت کی نماز پڑھیں جاسکتی ھے؟

  • @yasmeenkazi3053
    @yasmeenkazi305312 күн бұрын

    Asalm alaikum bhai saheb kya 2 saal k bache k janeb se qurbani karni zaroori hai woh sahebe nisab nahi hai

  • @ChinaTown28
    @ChinaTown2813 күн бұрын

    1 cow ma jo 7 hissy hoty hain

  • @abdulusmani7421
    @abdulusmani742114 күн бұрын

    Story

  • @msali5639
    @msali563913 күн бұрын

    Puri ummat k liye rasool pak salli ala wa alaihe wa sallam ek janwar ki qurbani ki kiya essey yeh baat sabit ho sakti hai ke ek qurbani ka janwar Bakra dumbba Pure Ahwal ki traf sa kaafi hoga.

  • @sabinaparween2417
    @sabinaparween241715 күн бұрын

    Mane Mannat mangi ti beta hogato hafiz padawegi ka Mannat purikani lajme hai is ka koi kaffara nikal sakte hai meharbani karke reply kare India se

  • @torchlight3662
    @torchlight366213 күн бұрын

    Quraan majeed m kahee,n qurbani ka amoomi hukm hai he nah Sirf hajj k wqth he qurbani krni hai

  • @mdmeyaralam1841
    @mdmeyaralam184111 күн бұрын

    मुफ्ती साहब एक बात बताये कि मेरी जितनी भी कमाई होती है मैं अपना नहीं अम्मी की कमाई मानता हूं! क्या अम्मी के नाम से किया हुआ कुर्बानी का गोस्त मैं खा सकता हूं या नहीं...

  • @shahidashah3319
    @shahidashah331913 күн бұрын

    Salaam can i do qurbin for my husband he died last year

  • @humairakhan4677

    @humairakhan4677

    12 күн бұрын

    Ha kiu nhi

  • @ikramhussain1539
    @ikramhussain153912 күн бұрын

    Mufti sahab mare hue ki kurbani nahi hoti balki uska sadka hi hota,aur sadke ka jaanwer alag hota hai,bade jaanwer me bhi nahi hoga, baqi ka hissa zaya ho sakta hai,mene kai video dekhi Hain,plz is par details se bataiye,ek nai video me,plz🙏

  • @user-pl9nh1wp9m
    @user-pl9nh1wp9m13 күн бұрын

    جس طرح نماز زندوں پر فرض ہے اسی طرح قربانی زندوں ہی پر فرض یا واجب ہے ۔۔۔ مرحومین کی طرف سے قربانی کا کوئی شرعی جواز نہیں ہے ۔ ایک طرح کا غیر ضروری عمل ہے ۔

  • @merajofficial1573
    @merajofficial157312 күн бұрын

    Kasai ke baye kandhe per apna daya hath rakh kar qurbani kare Bismillah padhe qasai Bismillah padhega ki nhi

  • @humairakhan4677

    @humairakhan4677

    12 күн бұрын

    Jo gardan pakadte unko aur Kasai Dono ko padhna hoga

  • @majidsahab9701
    @majidsahab970114 күн бұрын

    Emam shafai ki yaha chothe din bhi kr sakte h kiya emam shafai ko zaeef hadees ka pata nhi tha

  • @syedsyed8880
    @syedsyed888013 күн бұрын

    Assalamualaikum molana sahab agar koi Haqeeqa nahi. Kiya tou ab karsakte ab Age 35 years hai

  • @humairakhan4677

    @humairakhan4677

    12 күн бұрын

    Ha krte h

  • @najihoustonkhanam2991
    @najihoustonkhanam299113 күн бұрын

    Plz quote ref with Haders and Quran whatever you said about qurbani for parent who is not alive We want not your own views but we want answer according to Quran and haders

  • @shahigowsia9561
    @shahigowsia956111 күн бұрын

    Agar hum jis jagah hai, wahaan se hi qurbani na karke dusari basti se qurbani se sakte hai kya, taaki ristedaar ko jost pahunch sake.

  • @aijazali3065
    @aijazali306514 күн бұрын

    Janaab me berone mulk me mulazimat krta hon kya me apne mulk me Qurbani kr skta hon 🙏

  • @user-vv9mx4pj5e

    @user-vv9mx4pj5e

    12 күн бұрын

    Kar sakte ho

  • @YusraAnsari-wk2tk
    @YusraAnsari-wk2tk12 күн бұрын

    Assalam u alaikum mufti sahab meri beti ka naam Ruhba h abhi dedh saal ki h lekin jb se paida hui h beemar rhti h baaz dafa condition out of control ho jati h. Ek to mera ap se sawal ye h k uska aqeeqa krna chah rhe hn is saal to 3din ki qurbani mn kisi bhi din qurbani kr sakte hn kya tuesday ko peda hui thi to 7wan din peer hona zaruri hai.. mn ne suna h k ese qurbani mn aqeeqa nhi hota pedaish ka 7wa din padna chahye?

  • @ibrahimkhalilpatel

    @ibrahimkhalilpatel

    11 күн бұрын

    Walekomassalam warehmatullahi wabarkatuhu Nam me shak ho to badldo Najr hoti hai to Allah juld sifa de Balig hoto QURBANI hai Aqeeqa ka aml alag hai Allah niyyat ko dhekhta aap kare saheb hasiyat hoto Dua me yad rakhiye

  • @ChinaTown28
    @ChinaTown2813 күн бұрын

    1 cow ma 7 hissay hoty hyn tu alag janwar kyn lena hy ek hi janwar ma 7 naamo ki qurbani kr skty hyn ya ni

  • @humairakhan4677

    @humairakhan4677

    12 күн бұрын

    1 cow me 7 naam hota h

  • @CA-Videos
    @CA-Videos15 күн бұрын

    سیدھا بتا دیں کہ مردے صاحب نصاب نہیں ہوتے اور مردوں کی قربانی نہیں ہوتی۔ کبھی کبھی درست بات بھی بتا دیا کیں

  • @Terrelgamerz
    @Terrelgamerz10 күн бұрын

    In moulana ke upar bharosa mat Karo Inka aqeeda durust nhi hai Khaas kal Ahle Sunnat Walo

  • @shamimajaz4043
    @shamimajaz404314 күн бұрын

    Kya ham marhoom ma baap ke naam ke qurbani apne liye hue 1 he janwar par kar sakte he

  • @zainabanjum7520

    @zainabanjum7520

    13 күн бұрын

    Nahi 2 Janwar lene hoge

  • @aabidkashmiri911

    @aabidkashmiri911

    12 күн бұрын

    Ager bada janwar hai usme hoga

  • @AA-mn9kn
    @AA-mn9kn12 күн бұрын

    Mene to Lybia mn dekha wahn husband wife 1 he bakre p qurbani krte hn. 100% muslims hn.

  • @AA-mn9kn

    @AA-mn9kn

    12 күн бұрын

    Husband wife dono job krte hn

  • @Laibakitch786
    @Laibakitch78615 күн бұрын

    Bhot fashiya bolty hn Ap female k Sath beth kar Ap ka bayan sounty Howe sharam ati hai please Thora khyal Kiya Karyn

  • @muhammadtanvirali9061
    @muhammadtanvirali906112 күн бұрын

    Maulana Sahab negativity ke alava Kabhi positivity ki baat bhi kar liya Karen

  • @sabirmehmood9735

    @sabirmehmood9735

    8 күн бұрын

    masalan

  • @mahmoodalammdo6675
    @mahmoodalammdo667513 күн бұрын

    Subahanallah aap to bahut accha baat btae

  • @ayeshaahmed5911

    @ayeshaahmed5911

    9 күн бұрын

    Allah

  • @ahmerhussain5283
    @ahmerhussain528315 күн бұрын

    mufti sahab apka tauheed or shirk wala bayan bhi best hai

  • @YusraAnsari-wk2tk
    @YusraAnsari-wk2tk12 күн бұрын

    Dusra sawal ye hai k kafi logo ne uska naam badalne ki tajweez di h btaya Ruhba naam sahi nhi h to naam agr hum badalna chahein to kya kuch hamein sadqa ya qurbani krni hogi kya bas wese hi use dusre naam se pukarne lagein.. koi behtar naam tajweez karein

Келесі