Mano Ya Mano Tum | Haidariya Abdullahpur Akbarpur | Shabbedari Tanzeem Aza-e-Husain Jaunpur | 2023

Фильм және анимация

#Jaunpureaza
--------------------------------------------------------------------------------------------
Broadcast by Team Jaunpur-e-aza.com
Senior CameraMan- Munna Art,kalbe Haider,
CameraMan:- Wali Haider, Adil Ansari, Mohd Arshi, Farman, Azadar Anshu
Co.Cameraman :- Mohd Shanu,
Short Content Creator : Ali, & Imran Kashani
Adviser :- Akil Syed (Mumbai)
Co. Editor:- Ali Anwar Askari Sheerazi
Editor & Director Syed Kaleem Abbas Zaidi
Subscribe KZread Channel JAUNPUR-E-AZA.COM
Any Feedback .. Whatsapp +91-9984402161,7668481118 ,8898386163
jaunpur-e-aza.com/
KZread Channel / jaunpureaza
Page / jaunpureaza
/ jaunpureaza
/ jaunpureaza
#Jaunpureaza #Jaunpurazadari
Email.: info@jaunpur-e-aza.com, zaidilab@gmail.com

Пікірлер: 120

  • @belalahmad8080
    @belalahmad808010 ай бұрын

    Maatam par waah waaah 😢😢😢😢

  • @sultanpuruttarpradesh8007
    @sultanpuruttarpradesh800710 ай бұрын

    Haq h..

  • @ummulbaneen1968
    @ummulbaneen196811 ай бұрын

    bahut khub zinda rhye slamat rhye mashallah

  • @riyazhaider9250
    @riyazhaider925011 ай бұрын

    Ya aap loog ke comments hi anjumna ki kamyabi ha mashallah anjumna haydriya slamt rhe

  • @saeedshikh5139
    @saeedshikh513911 ай бұрын

    Masha Allah Maula Salamt Rakhe

  • @shabkhan6232
    @shabkhan623211 ай бұрын

    Masha allah bhai...

  • @zmkhan6287
    @zmkhan628711 ай бұрын

    ماتم پر واہ واہ عجیب بات ہے

  • @ZakiyaFatima-yy9ej
    @ZakiyaFatima-yy9ej11 ай бұрын

    Mashallah

  • @joharali4224
    @joharali422411 ай бұрын

    Mashallah noha

  • @suhailwasti89
    @suhailwasti8911 ай бұрын

    Allaho akbar , kya uchal kood ho rhi h

  • @mdmazharaliasnaasri
    @mdmazharaliasnaasri11 ай бұрын

    Masha Allah mola salamat

  • @adeelasgharhaidary2339
    @adeelasgharhaidary233911 ай бұрын

    Mano ya na mano tum..... Is Pe Matamm Ye Azadari ko Payemaal Kar rahe hai'n

  • @shaikhgufran7945

    @shaikhgufran7945

    10 ай бұрын

    Kyo apni jahiliyat ka sabot dene ajjate ho laantiyo

  • @AzadariChannelOfficial
    @AzadariChannelOfficial11 ай бұрын

    JazakAllah

  • @kambarhussain5471
    @kambarhussain547111 ай бұрын

    Maula salamat rakhe azadaron ko

  • @faizansirclasses5704
    @faizansirclasses570411 ай бұрын

    Humari qaum ko abhi bahut bedar hone ki zarurat hai

  • @yasinmirza2904
    @yasinmirza290411 ай бұрын

    Labbaik Ya Hussain (a.s)

  • @yasinmirza2904
    @yasinmirza290411 ай бұрын

    Mashallah mola salamat rakhe

  • @shiaislamicstatus658
    @shiaislamicstatus65811 ай бұрын

    Mashallah bahot badhiya kalaam hai

  • @user-nw8em3bq8v
    @user-nw8em3bq8v11 ай бұрын

    Mashallah mola slmt rkhe 🤲❤

  • @mohammadmuzaffar2020
    @mohammadmuzaffar202011 ай бұрын

    Mashallah 🙌

  • @mohdqamar7543
    @mohdqamar754311 ай бұрын

    Shaandaar kalam, AND this "Mohammad se mile 2 baar Mano ya na mano Tum" is so loving💞

  • @hajimohammadmazahirjafri7764
    @hajimohammadmazahirjafri776411 ай бұрын

    Kya baat hai mano ya mano

  • @syedisrarhussain8684
    @syedisrarhussain868411 ай бұрын

    Geo geo geo Karachi Pakistan Orangi town 10

  • @tibeambiya
    @tibeambiya11 ай бұрын

    Mashallah mola salamat rahe ❤

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Badtreen qaum banne se koi rok nahin sakta hai

  • @azharabbas9954

    @azharabbas9954

    11 ай бұрын

    Tum kis kaum se ho

  • @alizaidi764

    @alizaidi764

    11 ай бұрын

    100% tu yazeed Ibney muhawiya lanati ka pehrokar hai tu.

  • @ShahbuddinAnsari-ps8mb
    @ShahbuddinAnsari-ps8mb2 ай бұрын

    Bhai ye klam mujhe chahiye please

  • @MohammadAli-th8uj
    @MohammadAli-th8uj11 ай бұрын

    Mashallah maula salamat rakhe Azadaro ko

  • @azadarikaro5620
    @azadarikaro562011 ай бұрын

    ❤❤❤

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Qaum to rona hi bhool gayi hai

  • @ameenasamiah7219

    @ameenasamiah7219

    11 ай бұрын

    Mu'aaf kijiyega is me masayeb kaha hai, fazayel hi fazayel hai

  • @syedabdi4865

    @syedabdi4865

    11 ай бұрын

    Shame gariba ki yaad me shabbedari hoti our masaybe noha hota nahi

  • @toufeeqhyder

    @toufeeqhyder

    11 ай бұрын

    @@ameenasamiah7219 fazayal pa Maatam???

  • @shaikhgufran7945

    @shaikhgufran7945

    10 ай бұрын

    Bhai fazayl me roya ni jata kam ilm hai to phle ilm hasil kro

  • @toufeeqhyder

    @toufeeqhyder

    10 ай бұрын

    Itna ilm hai ke fazayal pay Maatam nahi hota. Phir yahaa kyou ho raha hai.

  • @syedisrarhussain8684
    @syedisrarhussain868411 ай бұрын

    Geo geo geo geo geo mullamadad

  • @AbbasAli-gt2ix
    @AbbasAli-gt2ix11 ай бұрын

    MashaAllah

  • @alamdarhusain
    @alamdarhusain11 ай бұрын

    Nauha padhna aata nahi. Sirf salaam aur wah wah

  • @riyazhussain5686

    @riyazhussain5686

    22 сағат бұрын

    🤬beluga to vivad ho Jaye GA sudhar ja

  • @husainkazmi7424
    @husainkazmi742411 ай бұрын

    Ye actor he hai

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Main kis miste par roun dhoondh rahun

  • @shaikhgufran7945

    @shaikhgufran7945

    10 ай бұрын

    Tu apnne bap yazeed ke mrne pe ro😂😂

  • @katterislamic
    @katterislamic10 ай бұрын

    Bhai ye noha written kr k bhej do bhai

  • @belalahmad8080
    @belalahmad808010 ай бұрын

    Maatam means Masayeb Fazayal par kab se maatam hone laga

  • @yushakazmi3429
    @yushakazmi342911 ай бұрын

    Iss acting krne waale ko Bollywood mein hona chahiye

  • @jawedrizvi6818

    @jawedrizvi6818

    11 ай бұрын

    जोकर है या नौहा ख्वान?

  • @Dreamfollower110
    @Dreamfollower11011 ай бұрын

    Bhai ach kalam hh acha pdha ap logon ne Bs ek kam kre ye jo bnda aage nachta rhta hh ise rok den

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Abe jahil ye nach nahi Raha hai ishara kar raha hai tumhi ho din ke gaddar mano ya na mano tum

  • @faizansirclasses5704
    @faizansirclasses570411 ай бұрын

    Ayse nauhe sunkar yahi lagta hai ki hume ittehad ya muttahid ya wehdat ki baat karna fizool hai

  • @Syedalizaidi3258
    @Syedalizaidi325810 ай бұрын

    Wah wah ke liye mahefil rakhi gai hai na ,,, to shabbedari ke meyar ko kiyo kam kar rahe ho aap log ... Shabbedari hai to noha padho .... Matam fazayal par kara rahe ho ye konsa meyar hai azadari ka aap btao

  • @dillgamo3870

    @dillgamo3870

    Ай бұрын

    Kalam suna nhi bas Gyan Dene aa gye Bina fasayel ke koi msayeb pura nhi hota h🙂

  • @riyazhussain5686

    @riyazhussain5686

    22 сағат бұрын

    Apna mu band Kar bas dekh tu

  • @panjatan5
    @panjatan511 ай бұрын

    Dhun hamare kalam ki h

  • @zaheraali9690
    @zaheraali96902 күн бұрын

    Mahfil hi krwa lete

  • @ameenasamiah7219
    @ameenasamiah721911 ай бұрын

    Is nohe me gham ki jhalak kaha hai Ye to manqabat hai, nohe me aah hoti hai, waah nhi

  • @mirzaali8995

    @mirzaali8995

    11 ай бұрын

    Bilkul sahi hai bhai

  • @yushakazmi3429

    @yushakazmi3429

    11 ай бұрын

    Bhai jb ye mera hindusta naam ka noha padh skte hain to ye to kuch bhi nhi

  • @ameenasamiah7219

    @ameenasamiah7219

    11 ай бұрын

    @@yushakazmi3429 mera hindustan noha nhi hai, wo v maqabat k alfaaz hain, us nohe me gham ka ek jumla v nhi hai, sirf hindustan ki taareef hai

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Lagta hai duniya me ap jaise jhahilo ki Kami nahi hai sirf yahi Anjuman Salam nahi padh Rahi hai sabhi Anjumane padh Rahi hai sab ko roko aur ye sab bahana hai Salam manqabat tum sab logo ko jhalan hai Anjuman Haidariya se tum sab jhalte raho Anjuman Haidariya padhti rahe gi aur bat Salam ki hai to marja ka fatwa dikhao ki Salam par Matam mana Kiya hai unhone fir kahna ...

  • @farhanyoyo2020
    @farhanyoyo202011 ай бұрын

    Ye jashan hai ya azadariye Hussain samj mai nhi araha hai fazail per matam mafi bhai mager acha nhi laga

  • @khamenai.iriran2875
    @khamenai.iriran287511 ай бұрын

    Ye kya jehalat hai matam ho rha fazael prr matlb kya bataen 😞😞

  • @chaandali420
    @chaandali42011 ай бұрын

    Azadari ka maiyar ye nahi hota mano ya na mano AAP Hazrat momeneen ye Gham ke ayyam hai koi weladat ke din nahi hai please esa nahi Karo Bhai Gham me Gham karo our jab Khushi ke din aye to Khushi manao bhai.? Kya koi insan apne kese family ke fard ke Majlis me eysa kar sakta hai kya agar kare to mujhe batana apne Bap Maa,bhehan, bhai ke mot pe karna esa. Imam Zamana a.s.ko kya muh dekhao ge. Ya Hussain hay Hussain Allah Hidayat ata kare elahe aameen

  • @ghadeernaqvi9263
    @ghadeernaqvi926311 ай бұрын

    Shiya nohe ka matalab bhol gye hen...

  • @artandcraft171

    @artandcraft171

    11 ай бұрын

    Nadeem sarwar k nohe pe to kuch nhi bolte

  • @faizansirclasses5704
    @faizansirclasses570411 ай бұрын

    Humne iss nauhe se kitna neik amal karna sikha

  • @MohdArif-bt8mg
    @MohdArif-bt8mg11 ай бұрын

    منظر کشی کے نام پر اوور ایکٹنگ خدا خیر کرے

  • @samirmirza1016
    @samirmirza101611 ай бұрын

    Amaa yaar Nauha means Girya hota h pls nauhe ke meaar mt girao nauhe ko nauha rahne do.

  • @syedaliimam3149
    @syedaliimam314911 ай бұрын

    Sahi kaha apne ap jaiso ne Azadari ka meaar gira Diya is se bure din Azadari k liye aur kya hoga k ap jaise logon me Manqabat aur Noha ka meaar gira Diya samjh ne nahi aa raha hai k noha padh rahe han ya jashn

  • @taqvitaqvi718
    @taqvitaqvi71811 ай бұрын

    Adakari acchi kar raha hai Bibi MAAF karege🙏 ho kiya Gaya Hai ye nohykhano ko

  • @mirnaqi3296
    @mirnaqi329611 ай бұрын

    Maula Taufeeq De Rone ki yah Nohay Mein Matam ki jarurat Nahin Hai ismein Ek lafz bhi missile Nahin Hai Nohay Mein missile ho to matam

  • @user-wj1ky1pc9j
    @user-wj1ky1pc9j11 ай бұрын

    Kya hai ye

  • @urdufoundation1
    @urdufoundation111 ай бұрын

    Is qom ko ho kya gaya he, Hans Hans kar matam kar rahe Hen, Qaseede pr matam kisne bataya he, or khushi ki daad Mil rahi he or matam bhi Allah hidayat De.. Ameen

  • @ABBASAli-ft9gx
    @ABBASAli-ft9gx11 ай бұрын

    Azadari ka ye meyar nahi hai Jo aap log kar rahe hain mano ya mano tum

  • @molanajafarraza3818
    @molanajafarraza381811 ай бұрын

    Alha hoakbar are bhai kuch den ko smjh kr he nohakhane kr letye

  • @faizansarwar4432
    @faizansarwar443211 ай бұрын

    Acting kam kare to aur badiya hoga bhai....

  • @kazim_rizvi_abdullahpuri
    @kazim_rizvi_abdullahpuri10 ай бұрын

    Aap log aur bhi anjuman ko dekh sakte hain shyd aur bhi anjuman salam padhti hai aur matam karti hai akhir kaisa bugz hai anjuman hadariya se jo aap log ik anjuman ko.bol rhe hain khair jisdin anjuman hadariya ke kisi frd jiski wo.takleed karta hoga agar us marja ne mana kardiya to nhi padha jayega

  • @suhailwasti89
    @suhailwasti8911 ай бұрын

    Tamam azadar salamt rhen . Lekin ye majlis h ya mehfil h Or log matam bhi kar rhe hn Or ye actor sahab kon hn, yaar matlab hadd h Or ye radeef kuch smajh nhi aya , Mano ya na mano tum Adhe log daad de rhe aadhe matam kar rhe Atleast ye actor bhi sab ki thra pdhwaysn baqiya log saleeqe se padh rhe hn

  • @Zahra_786
    @Zahra_78611 ай бұрын

    Ye jo log bol rhe h ulta seedha to bhai maan jao na bura kyu lg rha h bura unko hi lgta h jinke shajre kharab hote h

  • @faizansirclasses5704
    @faizansirclasses570411 ай бұрын

    Kya azadari ka maqsad yahi hai ki iss tarah khulkar padho aur aapas me ladai karao ye to azadari ka maqsad na tha

  • @mirnaqi3296
    @mirnaqi329611 ай бұрын

    Faizal Pade to Matam Nahin karte isko Kaun samjhae Mushaira par Matam Hota Hai

  • @Syedalizaidi3258
    @Syedalizaidi325810 ай бұрын

    Ye jo matam kar rahe hain inse puncho to matam gham ki alamat hai ya khushi ki .... Fazayel par matam kiyo kara rahe ho aap .. mahefilo wala shabbedari me kiyo laya ja raha hai ..bahut afsoos hota hai ye sab dekh kar ... Aapko wah wah karwana hai to mahefilen hain na usme padho ,,,,. Ayse program me jana hi band karo jaha matam me wah wah ho

  • @toufeeqhyder
    @toufeeqhyder11 ай бұрын

    I don’t think we should be doing Maatam on this

  • @alizaidi3058
    @alizaidi305811 ай бұрын

    Tumhari azadari hai bekar mano ya na mano tum

  • @asiftannu5956
    @asiftannu595611 ай бұрын

    Ye Nauha Khawn kam Actor zyada lag raha hai. Shame Shame. Azadari kro makkari na kro.

  • @FariyaMuskan__01
    @FariyaMuskan__0111 ай бұрын

    Yeh side me itni overacting kyun bhai? Actions ke sath drama play kar rahe ho kya?

  • @suhailwasti89
    @suhailwasti8911 ай бұрын

    Azaa ke naam pe hasna , uchalna acting karna Adaakari h ye bekar mano ya na mano tum

  • @qayemazmi92110
    @qayemazmi9211011 ай бұрын

    Wahhh kitne pudard nohe par matam ho Raha hai

  • @AnfaalHusainOfficial

    @AnfaalHusainOfficial

    11 ай бұрын

    Nadeem sarwar ke Nohay pe nhi kehte ...

  • @sahilabbas4015
    @sahilabbas401511 ай бұрын

    Nohay Khan kam hi actor jyada hai abe Noha Khan Gam Ke Din chal rahe hain Kyon to Nohay Vakya padta hai Mushaira hai abe Gam Ke Pad Jo sunkar Aansu a Jaaye

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Azadari ka ye andaz bekar hai mami ya n mano tum

  • @HaiderAli-um7gs
    @HaiderAli-um7gs11 ай бұрын

    Q acting krre ho.. Nohay ese hote he

  • @nasirabbas6450
    @nasirabbas645011 ай бұрын

    Again cartoonee action

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Ye jahil nauha khean har baar aisa hi nauha padhta hai

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Abe jahil tumse to axa hai ye imam Hussain ka taskera kar raha hai lagta hai Ali ka bugz tumhe hi hai tabhi jahilana harkar kar rahe ho ye Salam padh rahe hai noha nahi jahil jahil 😂😂😂😂

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Is tarah ka nauha qaum ki jehalat bayan kar raha hai

  • @chunnesahab5723
    @chunnesahab572311 ай бұрын

    Bewakoofon ki jamat mein bewakoof padh raha hai

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Jo bewakuf ka Salam sune usse badha bewakuf koy nahi tumhi sun rahe ho aur comment kar rahe ho mano ya na mono tum

  • @alamdarhusain
    @alamdarhusain11 ай бұрын

    Overhyped. The reciter seems over acting

  • @riyazhussain5686

    @riyazhussain5686

    22 сағат бұрын

    Your mother acting is vg

  • @FinenceJabir-sf4sy
    @FinenceJabir-sf4sy11 ай бұрын

    Saram to Karo Are badbakht this is Muharram

  • @mirnaqi3296
    @mirnaqi329611 ай бұрын

    Pagal actor

  • @mohsinhussain4047
    @mohsinhussain404711 ай бұрын

    Ye Salam lko ki Anjuman ka h tum kyo padhrahe ho kisi ki chori kyo Kari tumne batao ? Padhne se pahle tumne parmission Li unse jawab do ?

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Kis Anjuman ka Salam hai Anjuman ka nam batao

  • @dillgamo3870

    @dillgamo3870

    10 ай бұрын

    Yahi anjuman ka h

  • @mohsinhussain4047
    @mohsinhussain404711 ай бұрын

    Chori karna buri baat h apna khud ka Salam kahalwaya karo

  • @user-lq9hu4xf6j

    @user-lq9hu4xf6j

    10 ай бұрын

    Ye Anjuman haidariya ka kalam hai

  • @MohammadAli-th8uj

    @MohammadAli-th8uj

    10 ай бұрын

    Jo chor rahta hai wo dusre ko zarur chor kahta hai ye Salam Anjuman Haidariya ka hai mano ya na mono tum

  • @karrarhussainabidi9805
    @karrarhussainabidi980511 ай бұрын

    Mashallah

  • @Maqsad-E-Ahlebait
    @Maqsad-E-Ahlebait11 ай бұрын

    Mashallah maula salamat rakhe

  • @kambarhussain5471
    @kambarhussain547111 ай бұрын

    Mashallah

Келесі