Mamoolat Silsila Naqshbandia | معمولات سلسلہ نقشبندیہ | Tariqat Naqshbandi | Shaykh Humayun Hanif DB

Detail:
Momoolat Silsila Naqshbandia Kia Hain?
Unko kese karna Chahiye?
Tasbeehat kia Hain?
Shajrah kab parhna chahiye?
----------------------------------------------
Silsila Naqshbandia Kay Mamoolat
Sab say Aham Cheez MURAQBA hay.
Akser Salikeen is main Susti kartay Hain or unhain faida mehsoos nahi hota.
Muraqba Silsila main farz ka darja rakhta hay
Is Kay baad Wuqoof e Qalbi hay Jo Kay her waqt Dil ka dhiyan Allah ki taraf rakhne ka naam hay. 24/7 ye kia jasakta hay lekin is practice zaroori hay
Tasbeehat
1 Istaghfar
2 Durood Shareef
3 Teesra Kalima
100-100 times Subah or Sham
Shajrah : • Shajrah Silsila Naqshb...
Din main aik martaba shajrah zaroor parhen isse tamam buzrugon ki Arwah (Rooh) Mutawajjuh hoti Hain.
Koshish Karen Yaad karlen.
Rabta Shaykh
Rabta Shaykh sab say aham hay.
Aap Mamoolat Kar rahay Hain tab bhi Apne Shaykh ko batain Aur ager Nahi Kar rahay tab bhi Apne Shaykh ko batain.
Mahine main aik bar zaroor apni update Karen.

Пікірлер: 40

  • @dralimuradkhan5119
    @dralimuradkhan51195 ай бұрын

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @mohamedarief49
    @mohamedarief492 жыл бұрын

    Infinite percent inshallah alhamdulillah subhanallah allahu akbar lailahaillallah mohamadurasulullah sallallahu alaihi wasallam forever

  • @Naqshbandi119
    @Naqshbandi119 Жыл бұрын

    ماشاءاللہ سبحاناللہ ❤️ Aap bhut hi acha btaya ke Silsilaye Naqshbandiya Mujaddidya me Murkbba bahut hi jroori hai 👍❤️ Alhamdulillah main bhi Naqshbandi Mujaddidi se hu ❤️😍 India se

  • @FaqeerDrShahzadAbuSaimShams
    @FaqeerDrShahzadAbuSaimShams3 жыл бұрын

    MashaAllah❤you ya syyedi❤❤❤❤❤ ya murshidi ❤❤❤❤ ya shaykh❤❤❤❤

  • @mohdhassan2129
    @mohdhassan21293 жыл бұрын

    Subhanallah

  • @CodingWithShahrukhSir
    @CodingWithShahrukhSir3 жыл бұрын

    Masha Allah 😊

  • @sonumuskaano22
    @sonumuskaano223 жыл бұрын

    Jazakumullaho Khairan kaseeran

  • @aftabsyed2849
    @aftabsyed28493 жыл бұрын

    جزاکاللہ و خیرا۔

  • @AshfaqAhmad-gz6im
    @AshfaqAhmad-gz6im3 жыл бұрын

    Jazaka Allah

  • @shamimAnsari-hk1gz
    @shamimAnsari-hk1gz3 жыл бұрын

    Mash ALLAH

  • @mushtaqansari5266
    @mushtaqansari52662 жыл бұрын

    ماشاء اللہ اللہ تبارک و تعالٰی حضرت کے علم و عمر صحت تندرستی عطا فرمائیں آمین ثم آمین عاجز گنگا کھیڑضلع پربھی سے

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Ameen

  • @eshalquraninstitute265
    @eshalquraninstitute2653 жыл бұрын

    دعا کی درخواست ہے

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    InshaAllah.

  • @Kashmirking00000
    @Kashmirking000002 жыл бұрын

    Kitne tasbih padnae hai kalima, durood aur istagfar kae.

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Aap agar bayt hain to whatsapp par message karen. Aap ko mamoolat ki tasbeehat aur rehnumaye salik send kardenge. +92 345 212 3881

  • @irshadshah6978
    @irshadshah69782 жыл бұрын

    Agar Sheikh available Na Ho tu kay Karna hai

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Shaykh e Haq dhonden

  • @asfarshaikh3156
    @asfarshaikh31563 жыл бұрын

    Hazrat mujhe apse baith hona h aur apni islah krni h plzzz mujhe contact ka Bata digeye ki kaise karu

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    Aap khanqah ke whatsapp number par raabta karlejie +92 345 212 3881

  • @ROHAILLA666
    @ROHAILLA6662 жыл бұрын

    mein bayt nahi hun kisi se bhi kya mjhy ye sb karny ki ijazat mily gee??????? hazrat jee

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Pehla sabaq bayt kiye bagher kar sakte hain. Second sabaq keliye bayt zaroori hai

  • @nabeelyounusofficial9049
    @nabeelyounusofficial90492 жыл бұрын

    Karachi markz ka Address milsakta hy maine bait hona hay

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Aap whatsapp par raabta kejie +92 345 212 3881

  • @muneershaikh4976
    @muneershaikh49763 жыл бұрын

    Kya koi dusre silsile wala muraqba kar sakta he kya. Ya sirf naqshbandi walo ko hi iski ijaazat he

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    Apne Shaykh say puch kar her koi karsakta hay.

  • @shafeeque6047
    @shafeeque60472 жыл бұрын

    Assalamu alaikum Shaik saab Silsila naqash bandiya ki bayat kaise karsakte hain,main tho filhal Riyadh-Saudi Arabia main hoon, daily rozana sone se pahele main muraqaba karke sota tha 3 ,4 mahene,ab bahoot nai ho para, shaitani waswasa ziyadha rehta hai,dil guna ki taraf lejata hai, please Salah dejiye, shukriya

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Aap whatsapp par rabta kejie. +92 345 212 3881 Aapko bayt keliye time aur tafseel batadenge

  • @omarkhattab8489

    @omarkhattab8489

    Жыл бұрын

    mujhe bhi bait karna hai ..me karachi se agar karachi me kohi naqshbandi bozarg hai to uski rehnmai kejiye

  • @sayibjaveed8494
    @sayibjaveed84942 жыл бұрын

    Silsila Aliya Naqashbandia Mai dakhil kaisai ho saktai hai?

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    2 жыл бұрын

    Shaykh e Haq se bayt kar ke

  • @OWASIA
    @OWASIA3 жыл бұрын

    اسلام علیکم ورحمتہ اللہ۔یہ ساری باتیں نور سے بھرپور ہیں،لیکن یہ بتائیں کہ بیعت کب کرنی چاہیے۔انسان کے دل کی کون سی کیفیت ہوتی ہے،یا ایسا کیا اشارہ انسان کو ملتا ہے کہ کسی حضرت کی اب بیعت لازم ہو گئ ہے۔ آپ کے حکم و جواب کا منتظر ہوں۔ جزاکم اللّٰہ

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    Walaikum Assalam Tazkiya e nafs Quran ka hukm hai. Is keliye kisi ishare ki zaroorat nahin. Apna tazkiya karwana lazim hai. Nabi Kareem sallalah o elaihi wassalam ke bai'sat ke maqasid mein se eik maqsad tazkiya karna tha. Aur Tazkiya kyonka khud nahin kiya ja sakta(nafs to apni burai manta hi nahin) is keliye Shaykh e Haq ki zaroorat hai. Is liye bayt ki jati hai, jo eik wada ya ehad hai apne nafs ko nafs e ammara se nafs e mutmainna ke safr par tayyar karne keliye.

  • @OWASIA

    @OWASIA

    3 жыл бұрын

    @@islah-e-Nafs JAZAKALLAH

  • @tajammulhasan3320
    @tajammulhasan33203 жыл бұрын

    Sjra khy h

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    Nabi e Kareem sallalahu alaihi wassalam se ab tak hamare sisila e Aaliya Naqshbandia ke mashaikh ke asmae grami shajrah kehlate hain Its like a family tree

  • @irfanahmadsheikh9176
    @irfanahmadsheikh91763 жыл бұрын

    Hazrat dua ki dark hast hein

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    InshaAllah. Hazrat aap keliye duago hain

  • @gul-e-raana956
    @gul-e-raana9563 жыл бұрын

    Ye tsbeehaat maamol hain bs muraqba m kmzori hai

  • @islah-e-Nafs

    @islah-e-Nafs

    3 жыл бұрын

    Silsila Aalia Naqshbandia mein muraqabah intihai zaroori hai

Келесі