Mahabharat Episode 210 || Krishna's Lessons for Arjun! || Part 2 || Pakistani Reaction

Mahabharat Episode 210 || Krishna's Lessons for Arjun! || Part 2 || Pakistani Reaction

Пікірлер: 96

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164Ай бұрын

    In this Geeta knowledge is discribed in very short . This is not Even 10% of it.

  • @NiteshKumar-kz3hz

    @NiteshKumar-kz3hz

    Ай бұрын

    Mummy se bolo br Chopra dikhaye

  • @ourcultureourpride7164

    @ourcultureourpride7164

    Ай бұрын

    @@NiteshKumar-kz3hz 😂 I'm telling to Them , I Know.😂 And Why watch Serial if you can read Bhagwat Geeta.😊

  • @Xyz3.14

    @Xyz3.14

    Ай бұрын

    ​@@NiteshKumar-kz3hz Ramanand Sagar ki Mahabharat me bhagwad Geeta ko jada ache se cover kyea hai.

  • @nandiniraj4034
    @nandiniraj4034Ай бұрын

    Geeta ko smjhna is not easy.... But still this one giving goosebumps ❤❤

  • @adiraj_123
    @adiraj_123Ай бұрын

    dharm koi majhab ya riligion nhi hota dharm ka matlab satya gyan hota hai jo aaj kahi nhi dikhta

  • @princezzz748

    @princezzz748

    Ай бұрын

    Abey kab Tak ek hi baat kahoge

  • @trendsmaster

    @trendsmaster

    Ай бұрын

    🤔 🤔 ​@@princezzz748

  • @KidsLib123

    @KidsLib123

    Ай бұрын

    😂​@@princezzz748

  • @adiraj_123
    @adiraj_123Ай бұрын

    krishna ji sirf arjun ko nhi samjha rhe wah pure brahmand ko samjha rhe aapko hamko aur aane wale vansh ko bhi samjha rhe

  • @jitendragehlot3716
    @jitendragehlot3716Ай бұрын

    Ab Parmeshwar apna vishvaroop dikhayenge arjun ko jai shree Krishna 🙏🏻❤

  • @TopMysteriousBytes
    @TopMysteriousBytesАй бұрын

    Tum log Dharam aur Adharam m farak jaan hee nahi paye. Dharam matlab majhab ya religion nahi h. Dharam, ye Sanskrit ka word h aur iss ka relation apne Karma se hota. Dharam matlab kisi kom ko ya kisi civilization ya kisi culture ko nahi bola jata. Ye tum logon k dimag m misconception h. Jo culture h, uss ko religion ya majhab bolte h naa ki dharam. Krishna ji wahi sika rhe h. Aur jo galti se Adharam kare, anjane m kare, unn ko guidance dena banta h, unn ko rasta dikhana banta h, unn ko mafi banti h. Lekin jo Jaan bujh kar Adharam kare, unn ko dand dena parta hai kyu ki unn ko already malum hota h ki unhon ne kya kiya hai. Jis ko already pata ho, unn ko wahi baat hajar baar samjha v diye toh uss k dimag m nahi ghusna h. Wo apni jidd par hota h. Toh uss ko paap bolte h aur jo jaan bujh kar paap kare, uss ko dand dena banta h.

  • @kbr4104
    @kbr4104Ай бұрын

    Karuna means mercy, daya

  • @M46u777

    @M46u777

    Ай бұрын

    Rehem

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505Ай бұрын

    Saare aatmao ka destination hai Paramatma... Hum sabko Paramatma se milna hai... Aur Adharm, galat kaam, arrogance, yeh sab hume Paramatma se dur le jaate hai... Pyaar, sympathy, kindness yeh sab hume Paramatma ke paas le jata hai... Jab hum insaano ki shareer mein hai tab tak hume aisa lgta hai ki shareer hi sab kuch hai... Yeh body hi mai hoon but nhi... Actually my soul is my true identity... Jab tak hum completely dharm ke raaste pr nhi aa jaate tab tak yeh birth aur death ka circle chalta rahega... Aur as a human janm lekar iss zindagi ki saari dukh bhog na hoga... But aagar hum Dharm ke raaste pr chale,, Paramatma ko janne ki sacche kaushish mein rahe aur khudko Paramatma ke roop se jaanle tab hum iss death aur birth ki circle se azad ho jaayenge.... Aur uss Paramatma, Almighty God ke saath humesha ke liye jud jaayenge... Aur jab koi insaan apne Adharm ke karan Paramatma se dur jaane lgte hai tab yeh dharmiyo ka duty hai ki woh unhe us raaste se wapas laane ki kaushish kare... Kyuki sanatan kehte ki the whole world is my family... Sirf meri maa , baap, bhai , behen nhi... Sara duniya hi uss Paramatma ka parts hai, aur mai bhi hoon iss liye puri ki puri duniya hi mere aapne hai...

  • @SeemaNamirani
    @SeemaNamiraniАй бұрын

    Gyaan or Knowledge is very important is what Lord Krishna is saying to everyone through Arjun.

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uyАй бұрын

    Yah Gyan sabke liye h ...koi bhi insaan isse apna bhala kar sakta h

  • @shakuntala780
    @shakuntala780Ай бұрын

    "Paramatma ji" ye kya tha😂

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7mАй бұрын

    Jai Shree Krishna

  • @Vasudev007
    @Vasudev007Ай бұрын

    The most important part is that any action should not be done considering it's benefits or the result. It should be done without expectations else one would be tied to it's result which would keep repeating the cycle of births. When one does actions without expectations and according to dharma then only one can exit this cycle and attain moksha.

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_SinghaniyaАй бұрын

    Apne bhut Acchi koshish ki samjhane ki Bros👏👏👏🙌❤

  • @Seeker390
    @Seeker390Ай бұрын

    Baar baar janam hona apne aap m ek saza hai……….

  • @SpicyEntertainment.17
    @SpicyEntertainment.17Ай бұрын

    Bagwan shree krishn ji ne Geeta updesh hamare Haryana me Diya tha❤❤❤❤

  • @1357Prc
    @1357PrcАй бұрын

    Jai' ShriKrishna🙏🙏🚩

  • @kaafirhaseena8158
    @kaafirhaseena8158Ай бұрын

    Dharam ka nirmaan prakriti krti h aur majhab religion ka nirmaan ek Insaan krta h ......aur prakriti insaan ki soch se bhi jyada important aur powerful h 🚩🚩🚩🚩♥️♥️🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uyАй бұрын

    Shree Krishna ab karm yog samjha rahe hn......ki Bina fal ki icha ke ,Bina kisi swarth ke liye hue karm ka fal nahi milta....koi paap nahi lagta.......paap aur punya kewal kisi icha/ swarth ki purti ke liye kiye Gaye karm ka hi milta h

  • @HelloWorld-po4iu
    @HelloWorld-po4iuАй бұрын

    Paratma means,,issor the Supreme power one god,,,jiske part he a sob kuch❤❤

  • @Barsha-v9h
    @Barsha-v9hАй бұрын

    Arjun ki wajah se ham ye baat aj suni hai ❤ Jai shree krishna ❤

  • @TrumpThomas123
    @TrumpThomas123Ай бұрын

    Shri Gita ghyaan ko koti koti pranam 🙏❤

  • @mansigupta7063
    @mansigupta7063Ай бұрын

    Geeta ka gyan kabhi ek baar mei kisi ko samaj aa hee nahi sakta. Bohot punya or mahan atma hee hai jo Geeta ke gyaan ko 1 ya 2 baar mei samaj le.

  • @Sm-prc
    @Sm-prcАй бұрын

    Jai' shriKrishna🙏🚩

  • @TanyaDubey-gx7nv
    @TanyaDubey-gx7nvАй бұрын

    If u wish u can read bhagvat Geeta in Urdu as well. Also many videos on yt has Urdu version of Geeta gyan.

  • @srp3840
    @srp3840Ай бұрын

    Jai' shriKrishna🙏🙏🚩

  • @Amrit99288
    @Amrit99288Ай бұрын

    Very good question Rana saab. The Only reason we all are here and coming again and again here is. We are in a Personality Development Class. Jab Hamari right personality develop ho jaegi, hume mukti mil jaegi. tab tak 'पुनरपि जननं पुनरपि मरणं, पुनरपि जननी जठरे शयनम्। ( Again and again birth and death circle continues).

  • @user-in505
    @user-in505Ай бұрын

    ND do your Work without thinking of fruits..Just keep on doing your work Duty as a person for society without thinking of fruits...ND if you keep doing work expecting Fruits then if the results are not in your favor then you will suffer becoz you had expectations.. ND Arjuna saying that if he is killing a person that means he is destroying his own mercy ND daya towards humanity But there is a difference between Right mercy and wrong mercy

  • @Hjnmk-eo9uy
    @Hjnmk-eo9uyАй бұрын

    Jai' jagdish🕉🙏🚩

  • @prabhakarpatel4066
    @prabhakarpatel4066Ай бұрын

    Serial entertainment ke liye banaya tha . Isme 30% bhagwad gita bataya gaya he

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040Ай бұрын

    👏🏻 for Alee ji and Sameer ji... Jo bhi dikhaya ja rha wo aap samajh rahe

  • @RahulAdesara-zq6gi
    @RahulAdesara-zq6giАй бұрын

    Best reaction in the world aap logon ki tarah bahut acchi hai

  • @krishnapal8777
    @krishnapal8777Ай бұрын

    Bhai log ab samajh gaye ki Dharma is not religion like Hindu, Muslim, Sikh, Christian etc. Dharma means responsibility, duties, moral activities and so on...

  • @baljitatwal1188
    @baljitatwal1188Ай бұрын

    Aap tino bai bauuutt acha reaction de rahe ho and samaj rahe ho 👍👍👍🙏🙏🙏jai shri krishna

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164Ай бұрын

    One Doubt may Raise From you , If Krishna ji TAKE THE CONVERSATION IN DIFFRENT AAYAM *IN SIMPLE WORDS STOPS TIME RELATIVELY*. Then how It is WRITTEN FOR OTHERS , ACTUALLY RHISHI VED VYAS JI , Already seen Whole Mahabharat And then Write it Before its Actually Happens. I.e. TIME MACHINE USE IN GOING FORWARD IN TIME ALSO SANJAY ALSO SEES IT.

  • @Bhaktifullstatus5797
    @Bhaktifullstatus5797Ай бұрын

    Hinduism k core belif bhi Geeta Gyan k ansh hai is jaroor padiye

  • @ShubhamKumar-we6um
    @ShubhamKumar-we6umАй бұрын

    Bahut gyan hai sab dimaag ke upar se jaayega 😂😂

  • @monikadeshwal1193

    @monikadeshwal1193

    Ай бұрын

    Aap khud samjhne ki koshish karo phle

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uyАй бұрын

    Jo aatma Dharma ke marg par chalti h ...aur Parmatma ko prapt ho jati ... phir use janm nahi lena padta...wo aazad ho jati hai...use hi moksh kahte hn

  • @omsales287
    @omsales287Ай бұрын

    Ramanand sagar ki krishna me aapko sampurn pura gita gyaan detail me samajne ko milega

  • @punitsuneri542
    @punitsuneri542Ай бұрын

    Wha bhai Sameer ji ❤❤❤ sahi samjhaya

  • @parveshgora1207
    @parveshgora1207Ай бұрын

    Sristhi aur parmatma mai koi bhed nhi isleye tho sanatani hindu, ped,paudho, nadiyon, aag suraj aur chand ki puja करना hai

  • @maniksharma8993
    @maniksharma8993Ай бұрын

    Agar geeta sahi seh samjni h toh hume ek guru ki zarurat hai h khud seh hum sirf khuch huud tk he samaj skte hai h secondly 19s ki Mahabharat ka geeta gyan sahi dihaya gya hai is meh nahi ❤

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge6961Ай бұрын

    Bhagwan Shri krishn ne Arjun se kurukshetra me jo kaha, jo Gyan Diya vahi Geeta hai...😊

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uyАй бұрын

    Geeta ki kitab Urdu me bhi translated mil jayegi ....use padhen.....aik aik episode ko pahle 2-3 baar dekhkar main main poits likh liya karein... phir reaction Diya karein

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040Ай бұрын

    एतावदेव जिज्ञास्यं तत्त्वजिज्ञासुनात्मन: । अन्वयव्यतिरेकाभ्यां यत् स्यात् सर्वत्र सर्वदा ॥ Iska matlab hai ki aatma tatva ko janne ki ichchha rakhne walon ke liye kewal itna hi janne yogya hai ki Srishti k shuruat se Srishti k khatam hone tak teenon lok (swarg, mrityu,narak) aur teenon kaal (bhoot,vartmaan,bhavishya) me jo hamesha ek jaisa rehta hai wahi aatma tatva hai

  • @omsales287
    @omsales287Ай бұрын

    Gita gyaan ki agar puri jankari detail to detail jan ni ho to shree krishna ka episode dekho usme aap shree krushna aur unke dwara diye pure gyan ko jan javoge, ye mahabharat me jo gita gyaan bata rahe he wo to sirf ek gita saar ke roop me he

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193Ай бұрын

    15 :5 bilkul sahi ali bhai ...very good understanding 👏..keep it up

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532Ай бұрын

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @worldpoint8298
    @worldpoint8298Ай бұрын

    Kya bat h Rana shab

  • @secretofmind797
    @secretofmind797Ай бұрын

    Apane bahut acchi koshish ki hai samjhane ki bros❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Bhaktifullstatus5797
    @Bhaktifullstatus5797Ай бұрын

    Karam karte raho fal ki chinta mat karo atma amar hai woh nhi marta atma baar baar sarir change karta hai or jab parmatma k gyan mil jata hai toh woh is bandan se mukt ho jaata hai or parmatma main vilil ho jaati hai...geeta gyan sach main bhut wast hai sab ko samjne k liye geeta gyan padhiye sab religion se uth k this the truth and fact for creation of bharmad

  • @jitendragehlot3716
    @jitendragehlot3716Ай бұрын

    Aapne explain bhi bahut achha kiya Bhai 😍

  • @MrityunjayBorah-ml3ec
    @MrityunjayBorah-ml3ecАй бұрын

    Love from India 🇮🇳😘🙏

  • @user-in505
    @user-in505Ай бұрын

    Nd it's your Duty to Fight your war....

  • @trendsmaster
    @trendsmasterАй бұрын

    Arjun ko nhi hmm logo ko samjha rhe hain

  • @pragatirajput8040

    @pragatirajput8040

    Ай бұрын

    Aisa bhi nahi hai ki Arjun ji ko nahi samjha rahe... Wo Arjun ji k madhyam se saare sansaar aur aane wali generations ko samjha rahe

  • @poonammahananda3838
    @poonammahananda3838Ай бұрын

    Geeta gyan only 5% dikhaya he 🙏ise mahabharat me

  • @funwithsk112
    @funwithsk112Ай бұрын

    Next part

  • @vidyadesai3354
    @vidyadesai3354Ай бұрын

    Aap logo ko bhagwad geeta samzna hai toh uska book padhiye.. Wo sabhi langauges me translated hai. Ye serial me saara nhi batataya. Sirf uss ka jist dikaya. Aap logo ko issko padhna chahiye.

  • @trendsmaster
    @trendsmasterАй бұрын

    Aatma hi Satya hai Sareer to nakli hai and machine hai

  • @omsales287
    @omsales287Ай бұрын

    Aap ek baar ramanand sagar ki krishna ke episode par apna reaction dijiye

  • @hridayramprajapati7678
    @hridayramprajapati7678Ай бұрын

    This Geeta is very short only 10%

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pjАй бұрын

    Bahut hi acchi trah se explain kiya nice Jai shree Krishna 🦚❤️🙏

  • @user-in505
    @user-in505Ай бұрын

    Karuna means Rahem daya karna Parmathama means ultimate God that resides in each nd everything every living being humans nd environment ND People those who do wrong even with knowing is the worst people You should always keep doing a path that will take you close you to God ND Reincarnation ka concept apkay like new hoga but Hindus Mai it like Jabktak Aap apna lesson nahi learn karogay Right way of living ka you will keep having rebirth nd final moksh I.e liberation will not happen Nd Feelings nd all are not you ..

  • @SKTcene
    @SKTceneАй бұрын

    Is mahabharat me gita 10.% hi dikhai gyi hai

  • @supriyoroy4278
    @supriyoroy4278Ай бұрын

    Next pat

  • @SuhasKanekar
    @SuhasKanekarАй бұрын

    Kya karte ho yar aaj phir aapne ek bi episode nahi dala

  • @devikaeshwarya611
    @devikaeshwarya611Ай бұрын

    Dekhiye ye kuch bhi nahi hain. Geeta gyaan Samundar se bhi gehra hain. Yahan par general batein ho rahi hain bas jo har koi samajh sake. Purush aur prakriti shabdh ko male and female math samjhiye. Masculine and feminine energies ya oorja ke baat ho rahi hain. Ishwar ke hi do thatw hain purush aur prakriti jo bhagwan aur Devi mein prakad hoti hain. In dono thatw har manushy mein hain aur in donon ke santhulan ya balance se hi manushy apne aathmasakshatkar yani aathma ko jaan sakte hain. Bhagwan keh rahe hain iss sansar mein aakar apne man aur shareer ya body ke mohmaya mein bhaskar aatma apne sachayi ko bhool jate hain yahi iss sansar ke pareeksha hain. Ishwar manushy ke yahi pareeksha dete hain ke jo iss mohmaya ke sukhon ke upar udkar apne aap ko aatma ke roop mein jaan lete wo paramatma ko bhi jaan pate hain. Physical desires to shareer aur man mein hain jo keval apne vyavahar mein hain usse upar hi manushy ki oonchayi ho sakte hain. Aatma ko kya moh ho sakte hain. Abhi very recently science ye jaan liya hain ke punarjanm sachayi hain sab kuch energy hain aur energy sirf form badalte hain aur doosre lete hain. Meine pehle hi aap logon se ye kehne ke koshish kar rahi hain ke mahabharat mein har kisi mein dharm aur adharm nazar aayenge. Lekin farak ye hain ke pandavon se bhi kuch adharm hote hain magar wo anjanne mein hain apne parampara ko ya vachan ko sabse bade samajhne par ho gaya dha. Ye log mahapurush hain jo apne vachan aur karm ko hamesha sachayi se nibha aaye dhe. Lekin koi bhagwan nahi hote ek mod par apne dharm chintha mein hi kuch galtiyan ho bhi jaate hain. Lekin yahan par ye jaan na zaroori hain ke wo dharm chinta mein hi hue dhe lekin doosri aur duryodhan aur shakuni adharm ko jaan boochkar kar rahe dhe. Aise nahi hi wo log moorkh hain anjane mein adharm ho gaye nahi adharm ko jaankar hi adharm karte rahe. Yahi bhagwan kehte hain jab wo puchte hain ke kya donon paksh mein dharm aur adharm nahi hain? Hain , lekin farak bhi yahi hain ke ek dharm ko Bachane keliye sab kuch sahi samjhkar karte rahe adharm karne ki mansha mein nahi aur dusre aur adharm ko jaan boochkar karte rahe. Lekin iss serial mein dheek se wo bataya nahi gaya hain. Aise logon ko kon samjha sakte hain. Jaise yahan Arjun puchte hain ke kya unse karuna ya kindness nahi kar sakte. Swayam bhagwan bhi unhe samjha nahi sakte kyun ki wo samjhna hi nahi chahte, jo samajhna nahi chahte aur aankh bandh kare use kon samjha payenge. Aur mein shuruwaat se aap logon ke Arjun ke saath lagav par sawal udhaya dha unsme mere yahi mansha dha ke aap log sahi tarah samjhe. Arjun mahanyodha dhe lekin wo bhi manushy hain unse bhi galtitiyan hue hain bahut baar. Arjun ke saath bhagwan ke hona mein bahut kaaran hain jo Maine pehle bhi kaha hain ke ek wahaj ye hain ke Arjun dhanurdhar hain aur dhanurdhar yudh ke pehle shreni ya line par khade hote hain. Unse yudh ke shuruvaat ya yudh ke disha ke pata chalta hain isliye wahan par bhagwan ke hona anivary hain.Dusri baat yahan par hain Arjun ke samarpan. Arjun sabse acche vidyardhi dhe ya student. Bhagwan ek jagah kehte hain pandavon mein mein Arjun hoon kyun ki Arjun mein samarpan ka bhaav sabse adhik dhe. Aur bhagwan aur Arjun same age ke dhe iske wajah se Arjun bhagwan se zyada judkar rah paaye jo avsar doosron ko nahi milte dhe. Isme punar janm ki kadha bhi grandh mein kehte hain ke Arjun pichle janm mein nar naam ke Rishi dhe aur wo bhagwan se judkar rehne ke vardaan is janm mein mang liya dha. Aur ye bhi hain ke yahan par arjun ulcha hua hain poori tarah unko ye gyaan anivary dha. Lekin wo to ek madhyam hain gyaan to pure sansaar keliye hi diya gaya hain.Isme doosre pandavon ki koi kamiyan ke wajah nahi hain. Waise kahan Jaye to mahabharat ke main character grandh se pata chalta hain ke yuddhistir hi hain. Unhi ke aathmasakshatkar se anth mein sab ke Kalyan hote hain aur devta unhe Jaya pukarte hain. Lekin iska matlab ye nahi ke baakiyon mein kuch kami dha. Har koi apne jagah par dheek dha. Lekin yuddhistir anth mein apne anthar atma par jeet paakar moksh prapth karte hain ye baat unko mahabharat ke hero banathe hain. Yahan par bhagwan kehte hain paramapara mein badlav lana hi bhalayi hain to karni chahiye wo aaj se 5000 Saal pehle ke manushy ko bhi wahi shiksha de rahe hain. Dharm yani sahi ke pata religion nahi. Apne niyamon mein bandh jaonge to Ishwar se door ho jaonge. Mein aapke duvidha samjh ti hoon ke aaplog bhasha ache tarah samjh nahi pate aur phir ek serial se sahi samajh milna bhi mushkil hain kyunki directors apne marzi bahut jagah karte hain especially dialogues par bahut badlav late hain. Hamare sanathan mein swathanthratha hain aur uss swathanthratha ya freedom ke faida bhi log udathe hain apne laabh keliye. Kya kar sakte hain. Hamare ithihaas sikhate hain blind hero worship math Karo. Samjho ke har kisi mein galat sahi honge lekin jo lagathar apne galtiyon ke upar udh rahe ho khud ko behtar bana rahe ho , dharm mein ho wo Nayak ya hero hi hain isliye nahi ki unse galti nahi hote magar isliye ke wo galti ko accept Karke sudhar rahe hain. Aur ek shresht manushy ban ne keliye lagathar parishram karte hain. Wo har koi Nayak hain

  • @mansigupta7063
    @mansigupta7063Ай бұрын

    Open English subtitles

  • @vidyadesai3354
    @vidyadesai3354Ай бұрын

    Beech me baithe hai bhaisaab wo thoda interested hai lagta hai lakin jo topi wale bhai saab ko koi interest nhi lgta hai. Unko apne ooper hii jyada dhyan hota hai.. Unko kyu include kiya aap log.

  • @aryanuj6
    @aryanuj6Ай бұрын

    Yahi to geeta gyan hai

  • @AjaySharma-ym2jp
    @AjaySharma-ym2jpАй бұрын

    In episode se ek comment karta hu aj k Bharat p Hindustaan k up m hindu usi trh so gya h jis trh abhi Arjun ji soye hue the shree Krishna ko 18 adhya aur 700 slok Lage the Arjun ko jagane k lie yudh k lie aur yha up m hinduao ko jagane k lie sayad ab Krishna g ko hi ana pade tbhi ye jage 80 m se 35 seat bjp ko vo bhi tb jb itna kch kar dia up m bjp ne same on u up valo

  • @monikadeshwal1193

    @monikadeshwal1193

    Ай бұрын

    Right...gaddar bahut jyada hai desh mai

  • @puresoul9612

    @puresoul9612

    Ай бұрын

    U P me zyadatar hindu vote dene hi nhi gye....baki kisne diya or kisko diya wo sabko pata h

  • @monikadeshwal1193

    @monikadeshwal1193

    Ай бұрын

    @@puresoul9612 jo vote dene nahi gaye vo bhi gaddar hai ...or jinhone galat di hai vo bhi gaddar hai

  • @puresoul9612

    @puresoul9612

    Ай бұрын

    @@monikadeshwal1193 ab yahi log har baat k liye bjp ko dosh denge

  • @rathangowda9376
    @rathangowda9376Ай бұрын

    Pehle 1 book our pen Raklo main point New word likh lo baad me reaction time kaam ayega. Bhool jate ho thum Dono channel me ye Karo

  • @balkaransandhu8120
    @balkaransandhu8120Ай бұрын

    Worst Geeta explanation ever. What a joke. Star Plus ka beda garak ho

  • @user-qi9co2ev1c
    @user-qi9co2ev1cАй бұрын

    कभी तुम लोग गीता और कुरान दोनों को पढ़ कर देखो फिर विचार करो कि तुम जिसे मानते हो वह धर्म है या नहीं दोनों में सही कौन है थे मालूम चल जाएगा कि अधर्म किसे कहते हैं और धर्म किसे कहते हैं😂😂😂😂😂😂

  • @SonuKumar-iq3hy
    @SonuKumar-iq3hyАй бұрын

    Bhaiyo atma ka matlab jab tak koi bhi atma parmatma ko nahi janti tab tak atma janam leti he kabhi insan .kabhi Ped .podge .janvar banti rahi he jab parmatma ko Jan leti he to fir atma parmatma me vilin ho jati he

  • @ramkrishna6098
    @ramkrishna6098Ай бұрын

    Har insan ke andar atma yani bhagwan hai.jeise koi keheta hath Mera yeh Nehi keheta ki mein hath hun yeh keheta hai ki yeh Mera hath .iska matalab aap ke andar koi hai jo keheta hai Mera hath ya Mera sharir.yrh Nehi keheta ki mein sharir hun ya mein hath.jo andar hai aur yeh keheta Mera hat ya Mera sharir ushe atma ya bhagwan kehete hai

  • @sahilagarwal9466
    @sahilagarwal9466Ай бұрын

    Ex Muslim sahil

  • @SonuKumar-iq3hy
    @SonuKumar-iq3hyАй бұрын

    Bhai ye batao karam se puja hu Manav kya hota he Ye hi samjhaya he Ye jarur batana Nahi to eska matlab me batata hu

  • @Halkyn
    @HalkynАй бұрын

    Jai' shriKrishna🚩🙏

Келесі