No video

मानसून के मौसम में पौधो की देखभाल / How to care plants in Rainy season ☔🌧️🌧️

मानसून के मौसम में पौधो की देखभाल / How to care plants in Rainy season ☔🌧️🌧️
.
.
#mansoon #barsaat #mansoonseason #rainyseason #plantscare #plantscaretips #gardencare #plantscare #gardenofkavita

Пікірлер: 23

  • @sumitraina7
    @sumitraina7Ай бұрын

    Beautiful care tips shared by inspirational idol 🙏💐🤗 fabulous weather ☁️ out there. Lush green Lawn 👍👍😍😍 Masterly maintained 👏👏👏 without any doubt

  • @Seema-zr7gs
    @Seema-zr7gsАй бұрын

    Very beautiful 👌❤️❤️ video and information.

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Thanks a lot😍

  • @Kirankibagiya
    @KirankibagiyaАй бұрын

    Right information ❤❤🎉

  • @prativaagasty1180
    @prativaagasty1180Ай бұрын

    Main Odisha se hun.... Yahan bhi Maansoon aa gaya hei... Aur bahut accha lag raha hei....

  • @varshafande5335
    @varshafande5335Ай бұрын

    Aap ka garden bahut bahut sundar hai 😘🥰😊me Orissa se hu yaha bhi baarish suru ho gayi hai 💦💦

  • @ranigupta8342
    @ranigupta8342Ай бұрын

    Mam aap bi koi putla bnkr dikhaya apke video bahut acchi hoti hi ma putla diy ka wait krugee

  • @lalitsharma6588
    @lalitsharma6588Ай бұрын

    M bhi khush hu bhut bura haal tha plants ka garmi k vjh se pr ab plants bhut khush h barish se or m bhi 😊❤❤ Delhi se mere gudhal me bhi barish hote hi flowering shuru ho gayi 2mhine se nhi ho rhi thi

  • @sandhyachaurasia8064

    @sandhyachaurasia8064

    Ай бұрын

    😊🎉❤

  • @PoojaMishra-er1ys
    @PoojaMishra-er1ysАй бұрын

    Video dekhne s pehle hi like 😊 pta hota h na k mam kuch acha hi btaungi hmesha ki trh ❤

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Thank you do much ☺️

  • @BhavanaDeviprasad
    @BhavanaDeviprasadАй бұрын

    Ha me dakshin kannada se hu. Bhavana mera nam he ha yaha bhi maansoon shuru huva he. Ha mene aapko msg kiya tha kese care karna chahiye barish me plantko. Aapne video kardiya thanks mam. Mere chatme green net bhi nahi he jagabhi nahi he phirbhi kisi tara jaga banake mene kuch plant niche rakha he

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Barish me green net koi jarurat nahi

  • @ranigupta8342
    @ranigupta8342Ай бұрын

    Mam apna Jo hanging jula bnya thaa usma kon si dori lagee hi mna bi bnya acha bna but vo dori Tut jti hi pl bataya

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Moti cotton ki dori lgaai hai

  • @PoojaMishra-er1ys
    @PoojaMishra-er1ysАй бұрын

    Mam barish me koi khad h jo d jati h liquid firtilizar ya kuch bhi

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Liquid me only neem khali de sakte hai..ya neem oil spray kar dijiye baki kuchh Dene ki jarurat nahi

  • @vanishreeg7727
    @vanishreeg7727Ай бұрын

    Mam mein bangalore se hun ..kyan ab hibiscus ka repotting aur pruning kar sakthi hun...unme phool nahin ha raha hain..ab yahan bharish ho raha hain

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Ji bilkul kar sakte hai

  • @ishanvi159
    @ishanvi159Ай бұрын

    di kya hum areca palm ko direct barish mai rakh sakte hai kya mera palm pura jal gya pr stem abhi green hai ek bhi leaves nhi hai

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Ji rakh sakte hai..but plant ki mitti aisi honi chahiye jisme pani na ruke

  • @PoojaMishra-er1ys
    @PoojaMishra-er1ysАй бұрын

    Mere maxicun pituniya me phul km ho gy the kl s bhar k a re h

  • @GardenOfKavita

    @GardenOfKavita

    Ай бұрын

    Barish ki wajeh se .. fertilizer unko mil gaya

Келесі