Legal value of Will (Wasiyat) Under Muslim Pakistani Laws

Legal value of Will (Wasiyat) Under Pakistani Laws.
Under the Pakistani / Muslim Laws when any person reach at the time of death as well as during his / her life, he have a right to make a will (Wasiyat) of own propert and get a legal share to legal heirs. In this video lecture i will explain the legal value of of will (wasiyat) as well as complete registration of will (Wasiyat) under the Pakistani and Muslim Laws.

Пікірлер: 147

  • @ziaurrehman2482
    @ziaurrehman24823 жыл бұрын

    Nice and unique information.thanks

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    So nice of you

  • @houserange2664
    @houserange26643 жыл бұрын

    انسان کی روح کی اصل کیفیت غم ہے، خوشی ایک عارضی چیز ہے۔

  • @irfanamjadsheikh7764
    @irfanamjadsheikh77643 жыл бұрын

    Sir informative video excellent job.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    Many many thanks

  • @hussnainali6473

    @hussnainali6473

    Жыл бұрын

    ​@@TheLawStudywasiyyt pai high court ky lawyer ki stemp ha attested ki to kia wasiyt registred hogai ha ??

  • @anisahanif4104
    @anisahanif41042 жыл бұрын

    Nice information

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    2 жыл бұрын

    Thank you

  • @ShajratunTayyibah
    @ShajratunTayyibah3 жыл бұрын

    Very short but informative video. One question, is there a specific format required for the bequest to be registered or one can simply write what his wishes are for the 1/3rd of his property and that would suffice. Are there any minimum points that must be considered.

  • @nasirakhan825
    @nasirakhan8254 жыл бұрын

    What is the acceptable document in the court of law, on which legal heirs consent can be taken regarding will about more than 1/3 of property? Would it be some kind of undertaking signed by all legal heirs? Can you guide plz?

  • @syedalihaider4053
    @syedalihaider40532 жыл бұрын

    Sir, wasiyat ko register krwamy k liye kitni govt fees h?

  • @shahg182
    @shahg1823 жыл бұрын

    sir jo property lease house ho ya shop ho us ko regiseter karsakte hian agar lease property na ho kachi abadi mein ho us ko bhi register kya ja sakta hai? aur wsaiyat nama 100 wale stamp paper mein ho ya 500 wale stamp paper ho ?

  • @mohsinbhai5646
    @mohsinbhai56463 жыл бұрын

    sir 1971 ki wsiyat par ham par ces kya hy lekin my ny 1983 my mkan kahred liya tha ab mujh par ces kya hy

  • @kamran-zu7lx
    @kamran-zu7lx2 ай бұрын

    Sir agr koi apni zingagi me apni will me apni propaty apni phali waif ko dy data hy to us k many k bad wo will kam aay gi ya nhi

  • @muhammadhozaib2306
    @muhammadhozaib23063 жыл бұрын

    Sir agar baap baya khareed jaidad kisi ik bete ko dy tu kia ye law wahan pa bhi apply hoga?

  • @sadiamobeen4460
    @sadiamobeen44603 жыл бұрын

    Kia wasiat mein kisi legal waris ko propert say bay dakhal kia ja sakta hay?

  • @rizwsnali6611
    @rizwsnali66114 жыл бұрын

    Please sir tell me please please regstry k bad ab mukan tukkribn 28 ka sell kar k hissey karney hai ab

  • @user-vj9qt6dj6o
    @user-vj9qt6dj6o Жыл бұрын

    Iska kia tarika hai..? Kese registard krwaya ja skta hai..? Court se ya kachehri se..? Kindly please..

  • @yousafzaifrnd
    @yousafzaifrnd Жыл бұрын

    Assalam u alaikum. I need a favor from you. I have bought a house six months before. But the seller didn't pay bills and not even paying me the four months rent. He left the house. I am abroad. Kindly, explain me what legal actions should be taken against him. He himself signed the agreement. Still he is reluctant to pay. Thanks in advance.

  • @zohaibliaqat
    @zohaibliaqat3 жыл бұрын

    Please share some specimens of will in urdu and english for better understanding

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    this channel only provide a information related Pakistani Laws. KZread not provide any specific option to upload any documents or files

  • @AnwarKhan-rh7pb
    @AnwarKhan-rh7pb3 жыл бұрын

    Agar baap zindgi main apni jaidad taqseem karta hay aur sab bachay sugnature kartay hain us Will Settlement Agreement per un ki wafat kay bad court accept karti hay plz reply

  • @slicktip
    @slicktip Жыл бұрын

    Wasiyat heirs ke naam b hogi? Secondly, grandfather / grandmother ke waris sirf son/daughter/spouse hongen ya agar koi grandson/daughter bhi agar ek son/daughter ki death hogai ho. Thanks waiting for reply

  • @asfandyarkhan2676
    @asfandyarkhan26763 жыл бұрын

    Sir.kya bhai ki jaidat mai behan ka hissa hota hai hota hai to kitna hoga plz answer zaroor dejieye ga

  • @OWASIA
    @OWASIA Жыл бұрын

    What is the registration process of wasiyat.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    simply stamp paper le kay us pay lek le , aur notrized karwa le registration to as ki honi ni

  • @BilalAli-cz2re
    @BilalAli-cz2re4 жыл бұрын

    sir main ne 2 id's se channel ko subscribe kya mtlb mobile se b r laptop se b es liye plzz mere sawal ka jawab lazmi dijye ga. sir hamari zari zameen dada k naam pe hai cousins k sath relations thk ni hain unhon ne hamaray hisay ki zameen jis ki value zyada hai us pe qabza kiya hai. phli bat us ko kaisay churwayen r dosra ye k kya zameen pe sirf beej phainknay se zameen par qabza show ho jata hai?? kindly lazmi reply krna.. r sir ap apni website b bnayen

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    1. separation ka suit file karay 2. ager wo us per qabaz hai kisi tarah say b to un ka qabza show ho g a

  • @sajjadmeer
    @sajjadmeer3 жыл бұрын

    وصیت نامہ کا اسٹامپ پیپر کتنے روپے والا ہونا چاہیے اور اسے کس کے پاس رجسٹر کروانا ہوتا ہے اور رجسٹریشن فیس کتنی ہوتی ہے .؟ شکریہ

  • @rahimbakoch5520
    @rahimbakoch55203 жыл бұрын

    Aap ne Jo kha hai pakstni law k bare me Kya yea tamam Pakistan me lagoo hai ya kisi ask sobey k liye hai

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    all pakistan

  • @mahmadakmal2226
    @mahmadakmal22263 жыл бұрын

    asslam u alikum sir ap ny puchna tha ka mara walid shb mekan bechna chahty hain mikan un ka nam hai mai aik beta hn mai or mari walida 4 sisters hum nahi chahaty mekan farokht hn walid shb kah raha hain ka mai ap sb sy puchy baiger mekan farokht kr don ga is bary mai bata dain kia aisa ho sakta hai mehrbani ho gi

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    ager makan un k name hai to wo kisi b waqat bina kisi say pochay kisi ko b sale kar saktay hai

  • @rizwanzaidi1791
    @rizwanzaidi17913 жыл бұрын

    Sir hm ek bhai or 2 behnain hain bhai shadi shuda tha 2 bchaybhain us k mgr ab uski death ho chuki hai to father ne ab apna mkaan apny bad apny betay k bchon ko waris bnaya hai mtlb bahu or bchay sath rehty hain...sorf stamp paper pe likh k dia hai hme koe etraz nhe hai.....mgr puchna ye tha k father k bad in case agr bhabi shadi kr leti hai or apny 2sray shohr ya behn bhaion ko bhe us ghr mIn rkh leti hai to phr is silsily main hm betion ko kia krna chahye ya us stamp paper ki koe hesiat hai ya nhe?plz guide

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    ji jis bahi ki death ho gi hai us kay bacho ka hisa ho ga ager un ki bewa shadi ni karti to un ka hisa ho ga ager shadi kar leti hai to surf bacho ka hissa ho ga bewa ka ni

  • @arsgaminguniverse1495
    @arsgaminguniverse1495Ай бұрын

    Please yeh batae kay agar bhai bahan kabza kar len tu apna hisa kaisay lee sakte hai

  • @majidshinwarivlogs7558
    @majidshinwarivlogs7558 Жыл бұрын

    Agar wasiyat ma 3 bhai aik bhai ko behan se b kam hisa dy rahy ho aur aik bhai ka angota kuch b na ho to kya case kr sakty ha

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji jis ka jitna hisa hai us ko utna hi melay ga kam ni de saktay

  • @bushrabano5568
    @bushrabano55682 жыл бұрын

    Hum 7 bhen Bhai hai 2 Bhai or 5 bhenai or aik Bhai ki abbu sa phela hi aik Bhai wafat pagai Thai un ka 4 betai hai mar Walid sahaib aik makan chor gai hai Jo 2 palt par bana hua hai aik palt do Beto ka name kar gai or aik palt Jo khetai thai Mari 5 betiyoo ka hai magar humai hiba nahi kia us palt sa bhi bhi Bhai apna hisa Mang rahai hai kia ya sahi hai

  • @infoworld1903
    @infoworld19032 жыл бұрын

    Sir 10lakh bank me hai walda ek beta ko apna bad kase da skti hai?

  • @sanaullahkhan2978
    @sanaullahkhan2978 Жыл бұрын

    Bhai agr koi ye khy k apni behen kye ghr rishta na krna mery bete ka jab ky rishta pehly se ho chuk ho please reply

  • @user-ht7xf2gx1g
    @user-ht7xf2gx1g10 ай бұрын

    Sir mera grand father foot huye 1 year hogaya he ab hisse karne ko baat aayi he to mere uncles bol rahe he ke tumare grand father ne tumare kuch naam nahi kiya he sir ab ham kya kare koi rasta bataye

  • @bushrabano5568
    @bushrabano55682 жыл бұрын

    Magar hum chatai hai ka bhi aik palt ma sa Lai Lai or aik ma sa gum panchoo bhenoo ka dai dai magar un ka khna hai aik plat humai gift kia hai Walid na or dosra plot ma bhi hum hishadar hai kia wo ya sahi kar rAhi hai

  • @AnwarKhan-rh7pb
    @AnwarKhan-rh7pb4 жыл бұрын

    Sir agar father apni zindgi main will family agreement likhta jus main sab bachon jaidad taqseem kar daita kay meray marnay kay bad har eik property ka yeh yeh hisa milay ga aur will agreement per sab behn bahiyon kay signature walid say karway thay ab walid kay foat honay kay bad court us ko accept karay gi aur har eik ko wasiyat kay mutabiq hisa milay ga Thanks waiting your reply

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    ager wasiyat register ni hai aur family kay member us agreement pay agree ni hai to court us ko as per law dekay gi wasiyat kay mutabiq ni

  • @marineremran
    @marineremran4 жыл бұрын

    Salaam sir meray father wasiyat krna chatay hain ghar ki hum 2bhai 1behan hain es ka tarika kya hai kya ap bata sktay hain sir jis ghar mai hum rahaty hai us ka 1st floor mai apnay paiso sy banaya hai or mai us he mai he rhata hon agar makaan sale ho kbhi tu kya jo raqam mainy us k construction pr lagae hai kya wo mujhy mil skti hai hissay k elawa or kya yai baat walid saab apni wasiyat mai lik saktay hain Sir reply zaroor digea ga Best Regards

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    aap kay darmayan ager koi kisi qisam ki wasiyat kay hawala say khud faisala hota hai aur us pay sub agree hai to dek ni to ager aap nay rupees lageye howe hai to un kay liye aap ko case file karna paray ga court may

  • @alishariq7611
    @alishariq76112 жыл бұрын

    Kindly can you tell regarding who are legal hiers of husband property or wife property after there death

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    2 жыл бұрын

    jis as topic per detail video bana kay upload kar chuka ho mere channel pay majood hai wo aap dek le

  • @saeedkhan-xs3wm
    @saeedkhan-xs3wm3 жыл бұрын

    How to get return the land back to owner what is the way out if the person is not paying compleat amount . And what he pay to use we want to gave him back please kindly help me way out. Many thanks

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    Inshallah as topic pay detail say video bano ga

  • @waseem8637
    @waseem863727 күн бұрын

    if somebody has 4 daughters and no son, he wants to write wasiyat that after his death all of his property, cash, belongings etc should be equally distributed to his all four daughters. Can he do that because he is giving equal share to his all daughters.

  • @thesmartwheels1957
    @thesmartwheels19573 жыл бұрын

    Agar koi shaks foot ho jay oska ek ghr ho ek biwi 2 bachy ek behan ek baap ek maa os ma rehty hon to kia os ghr ma maa baap behan ka hissa hoga ya ya sara biwi bachon ka ho jaye ga

  • @asadnoman8332
    @asadnoman83322 жыл бұрын

    Sir You should also clarified that Waseet 1/3 is for other than warosa. Nobody can give waseet Warosa. Means some brothers produce will of parents to sisters that they have give all property to us and sisters remained deprived from property as the sisters are not as aware that such waseet is not have any legal status.

  • @hassannaseer5760

    @hassannaseer5760

    Жыл бұрын

    No wasiat for children and wife. That explained already.

  • @tajwalitajwali4874
    @tajwalitajwali48743 жыл бұрын

    ہم جی بھائی اور پانچ بہنیں ہیں ہمارے والد صاحب نے اپنی زندگی میں اپنی تمام جائیداد صرف دو بیٹوں کے نام کردیں اور باقی بیٹیوں اور بیٹوں کو کچھ بھی نہیں دیا ۔والد صاحب اور والدہ صاحبہ دونوں فوت ہو چکے ہیں ۔کیا ہمارا حصہ بنتا ہے کیا ہم اپنا حصہ وصول کر سکتے ہیں کیسے کر سکتے ہیں کچھ طریقہ کار کوئی رہنمائی مہربانی ہوگی

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    court may case file karay

  • @farhanurrehman4317
    @farhanurrehman43173 жыл бұрын

    غیر رجسٹرڈ شدہ وصیت نامہ کی کیا حیثیت ہوگی؟؟؟

  • @advmohsinutraa5622

    @advmohsinutraa5622

    3 жыл бұрын

    Nothing

  • @duakarim5071
    @duakarim50713 жыл бұрын

    Waris kya apni warasat maaf kr sakta hai ya nhi??

  • @AsmaKhan-ew1bs
    @AsmaKhan-ew1bs2 жыл бұрын

    Plzz ye batae father ki death k baad un ki wasiyat kese dekhain???? Reply plz

  • @Reemazafar967
    @Reemazafar9674 жыл бұрын

    Assalam O alaikum meri bhabhi apne parents k ghr gai or phr bina kisi wajah k pehly hum logoun per domicle violence ka case kiya phr kharchey ka or phr khula ka case ker diya hamein court sey sirf aek hi letter aya usk baad koi letter nhn aya or union council sey bhai ko bulaya or bhai nein gaye ab bhabhi dosri shadi ker rhi hain keh rhi hain mujhe adalat sey khula ho gai hai toh kiya lerky k baghair khula ho jati hai abhi two month pehly hi hamein court sey letter aya plzzz iska mujhe answer dein or kiya khula k baad lerki ko jo woh jewllery ye chezein likh ker di thin hum nein toh woh kiya usey hum logoun ko wapas kerni parein ghi???

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    ji khula kay bad wo next shadi kar sakti hai baki jo uno nay court may case file kaya hai aap waha jay kay defend karay otherwise aap kay against faisla aa jaye ga court lazmi jaye baki jaha tak jewllery ye koi aur chezein hai wo aap le saktay hai ya ni main details say as topic pay video bana kay upload kar chuka ho mere channel pay majood hai aap dek le . thxs

  • @Reemazafar967

    @Reemazafar967

    4 жыл бұрын

    @@TheLawStudy woh video mein nein dekhi hai apki ap nein uss mein gifts ka kaha hai k woh ap wapas nhn ley sakty lekin jo hum nein haq meher mein jewllery or 5 lakh likh ker diye thy woh toh hum wapas ley sakty hain na jub lerki khid talaq maang rhi hai or hamein sirf aek letter tab mila tha jub unhoun nein court mein kharchy ka dawa kiya tha jo hum nein accept nhn kiya or hum nein agey sey aek lawyer k zariye apna case lara jo hum jeet gaye phr unhoun nein again hum per case kiya toh uska aek letter aya or teesra notice jub khula ka case kiya tab aya or usk 1week k baad union council ka notice aya usk baad hamein koi notice nhn mila or hamara waqeel hamari jagah case larr rha tha toh kiya lerky k baghair khula ho jati hai...

  • @b4u129
    @b4u1293 жыл бұрын

    My uncle had purchased a plot and while completing documents had written name of one of his younger step brother (my step uncle) in NEXT OF KIN column to complete paper formalities since he was with uncle and it was easy to get his signatures as next of kin. On death of my uncle that younger step brother claimed the plot saying that he is next of kin as per papers and legally own the plot. What is his position in the eyes of law, please.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    i did not say anything without see the documents

  • @Khanahmednaseem1952
    @Khanahmednaseem19523 жыл бұрын

    What bout "HIBA" please give some information.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    HIBA means gift

  • @hirakhaaan2945
    @hirakhaaan29452 жыл бұрын

    Salam I have 5 marla house I have only two daughters I dont have son so can I do wasiyat for both of them plz guide

  • @Saiyaman49

    @Saiyaman49

    Жыл бұрын

    Sister same situation here did u get the answer please guide me

  • @rizwsnali6611
    @rizwsnali66114 жыл бұрын

    Sir agar walida hyaat hon aur 2 sistrs 2 brothers hon walida regstry 1 betey k nam kr dey regstry wale bety ko 1/3 k bad b koi hissa banta hai 28 lakh k hissa sub ka kesey bny ga kia walida ka b hissa banta hai regstry krwane k bad

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    mother = 1/8 brother kay = 2 hissay aur larki ka = 1 hissa ab aap jitnay bahan baiye hai as kay hissab say nikal le hissay

  • @onlychild4332

    @onlychild4332

    3 жыл бұрын

    اگر یہ جائیداد والد کے نام تھی اور والد نے ایک بیٹے کے نام وصیت کی تو اس بیٹے کے لئیے جائیداد میں سے ۱/۳ حصہ اس وصیت کی وجہ سے ہے باقی جائیداد میں سے والدہ کا حصہ ۱/۸ ہر بھائی بشمول وصیت والے بھائی کے ۲ حصے اور ہر بہن کا ایک حصہ ہوگا لیکن اس جائیداد کی تقسیم سے پہلے بہتر ہوگا کہ میت کے حصے کا قرض اور اگر والدہ کو حق مہر نہیں ملا تو وہ بھی ادا کریں کیونکہ حق مہر والد پر والدہ کی طرف سے قرض تھا اگر جائیداد والدہ کے نام نہیں تو قانونی طور پر وہ اس جائیداد پر وصیت کا حق نہیں رکھتیں۔ وہ صرف اپنے نام کی جائیداد یا اپنے حصے پر حق رکھتی ہیں ۔ اگر اس میں کوئی غلطی ہو تو وکیل صاحب درستگی کر دیں۔ شکریہ

  • @maxvicky8117
    @maxvicky81172 жыл бұрын

    Ugr shohar bivi k ilm men laey bger sirf bachon k nam wsiat ya muntqli kr de to kya ort asy men husband ki proprty ki haqdar hogi ya nhe or Kya ye thik he

  • @samreenkanwal230
    @samreenkanwal230 Жыл бұрын

    Sir Mera abu apni sari property mery brothers ko Dena chahty hein.hum 4 sister aur 3 brothers hein.aur wo mery brother KY haq mein wasiyat krna chahty hein.ky un ki death KY bad hum wasiyat court mein challenge kr skty hein.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    Жыл бұрын

    ji

  • @shaziarizwan2572
    @shaziarizwan25722 жыл бұрын

    Rejester kah karwana h

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    2 жыл бұрын

    wasiyat register ni hoti bus noterized karwa le

  • @advocateabdurrauf3411
    @advocateabdurrauf34114 жыл бұрын

    Sir agr kisi banday ki koi olad ni ha aur wo banda jo mar gaya ha apni property ko govt of pakistan ko social media par wasiat karta ha iski kia qanoni haisiat ha

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    social media per koi wasiyat ni hoti

  • @naveedsikandar8951
    @naveedsikandar8951 Жыл бұрын

    Agar kisi Shaks ki ek se zyada biwiya ho or kisi se koi Olad na ho to us Shaks ki wasiyat me biwiyoo ka ketna hessa hoga

  • @broklasnerlasner6726
    @broklasnerlasner67264 жыл бұрын

    Sir bhatakhore ce kese jaan chhurae jae legal way sy btaeye jb police be bhatekhoro ce mle hve hoto fr kya krna chaahye?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    ok jaldi as topic pay video bano ga

  • @SheikhAzeem927

    @SheikhAzeem927

    3 жыл бұрын

    Sir you can make video of these pages and upload video on your channel.i hope it will increase yor channel engagement as well as subscribers and earning.

  • @choicesvideo4380
    @choicesvideo43804 жыл бұрын

    Sar Mera ek sawal hai ki agar ham ne Kisi se paise Lene ho to usay legal tarike se kaise paise lein

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    aap nay koi primiser note liya us say koi evidence hai to aap us ko phley legal notice send karay aur us kay bad civil suit file karay

  • @choicesvideo4380

    @choicesvideo4380

    4 жыл бұрын

    @@TheLawStudy thanku sir

  • @yususfsayanisayani8579
    @yususfsayanisayani85799 ай бұрын

    Dear sir I don't have any kids me and my wife I want make will Yes I have 3 brothers And 5 sisters me and my all ready agree both 50% 50% each other So 50% share I want use as will My brothers And sisters Can you explain me khi pakistan law

  • @allinonetechnology1932
    @allinonetechnology19323 жыл бұрын

    SIR, 1/3 + KANONI HISA KISY BETY KO DE JA SAKTI HAT. YANI 1/3 BHE AUR KANONI HESA BHI 1 BETY KO WASEYT KAR SAKTA

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    qanoni hissa to bad may b mel jaye ga us ka to koi issue ni baki kar saktay hai

  • @foodvolume5030
    @foodvolume50303 жыл бұрын

    Dear sir mere susasr ne marne se pahley 1 stam pe likh Diya meri property ma awwal hissa mere beta ka ha or doyam hissa batiyon ka ab beta kahta ha k ma awwal hun is liye Meri marzi ha k ma bahnon ko dun ya na dun Kya beta sahi kah raha hai??? please answer me

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    ji ni us stamp ki koi value ni aur sab ko hissa melay ga

  • @foodvolume5030

    @foodvolume5030

    3 жыл бұрын

    @@TheLawStudy thenx Sir Allah apko sehat o tandrust wali zindagi ata farmay aamin

  • @foodvolume5030

    @foodvolume5030

    3 жыл бұрын

    @@TheLawStudy sir mere salay ne hamain wo stamp dikha kr 1 or stamp per sign le Liye k aapka property pe koi haq nhi lehaza sign krdo k wo property meri ha ham ne sign kr diye kya is stamp ki bhi koi value nhi hogi please answer me

  • @ahmed-ve1ug
    @ahmed-ve1ug2 жыл бұрын

    Ik shakhs apni property ka 1/3 hisa kisi ko wasiyat krna chahta us k liyay wariso ki razamandi zruri hy k nhi?

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    2 жыл бұрын

    1/3 hisa tak koi ijaz ki zaroarat ni ager as say zeada karna chahata hai to raza mandi lazmi ho gi

  • @faisalali-jx9re
    @faisalali-jx9re3 жыл бұрын

    سر ہمارے پاس جگہ پانچ مرلے رجسٹری انتقال شدہ 1954کا درجہ ہےپٹواری کہتا ہے آپ کا انتقال نظرثانی ہے نیا انتقال درج کروا دیتا ہوں پٹواری فیس بہت زیادہ مانگ رہا ہے سر مجھے نیا انتقال درج کروانے کا طریقہ بتائیں رجسٹری اور انتقال کی مصدقہ کاپی میں نے نکلوا لی ہیں اسی جگہ پر ہمارا قبضہ اور رہائش ہے

  • @achhi_batein09876
    @achhi_batein098763 жыл бұрын

    Ek shakhs ki sagi aik hi beti ho aur doosre wife se aik beta ho Jo uska pehly shohar se tha ab unky inteqal k bad soteli maa bole k beti ko bas 3ra hissa milna hai baqi 2 hisse aik bewa ka aur aik isky bety ka hai jabke beti asal haqdaar hai aur uska doosre shohar se koi aur bacha n.a. hua ho ko Kya kia jae jabky soteli jae ye b kahe k wafat se qabl marhoom wassiaat likhwa k gue hain jabke unki beti kehti hai unho ne adha hissa bola tha beti ka qanon o shairait me Kya hal hai

  • @AbidHussain-yq5nd
    @AbidHussain-yq5nd3 жыл бұрын

    Walid ki wafaat k bad maa baty ko aaq Kr skti hi ?

  • @zahidaparveen7856
    @zahidaparveen78564 жыл бұрын

    Sir mujay apsay puchna hai nikah namay main jo dusray colam hotay hain unmaim jo sharaite hoti hain unki kia value hai q k hamnay merai sis k nikah main ye shart likhwai thi k ager larka dusri shadi karta hai yaa talak deta hain to 5 lakh harjana dega ap batain iski kia hesiat hai or hamain kia karna chahiy

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    4 жыл бұрын

    illegal hai ye as pay main detail say video bana chuka ho mere channel pay majood hai aap dek saktay hai

  • @zahidaparveen7856

    @zahidaparveen7856

    4 жыл бұрын

    Yahni ab ager wo shaks dhokay say talak deta hai to usay koi panish nahi hogi or sir ager main apsay is case say mutalik rehnomai chahoo to karengay

  • @zahidaparveen7856

    @zahidaparveen7856

    4 жыл бұрын

    Or sir jis video ka zikar ap karahay hain uska discription plz bhej dain

  • @khushi8002

    @khushi8002

    4 жыл бұрын

    Sir agar property maa k nam ho or maa ka intiqal hogya hai toh kia baap ane bete ko ghr se nikal sakta or beta apne haq par ho plz sir mujhy zaror btae ye ga

  • @razzaqprince3911
    @razzaqprince39113 жыл бұрын

    Agr bety ne kisi lrki k sath zinah krne ka jurm kiya ho aur bap ko yeh bat psund na aye to kya woh apni jaidad dusry bacho k nam lga skta hai zinah waly ko chor k kyun k bap osko hmesha k liye chor chuka hai

  • @tahirkhanghouri6688
    @tahirkhanghouri66883 жыл бұрын

    Agar koi shakhs jis k pas kuch property hai or bache nahi hai kiya wo shakhs apni property intiqal k bad apni biwi k nam kar sakta hai is k liye lazim to nahi k wo apni propety apne behn bhiyo mai bhi taqseem kare

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    ager wo banda zinda hai to wo apni zindagi may property kisi ko b de sakta hai

  • @tariqabbasi6893
    @tariqabbasi68932 жыл бұрын

    Unsigned wasiat ki legal status at time of death

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    2 жыл бұрын

    unsigned ki koi value ni

  • @advmohsinutraa5622
    @advmohsinutraa56223 жыл бұрын

    اگر کسی شخص کو اپنی کوئی اولاد نہین ہے تو کیا وہ اپنی ساری جائیداد کسی ایک رشتہ دار کو وصیت کر کے دے سکتا ہے؟

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    No, only 1/3

  • @bharatwork6651
    @bharatwork66513 жыл бұрын

    Wasiyat sab waris ko malomm ho or koi atraj bhi na ho, kuch waris k inteqal bad unkey bachey atraz karna sahi hey ya galat

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    ager wasiyat kay waqat wo sub agree ho to phir atraz ni kar saktay

  • @drrajkumarivaleecha6867
    @drrajkumarivaleecha68673 жыл бұрын

    In hindu religion laws especially for widow in pakistan

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    sorry i don't know hindu religion laws

  • @AbcAbc-lb3ci
    @AbcAbc-lb3ci3 жыл бұрын

    والد صاحب کی پراپرٹی میں والدہ پانچ بیٹے دو بیٹی کا حصہ بنتا ہے 30 لاکھ روپے

  • @mustahsanali9225
    @mustahsanali92253 жыл бұрын

    Sir g place no

  • @haroonrashid8587
    @haroonrashid85872 жыл бұрын

    Jis ka koi waris na ho. I mean parents, siblings aur aulad na ho. Wo kisi bhTijay k naan wasiat kr skti ha

  • @burtonpacheco6471
    @burtonpacheco64713 ай бұрын

    Christians ki wasiyat ka kia qanoon hai pakistan main?

  • @mohsinbhai5646
    @mohsinbhai56463 жыл бұрын

    jinho ny ham ko mkan becha tha who un ho ny rashan card or alt mint dya tha or agrimint kar k qabza dy dya tha qabza myry pas hy

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    case file dekay bina kuch ni kar sakta

  • @SyedAli-no1qz
    @SyedAli-no1qz3 жыл бұрын

    Agar kisi ki aulad na ho. Aur wo apna ghr apne bhatijay ko daina chahta ho. Jo deaf and dumb ho. To wasiyat ma sa ktna mil sakta ha us bachae ko. Ya koi aisa way k usko pura ghr e mil jae.

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    registry karwa le

  • @faisalali-jx9re
    @faisalali-jx9re3 жыл бұрын

    نظر ثانی انتقال

  • @babarbabar8757
    @babarbabar87572 жыл бұрын

    Bhaijaan chacha bhatiji ke liye vishesh karna chahta

  • @riazanjum3231
    @riazanjum32313 жыл бұрын

    Mairay walid ki umer 98 sal hy .unun ne baghair kisi k mashwaray se karoron ki zameen aapnay aik betay ko de di hy.karor ka makan b.mairay dosary bhai aur behen sahbe jaydad Hein.aun ka haq b mara hy.mari koi ulad nehin iss liye kaha hy tum jaydad ki beja a bhai k sath raho main bhai k sath nehin rehna Chahta.yeni oss ki enni wali nasal ko khelana nehin Chahta mari bivi b hy kia kia jaway

  • @begenuine4679
    @begenuine46792 жыл бұрын

    Meira husband aour buchai nahin aour main apna mukan aisai wasiat kurna chahti houn kai meirai bhauoun ko koi hisa na milai is liai kai oun ki biwuoun nai meirai ma bap kai ghar mughai tikanai nahin dia aour meira jeena haram kur dia aour meira koi bhai shadi kai bad kabhi meira koi kam nahin aya even kai road pur meira accident bhi huwa to bhi meira bhai na aya . Aisai rishtaidar ko wurasut dainai ki koi sense khisi deen aour qanoon mai nahin hou sukati. Mughai legal way chahiai kai inhai meiri wurasut sai chuwani bhi na milai.

  • @janmuhammadtv3321
    @janmuhammadtv33213 жыл бұрын

    ایک بٹہ تین کی سھمج نھیی آئ پرسینٹ کے حساب سے بٹاو

  • @syedalihaider4053

    @syedalihaider4053

    3 жыл бұрын

    33% percent

  • @skkhanakhazana300
    @skkhanakhazana3003 жыл бұрын

    والد کا خط موجود ہو وصیت کی شکل میں اسکی کیا لیگل حیثیت ہے ؟ کیا بیٹیاں اس خط کی وجہ سے اپنے بھائیوں سےتاپنا شرعی حصہ لے سکتی ہیں ؟ بھائیوں نے بہنوں کے سائن کے بغیر ابائی گھر بیچ دیا پہلے سائن مانگتے رہے بہنوں نے نہی کیا پھر وہ بک کیسے گیا ؟ اب کیا کیا جائے ؟

  • @TheLawStudy

    @TheLawStudy

    3 жыл бұрын

    letter na b ho phir b bahan apna hissa wasool karnay ka haq dar hai

  • @skkhanakhazana300

    @skkhanakhazana300

    3 жыл бұрын

    The Law Study جزاک اللہ

  • @skkhanakhazana300

    @skkhanakhazana300

    3 жыл бұрын

    ابائی گھر بک گیا ہمارے سائن بھی نہیں لے اور نہ حصہ دیا ان ہمُنہنوں کو کیا کرنا چاہئے ؟