No video

Lahore Fan Econo power hybrid Fan | Lahore Fan Review | High Class Quality Fan in Karachi | 30 watt

Lahore Fan Econopower hybrid Fan | Lahore Fan Review | 30 Watt Fan | High Class Quality Fan in Karachi | 30 watt
#lahorefan #30wattfan #karachiwalay .
in this video you will know about Lahore hybrid Econopower 30 watt fan.
Website: 30wattfan.online/
Tiktok. :www.tiktok.com...
#acdcfan #inverterfan #ceilingfan #karachiwalay

Пікірлер: 248

  • @user-uv8kz8mn7l
    @user-uv8kz8mn7l Жыл бұрын

    Bhai ap tu kamal k bande ho Ap ki videos bhut malomati hoti hain

  • @ranaabdulmomin4790
    @ranaabdulmomin4790 Жыл бұрын

    Mashallah good job

  • @UmairOG
    @UmairOG Жыл бұрын

    Ham yeh 2020 se sale kr rhy MashAllah bht acha result hai

  • @arifashraf8569

    @arifashraf8569

    Жыл бұрын

    hahahahhahhhahha 45 watt!!!

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    ​@@arifashraf8569One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai

  • @user-hp1fb6vl8l
    @user-hp1fb6vl8l Жыл бұрын

    bhai kamal ka channel ha dil karta ha ap ki sari video dekhta jaon ❤❤

  • @imran-hv2bm
    @imran-hv2bm Жыл бұрын

    Rpm meter and air throw meter test Nahi Kia why u said next video mi air throw meter use karoo ga

  • @vickithebadguyvicki-js6mh
    @vickithebadguyvicki-js6mh Жыл бұрын

    Mere ghar yeh Lahore Fab ka model laga howa hai performance bht ache hai air flow bht acha hai main 3 days pehlay Rwp say 13500 main lia hai, Fan Kay blades bht ache quality k hain aur fan heavy hai..

  • @HassaanAhmad007

    @HassaanAhmad007

    Жыл бұрын

    Warranty kitni hai?

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    Mujhe RPM ka nhe pata mere pass meter nhe hai lekin air through 4 aur 5 number per strong hai 6 ki zarorat nhe parti, Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai

  • @shakirzaman2767

    @shakirzaman2767

    7 ай бұрын

    ​@@Marie_926Bhai mene aik chota sa DC system lgaya hua he please btaen ye 30 watt Wala Lahore fan lagwaon ya khurshid ka ac DC fan lgwaon

  • @iftikharhayat9173

    @iftikharhayat9173

    2 ай бұрын

    ​@@shakirzaman2767khurshid ya breeze

  • @walimuahmmad5305
    @walimuahmmad5305 Жыл бұрын

    Wah bhai ap jesa content creater Main ne pehli dfa dekha ha

  • @EatsMania
    @EatsMania9 күн бұрын

    bhai ap ne itne fan review kiye hain. apki nazar mn konsi company ka best fan hai

  • @abdulrashidparacha5899
    @abdulrashidparacha589911 ай бұрын

    Excellent job. Thanks 👍

  • @shakeeldilawar7148
    @shakeeldilawar71485 ай бұрын

    well needed video

  • @habibullahijaz6993
    @habibullahijaz6993 Жыл бұрын

    اچھی معلومات فراہم کرنے کا شکریہ لاہور فین کا نام تو بہت سنا تھا لیکن واٹ میں یہ تو فراڈ ہوا لکھا کچھ ہے حقیقت میں وہ نہیں ہے

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    جی ہاں ۔

  • @JamesBond-bu2dh

    @JamesBond-bu2dh

    Жыл бұрын

    Rpm meter kiun nahi use kiya ??

  • @shakilazam9029
    @shakilazam9029 Жыл бұрын

    Akhir ap naay Lahore fan ka review kar hi liya

  • @majidjan3990
    @majidjan3990 Жыл бұрын

    زبردست کمپنی ہے

  • @MohammedAfzaal-sw9do
    @MohammedAfzaal-sw9do Жыл бұрын

    ماشاء الله

  • @UzmaMansoor-ub8ku
    @UzmaMansoor-ub8ku Жыл бұрын

    Asalamulkium bhot help full video hain ap ki Fan ka baray sab detail pata chal jati ha jo almost bilkul thee hoti ha lekin please ab ap fan ka blade(par) ka baray ma be bataya karain kyun ma 2 fan lana thay tu market ma pak fan royal fan or khursheed fan ko check kiya tu khursheed fan ka blade(par) sab sa achi quality ka lagay

  • @sibtainraza3593
    @sibtainraza35933 ай бұрын

    لاھور فین انورٹر بہت اچھا پنکھا ھے دو سال موٹر گارنٹی ھے میں تقریبن تین سال سے استعمال کر رھا ھوں بہت پائیدار پنکھا ھے

  • @DanishKhan-i4b

    @DanishKhan-i4b

    Ай бұрын

    Bhai aapka fan ACDC 30 Watts Fan hai jiski aap baat kar rahay hain? Koonsa model hai?

  • @sibtainraza3593

    @sibtainraza3593

    Ай бұрын

    @@DanishKhan-i4b acdc fan nhi hy inverter fan hy Lahore fan grey haritage model

  • @sibtainraza3593

    @sibtainraza3593

    Ай бұрын

    @@DanishKhan-i4b Lahore inverter fan bhi full speed py 30 watt py chalta hy half speed py 16 watt low speed py 6 watt py chalta hy

  • @sibtainraza3593

    @sibtainraza3593

    Ай бұрын

    @@DanishKhan-i4b Ac Dc lahore fan ki motor halki hy lekin lahore inverter fan ki motor powerful hy

  • @shakirzaman2767
    @shakirzaman27677 ай бұрын

    Bhai hamen ap pe bhot trust he apka bhot purana viewer hoon mere pas 3 plates 170 watt solar ki lagi hen aik 180 amp ki tubler battery or aik 50 amp ka souere ka pwm controller lga hua hi bhai koi zabardast sa fan btaen k air through bi achi ho or long life bhi ho . Or ye bhi btaen k ac dc lgaon ya 30 watt wala please i am waiting for your answer

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    7 ай бұрын

    Sirf controller lga ha ya converter b lga hua ha?

  • @shakirzaman2767

    @shakirzaman2767

    7 ай бұрын

    @@karachiwalay007 50 amp soure ka pwm charge controller laga hua hi simple DC system laga hua hi

  • @shakirzaman2767

    @shakirzaman2767

    7 ай бұрын

    @@karachiwalay007 Bhai eco smart technology men Konsa fan or oska Konsa model best hi or ac DC men Konsa zyada best hi please btaen

  • @shakirzaman2767

    @shakirzaman2767

    7 ай бұрын

    ​@@karachiwalay007Bhai 30 watt men Konsa fan zyada best hi please btaen mene 3 fan Lene hen or ac DC men Konsa no 1 he

  • @user-kf5pd2lq9l
    @user-kf5pd2lq9l Жыл бұрын

    Good work

  • @attamuhammad6306
    @attamuhammad6306 Жыл бұрын

    بھائ الاحمد فین کا بھی ویڈیو بنا لے۔۔۔میں نے سنا ہے وہ 33 واٹ لیتا ہے۔۔۔ اور ac DC بھی ہے

  • @MAbidDon
    @MAbidDon Жыл бұрын

    Adil bhai ap cha gye ha

  • @aagkibaattodaythought7005
    @aagkibaattodaythought7005 Жыл бұрын

    Lease test royal 5 blade non ac DC fan Available at bohra peer in best price

  • @safaqazi220
    @safaqazi220 Жыл бұрын

    16:55 Assalamualaikum bhai Sahab aap say request hai k cheep Price Waly branded ac DC fan ka review karwao jasy yunas ac DC 6500 ka Karachi mein mill raha hai ta k ghreeb logo ko faida ho saky jazakAllah

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Is ki b videos bnai hain channel visit kar len

  • @safaqazi220

    @safaqazi220

    Жыл бұрын

    Kaha hai link sand kr dain

  • @shehryarkhan8366
    @shehryarkhan8366 Жыл бұрын

    مایوسی ہوی ہے اس فین سے مینے بھی بھت اچھا سنا تھا اسکے بارے میں

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai 4 per 24 watt aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai, lekin hawa ki through bht ache hai. Mere pass brii ka ka meter hai usper check kia..

  • @shehryarkhan8366

    @shehryarkhan8366

    Жыл бұрын

    @@Marie_926 lahore fan expensive bhi to ha company fraud qu kar rahi ha 25 watt likha hwa ha dabbay per jo watt leraha ha wo likhe

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    ​@@shehryarkhan83664 number per Chalo tu 24 watt laita hai woh air b bht strong hai aur 5 per 30 lay raha hai us ki air ziada strong hai 6 ki zarorat nhe parti yeh Mera personal experience hai baqi apki marzi lekin Lahore Fan costly bht hai 13500 ka mujhe Mila dealer say rwp say lekin all Pakistan iska rate 13900 hai yeh buri bat hai k rate ziada hai lekin quality price ko justify Karti hai costly tha tu sirf aik piece lia hai baqi 4 fans pak k liye hain woh apni jaaga best hain

  • @shakirzaman2767

    @shakirzaman2767

    7 ай бұрын

    ​@@Marie_926Rawalpindi se Kahan se liya Bhai Lahore fan

  • @Marie_926

    @Marie_926

    7 ай бұрын

    @@shakirzaman2767 city sadder road say, iski jaga karam fan lay lo woh ziada acha h yeh full speed per 55 watt laita h

  • @salehyousuf5046
    @salehyousuf5046 Жыл бұрын

    Pak fan ac dc both achi air trow hai or Royal ki

  • @aslamali3529
    @aslamali3529 Жыл бұрын

    Sir 1 video tamoor eco smart 30 watts magnum model per bhi banye. Ye model start hone me 1 se 2 second leta hy aur watts bhi ziyada le raha hai hum sab apki vdo dekh kar hi fan purchase karte hy

  • @shahjamal3952

    @shahjamal3952

    Жыл бұрын

    Kitne watt layta hai air throw kesi hai

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Video tu dekh len

  • @user-rp1gm3cf8u
    @user-rp1gm3cf8u Жыл бұрын

    Bhai ap ki fan per videos achi hain , mujhay apnay liaye 30 watt wala fan lain hain ap koi aik brand suggest ker dain jo best ho.(thanks)

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    2 day wait aik aur fan aa rha ha

  • @user-rp1gm3cf8u

    @user-rp1gm3cf8u

    Жыл бұрын

    thanks ,i will wait for your kind reply @@karachiwalay007

  • @sohailashraf4976

    @sohailashraf4976

    4 ай бұрын

    @karachiwalay007. Bhai plz gfc 30 watt ka review kary .. 5 saal card or motor ki warrianty ha ...

  • @smartguy3286

    @smartguy3286

    3 ай бұрын

    ​@@karachiwalay007Konsa fan?

  • @funforkids522
    @funforkids522 Жыл бұрын

    Bhai tamoor ke magnum model ki bhi ek video banay meharbani hogi.

  • @khalidahmed4965
    @khalidahmed4965 Жыл бұрын

    Assalamualaikum Bhai wahid ac DC fan ka review layain

  • @ahmadali5055
    @ahmadali5055 Жыл бұрын

    bhai yunus fan ka bhi 30 watt aa gaya hai plzz os ka bhi review de .

  • @hussaingul3615
    @hussaingul3615 Жыл бұрын

    thnx

  • @mansoorqazi3582
    @mansoorqazi3582 Жыл бұрын

    الٹے چلنے کے واٹ بھی کم ہونگے

  • @HaiderAli-ht8zu
    @HaiderAli-ht8zu Жыл бұрын

    Bhai jagah ka b farq hota ha. Open air ma zyada la ga as compared to room m

  • @usmanchudhary18
    @usmanchudhary185 күн бұрын

    Mai nai yai fan 2 lagwaye hain ghar mai..6 speed pay hawa koi itni khas nai hoti....only full speed par karnay say he hawa ati hai warna nahin...aur pata nai k full speed pay kitnay watt laita hai....SK fan best hai wo bhee lagwaya hai mai nai

  • @JamesBond-bu2dh
    @JamesBond-bu2dh Жыл бұрын

    RPM meter kiun nai use kiya jo sb se important tha ??

  • @fishbone786

    @fishbone786

    3 ай бұрын

    Kyu ke Bhai rpm bohat hi bura ha iska

  • @EasternSurvival
    @EasternSurvival Жыл бұрын

    Jitni heavy is ki motor h 44 watt to lene hi hain. Koi in paglon ko samjhey motor ka wazan kam kro aur copper acha use kro ta k power consumption kam ho.

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Yes

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    ​@@karachiwalay007Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai

  • @rizwank731
    @rizwank731 Жыл бұрын

    Very nice video sir please kis company ka ac dc fan lein reply zaror dna

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Champion. Pak fan. khurshid fan

  • @rizwank731

    @rizwank731

    Жыл бұрын

    @@karachiwalay007 shukrya jazak Allah Khair bhai jan pak fan konsa model jis ki speed bhi sahi ho please reply back 😊

  • @atiyayasir1356

    @atiyayasir1356

    Жыл бұрын

    ​@@rizwank73130 watt to kabhi bhi nai lena bekaar air throw hai mene 2 return kiye hyn pak fan k haan pak fan mein savour model hai 55 watt wo theek hai

  • @rizwank731

    @rizwank731

    Жыл бұрын

    @@atiyayasir1356 shukrya jazak Allah Khair 😊

  • @farhanshah9732
    @farhanshah9732 Жыл бұрын

    Brother yah fan kau oper ke jagha kyun open hai aap jaisy isay apny ghar par laga kar check karty thay woh tareeka theek thaa yah to oper se open hai yahan to koie bhe fan acha result day ga baat to tub hai jub normal room main aap isay laga kar check karo or aap apna watt meter use karoo yah to aap company ke apni site par ja kar video bana rahy hoo inhoo nay sari setting apny hisaab se ke hoti hai over all good information but tareek pahly wala thek hai yah oper se open area theek nay is say orignal air throw result par bohat farq parta hai

  • @haroonjalil9592
    @haroonjalil9592 Жыл бұрын

    Rpm be bata dain 5 and 6 speed par ,

  • @shehlaRiaz-fl6de
    @shehlaRiaz-fl6de15 күн бұрын

    Bhai koi acha speed wala 😊invertor fan btaye please

  • @asghar5594
    @asghar5594 Жыл бұрын

    Bhi exhost fan main koi inverter fan ya energy saver hi

  • @khanadrees6001

    @khanadrees6001

    5 ай бұрын

    Siraf tamoor fan ne banaya he abi tak

  • @basicinfo6816
    @basicinfo68163 ай бұрын

    Lahore fan ki new setup per video banain

  • @murtazaali13
    @murtazaali13 Жыл бұрын

    Sir g Pak fan Hyderabad Mai kub tak Ajai gha

  • @asimlehrasib
    @asimlehrasib20 күн бұрын

    Fitting to properly show krty

  • @HaiderAli-ht8zu
    @HaiderAli-ht8zu Жыл бұрын

    Clockwise direction k watts dekh leny thy

  • @sheikhabrar3301
    @sheikhabrar3301 Жыл бұрын

    Bhi rotation change kr k 1 ka batton tu press kro phir chale ga

  • @UmairOG
    @UmairOG Жыл бұрын

    Bhai lahore fan company ne lahore or gujranwala mein watts check krwany ka setup lagwaya hai or wo setup bht heavy hota hai yeh choty meters py check nhi hota

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Bhai main ne aik company k meter se is meter ko milaya tha koi fraq nhi

  • @EasternSurvival

    @EasternSurvival

    Жыл бұрын

    Ye meter bilkul accurate h. Mere pas aisay 4 meters hain aur saron ki reading wapda k digital meters se match krti h. Fan bechnay k liye tum log kisi bhi had tak ja saktay ho chahay jhoot kyun na bolna pray

  • @ahsanmehmood575
    @ahsanmehmood575 Жыл бұрын

    Bhai Starco fans ka b review karo

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Khan se mile ga

  • @AbdulHameed-wq4ci
    @AbdulHameed-wq4ci26 күн бұрын

    جب اس میں کوئی بھی مسئلہ مسائل نہیں اتے تو پھر کمپنی وارنٹی ایک سال سے زیادہ میں دینے میں کیا پریشانی ہے

  • @pakeezaamjid3726
    @pakeezaamjid3726 Жыл бұрын

    Bhai review ke shoror me ki fan price ba bathaya Karen.

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Video pori dekh lety tu price ka pta chal jata

  • @UmairOG
    @UmairOG Жыл бұрын

    Or ik bat bhai jan ap yeh sale nhi kr skty is mein bht munasib margin hai... pury pakistan mein 13900 rate hai mein bhi sale krta hun

  • @Jalalkhan-jn6pe
    @Jalalkhan-jn6pe5 ай бұрын

    Bike ki averege uski econimy speed me si deti jo company claim krti lekin zyda speed me zyda petrol pita...ase hi fan ki misal ful 6 nmr pe 25 ni le ga zyda wat hi le ga her fan

  • @shahidhussain-xn1cj
    @shahidhussain-xn1cj Жыл бұрын

    Bhai mujhey 4 Pak. Fans 30 waat khareedney heyn , mey karachi mey ney 3 jagah Safoora market , Disco more Gulshan and Water Pump , F B Area mey talash kiya , teeno jagah yeh fans nahi miley , bataen ab kya karoon. ❤

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Mujhe msg karen

  • @zia7256080

    @zia7256080

    Жыл бұрын

    ​@@karachiwalay007 .... Adil bhai aap nay lahore fan kay rpm nahi bataay kiyoon ??? Kiya is ki speed baki fan say buhoot zayada hay

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    ​@@zia7256080Lahore Fan ki One year warranty hai lekin main personaly use kar raha hon Fan ki speed 5 number per 30 watt lay Rahe hai aur 6 per 44 watt lay Rahe hai, lekin 4 aur 5 number ki air itni strong hai k 6 ki zarorat nhe parti aur fan ka material bht outstanding hai, mere pass pak fan b h 30w Wala 2 days pehlay 10600 ka pindi say lia hai us ki air b bht ache hai lekin material lahore k maqabale main thora halka hai lekin air through pak fan ki ache hai

  • @alisheroz6247

    @alisheroz6247

    Жыл бұрын

    @@Marie_926 beother air throw kis ki zyada ha pak vs lahore

  • @ShahidAli-lo2pg
    @ShahidAli-lo2pg Жыл бұрын

    Yaqeenan LAHORE FAN walon nay PAISAY nahi deye aap ko issi leye SAHI Video banai hai, ha ha ha

  • @MAneel-fu5vv
    @MAneel-fu5vv Жыл бұрын

    Indus me hai ye tecnalogy

  • @stinghut5714
    @stinghut57142 ай бұрын

    Inverse order olata hhomta ha ap Waite kia karo button press karnay k bad.oltay mein air oper jati ha ap ko feel nai Jo ga

  • @nasirmahmood7202
    @nasirmahmood7202 Жыл бұрын

    Bai yunaas fans kasay hai

  • @shakeeljan9890
    @shakeeljan9890 Жыл бұрын

    Ye kit Taimor fan wali lag rahi h.

  • @ShahidAli-lo2pg
    @ShahidAli-lo2pg Жыл бұрын

    Taimoor fan ki kit, ye china say aati hein sab kit

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Yes

  • @khurramchoudri5493

    @khurramchoudri5493

    Жыл бұрын

    خورشید اور چیمین کٹ خود اچھی کوالٹی کی ڈیزائن کرتے ہیں

  • @mikael9383
    @mikael9383 Жыл бұрын

    Sir please yah bata dey k tamoor Pak fan ya phir Lahore fan in mein se 30 watts wala kaun sa fan best hai jo mein buy kar lu thanks

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Tamoor ya Pak behtar ha

  • @mikael9383

    @mikael9383

    Жыл бұрын

    @@karachiwalay007 Main Na 30 watts wala fan UPS par Lagwana hai

  • @mikael9383

    @mikael9383

    Жыл бұрын

    @@karachiwalay007 Tamoor Aur Pak Fan In Dono Main Sa Kis Fan Ki Air Throw Zada Hai....????

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    ​@@mikael9383pak fan ki through bht ache hai

  • @learningmadeeasy6248

    @learningmadeeasy6248

    Жыл бұрын

    ​@@karachiwalay007 taimor konsa model

  • @basicinfo6816
    @basicinfo68163 ай бұрын

    Play list bana dain kis kis fan main Reversed ki option hai.

  • @alinaeem3824
    @alinaeem3824 Жыл бұрын

    Bldc fan available ha

  • @arifashraf8569
    @arifashraf8569 Жыл бұрын

    Website is not online bro?

  • @HassaanAhmad007

    @HassaanAhmad007

    Жыл бұрын

    Yes it's not opening

  • @majidjan3990
    @majidjan3990 Жыл бұрын

    Watts zyada aca hi per Hawa ka presar zyada ho

  • @kashifnadeem1908
    @kashifnadeem19082 ай бұрын

    How it will run on DC?

  • @yasirkiani9392
    @yasirkiani93924 ай бұрын

    Air tharow sub su achi kon si fan ki hai

  • @vickithebadguyvicki-js6mh
    @vickithebadguyvicki-js6mh Жыл бұрын

    Pak Fan inverter Kay floral model ki kitnay watt hain?

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    38

  • @shehlaRiaz-fl6de
    @shehlaRiaz-fl6de15 күн бұрын

    Tamoor kinhawa bhut kam hai sk fan kausa hai

  • @aslamali3529
    @aslamali3529 Жыл бұрын

    Sir hum ne tamoor ka eco smart magnum model purchase kia apki vdo dekhne k baad lekin humare ke bill mein koi faraq nahi aya mujeh lugta ha k fan 30 watts se ziyada le raha hai

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Unit check Karen baqi ye model thory Watt zyada leta ha

  • @aslamali3529

    @aslamali3529

    Жыл бұрын

    @@karachiwalay007 sir muje bataye konsa model purchase karo tamoor ka jo poore 30 watts le

  • @Rizwan-dr2xb

    @Rizwan-dr2xb

    Жыл бұрын

    ​@@aslamali3529 ap Pak fan 30 Wat le ley ❤

  • @technicalperson129
    @technicalperson1293 ай бұрын

    Website nahi chal Rahi.

  • @hammadali-gl8zq
    @hammadali-gl8zq Жыл бұрын

    Bhai ap ne rpm tu check nhe keye

  • @anabiafatima816
    @anabiafatima81610 ай бұрын

    Non DA len fan Jo30 watt per chaly nan bata dn

  • @Yousafkhan-ql5nr
    @Yousafkhan-ql5nr Жыл бұрын

    Pahle to aap aagman ki Tarif kar rahe the

  • @saadsaady7486
    @saadsaady7486 Жыл бұрын

    Salam bhai kese hain kafi din bad koi video upload ki muje yeh pochna tha ap se plz rply krna pak fan 30 Watts kesa chal rha hai aur koi bhi fan len tu 48wings m Ka fiada hai ya 56 ka

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    W slam bhai pak fan thek chal rha ha 56 inch ki air behtar hoti ha

  • @saadsaady7486

    @saadsaady7486

    Жыл бұрын

    JAZAKALLAH BHAI

  • @hussainhashmi1088
    @hussainhashmi10887 ай бұрын

    Make short videos

  • @basicinfo6816
    @basicinfo68163 ай бұрын

    Kia lahore fan mobile application say chal jata hai.

  • @iqraabbas229
    @iqraabbas22911 ай бұрын

    Speed ke sath Rpm Meyer bhi lagie

  • @aakashabbasi4
    @aakashabbasi44 ай бұрын

    Yes you are right infact on full power it takes 0.30Amp disgusting 😮

  • @zubairfarooq2953
    @zubairfarooq2953 Жыл бұрын

    RPM ni batai ap ny???

  • @karakoram8
    @karakoram83 ай бұрын

    نیم حکیم صاحب الٹا پنکھا نیچے ہوا کیسے دیگا؟ دوسری بات ہے کہ وائرنگ کاپر ہوگی تو واٹ صحیح ہونگے😅

  • @stinghut5714
    @stinghut57142 ай бұрын

    Yar Lahore fan remote setting kasy ho ge

  • @foodshopingdiscover6306
    @foodshopingdiscover63064 ай бұрын

    Best fan par mehnga he

  • @ranaabdulmomin4790
    @ranaabdulmomin4790 Жыл бұрын

    Oltain chalne se کیا feda hogan btana please

  • @YounusKhan-gv3mm
    @YounusKhan-gv3mm11 ай бұрын

    Metar aap ka degetal ha right hae

  • @shakilazam9029
    @shakilazam9029 Жыл бұрын

    Aj rpm ap nahi Bata rahay

  • @muhamnadislam9357
    @muhamnadislam935711 ай бұрын

    Price please

  • @ShayanKhan-lr5sb
    @ShayanKhan-lr5sb Жыл бұрын

    Sub sa pehla apko volt check krna chye k volt kitna ha q k lab ma fan 220 volt pa check hota ha ager volt 220 sa zada hnga tou automic watt bhar jata ha shyd apka garh ma volt zada arha hn

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Bhai agr volt zyada hain tu RPM b zyada hone chahyen? is k RPM b kam thy jo main next video men dikhaon ga

  • @ShayanKhan-lr5sb

    @ShayanKhan-lr5sb

    Жыл бұрын

    @@karachiwalay007 bhai agr volt kam hnga tou rmp ic sa bhi kam hojain ga company tou khuch bhi likh daiti ha lakin watt ka taluq volt sa ha

  • @amirwarraich2817
    @amirwarraich2817 Жыл бұрын

    Bhia 30 watt ma konsa fan acha Han jiski air throw zyda Hu aur achi Hu

  • @EasternSurvival

    @EasternSurvival

    Жыл бұрын

    Koi bhi nhi. Sab dramay bazi kr rhay. Pak fan 30 watts lia, rpm sirf 325 h jab k company claim 350 ka hey. But wo fans power 30 watts hi letay hain.

  • @UmairOG
    @UmairOG Жыл бұрын

    Warranty is lye kam hai kyun .... k iski complaint zero .... or jonsi company ka maal acha hota uski complaint nhi hoti

  • @zia7256080

    @zia7256080

    Жыл бұрын

    🤦 bhai jan agar quality itni hi achi hay tu life time warranty day du na apnay c customers ko. Hum ko bhi itminaan ho jaay ga. Kiya samjay ??

  • @muhammadnaeem3149
    @muhammadnaeem3149Ай бұрын

    ویب سائڈ اوپن نہیں ہورہی ہے۔

  • @UzmaMansoor-ub8ku
    @UzmaMansoor-ub8ku Жыл бұрын

    or website nahe chal rahi ha

  • @HassaanAhmad007
    @HassaanAhmad007 Жыл бұрын

    Karachi waly bhai best 30 watts fan konca hai or uski waja?

  • @Marie_926

    @Marie_926

    Жыл бұрын

    Pak Fan

  • @muhammadsheryar3358
    @muhammadsheryar33582 ай бұрын

    But yeah Quality mai bht xbdrst lag rha hai

  • @saifsaeed4258
    @saifsaeed425810 ай бұрын

    RPM ?

  • @hafizkhalil3746
    @hafizkhalil37469 ай бұрын

    Remote par time lagjata ha wo har rooz usi time chal JATA ha to phir jaldi band ni hota is Ka triqa bten

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    9 ай бұрын

    Ye Company ko complain karo

  • @ahmedraza7588
    @ahmedraza7588 Жыл бұрын

    Reverse ka option kis lye hota he Hawa to ati nai

  • @hamidmalik3414

    @hamidmalik3414

    Жыл бұрын

    Reverse sardio m agr inverter a.c ko heat pr use krein to uski heat ko pura room m walls k thro nicha phainka ga room jald grm or grm zada lga ga yani hawa roof ki trf phainka ga

  • @s.aqeelahmed1444
    @s.aqeelahmed1444 Жыл бұрын

    Taimor 30 watt ki kit hy same

  • @mrmix515
    @mrmix515 Жыл бұрын

    Bro zayada tim baad video uplod krdi

  • @karachiwalay007

    @karachiwalay007

    Жыл бұрын

    Hmmmm sorry

  • @UmairOG
    @UmairOG Жыл бұрын

    Bhai kit jo hai tamoor fan ne lahore ki copy ki ... lahore fan ki yeh kit wala fan 2018 mein launch hoa tha

  • @shakeeljan9890
    @shakeeljan9890 Жыл бұрын

    Bhi mujko pak fan 30 watt chahiye. App arrange kersakta h. ?

  • @sohaibhussain357

    @sohaibhussain357

    Жыл бұрын

    Dear 30 watt se acha Ac DC fan hai

  • @vickithebadguyvicki-js6mh

    @vickithebadguyvicki-js6mh

    Жыл бұрын

    @@sohaibhussain357AC/Dc main kit complaint hai

  • @shakirzaman2767
    @shakirzaman27677 ай бұрын

    Rpm kuo nhi btae

Келесі