Ki Ishq-e-Ali Mein Rasan-o-Dar Se Baatein | Anjuman Raunaq-e-Deen-e-Islam | Fazil Lucknowi
Музыка
Nohe, Matam, Majalis, Marsiya's On Line Deuty Grafh Agency
Deepest condolences to to the Holy Prophet Mohammad (s.a.w.w.), Ahl-e-Bait (a.s.), Imam-e-Zamana (a.s.) & all lovers of Ahl-e-Bait (a.s.) on the martyrdom Anniversary of Amir al-Mu'minin Imam ‘Ali ibn Abī Talib (a.s.)
Contact : M. Abuzer Kintoori Mob. : 9389772110, 7505110110
Пікірлер: 23
Marhoom salikh sahab ka Bahoot hi Accha salam
Wah subhanallah koi jawab nahi lucknow ki anjumno ka lajwab salaam lajwab dhun
Mashaallah
Thi ishqe Ali me rasan o daar se bate. Kya karti ajal meesam e tammar se bate. 1- Ye naseere shabbir hai piche na hatenge, Fauje na kare ahani diwar se bate 2- Har Jung me talwat to khamosh rahi hai Khaibar me Hui haidare qarrar se bate 3- Ek lamhe ko muh apne lagaya na wafa ne Dariya to bht karta alamdar se bate 4- Talwar to Abbas ka muh dekh rahi hai Abbas hi karte nahi Talwar se bate 5- Abbas ka hamla hai ke hamla hai Ali ka Karti hai ajal lashkare kuffar se bate 6- is tezi se Abbas suye nahar chale hai Karti hai hawa ghode ki raftar se bate 7- katti hai zaba hoti hai sacchai pe mohre Haider ki suna mesame tammar se bate 8- zinda hua mar mar ke Kai bar nusairi Chodi na magar haidere karrar se bate 9- pati kaha sarwar ko asiri me sakina Zinda me Kiya ki daro diwar se bate 10- Jab rauzaye shabbir kharib agaya SALIKH Dil karne laga saya e diwar se bate Thi ishqe Ali me rasano daar se bate.
Wah Salam ya maula
Allah fazil bhai ke Darjat Buland kare 🤲🤲🤲
Mashallah
waahhh salam ya,mula
@ashumirza8225
6 жыл бұрын
hader ki sonu misame tamar se bte wha waha wha kya kahme
innallilahe wa innailahiye rajeun fazil sahab
Mashallha.. Mula slamt rkhe ap logo ko....
mashallah
Y Ali ya Ali ya ali
MashaAllah
Subhanallah
Jazakallah zindabad rahenge
@alijafer9397
4 жыл бұрын
Zindabad, zindabad, zindabad
Jio Azadaro!!
Bhai she bhi likh ke Dala karo
Saheb e Bayaaz ki dhadi hona zaroori hai, Maola ka naam lete hai kisi yazeed ka nahi
@aunjafar2823
2 жыл бұрын
Bhai unke dadhi nhi nikalti
@fitnessvictuals243
2 жыл бұрын
Islam me dadhi hai dadhi me islam nahi ...jakar dadhi ki shareeyat maloom karye
Mashallah