एकादशी व्रत का पारायण कैसे करें//द्वादशी पर कितनी बार भोजन करें और क्या खाएं क्या नहीं

Тәжірибелік нұсқаулар және стиль

एकादशी व्रत का पारायण कैसे करें//द्वादशी पर कितनी बार भोजन करें और क्या खाएं क्या नहीं
ekadashi vrat ka parayan kaise karen, dwadashi wale din kitni baar bhojan karen, dwadashi wale din kya khaye kya nahi, ekadashi vrat ka paran kya kha kar karen, ekadashi vrat kaise khole, saphala ekadashi vrat kaise khole, ekadashi vrat kholne ki vidhi, ekadashi vrat ke paran mein kya nahi khana chahiye, ekadashi vrat ka paran kya kha kar karna chahiye, ekadashi vrat ke paran ki sahi vidhi, ekadashi vrat ke paran ki video dikhayen,
#kishorikripavideo
#ekadashivratkaparankaisekaren

Пікірлер: 96

  • @MamtaSingh-ci6ej
    @MamtaSingh-ci6ej4 ай бұрын

    Bilkul sahi bataya aapne 🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    4 ай бұрын

    Thanks 🙏

  • @poonamupadhyaya3607
    @poonamupadhyaya36075 ай бұрын

    Radhey Radhey

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Radhe radhe 🙏

  • @VinitaKumari-qs8dt
    @VinitaKumari-qs8dt5 ай бұрын

    Radhey krishna

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Radhe radhe 🙏

  • @SushilaDevi-vm8hg
    @SushilaDevi-vm8hg5 ай бұрын

    बहुत बढ़िया जानकारी दी है आपने 🙏🙏👏👏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Thanks 🙏

  • @Mahendra_Singh0404
    @Mahendra_Singh040411 күн бұрын

    ऊं नमो भगवते वासुदेवाय 🌹🌹💐💐🙏🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    Om namo bhagwate vasudevay namha 🙏

  • @sadhanasaxena7366
    @sadhanasaxena73664 ай бұрын

    Jai Radhe krishna🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    4 ай бұрын

    Radhe Krishna 🙏

  • @pinkitiwari7994
    @pinkitiwari79945 ай бұрын

    Jai Shri Krishna radhe Radhe 🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Jai shree Krishna 🙏

  • @user-yd3di9tw4l
    @user-yd3di9tw4l5 ай бұрын

    Radhe Radhe di 🎉🎉🎉

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Radhe radhe 🙏

  • @swetagupta8733
    @swetagupta87335 ай бұрын

    Radhe Radhe 🌺🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Radhe radhe 🙏

  • @riddhipriya_creations
    @riddhipriya_creations10 күн бұрын

    Didi paran ke ke samay charnamrit aur fruit hi khaya hai humne.. chawal paran samay nikal jaane ke baad banaya to kya ab chawal kha sakte hai ? Aur kya dwadasi me normal namak use kar sakte hai ? Please bataye.. 🙏🏻

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    10 күн бұрын

    Haa ji bilkul aap chawal aur normal namak kha sakte ho kyunki ab aapka vrat complete ho gaya hai bas dhiyan rakhe ki dwadashi par bhi aapko satvik bhojan hi karna hai

  • @riddhipriya_creations

    @riddhipriya_creations

    10 күн бұрын

    @@Kishorikripa Thank you so much Di 😊🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @rohitojha8387
    @rohitojha83872 ай бұрын

    Radhe Radhe

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    Radhe radhe 🙏

  • @MohiniChaurasia-ry1hd

    @MohiniChaurasia-ry1hd

    2 ай бұрын

    @@Kishorikripa .

  • @kalikaluti9218
    @kalikaluti92182 ай бұрын

    Chai pi sakte hsin??? Qki mujhe migrain hdi .... Bina chdi cofee me reh nhi sakti.... Sir me dard hota h or vomatting ho jati hai

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    Haa ji pi sakte ho

  • @poojapundir6542
    @poojapundir65426 сағат бұрын

    Didi ek chij puchni thi k jo chane btaye hai wo sare hi fekne hai ya fer 7

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 сағат бұрын

    kzread.info/dash/bejne/d5iXxMeMddu3d6Q.htmlsi=IPta5mcnqhDRz2bK

  • @amarjeetgupta4532
    @amarjeetgupta45322 ай бұрын

    यदि एकादशी के अगले दिन द्वादशी तिथि सुबह में समाप्त हो जाए और त्रयोदशी तिथि शुरू हो जाए तो क्या उस दिन त्रयोदशी तिथि में दूसरी तीसरी बार फिर से भोजन कर सकते हैं

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    Ji kar sakte ho bas dhiyan rakhe ki bhojan satvik hona chahiye

  • @radha-yj5to

    @radha-yj5to

    Ай бұрын

    ​@@Kishorikripadwadashi aur dasmi mai ek baar bhojan aur dusri baar fruits kha sakte h kya?ya keval ek hi baar bhojan krna h

  • @ks.gaurav8164

    @ks.gaurav8164

    11 күн бұрын

    E9⁰ ho​@@Kishorikripa

  • @seemarohilla4252
    @seemarohilla42523 ай бұрын

    Kya mam davadasi ke vart me den me aalu le sakte h

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    3 ай бұрын

    Haa ji

  • @jenisoni3595
    @jenisoni359510 күн бұрын

    Kya chana khasakte hai dwadashi me? Plz mam reply?

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    10 күн бұрын

    Haa ji kha sakte ho

  • @lifewithkanhaji
    @lifewithkanhaji5 ай бұрын

    Chno ka fir kya kre di ?

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Chano ko sir se saat baar vaar kar sir ke peeche fenk de

  • @user-hs6oy1mh7l
    @user-hs6oy1mh7l10 күн бұрын

    Dahi kha sakte hai parn ke din

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    10 күн бұрын

    Haa ji kha sakte hai

  • @AnshuPathak-oq7kb
    @AnshuPathak-oq7kbАй бұрын

    l

  • @pallavipallavi1487
    @pallavipallavi14875 ай бұрын

    Radhe radhe di..apke poja subh kitne baze ho jate hai

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    7.30 se pahle ho jaati hai

  • @insideart_mygallary..
    @insideart_mygallary..5 ай бұрын

    Radhe Radhe 🌼 di ajj din me so skte h ky or raat ko

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Jab bhi hum ekadashi ya koi aur vrat karte hai to din mein nahi sona chahiye haa aaj dwadashi par aap din mein rest kar sakte ho aur raat me bhi puri neend lijiye

  • @insideart_mygallary..

    @insideart_mygallary..

    5 ай бұрын

    @@Kishorikripa Radhe Radhe 🌼 di vart pura hone pr bhagwan ji ko mandir me rkh le kya ...or bhagwan ji ko dopahar me bog lga skte h kya

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    @@insideart_mygallary.. haa ji

  • @subhadranag7092
    @subhadranag709211 күн бұрын

    Nirjola ekkadoshi ka paron jol or phol se korsokte hei ki nehin didi or thakurji ko orn bhog logaye ya nehin.pls boliye didi

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    kzread.info/dash/bejne/Y3adu7KDZ5PAlLA.htmlsi=ibowaV9MKwgGU5ky

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    Ji aap jal se aur tulsi patra se paran karen

  • @Durga_prashad_Singh_rajput123
    @Durga_prashad_Singh_rajput1235 ай бұрын

    हरे कृष्णा राधे राधे

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Hare Krishna 🙏

  • @SonuKashyap-wp2ml
    @SonuKashyap-wp2ml4 ай бұрын

    Ekadashi mein paran ka bhojan karne ke bad Sham ka bhojan kar sakte hain ya nahin reply please

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    4 ай бұрын

    Haa ji kar sakte ho

  • @SonuKashyap-wp2ml

    @SonuKashyap-wp2ml

    4 ай бұрын

    @@Kishorikripa sad dhanyvad ji

  • @PunamdeviSah-xk1wm
    @PunamdeviSah-xk1wm10 күн бұрын

    7 chene pitaron ke liye Chacha Ne apne liye Aaj sham ko Karen

  • @shimalkanwar8069
    @shimalkanwar806929 күн бұрын

    Dvadashi Mein Do Bar khana kha sakte hain kya mam

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    29 күн бұрын

    Haa ji kar sakte ho bas dhiyan rakhe ki bhojan satvik hi hona chahiye

  • @AyushKumar_sk
    @AyushKumar_sk10 күн бұрын

    didi Din Mein So sakte hain dvadashi ke din

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    10 күн бұрын

    Haa ji

  • @ashajindal2507
    @ashajindal25072 ай бұрын

    Maam duadshi wale din roti bhi kha saktevhai

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    Haa ji kha sakte ho

  • @riddhipriya_creations
    @riddhipriya_creations10 күн бұрын

    Dwadasi me normal namak use kar sakte hai ?

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    10 күн бұрын

    Haa ji kar sakte ho

  • @riddhipriya_creations

    @riddhipriya_creations

    10 күн бұрын

    ​@@KishorikripaThank you Didi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @dahiyarohit18
    @dahiyarohit18Ай бұрын

    Agar dwadshi ko 2 ya 2 se adhik baar bhojan KR le te h to kya ho sakta h

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    Ай бұрын

    Kyunki ekadashi vrat 3 divsiya vrat hota hai to dashmi ki sham se hi iske niyam shuru ho jaate hai to niyam to yahi hai ki dwadashi ko sirf ek samay bhojan aur ek time falahar karte hai kaha jata hai ki dwadashi par teen baar Bojan karne se ekadashi vrat ka pura fal trijita rakshsi ko chala jata hai

  • @BalluThakur-ko1vd
    @BalluThakur-ko1vd2 ай бұрын

    Chane sar ke phiche kis din fekne hai please reply

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    द्वादशी को

  • @vandanayadav7967
    @vandanayadav79672 ай бұрын

    Mam Agar masik Dharm mein ho to Bhagwan ko agale Din Bhog Nahin Laga Sakte paran Mein To Ham Kaise bhojan khayen

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    2 ай бұрын

    Ok to aap kisi se tulsi patra lekar jal ke saath grahan karen aur khane mein chawal jarur banaiyega kisi aur se banba kar bhi bhog laga sakte ho lekin agar koi nahi hai to aap mansik roop se bhog lagaye aur prasad paye

  • @vandanayadav7967

    @vandanayadav7967

    2 ай бұрын

    Bahut bahut dhanyvad

  • @nishaNayak1548
    @nishaNayak1548Ай бұрын

    द्वादशी को शाम को भी सात्विक भोजन ही करना चाइए क्या

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    Ай бұрын

    Haa ji

  • @mashudankumar3019
    @mashudankumar3019Ай бұрын

    Koi bolte hai dwadashi me ek baar hi bhojan kar sakte hai or app bol Rahi hai 2 bar

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    Ай бұрын

    Dekhiye ann ka sevan sirf hame ekadashi par nahi karna hota hai deadashi par subah mein jo bhojan ka bhog thakur ji ko lagayenge use aap grahan karen aur ek time sham ko bhojan kar sakte ho haa teen baar Bojan nahi karna hai kahte hai ki uska fal trijita ko chala jata hai lekin bas hame dwadashi par bhi satvik hi rahna hota hai is baat ka dhyan rakhe 🙏

  • @jagdishprasaduikey2816
    @jagdishprasaduikey2816Ай бұрын

    Dvadashi ke din phool todna chahie ki nahin

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    Ай бұрын

    Haa ji thodh sakte hai jis din vrat rakhte sirf us din nahi todhna chahiye

  • @umanegi421
    @umanegi42127 күн бұрын

    Agar do din ekadashi pad jaye or hum agar dwadashi yukt ekadashi vrat karte hain toh dashmi yukt ekadshi me kuch kha sakte hain agar nhi toh phir vrat toh dono din ho jyga jb ki kahte hain ki dashmi yukt ekadadhi nhi karte🙏🙏

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    27 күн бұрын

    Haa ji bilkul jaise is baar do ekadashi padhi hai 2 aur 3 june ko to hame 3 june wali hi karni hai lekin kyunki kahi kahi 2 ko bhi vrat rakha gaya hai to aise mein sirf hame dashmi yukat ekadashi wale din kisi bhi tarah ka tamsik bhojan aur chaval ka sevan nahi karna hai baki aap satvik bhojan kar sakte ho

  • @umanegi421

    @umanegi421

    27 күн бұрын

    Hari om ji dhanyawad mujhe isi baat ka confusion ho rha tha kyonki me dwadashi yukt ekadashi rhti hui pr kabhi kabhi 2 ekadashi pad jati hai tb me dashmi ko raat me bhojan nhi krti or dono ekadashi falahar krti hu pr aaj aap se puch kr mann ka shanshay mit gya agli ekadashi nirjla bhi 2 pad rhi hai ab 1 ekadashi me me satvik bhojan kr lungi

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    26 күн бұрын

    @@umanegi421 haa ji bilkul

  • @manjumalathanapati-zr7lq
    @manjumalathanapati-zr7lq5 ай бұрын

    dashmi yukt ekadashi nehi karna chahiye par kiun kiya hota hai dashmi yukt ekadashi or kese pata kare please reply di

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Dekhiye hamesha dwadashi yukt ekadashi ka vrat hi karna chahiye vahi shubh mana jata hai jaise man lijiye ki ekadashi tithi ek tarikh mein shuru hui aur 2 tarikh ko subah 7 baje tak samapt ho jayegi aur uske baad dwadashi tithi shuru ho jaye to 2 tarikh ki ekadashi ka vrat hi rakhna chahiye

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    5 ай бұрын

    Surya uday ke saath jo ekadashi hame prapt hoti hai usi ekadashi ka vrat kiya jata hai

  • @springbreeze5855

    @springbreeze5855

    25 күн бұрын

    ​@@Kishorikripasubha puja ke time phal aur kuch sukha chawal ke dane chadhakar usi chawal ka kuch dane kha kar paran kar sakte hai kiya mai to aisehi hi kar rahi hu kayo ki itna jaldi kuch paka kar bhog nhi laga pati hu

  • @springbreeze5855

    @springbreeze5855

    25 күн бұрын

    Bad me chawal ka khana bana kar kha sakte hai n

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    25 күн бұрын

    @@springbreeze5855 ji aap thakur ji ke snan kiye hue jal jo ki charnamrit ban jata hai aap ek tulsi patta lekar aur charnamrit pi kar aur usi ke sath ek ya do dane chawal ke lekar bhi vrat khol sakte ho

  • @gaurisingh8551
    @gaurisingh855111 күн бұрын

    Didi maine aj ka nirjala ekadshi kiya hai kl kitne bje mujhhe paran karna chiye

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    5.45 se lekar 7.28 tak apna vrat khol lena hai aapko

  • @gaurisingh8551

    @gaurisingh8551

    11 күн бұрын

    @@Kishorikripa pancha Amrit se hi nh aur woh jo ghara khrda h woh vrat torne ke bd brahman m dan de dengh

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    @@gaurisingh8551 ghadha aur jo bhi saman aapko daan karna hai vo aap vrat kholne se pahle daan karoge

  • @gaurisingh8551

    @gaurisingh8551

    11 күн бұрын

    @@Kishorikripa lekin mere trf toh Brahman nhi h aur utne su ha subha kaise kise ghr ja skte h aaise nhi ho sakta h hi vrat khol le uske bd 8 bje tk jke dan ded e

  • @Kishorikripa

    @Kishorikripa

    11 күн бұрын

    @@gaurisingh8551 sabhi mandiro me dwadashi par subah hi pandit ji aa jate fir bhi agar aap na ja pao to aap baad mein daan kar dijiyega

Келесі