Jan'nat ka zikr

Paradise #Heaven #jannat #tazkira e jannat #halaat Jannat ke #quran #hadees #durs e hadees #kya hai jannat me
.
Jannat k halat aur jannat ki niyamato ka zikr #Hadees me Jannat Ka Tazkere
#Jannat me kya hooga #Jannat ke halaat #Pillow #Jannat me kitne takiye hooge
#Hadiths About Jannat #Durs e Hadees #Durs e Quran #Live #జన్నత్
जन्नत या स्वर्ग में रहने वाला; स्वर्गवासी 2. जन्नत या स्वर्ग संबंधी; स्वर्ग का।
#Jannat ka Manzar #Jannat ke halaat #Hadith about jannat #Jannat ka Mahel #Jannat ka Mahel #Jannat #Hadith in Urdu #Zindagi #Manzar #Tazkira #Kafiyat #Halaat #Jannat kis ko milega #Jannat me kya hai #Jannat ke Bagh #Baagh e Jannat #Taqwa #Mutaqi ko kya milega #Perazgari se Jannat #What you will get #Benefits #Rewards #Trees #Do Bagh Jannat ke
.
A haven is a place where people or animals feel safe, secure and happy.
.
Hadees Jannat me Jannati ko allah tala 70 - 70 takiye ata karega. (Hadees)
.
Bismillahirahmanirraheem
✦ Hadith: Jannat mein le jane wala Subah ka Azkar-Raditu Billahi Rabba wa Bil Islami Deena
---------
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
✦ Main raazi hu Allah ke RABB hone par, Islam ke deen hone par aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke Nabee hone par
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh subah ke waqt ye alfaz kahe to main uske liye iss baat ka zimmedar hu ki uska haath tab tak pakde rakhunga jab tak usko jannat mein dakhil na karwa du
Al-Silsila As-Sahiha-2963
---------
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
میں اللہ کے رب ہونے پر، اسلام کے دین ہونے پر اور محمد ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌کے نبی ہونے پر راضی ہو
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا جو شخص صبح کے وقت یہ الفاظ کیے تو میں اس کے لیے اس بات کا زمہ دار ہوں کی اسکا ہاتھ تب تک پکڑے رکھونگا جب تک اسکو جنت میں داخل نہ کروا دوں
السلسلہ صحیحہ ٢٩٦٣
-----
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
रदितु बिल्लाहि रब्बा,वा बिल-इस्लामी दीना, वा बि मुहम्मदीन सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम नबीययन
तर्जुमा : मैं राज़ी हूँ अल्लाह के रब होने पर, इस्लाम के दीन होने पर और मुहम्मद सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम के नबी होने पर
रसूल-अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जो शख्स सुबह के वक़्त ये अल्फ़ाज़ कहे तो मैं उसके लिए इस बात का ज़िम्मेदार हु की उसका हाथ तब तक पकड़े रखूँगा जब तक उसको जन्नत में दाखिल न करवा दूँ
अल-सिलसिला अस-सहीहा 2963
-----
رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا
✦ Radaitu billahi Rabba wa bil-Islami dina wa bi Muhammadin Nabiyya
Rasool-Allah ﷺ said, Whoever says these words when he enters the morning I guarantee that I will take hold of his hand until I enter him into Paradise.
.
Jannat ki nehrein aur Hoz e kusar
Jannat mein metha pani, shehad, doodh aur sharaab ki nehrein behti hain. [19][20] Jab jannati pani ki neher mein se piyen gey to unhen aisi hayaat miley gi keh phir unhen mout nah aaye gi aur jab doodh ki neher mein se nosh karen gey to un ke badan mein aisi farbahi paida ho gi keh phir kabhi lagar nah hon gey aur jab shehad ki neher mein se pi len gey to unhen aisi sehat o tandrusti mil jaye gi keh phir kabhi woh bemaar nah hon gey aur jab sharaab ki neher mein se pilaaye jayen gey to unhen aisa nishat aur khoshi ka suroor haasil ho ga keh phir kabhi woh ghamgeen nah hon gey.[21]
Yeh charon nehrein aik hoz mein gir rahi hain jis ka naam “Hoz e kusar” hai yehi hoz Huzoor e Akram ﷺ ka woh hoz e kusar hai jo abhi jannat ke andar hai lekin qayamat ke din maidan e mehshar mein laya jaye ga, jahan Huzoor e Akram ﷺ is hoz se apni ummat ko sairaab farmaen gey. [22]
Jannat ke chashmay
Inn charon nehron ke ilawa jannat mein dosray chashmay bhi hain jin ke naam yeh hain:
1. Kafoor
2. Zanjabeel
3. Salsabeel
4. Rahiq
5. Tasneem . [23]
Ehley Jannat ki Umrein
Har janaati khuwa bachpan mein mra ho ya boorha ho kar wafaat payi ho, hamesha jannat mein uss ki Umar 30 hi baras ki rahay gi is se ziyada kabhi uski Umar nahi barhay gi. Aur woh hamesha hamesha isi tarhan jawan rehtay hue Aaram o rahat ki zindagi basar karta rahay ga. [24] [25]
Jannatiyon ki biwiyan aur khuddam
Adna darjay ke jannati ko 80,000 khadim aur 72 biwiyan milein gi aur os ke liye moti aur Zabarjad o Yaqoot ka itna lamba chaura khaima garha jaye ga jitna ke “جابیہ” aur “صنعاء ” ke 2 shehron ke darmian faasla hai. [26] [27]

Пікірлер

    Келесі