Islam Me Ladki Ko Kya Apni Pasand Se Shadi Karne Ka Adhikar Hai By

𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies.
* Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Socio Reforms Society of India
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
- Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
- Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
- Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #IslamManvataKeLiyeSandesh #IslamAMessageForMankind #Islam #Mankind #Humanity #Peace #Aman #Shanti #ShantiKaSandesh #Sandesh #PeacefullMessage #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00050

Пікірлер: 623

  • @IRCTV
    @IRCTV4 жыл бұрын

    Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI

  • @marufabegum9081

    @marufabegum9081

    4 жыл бұрын

    Sir apka phn number do to jis se hum kuch or sawalat kre

  • @sadiakousar4928

    @sadiakousar4928

    4 жыл бұрын

    A.0.A...mera nikah zbrdsti krwa dia gya ha..ma bht preshan hn or ma ksy us ke 7 zindgi bsr kru gi uske 7 after rukhsti?😭💔😔

  • @deepakkumaryadav9381

    @deepakkumaryadav9381

    3 жыл бұрын

    Kya muslim ladki ko hindu ladke se sadi ker skti hai because sir use bhut jyada pyar krta hu

  • @mahboobkhanislamicjankari9423

    @mahboobkhanislamicjankari9423

    3 жыл бұрын

    @@marufabegum9081 Description me nambar hai

  • @mahboobkhanislamicjankari9423

    @mahboobkhanislamicjankari9423

    3 жыл бұрын

    @@deepakkumaryadav9381 Islam me is ejazat nahe bhai.. Muslim Muslim se shadi karsakte hai

  • @limrakhan4006
    @limrakhan40065 жыл бұрын

    Masha allah kya beautiful soch h apki allah kare sab ki soch waisi ho

  • @sahilShaikh-md5br

    @sahilShaikh-md5br

    4 жыл бұрын

    Has sahi bole

  • @Noorfatima-xi1un
    @Noorfatima-xi1un5 жыл бұрын

    Kabhi kabhi Maa baap or khud K faisle bhi Galat Ho jate h..

  • @babarking_rx100

    @babarking_rx100

    5 жыл бұрын

    Isiliye Faisla apne aap lelo ya phirr apne Bhai honge tho unpe chod diya karo jaise maine apne Behen ki shaadhi ki thi ek sahi insan k saat aur mere behen k psandh k hisab se...Maa baap k faisle galat b ho sakte...

  • @Noorfatima-xi1un

    @Noorfatima-xi1un

    5 жыл бұрын

    BadBoy ji bilkul

  • @babarking_rx100

    @babarking_rx100

    5 жыл бұрын

    @@Noorfatima-xi1un Shukriya...kaha se ho aap

  • @PlatesandPlants

    @PlatesandPlants

    5 жыл бұрын

    U r r8

  • @babarking_rx100

    @babarking_rx100

    5 жыл бұрын

    @@PlatesandPlants Thank u g

  • @nazimraees6268
    @nazimraees62687 жыл бұрын

    bilkul sahe kaha hy. shadi sy pehly chahy jitne b understanding ho magr shadi k baad phir b boht problm ho jata hy. so islaam ny jo kaha bilkul thek kaha. iss me boht sy faidy hein

  • @Rabia_Burak

    @Rabia_Burak

    2 жыл бұрын

    sahi bat kahi, 100% true

  • @maudahashoebmark2844
    @maudahashoebmark28446 жыл бұрын

    masallah besaq islam sadi ke liye ladki ko kisi bhi tarah ka dabaw nahi dalta

  • @alishaparveen7101
    @alishaparveen71015 жыл бұрын

    Pata h faiz bhai jaan apki aawaz me aur samjhane ke tarike me kuch alag hi taashir h👌 mujhe apki nasihaten bohot pasand h😘

  • @sabeehashehzadi9480
    @sabeehashehzadi94804 жыл бұрын

    ماشاءاللہ apne bhut hi ache tariqe se sb batain samjahi hain .allah pak apko salamt rakhe .asmin

  • @nishamukhi4549
    @nishamukhi45495 жыл бұрын

    Sir apki lang and samjhane k tarika mujhe bahut acha lgta hai aisi zuban auro ko b de...nice video

  • @mohammadwasim8356
    @mohammadwasim83567 жыл бұрын

    thanks faiz bhai great ans.

  • @qhknowledge4245
    @qhknowledge42455 жыл бұрын

    جزاك الله خيرا

  • @mohamdimuslim3719
    @mohamdimuslim37197 жыл бұрын

    jazak Allah khair

  • @shabnamparween1812
    @shabnamparween18127 жыл бұрын

    Masha Allah

  • @nazeemamirza7682
    @nazeemamirza76826 жыл бұрын

    super bayaan mouli sab mashahallah

  • @syedaazra2853
    @syedaazra28532 жыл бұрын

    Ya allah meri walid aur walidein ko hidayat de meri pasand ki shaadi karde zabardasti srf zaat ki wajase se kahe aur na kare mein nahi reh paugi bas srf zaat ki wajase 🥺🥺💔💔

  • @aasmakhan4488
    @aasmakhan44884 жыл бұрын

    Waise hi hona chahiye jo Rasool sallallah ho tala alaihe sallam ne frmaya

  • @zebakhan4726
    @zebakhan47265 жыл бұрын

    Masaallha kya bayan samjhaya hai aap ne sukriya bhut

  • @tousif9490
    @tousif94907 жыл бұрын

    app kaa ans tho mujee life ko aagee badanemee bahuth help kiya shukriya

  • @sayyedghulamemustafamohdne4921

    @sayyedghulamemustafamohdne4921

    5 жыл бұрын

    afma Tousif Par Islam me ladki kisi ladke ko pasand kare toh maa baap use shaadi se nahi rok sakte kisi bhi faltu wajah se, yeh baat faiz sahab saaf saaf nahi batate pata nahi kyu! kzread.info/dash/bejne/noaV0sOqYLbcY5c.html

  • @mdayeshaparveen9347

    @mdayeshaparveen9347

    4 жыл бұрын

    Nhi...ro skte..pr...unke razi b zaroori hi.vali.ki.

  • @mdwahid1377
    @mdwahid13774 жыл бұрын

    ماشاءاللہ بہت خوب شیخ

  • @sdkashif311
    @sdkashif3115 жыл бұрын

    But khoob faiz Syed mashaallaha 🙂🙂

  • @salampeace8657
    @salampeace86575 жыл бұрын

    Haq laa ilaaha ill allah hu muhammedurrasool allah

  • @cool_guy007
    @cool_guy0076 жыл бұрын

    Jazak Allah khair

  • @basitshaikh9366
    @basitshaikh93663 жыл бұрын

    MashAllah both acha smaj ti ho ap

  • @RahimKhan-ri4ef
    @RahimKhan-ri4ef3 жыл бұрын

    Kay bat hai faiz sahab aap bohot pyraa bol tay mashallha 🌹🌹

  • @sayyedghulamemustafamohdne4921
    @sayyedghulamemustafamohdne49215 жыл бұрын

    Jab ladki kisi ladke ko pasand kare aur maa baap ko bole ki meri shaadi karwa do usse, aise mauqe par maa baap ko ladki ko shaadi se rokne ki ijaazat nahi hai, yeh baat aap maa baap aur logo ko kyu nahi batate faiz sahab?? Islam me love ho jaane ke baad maa baap ka haq nahi hai ki apni aulaad ko shaadi se rok de jab tak ki koi badi burayi na ho ladke me jaise ki ghair muslim, sharabi, haramkaar, etc! Un hadeeso ko aap ne kyu chipa kar rakha hai?? kzread.info/dash/bejne/noaV0sOqYLbcY5c.html

  • @nidahindustani7668

    @nidahindustani7668

    3 жыл бұрын

    😢😢😢

  • @anjumbegum5033
    @anjumbegum50334 жыл бұрын

    Beshak sahi kaha aap ne Faiz Syed bhai Subhan Allah

  • @asiaalisoomro5385
    @asiaalisoomro53853 жыл бұрын

    Masha Allah ❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @Satisfying_vidzz
    @Satisfying_vidzz3 жыл бұрын

    Ajkal ye koi thodi samajhta hai psnd naho tb vi bolte hain adjust karo 😭😭😭

  • @PeaceofislamSolution
    @PeaceofislamSolution5 жыл бұрын

    Mast #peaceofislam

  • @ainulansari7535
    @ainulansari75353 жыл бұрын

    Jazakomullahu Khairan 👍

  • @afikhan1826
    @afikhan18265 жыл бұрын

    sir aap bhut aachi sa samjha ta hai thanks Sir

  • @sajdask2341
    @sajdask23412 жыл бұрын

    Maslha bhut acha bayan diya apne

  • @sayyedghulamemustafamohdne4921
    @sayyedghulamemustafamohdne49215 жыл бұрын

    Maa baap kai baar baccho ki khushi dekh kar faisala nahi lete balki samajh aur logo ki khushi dekh kar faisala lete hain

  • @zeyaullahalam7316

    @zeyaullahalam7316

    3 жыл бұрын

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @alatabalatab3935
    @alatabalatab39354 жыл бұрын

    Jazakalla 😇

  • @vaniyabhati8997
    @vaniyabhati89977 жыл бұрын

    bhai ap ko allah lambi umar de bhai muje ek sawal karna tha

  • @KingKhan-bi7kb

    @KingKhan-bi7kb

    6 жыл бұрын

    vaniya bhati kya sawal hai

  • @tareenakhan5121

    @tareenakhan5121

    5 жыл бұрын

    Lambi Umar ki duaa kisi k lie b Ni kro. Marne k bad sabko Allah k samne Apna hisab Dena h. Jada jiyege to Jada der khade hoge or hisab dete rhege

  • @friends2742

    @friends2742

    4 жыл бұрын

    @@tareenakhan5121 hahahha 😝😝😝😝

  • @friends2742

    @friends2742

    4 жыл бұрын

    Ha karo sawaal

  • @SalmanShaikh-io8dh

    @SalmanShaikh-io8dh

    3 жыл бұрын

    @@tareenakhan5121 to phir hum sabko apni family ki jaldi maut ho jaye aisi dua karni chahiye????? Ajeeb nazariya hai apka 😁

  • @m.nabeelbugti
    @m.nabeelbugti5 жыл бұрын

    ALLAH hamarey mashrey ko hedayath ata farmaye....aaj kal koi apni pasand ki bat karey to afsos log osey behaya ya ghalat samj laty ha ALLAH hedayath dey Amen

  • @abdulkhadartasgaon3312

    @abdulkhadartasgaon3312

    2 жыл бұрын

    Sach kaha aapne ....sirf ye ladkiyon ki izzat par hota hai😭😭😭

  • @factthings604
    @factthings6045 жыл бұрын

    Good thougt sir ji

  • @ashkkhatun1434

    @ashkkhatun1434

    4 жыл бұрын

    Ye thought nhi hai bhai islam me yahi hai

  • @nadeemnadeem823
    @nadeemnadeem8235 жыл бұрын

    ما شاء اللہ

  • @heenaanjum3002
    @heenaanjum30024 жыл бұрын

    Right faiz bhai bhut shi kha chahe mngni ho jaae chahe kuchh bhi kismat ni hoti h to hoti ni shadi wahan se meri bhi shadi hone wali thi 3 saal lgi rhi meri shadi aur hm log fir bat bhi krne lge the aur bad me shadi toot gai bhut bura lga tha

  • @mahamali8445
    @mahamali84454 жыл бұрын

    Wah!.....faiz bhai aap ka koi jawab nahi........

  • @raymarayma7704
    @raymarayma77048 жыл бұрын

    MashaAllah. faiz bhai aap k samjhany ka tarika buhut acha he aap har bat ko buhut achy tariky se samjhadeten hain.

  • @MdMadhniNawaz
    @MdMadhniNawaz3 жыл бұрын

    Masha allah ❤❤❤❤

  • @saquibbhai884
    @saquibbhai8845 жыл бұрын

    As slam alikum aap n shi farmiya per koi kha pochta h

  • @14aminulhaquegamerz98
    @14aminulhaquegamerz984 жыл бұрын

    Lakhon karodon baar qurban ho jaoon main mere ISLAM pe .Bohat hi achcha aur suchcha Mazhab hai ye. Alhumdulillaah main MUSALMAAN hoon.

  • @benajirkhan7270
    @benajirkhan72705 жыл бұрын

    Bhot accha byan kiya apne

  • @samsulkhan5859
    @samsulkhan58596 жыл бұрын

    Very Nice speech Hazarat

  • @arpitsingh1000
    @arpitsingh10009 жыл бұрын

    WAHH faiz sahb...

  • @aftabhassan6252

    @aftabhassan6252

    5 жыл бұрын

    Ji that's Islam 😊😊

  • @fairyfay1265
    @fairyfay12657 жыл бұрын

    Agr larki dil se bilkul razi nahi h par walidain k khatir mu se kehti hai k razi h to kya nikah ho sakta hai?

  • @silentgirl5542

    @silentgirl5542

    3 жыл бұрын

    Ma be isi situation mai hun koi btay plzz

  • @AtoZ-zg9en

    @AtoZ-zg9en

    3 жыл бұрын

    Razi hue bina shadi nhi hoti

  • @antivirus639

    @antivirus639

    2 жыл бұрын

    Himmat Karke Apne Maa Baap se Baat Karein.. Naa Kar Paayein to Unhe Islam ke Iss Tareeke Ka Hawaala De Ke Batayein Ki Islam me Hargiz ek Ladki Ke Bagaer Marzi Shadi Karwana Gunaah Hai.. Unhe Kahein Ki Ye Baat Wo Kisi Aalim se Puchh Sakte Hain.. Aur Firr Bhi Na Maanein To Aap Nikaah Ke Waqt Mujhe Qubool Nahi Hai Keh Dijiye.. Basharth Ek Hai Ki Jis Ladke Ko Aap Pasand Karte Hain Wo Allah ko Manne Waala Hona Chahiye.. Warna Saara Gunaah Aap Par Azaab Bann Ke Lagega..

  • @kayemakhatoon5995
    @kayemakhatoon5995 Жыл бұрын

    Wow thanks 👍

  • @Abdulkalammolhu9820
    @Abdulkalammolhu98202 жыл бұрын

    Jazakallah Hu Khair

  • @rizwanlucky2565
    @rizwanlucky25652 жыл бұрын

    Allah Ham sab se pyar karta Hai ,

  • @roshnikhatoon277
    @roshnikhatoon2775 жыл бұрын

    Mashallah bahut achchi hidayat h

  • @yaarokayaaryadav7605

    @yaarokayaaryadav7605

    5 жыл бұрын

    Ye baat to hai

  • @islamicfamily1127
    @islamicfamily11276 жыл бұрын

    sahi baat MASHA ALLAH

  • @samsulkhan5859
    @samsulkhan58596 жыл бұрын

    Very nice talk

  • @namramalik6351
    @namramalik63517 жыл бұрын

    mashallah

  • @djmuskan468
    @djmuskan4686 жыл бұрын

    thanku so much muje aap se bhut help mili thanku very much muje to lga ki meri passand puche hi shadi kra rhe te pr muje aap ne himet di thanku sir

  • @newlymarriedlife9208

    @newlymarriedlife9208

    6 жыл бұрын

    Muskan Parveen shadi bina puche kra r the?

  • @djmuskan468

    @djmuskan468

    6 жыл бұрын

    Mariam Khan haa pr me kisi or se pyaar krti hu ab aap hi btay ki me use shadi kr skti hu ki nhi plzz

  • @mustakeemqureshi9079

    @mustakeemqureshi9079

    5 жыл бұрын

    vo Islam janta hai na mtlb Muslim hai kya

  • @maharapravaash6281

    @maharapravaash6281

    5 жыл бұрын

    Muskaan g aap tension kyun lete hi jab pravash aapke saath haen tohh😗😗😗😗😗😗😗😗😗

  • @maharapravaash6281

    @maharapravaash6281

    5 жыл бұрын

    @@mustakeemqureshi9079 muslim.honaa jaruri haen kyaa beby

  • @hamzamehmood6651
    @hamzamehmood66516 жыл бұрын

    Aoa . salam. Aik bat kahna chahta hn main pakistan ay hn or meray parents ny meri marzi sy 4 jaga mera rishta bhyja but hr jaga sy naw hoi tw iska kiya matlab hy. Kiya mujh main kuch kami hy ??? Anyone can ans???

  • @roshanbee3252
    @roshanbee32524 жыл бұрын

    Very good though

  • @kaissalfai4538
    @kaissalfai45386 жыл бұрын

    Mashable Allah

  • @ishratnazir742
    @ishratnazir7424 жыл бұрын

    Masha Allah ............ Shukriya..sir baishak hamarai Islam Mai koi zaberdastii nhi hai

  • @mr.imteyazali12
    @mr.imteyazali125 жыл бұрын

    Asalamalikum hajrat mujhe ek masla samjhay dada ke name pe propati hai jo ki papa ke nam pe nhi hui hai aur usme sister apna hisa lena chahti hai to keya uska islami ya kanuni Haq banta hai jwab jarur digiye ga .Allah hafiz

  • @shahanaahmed841
    @shahanaahmed8417 жыл бұрын

    Kya aap ne jo bola us per amal kare bhai

  • @nabisab7493
    @nabisab74936 жыл бұрын

    Assalamu alaikum... ladki kuvare ladkeke intizaar me shadi kare bagair rehna jayiz Hai

  • @namramalik6351
    @namramalik63517 жыл бұрын

    bhot khub ji

  • @kismatkhan1815
    @kismatkhan18158 жыл бұрын

    masha allha

  • @ghousebinsaleh2776

    @ghousebinsaleh2776

    7 жыл бұрын

    masha allaha

  • @ghousebinsaleh2776

    @ghousebinsaleh2776

    7 жыл бұрын

    masha allaha

  • @saidaf8333
    @saidaf83337 жыл бұрын

    send this to all pallapatti erode district as they force to do this

  • @sanjarahmad2795
    @sanjarahmad27955 жыл бұрын

    Mere sath aaj yhi ho rhi h Ghar vale apni marji se jabardasti Meri Shadi fix kr chuke jabki Mai kisi ko pasand krti huu

  • @pacifyingshayari6442

    @pacifyingshayari6442

    2 жыл бұрын

    Todoo usskoo

  • @antivirus639

    @antivirus639

    2 жыл бұрын

    Maa Baap se Badhke Allah aur Uske Rasool(s.a.w.) Hai.. Tum Sirf Maa Baap ki Nigraani Me Ho.. Lekin Property Nahi Ho Unki.. Allah Aur Uske Rasool (S.a.w.) ke naam se Ghar pe ittelaah karo ki ye Mere Marzi Ke Khilaaf Shadi Karwana Shariyati Gunaah Hai..

  • @salafiway7954
    @salafiway79543 жыл бұрын

    Jazakallaha hu khair

  • @sanobersanufirdousi232
    @sanobersanufirdousi2322 жыл бұрын

    Assalamualaikum Ek bahut hi zaroori bat pe aapki advice chahiye Kya Sunni jamaat ki ladki ki shadi hum Mehdi pathan k ladke se kar skte hai Plllllzzzzzzzz reply as soon as possible

  • @lilysahu4339
    @lilysahu43395 жыл бұрын

    Veriii nice..

  • @noori1471
    @noori14712 жыл бұрын

    Assalamualikum sir mera sawal hai meri dost ek ladke ko pasand karti hoon or wo dono shadi karna chahte hai ladka pehle se married hai par ladke ki shadi ke 3months baad ladki ghar chhod ke chali gai ab ladka doosri shadi karna chahta hai par or meri dost usse nikah karna chahti hai par ladki ke ghar wale nhi maan rahe kya meri dost apni marzi se nikah kar sakti hai ???

  • @unseenwayoflife6398
    @unseenwayoflife63983 жыл бұрын

    Sir aapse zindagi ko lekar kuch suggestion chahiye..kaise contact kar skte h??

  • @riazmushtaq8340
    @riazmushtaq83407 жыл бұрын

    Sir larka agr kesi bhi mulak me he to Kiya wo phone pay nikah kar sakta he Kiya ye islaam me jaiz he

  • @nasirainurani9461
    @nasirainurani94615 жыл бұрын

    Bahut sahi baat ki hai sir

  • @yaarokayaaryadav7605

    @yaarokayaaryadav7605

    5 жыл бұрын

    Mere Aas pass koi aisa h hi Nahi....Kaha SE ho aap?

  • @mdansari138
    @mdansari1385 жыл бұрын

    Maulana g ...i want to ask u a question...should i put my question here....????

  • @mdansari138
    @mdansari1385 жыл бұрын

    Plz...sir...reply me...i need ur help n advice....plz consult me...i m very helpless....plz help me

  • @hassanraza3118
    @hassanraza31185 жыл бұрын

    Kya pardadar larki ko shadi c pehle uska hone wala husband use dekh sakta hai? Or kya wo dono shadi c pehle bt kr skte hai? Or hath wagira pakr sakte hai? Plz shariyat mutabiq batain

  • @ikramabdul9600
    @ikramabdul96004 жыл бұрын

    Masha Allah bhai

  • @darsalman259
    @darsalman2594 жыл бұрын

    Agr ladki aur ladka razi ho toa but ghar walla nhi razi hai ..us time k karna chahaya...plzzz rply

  • @nayyabwrites6072
    @nayyabwrites60724 жыл бұрын

    Or jo zaat ko masla bana laye wo kiya kry?

  • @hmrabalochchannel9015
    @hmrabalochchannel90156 жыл бұрын

    agr nkah dabao m ake han karwaya jae tu kia tb nkah hua hai agr larka parent's k dabao m ake nkah k ly han kre tu kia shadi hoe ya nhe

  • @zeenatakhtar3917
    @zeenatakhtar39176 жыл бұрын

    Assalam wa alaikum .......sir plz meri ye savaal ka javaab zaroor dijiye ye bhaut zaroori hai......agr kisi ladki ki uske maa baap shadi tai kar dete hai ....ladke ko ladki pasand hoti hai par ladki ko ladka pasand nhi hota aur ghar vaale zabardasti usko raazi karte hai par ladki khush nhi hoti hai.....to kyaa ye gunaah hai sir ....kyaa vo maa baap gunehgaar h to aisa krte hai plz sir iska javaab jldi dijiyega.....aapka answer mere liye bhaut important hai....

  • @sabir574
    @sabir574 Жыл бұрын

    Assalama allakam allah hooo mashallah hoo akbar hain allah pak hain allah bare hain

  • @molalemolale7264
    @molalemolale72644 жыл бұрын

    Meri maa aru baap Mujhe zabatdasti shadi karna chahte hai ...my ne mere maa baap se kahin baar bola hai ki mujhe vus ladke ke saath shaadi karna pasand nai hai phir b vo nahi maan te abhi meri shaadi ki tareq b nazdeek aane wali hai my ne allah se har roze dua karti hun ke mere maa baap ki soch badle par ab dua ke siwa aur kuch kar b nai sakti... Kya karun ab mujhe ye shaadi nai karna hai plz kuch suggestion milta hai kya??

  • @anjumanjum7584
    @anjumanjum75842 жыл бұрын

    Àssalamwalikum Mera appse ekh sawal hai? Mere Abba b nahi hi aur mere nana b nahi hi unka inteqal hogaya hi aye mere ab shadi ke Umar hi aur my ekh Ladke ko pasandh karte hu aur unhe se shadi Karna chahete hon Ghar me sab man gai hi ladkhe ke adath ko dekh Kar sab ko pasandh Agai hai magar mere Bhai esse khush nahi hi Kyu ke unka rang thoda black hi essle magar my unke color pe feda nahi hon unke adath aur akhlaq ko dekh Kar pasandh karee hno mere Bhai o inkar karrahe hai to aise halath me mere (walee) kon hosakhte hai plz batae ga .

  • @aryayameen5656
    @aryayameen56565 жыл бұрын

    Bilkul shi kha ap na

  • @ateekhashmi9925
    @ateekhashmi99255 жыл бұрын

    Mashallah

  • @nazrinsdiary063
    @nazrinsdiary0635 жыл бұрын

    Faiz bhai lazabab ho aap..👍

  • @yaarokayaaryadav7605

    @yaarokayaaryadav7605

    5 жыл бұрын

    Sahi Kaha Aapne

  • @sidranaeem3665
    @sidranaeem36655 жыл бұрын

    Bhai plz me apse ek question krNa chahti hun kiya mjy no mil skta h bhai taky me question kr skon.. Yahan krna ni chahti....

  • @nadeemrehman7704

    @nadeemrehman7704

    2 жыл бұрын

    Sidra nayeem ji kya problem hai apka

  • @aliashakirsattar7269
    @aliashakirsattar72696 жыл бұрын

    Bilkul sahi faiz bhai Maa shaa Allah very good answer great keep it up

  • @krishna.shorts.2401
    @krishna.shorts.24014 жыл бұрын

    Molana g ye bta ki hindu ladka muslim ladki sadi kr sakta he kya agr ha apse anuro he iska upaye btaye mujhe

  • @andilibtarannum2611
    @andilibtarannum26118 жыл бұрын

    masah allah

  • @shamshadsayyed4973
    @shamshadsayyed49733 жыл бұрын

    Beshaq sahi bolai apne

  • @lonezulikha9648
    @lonezulikha9648 Жыл бұрын

    Asslumalikum agr lerka lerki baat nee krtai ho aur haan shdii kai baat rista mae kxh b masla ho toh. tb kya Kari allah maff karai ..?bhut dar laghta hai....

  • @chhattisgarhbiggest
    @chhattisgarhbiggest5 жыл бұрын

    Shadi tak rul jao fir baat kar lena.. Itna kya emwrgency hai...

  • @Sameerkhan0902
    @Sameerkhan09024 жыл бұрын

    Very good

  • @mannandewan6279
    @mannandewan62793 жыл бұрын

    Or ak bat or os larke ko hmmare ma ban ko pasand nhi aye to tab kya kare

  • @parvinshaikh571
    @parvinshaikh5713 жыл бұрын

    Assalamualaikum Plzz aap sab mere liye dua karein me jisse shaadi karna chahti hu uske ghar wale raazi ho jaaye plzzz plzzz dua karein 😭

  • @arshadshaik836

    @arshadshaik836

    3 жыл бұрын

    Aslamalekum ladka Muslim hi naa kiu firr Raji ni hi ramdan kaa mhina hi alhaa se duva karlo insha alhaa hojiga

  • @mr_adnan_rizwan
    @mr_adnan_rizwan4 жыл бұрын

    Iam singal kya mai kisi ladki ko pasand karke usse nikha karna islaam me jayej hai bata se please

  • @Wasimkhan-lm6vm
    @Wasimkhan-lm6vm6 жыл бұрын

    Masallah Kara jawab by Faiz Syed

  • @mdmukthyarkhan7069
    @mdmukthyarkhan70696 жыл бұрын

    Aslm walkm.Thanks for this information. Allah Hu Tala aap ki har Dua Qubool kare

Келесі