Imani Kamzori Ka ilaaj By

𝐌𝐀𝐈𝐍 𝐏𝐎𝐈𝐍𝐓𝐒
00:00 - Promo
02:06 - Start
04:31 - Imani Kamzori Ka ilaaj Ye Topic Choose Karne Ki Wajah
05:24 - Iman Aamaal Se Badhta Aur Kam Hota Hai
𝐈𝐌𝐀𝐍𝐈 𝐊𝐀𝐌𝐙𝐎𝐑𝐈 𝐊𝐀 𝐈𝐋𝐀𝐀𝐉
12:52 - Quran Me Ghaur o Fikr Karna
30:08 - Allah Ki Azmat Ko Samajhna
37:06 - Deen Ka ilm Talab Karna
46:12 - Aamaal e Saleh Ko Karna
55:25 - Kasrat Se Maut Ko Yaad Karna
01:00:07 - Duniya Main Raumuna Hone Wale Haadso Me Ghaur o Fikr Karna
01:05:01 - Allah Ka Kasrat Se Zikr Karna
01:08:00 - Allah Ke Samne Haqeer Hone Ka Aitraf Karna
01:14:10 - Achhai Ka Hukm Dena Aur Buraiyo Se Rokna
01:15:02 - Apna Mohaseba Karna
𝐐&𝐀
01:19:00 - Q1 Rasoolullah ﷺ Se Jab Iman Ka Sawal Hua To Ek Jagah Aapne Farmaya Allah Par, Rasool Par, Farishto Par Imaan Lana Hai Aur Dusri Jagah Farmaya Achhi Baat Karna, Kapda Pahnana, Khana Khilana Imaan Hai To Kya Ye Bhi Iman Ka Part Hai ?
01:22:21 - Q2 Quran Me Ghaur o Fikr Keliye Kya Arbi Sikhna Zaroori Hai ?
01:24:28 - Q3 Jab Quran o Hadees Ki Baat Aati Hai To Apna Mohaseba Karna Hai Ya Dusro Ka ?
01:26:20 - Q4 Logo Ka Ramzan Me Ibadate Karne Se Iman Badh Jata Hai Aur Ramzan Baad Sab Chodh Dete Hai Kya Ye Riya Hai ?
01:27:41 - Q5 Beejo Par Aur Malao Par Tasbih Padhna Zikr Karna Kya Sabit Hai ?
𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐔𝐒 𝐁𝐘 𝐔𝐏𝐈 𝐈𝐃: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜
𝐀𝐒𝐊 𝐘𝐎𝐔𝐑 𝐐𝐔𝐄𝐒𝐓𝐈𝐎𝐍𝐒: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐎𝐍𝐋𝐈𝐍𝐄: irc-india.com
𝐂𝐨𝐧𝐧𝐞𝐜𝐭 𝐖𝐢𝐭𝐡 𝐀𝐝𝐯. 𝐅𝐚𝐢𝐳 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐎𝐧:
𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐀𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩 - bit.ly/2y3DQnu
𝐅𝐚𝐜𝐞𝐛𝐨𝐨𝐤 - / faizalisyed
𝐈𝐧𝐬𝐭𝐚𝐠𝐫𝐚𝐦 - / advfaizsyed
𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 - t.me/AdvFaizSyed
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐓𝐇𝐄 𝐒𝐏𝐄𝐀𝐊𝐄𝐑 & 𝐈𝐑𝐂:
𝐍𝐀𝐌𝐄: Adv. Faiz Syed
𝐃𝐄𝐒𝐈𝐆𝐍𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC)
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director, IRC TV
𝐅𝐀𝐓𝐇𝐄𝐑'𝐒 𝐍𝐀𝐌𝐄: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝐁𝐎𝐑𝐍:12-Dec-1979.
𝐎𝐂𝐂𝐔𝐏𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍: Business.
𝐔𝐍𝐈𝐕𝐄𝐑𝐒𝐈𝐓𝐘 𝐃𝐄𝐆𝐑𝐄𝐄𝐒
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies
* Fazil e Diniyat
𝐌𝐄𝐃𝐈𝐀 𝐏𝐑𝐄𝐒𝐄𝐍𝐂𝐄:
Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV, and radio channels internationally.
𝐏𝐔𝐁𝐋𝐈𝐂 𝐋𝐄𝐂𝐓𝐔𝐑𝐄𝐒 & 𝐓𝐎𝐔𝐑𝐒:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Sessions on Islam in Urdu & Hindi at more than 175 cities in India on more than 650 topics of which 37000 short videos are available on @IRCTV & @AdvFaizSyedOfficial Besides speeches in India Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐈𝐑𝐂:
Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder and president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconceptions about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to the poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV, and print media. IRC's activities and facilities provide the much-needed understanding of the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practiced by Salaf of this Ummah.
𝐀𝐂𝐓𝐈𝐕𝐈𝐓𝐈𝐄𝐒 𝐎𝐅 𝐈𝐑𝐂:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTES
WOMEN EMPOWERMENT CENTRES
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
PATHFINDER - CAREER GUIDANCE
ARABIC ACADEMY
10 DAYS CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
EXHIBITION & MUSEUM
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSLectures #ImaniKamzori #Ilaaj #ilaaj #Treatment #iman #Emaan #islam #Imaan #QuranMeGhaurKarna #AllahKiAzmat #DeenKailm #MautKiYaad #ZikrKarna #AcchaiKaHukmDena #BuraiSeRokna #AllahSeMaafiMangna #Astaghfar #Tawbah #Tauba #IRCTV #AdvFaizSyed #IRC00560

Пікірлер: 86

  • @Hina_parveen810
    @Hina_parveen8107 ай бұрын

    I dont understand ye popular kyo nhi hain itne ache se explain krte hain sab kuch ❤🙌🙌🙌🙌

  • @alizahnadeem230
    @alizahnadeem2309 ай бұрын

    Currently needy topic alhamdulillah

  • @shahidansari4915

    @shahidansari4915

    9 ай бұрын

    Me too bhaijaan 😢

  • @user-ev4wu3zo9m
    @user-ev4wu3zo9m9 ай бұрын

    Das nuqat . 1.Quran padhna ,or uspar gor w fikr tadabbur karna . 2.Allah ki azmat ko samjhna 3. Deeni ilm ko talab karna 4.Amal Saleh karte rahna 5. Kasarat se Maut ko yaad karte rahna 6. Duniya me hone wali holnakiya musibat pareshaniya dekh kar ibrat hasil karna 7.Allah ka kasrat se zikr karna 8.apne aapko Allah k saamne haqeer jaanna 9. Achhe kaam ka hukm dena or buraai se rokna 10. Apna muhasaba khud karte rahna.

  • @JavedKhan-ck9jg

    @JavedKhan-ck9jg

    9 ай бұрын

    Jazakallahu Khairan kaseera

  • @zaheerabegum2868
    @zaheerabegum28689 ай бұрын

    Alhamdulillah Bahut accha bole aap. ALLAH aapko aur kaamiyabi de Aameen 🤲

  • @Mdrizwan-mu8re
    @Mdrizwan-mu8re7 ай бұрын

    Mashaallah mashaallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @naila..
    @naila..7 ай бұрын

    JazakAllah Khair❤ words of wisdom MashaAllah

  • @sakkhan4740
    @sakkhan47409 ай бұрын

    Assalamualaikum faiz Bhai ..main apka har speech bade gaur se sunti hu.or mujh me Jo drawbacks hai uska remedies apni day to day life me implement krti .......Allah aapko isi trh logon ki islah krne k liye behtareen sehatmand or umradaraaz karen.

  • @farhanaddewale5380
    @farhanaddewale53808 ай бұрын

    Mein ne sare points note karliye hai Allah amal ki tafeeq ke plz dua kare Ameen

  • @namajuali5622
    @namajuali56228 ай бұрын

    Alhamdulillah

  • @namajuali5622
    @namajuali56228 ай бұрын

    Amine

  • @aashmakhan9747
    @aashmakhan97479 ай бұрын

    Mashaallah aapne din taja kardete h Allah aap ko jannatul firdosh ata farmay

  • @englishwithsaadk3561
    @englishwithsaadk35619 ай бұрын

    Very well faiz bhai

  • @KS-eu7jp
    @KS-eu7jp8 ай бұрын

    Imman ki kamzoori Quraan samjhker padhnese door hoti hai.❤

  • @learnmaintenance8672
    @learnmaintenance86729 ай бұрын

    Alhamdulillah.. Dil ko bada sukoon mila..allah aap ki umer darazi de ameen

  • @mahirablockchannel9470
    @mahirablockchannel94707 ай бұрын

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @Shaikraheem1234
    @Shaikraheem12349 ай бұрын

    Mashallah ❤❤

  • @NasreenKhan-pi4fm
    @NasreenKhan-pi4fm9 ай бұрын

    Alhumdulillah as usual very nice way of presenting. Soft spoken simple language. Allah swt reward him his team and family . Ameen Ummh Nabeel. Mumbai.

  • @safeenabegum8941
    @safeenabegum89419 ай бұрын

    Aapki hansi bahuth achchi hai inhe hamesha kaayam rakhiyega

  • @afifatahura2236
    @afifatahura22369 ай бұрын

    Assalamu alaikum Behad zaroori topic hai

  • @arshiabasheer75
    @arshiabasheer759 ай бұрын

    Zabardast lecture as always alhamdulilah

  • @aslamansari7033
    @aslamansari70339 ай бұрын

    jazakallah khair faiz bhai , Allah apke ilm me aur izafa Kare, Apke bayaan sun ke imaan taaza ho jata hai, Alhamdulillah

  • @user-gl5lf4xr1l
    @user-gl5lf4xr1l6 ай бұрын

    Jazak Allah Jazak Allah Khair ❤

  • @nightking4098
    @nightking40989 ай бұрын

    Assalam Walikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤

  • @nightking4098
    @nightking40989 ай бұрын

    Walikum assalam🎉🎉

  • @rabiabegum5998
    @rabiabegum59989 ай бұрын

    Excellent lecture

  • @anasshaikh7998
    @anasshaikh79989 ай бұрын

    Jazak Allah khairan kaseera Allah aapko sehat o afiyet se rakhe. Ameen

  • @LetsGoTehreem
    @LetsGoTehreem9 ай бұрын

    Bulkul sahi kaha aapne . Allahu akbar

  • @rkpathanrkpathan477
    @rkpathanrkpathan4779 ай бұрын

    Salmalekum app sahi kaha hai Quran padanese/samaznese mai gumrahhuwa. My since and history padnelaga.

  • @mehtabhussain5283
    @mehtabhussain52839 ай бұрын

    Jazakallah khair

  • @zarmeenkhan7324
    @zarmeenkhan73249 ай бұрын

    Jazak Allah Khair

  • @akbardar-ne7lu
    @akbardar-ne7lu9 ай бұрын

    MashaAllah

  • @deebasagirkhan5261
    @deebasagirkhan52619 ай бұрын

    Mashaallah

  • @mohdsalim9558
    @mohdsalim95589 ай бұрын

    Masha Allah jazakallah

  • @onecreator1428
    @onecreator14289 ай бұрын

    Jazakallah 😊

  • @MuhammadHussain-sr4qq
    @MuhammadHussain-sr4qq9 ай бұрын

    Mashallah 😊

  • @fiazahmed5602
    @fiazahmed56029 ай бұрын

    Mashallah

  • @onecreator1428
    @onecreator14289 ай бұрын

    Jazakallah

  • @user-jh7xt9sc2z
    @user-jh7xt9sc2z9 ай бұрын

    Jazakallah khair sir

  • @asranaaz9199
    @asranaaz91999 ай бұрын

    Jazakallahu qair

  • @janhavigupta4332
    @janhavigupta43329 ай бұрын

    Jazakallah Khair sir

  • @nawaz.hussain8783
    @nawaz.hussain87838 ай бұрын

    Aslaakumwelakum Faiz Bhai Allah AAP Ko saheath afiya aata farmay AAP ke hamare ileem me trakhee aata farmay aameen Allah ❤

  • @abedakhatun2643
    @abedakhatun26439 ай бұрын

    Mashallah faiz syed bhai❤❤❤❤

  • @mohammedafzal6746
    @mohammedafzal67469 ай бұрын

    ❤assalamuala ❤❤❤

  • @shaikkhaderbasha2647
    @shaikkhaderbasha26479 ай бұрын

  • @ajaj.ahmad.salmani.ajaj.8515
    @ajaj.ahmad.salmani.ajaj.85159 ай бұрын

    Mahasalla

  • @sohailali8740
    @sohailali87409 ай бұрын

    Very nicely explained bhai, I have also listen that k humare bado ne mana kiya hai ,very sad to say that

  • @4asfiyarafeeq31
    @4asfiyarafeeq313 ай бұрын

    Quran ko padna aur usme ghour Allah ki azmat ko samajna Deeni ilm ko samajhna Aamal e soleh me izafa Mout ko kasrat se yaad karna Duniya me aane wali aafat aur musibat ku dekh k apne aap ku correct karna Allah taala k azaab se darna Allah taala ka kasrat se zikr karna Apne aap ko Allah taala k samne haqeer janna Achai ka hukm Dena aur burayi se rokna Apne nafs ka muhasiba karna (apan kya karre aur kya nahi karre ispe apan khud check rakhna)

  • @safeenabegum8941
    @safeenabegum89419 ай бұрын

    As salamualakum wa rehmatullahe wa barkatuhu Faiz bhai

  • @shifadesigns2721
    @shifadesigns27219 ай бұрын

    4:04 🎉❤

  • @mdammanhussain5890
    @mdammanhussain58909 ай бұрын

    Assalamualaikum, Can I take a short video from your video

  • @AslamShaikh-gz6st
    @AslamShaikh-gz6st8 ай бұрын

    Assalamualikum Warahmatull burkatu

  • @forpublicchannel
    @forpublicchannel8 ай бұрын

    Assalam Walekum Shaikh.. Hazrat Musa Alai Sallam ke full lectures upload kijiye

  • @shabanasayyed536
    @shabanasayyed5369 ай бұрын

    Assalam Walekum Maulana Faiz Mere karz ke liye Allah se Dua kijiye Ada Ho Jaaye behtarin ke sath jald se jald Ameen

  • @MDSUHAILBAGHBAN
    @MDSUHAILBAGHBAN9 ай бұрын

    Imaani kamzori ka ilaaj siwae dawat ki mahnat k kuch bhi nahi.....

  • @zaid_offical_9951
    @zaid_offical_99517 ай бұрын

    Assalamualaikum mai konse tarjume wali Qur'an lu batay mujhe Hindi razuma wali chahiye AAP bataye

  • @ZoyaMansuri-eq1lb
    @ZoyaMansuri-eq1lb9 ай бұрын

    Assalamu alaikum

  • @sabahatmuslim36
    @sabahatmuslim369 ай бұрын

    (Sahih Muslim hadith no.6182) Nabi Kareem Mohammad swa farmaye jo 4 kaam karle 1 din mai vo jannat mai jaye ga Abu Bakar siddiq ne 4 kaam ek sath kiya

  • @jademewatiaryan1078
    @jademewatiaryan10789 ай бұрын

    Aslwaluam walaikum

  • @shaikkhaderbasha2647
    @shaikkhaderbasha26479 ай бұрын

    Assalamu Alaikum🙋🏻‍♂️🧎🏻🕌

  • @sadathmohammedkhan5930
    @sadathmohammedkhan59309 ай бұрын

    Assalamualaikum faiz bhai ek ya do din pehle ki namaz ki khaza padhne ki niyyat kaise karein

  • @mdsadique1858
    @mdsadique18589 ай бұрын

    Assalam alaikum

  • @saimassadi8556
    @saimassadi85569 ай бұрын

    Assaalm alikum warahamatullahi wa barakatuhu. Kya forever network marketing business karna jaiez hai

  • @Amanansari_31
    @Amanansari_319 ай бұрын

    "Adv. Faiz Syed" assalamu alaikum bhai Mai hospital me internship kar raha hu jiske liye mujhe delivery ward me bhi jaana padta hai. kya delivery ward me jaane ke baad namaz padh sakta hu

  • @Shifatailor44444
    @Shifatailor444449 ай бұрын

    assalam walekum humko aapka darsh join karna hai kab rahata hai hafte mein timing aur adress bataiye ham Aurangabad main rehte Hain

  • @kausarshekh6369
    @kausarshekh63695 ай бұрын

    Y

  • @ShaikhAsim-hn4iy
    @ShaikhAsim-hn4iy9 ай бұрын

    bhai koi mujhe bata sakta ye program aurangabad me kaha hora. Exact location!?

  • @lubnasayed3272

    @lubnasayed3272

    9 ай бұрын

    Pata chale to pl mjhe b batana

  • @slaveofALLAHPAKonly
    @slaveofALLAHPAKonly3 ай бұрын

    Imani kamzori se bachne ka ilaj. 1 Qur'an padhna aur isme mein gor fikr karna. 2 ALLAH PAK KI AZMAT KO SAMAJHNA. 3 DEENI ILM ko talab karna. 4 Amal e saleg mein izafa karna. 5 Kasrat se mout ko yaad karna. 6 dunya ki pareshaniya dekhker apna muhasba karna. 7 ALLAH PAK KA KASRAT SE ZIKR KARNA. 8 Apne aapko ALLAH PAK ke samne hakeer janna. 9 Achchayi ka hukum dena aur burayi se rokna. 10 Apne nafs ka muhasba karna.

  • @aijazsyed6304
    @aijazsyed63049 ай бұрын

    Asslamualaikum 1 lecture huwa tha ramzan 2023 me 28 ramzan ko ( jo hota h ache ke liye ) to wo upload nhi huwa h kya fir us unwan ka name kuch aur hain

  • @zakaullakhan6036
    @zakaullakhan60369 ай бұрын

    اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ شیخ عرض یہ ہے کہ ایک بزرگ شخص اہلحدیث ہیں مجھسے بہس کر رہے ہیں کہ اللہ تعالیٰ ہر جگہ موجود ہے مینے انسے یہ کہہ دیا تھا کہ اللہ تعالیٰ عرش پر ہے براہ مہربانی حدیث کی روشنی سے ہم کو نصیحت دیں اللہ تعالیٰ آپکو جزائے خیر عطا فرمائے آمین یارب العالمین ذکا اللہ خان جیور ضلع گوتم بدھ نگر یو پی

  • @abcdefghi497
    @abcdefghi4979 ай бұрын

    Is SBI Common Service Centers (CSC) business permissible in islam?

  • @ayanagaushiyanaaz3145

    @ayanagaushiyanaaz3145

    9 ай бұрын

    Mujhe bhi iska jawab chahiye ki kya bank ka kiosk open kr sakte hai ya nhi yani Islam me iski ijazat hai ya nhi

  • @abcdefghi497

    @abcdefghi497

    9 ай бұрын

    @@ayanagaushiyanaaz3145 not permissible

  • @sohailkhan-zr8ku
    @sohailkhan-zr8ku9 ай бұрын

    मैंने जिस टॉपिक या जिस कॉपी से पढ़कर रेलवे में नौकरी लिया है बिना घूस के उसी कंटेंट से मै video बना रहा हूँ ताकि सभी को फायदा हो

  • @mohammadnasim1941
    @mohammadnasim19419 ай бұрын

    WRITE alwaya Allah, First letter should be A not a, it is proper noun

  • @sectless_islam
    @sectless_islam9 ай бұрын

    Sir my humble request is to remove the add from your vidios Even though ahelehadith scholar like Shaikh Abu zaid zameer, etc are strictly refuse to remove add if you are uploading videos I saw in add there was young lady who was half naked astagfirullah

  • @zulfikarhusain599
    @zulfikarhusain5997 ай бұрын

    imaan kia hai, Allah ko maanna zisne paida kia , that's all , ek achcha insaan banna , insaniyet ki madad karna , yahi islaam hai, allah ne quraan me baar baar kaha hai bhalaye ke kaam karo , allah ne yeh bhi kaha hai, sirf ibadat karne se jannat nahi melegi aise log khudgarj hai, quraan me saaf likha hai, YAHOODI , NASRANI , MUSLIM , NASTIK , inko Akhrat me kamyabi hai, ager allah per our Akhrat ko maana ,

  • @zulfikarhusain599
    @zulfikarhusain5998 ай бұрын

    Quraan Padh ker Amal karna jaroori hai, that means imaandar musalmaan for - bussiness, relation , job , politics , jhooth , fareb , dhokha , haq marna , jagah kabja karna , kamjor ko satana , ye sab nahi hona chahiye our her kaam imaandari se hona chahiye ,

  • @yasmingul3288
    @yasmingul32889 ай бұрын

    May rab bless 4 kids a century of Uncountable blessings save us from hadsat hassad inshalla reward us beneficial knowleges protect Sameed yousaf izzah esha till generations inshalla 🏘️👀🧬📚🔬🧬📚📚♂️♂️♀️♀️📚🧬🏘️👑📚👑💰💰💰💰🪒

  • @horti_horti
    @horti_horti9 ай бұрын

    Assalamualaikum sir, sir aap apne channel ke naam se ab TV hata dijiye please...

  • @maherafazal982
    @maherafazal9828 ай бұрын

    Alhamdulillah

  • @shifadesigns2721
    @shifadesigns27219 ай бұрын

    Assalamu alaikum

  • @amjadansari6197
    @amjadansari61979 ай бұрын

    Alhamdulillah

Келесі