Ijtihad aur Taqleed - Maulana Mirza Mohd Athar Sb, Lucknow, 7th Mar 2010

Majlis on Ijtihad aur Taqleed by Mirza Mohd Athar Sb on the Chehlum of Late Hujjatul Islam Maulana Jafar Sb Qibla at Sultanul Madaris, Lucknow on 7th Mar 2010

Пікірлер: 32

  • @jafrijabeen5576
    @jafrijabeen5576 Жыл бұрын

    مولا علامہ صاحب کے درجات بلند فرمائے آمین

  • @NasirKhan-ze8qm
    @NasirKhan-ze8qm4 жыл бұрын

    Me Sunni Hu aur mirza saab ka bohat bada fan Hu unki majlis aaj bhi sunta hu Allah paak un k darjat buland farmae panjetan paak k sadqe me

  • @afzalhusain7755
    @afzalhusain77552 жыл бұрын

    Allah janab ke darajat ko baland farma

  • @openmind7410
    @openmind74107 жыл бұрын

    in jesa dusra na aa payga ... allha darjat baland kare.ameen

  • @tarkashh
    @tarkashh8 жыл бұрын

    khuda darajaat aali farmae. nasloN meN zikr e hussain ka sharaf ba husn o khoobi jari o saari rahe. .. ..

  • @safdarhusain4909
    @safdarhusain49092 жыл бұрын

    Subhaan Allah

  • @salmabatool5495
    @salmabatool5495 Жыл бұрын

    ❤ ماشاءاللہ ماشاءاللہ چشم بدور

  • @parvezhussainzaidi.9897
    @parvezhussainzaidi.98977 жыл бұрын

    Mashallah....The true defender of Ahlebait ......we miss you Khatib e Akbar.

  • @ajazalisayed8403
    @ajazalisayed84032 жыл бұрын

    Good very good

  • @atharabbas161
    @atharabbas1613 жыл бұрын

    Mashallah....

  • @basitali5061
    @basitali50618 жыл бұрын

    subhanellah

  • @rizwanrizvi750
    @rizwanrizvi7503 жыл бұрын

    Wah

  • @ik-xh4lr
    @ik-xh4lr5 жыл бұрын

    MashaAllah athar sahab

  • @rannomercycomputer9325
    @rannomercycomputer93258 жыл бұрын

    allaha slamat rakhi aap ko

  • @rushumehdi1295

    @rushumehdi1295

    4 жыл бұрын

    🔜🔝👞🐶😃💄🏣🏢🔰😂😁🐭🏡🏠🐱😊 .

  • @shaheeditelecast2447
    @shaheeditelecast24475 жыл бұрын

    Mashallah

  • @shaguftajawaid7761
    @shaguftajawaid77615 жыл бұрын

    Jawar a Masoomeen me jaga Mola ajf atA fermain.

  • @ghalibhussain2166
    @ghalibhussain21667 жыл бұрын

    kmal h

  • @parvazali9381

    @parvazali9381

    6 жыл бұрын

    Ghalib Hussain

  • @salmanzaidi7671
    @salmanzaidi76713 жыл бұрын

    Khuda sarkaar e faqh e akbar Ayatollah Maulana syed Mohammed jafar saheb qibla tabasarah aur khateeb e akbar sarkaar e maulana Mirza Mohammed athar saheb qibla tabasarah ke darjaat ko aur bulan farmae. Ameen

  • @TashooAlvi

    @TashooAlvi

    3 жыл бұрын

    Ameen

  • @salmanzaidi7671

    @salmanzaidi7671

    3 жыл бұрын

    @@TashooAlvi janab mukammal majlis ke video nahe hai??

  • @TashooAlvi

    @TashooAlvi

    3 жыл бұрын

    Shayad Lko mein mil jaaye.

  • @ride2sfo
    @ride2sfo7 жыл бұрын

    roller and dices

  • @shabbirmehdi3805
    @shabbirmehdi38056 жыл бұрын

    ماشاءاللہ. .....

  • @ShaukatAli-zo7ne

    @ShaukatAli-zo7ne

    6 жыл бұрын

    S.shabbir mehdi है

  • @ShaukatAli-zo7ne

    @ShaukatAli-zo7ne

    6 жыл бұрын

    S.shabbir mehdi ई

  • @ishaanhaider89
    @ishaanhaider893 жыл бұрын

    Full Majlis.bejiye

  • @junedalam5100
    @junedalam51005 жыл бұрын

    Ap kyo chaley Gy Yaad ate ha

  • @rushumehdi1295
    @rushumehdi12953 жыл бұрын

    .

  • @colorsofsindh1283
    @colorsofsindh12835 жыл бұрын

    Bar muqasar lanat beshumar

  • @syedatharhussain6855
    @syedatharhussain6855 Жыл бұрын

    Mujtahid :- Intehai kosish karny walla. Yani jis masaally(daur e jadeed ky masail) ka hal Quran o Hadees main na milly Us ka hal apni Aqal istemal kar ky instebdad ky zarie dy. Ya ap uoon samajh lain kh Allah aur us ka Rasool pak daur e jadeed ky masail se agah naheen thy. Aur agar thy tu unhoon ny apny faraiz nauzubillah sahi tarekhy se ada naheen kie aur ye ab mujtahedeen ki duty hy kh wo apny qiassy fatwoon ky zarie hal kareen. Jin ky barry main ye khud bhi yakeen se naheen khy sakty kh ye theek bhi hain kh naheen isi ley fatwy ky akhar main walla Aalam be sawab likha hota hy. Mukhtassar ye kh ye Quran ki Ayt ya Rasool Pak ya Aima pak ki hadees ko choor kar apni aqal(qias) ky mutabik fatwa dety hain. Ap agar fatwy ka hawala Quran o Hadees sy mangain gy tu ye na dy pain gy. Waisy bhi quran ki ayt ya hadees ki mojudgy main fatwy ki zaroorat hi naheeh rehti. FAQHI :- Faqhi us shakhs ko kehty hain jo apny zamany ky Imam ki muarifat rakhta ho. Is ky lie ap ko wo khat parhna chahie jo Mola Hussain Aleh Salam ny Habib ibne Mazahir ko Karballa se likha tha. Is khat ki pehle lines hi is ky saboot ky liey qaffi hain. Habib ibne Mazahir ny apni puri zindagi main ik bhi fatwa naheeh dia. Is lie ye Faqhi fiqha wala faqhi naheen jo fazail Ale Muhammad PBUH sun kar rukawat dally. Ye faqhi wo hy jo muarifat Imam e zaman ka malik ho. MUHADDIS :- wo shakhs jo apni taraf sy aik lafz barhai baghair rawait karny waloon ka silsila bian kar ky Hadees bian kary. Ye aur mujtahid aik dusarry ki zid yani mukhalif hotty hain. Isi liey mujtahedeen ny darbaroon main kursian hasil kar ky boht sy Muhadis shaheed karwaie. In ka ikhtilaf aik hi ghar main mulahiza farmain. Allama Razi(Muhadis) jo Nahj ul Balagha ky mualif thy ny puri zindagi apny barry bhai shaikh Murtaza(Mujtahid) ky pechy namaz naheen parhi. NATIJA :- Muhadis Faqhi ho sakta hy aur faqhi tu hota hi muhaddis hy. Ye dono mujtahid naheeh ho sakty. Aur mujtahid Faqhi ya muhaddas naheen ho sakta. Hairangi ki bat hy Sheat main Mujtahid ka koi tassawar naheen laikn sab sy zaida mujtahid isi main hain. Is latify par ghoor zaroor kijie.

Келесі