Full Syllabus - Diploma Computer Science Engineering (Polytechnic)। Computer Science Subject Diploma

About :-) Is video me maine Diploma in computer Science engineering ke all subjects ke syllabus ke baare me bataya hai. Computer Science diploma me koun koun se subjects hote hai ye or full Syllabus ka analysis iss video me bataya hai
• Instagram पर Follow करना ना भूले.. 👇👇
/ yaduvanshi___yogesh
🛑 Notes, PDF के लिए Telegram join करें- 👇
t.me/yaduvansh...
Full Syllabus - Diploma Computer Science Engineering (Polytechnic)। Computer Science Subject Diploma
•• Hash Tags ••
#Computer_Science_Syllabus #computer_science_diploma_syllabus #diploma_syllabus_computer_science #diploma #computerscience #polytechnic #diploma
•• Searching Tags ••
diploma in computer engineering syllabus
CS diploma subject 1st to last year
Computer science diploma full Syllabus
full Syllabus analysis hindi
Computer science diploma syllabus
syllabus diploma computer science
diploma in computer engineering subjects
polytechnic syllabus
diploma computer engineering subjects
diploma computer engineering syllabus
diploma cse subjects
computer science subjects
computer science subjects 1st year
computer science diploma subjects
computer science polytechnicomputer science
I Hope you like this video.
Keep Supporting.
Like, Share And Subscribe.
Thanks For Watching.

Пікірлер: 197

  • @yaduvanshiyogesh
    @yaduvanshiyogesh Жыл бұрын

    Instagram पर Follow करना ना भूले.. 👇👇 instagram.com/yaduvanshi___yogesh/

  • @shuchitapal4324
    @shuchitapal4324 Жыл бұрын

    Sir aap koi aisa channel bataiye jisse computer science ke diploma ke sbhi subject ko achhey se taiyar kr ske

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Ab sabhi Paid Course dete hai

  • @adilhussian7728

    @adilhussian7728

    Жыл бұрын

    ​@@yaduvanshiyogesh sir bata dijiye kitna feees h unka

  • @sangamped1139

    @sangamped1139

    11 ай бұрын

    Vinnet tutorial

  • @Darkvoice.....411

    @Darkvoice.....411

    Ай бұрын

    Bhai tu nayan classes dekh le ek barr

  • @AnshikaSingh-p5q
    @AnshikaSingh-p5q5 күн бұрын

    ❤❤❤

  • @sharpmindgames741
    @sharpmindgames7412 сағат бұрын

    Bhai applied maths 1 mai kitne chapters hote h aur inki books konsi website pe milsakti h free mai

  • @Renukakadam528
    @Renukakadam5284 ай бұрын

    Can a commerce (without math ) student do diploma in engineering?

  • @aditya46000

    @aditya46000

    2 ай бұрын

    Yes

  • @yogimodi9013
    @yogimodi9013 Жыл бұрын

    Bhiya maine aapko Instagram per follow kr diya hai thanks you

  • @SampreetDebnath-bs6oo
    @SampreetDebnath-bs6oo Жыл бұрын

    Thanks sir 😊

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Welcome 🎉🎉

  • @mysteriousWorld634
    @mysteriousWorld634 Жыл бұрын

    Bhai polytechnic me computer science ka accha placement nahi hota hai.maximu package 1.80 lakh ka dete hai.bolte hai ki b.tech karlo

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Placement me salary aapki skills pe depend krti hai,

  • @mysteriousWorld634

    @mysteriousWorld634

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh sach bol raha hu sir me.aankho se dekh raha hu me.skills baad me dekha jata hai pehle degree do dekhte hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Ha ye bhi sach hai

  • @pandeyjee7686

    @pandeyjee7686

    2 ай бұрын

    1.80 lakh means bhaii monthly ka sirf 15000 milega sach btaoo yaar mai admission karane ja rha hu

  • @amazingviews7819
    @amazingviews7819 Жыл бұрын

    Syllabus ke pdf ka link send kariye please sir

  • @shellyd001
    @shellyd0013 ай бұрын

    Hii brother , Maine arts stream se 12th ki haii computer engineering diploma Jyada tough toh nhi hoga mere liye.

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    3 ай бұрын

    1st, 2nd, 3rd Semester me aapko 11th 12th ka math padhna hoga, but agar aap mehnat karoge to hard nhi hogaya ❤

  • @rakheesinha4725
    @rakheesinha4725 Жыл бұрын

    Bhaiya computer science engineering karne ke liye English aani chahiye kya? Hindi medium wale nhi ker sakte. Please reply...

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    90% hindi medium ke hi student krte hai.

  • @rakheesinha4725

    @rakheesinha4725

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh thank you confusion dur krne ke liye.

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@rakheesinha4725 👍👍👍

  • @abdulrazaksoudagar4016
    @abdulrazaksoudagar4016 Жыл бұрын

    Sir can you suggest me a channel or an aap where i can get all subject videos

  • @rakheesinha4725
    @rakheesinha4725 Жыл бұрын

    Polytechnic karne ke bad 1 saal ka gap leker btec ker skte hai ya nhi ?

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Yes!!! Kar sakte hai

  • @dhananjaikandari2808
    @dhananjaikandari2808 Жыл бұрын

    Sir m Uttrakhand se hun j kya sir sylebus or book polyte chnic m all over ek jaisa hota h j pls 🙏

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Syllabus approx same hi hota hai!!

  • @dhananjaikandari2808

    @dhananjaikandari2808

    Жыл бұрын

    Sir mera bro avrage student h j kya polytechnic sahi rahega j 10th k baad .

  • @GauriKolhe-hc7eo
    @GauriKolhe-hc7eo28 күн бұрын

    Thik hai thik hai sun ke kann ke ball zal gye bhaiya ji😂😂😮

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    28 күн бұрын

    @@GauriKolhe-hc7eo 🤣🤣🤣👍

  • @daily_entertainments
    @daily_entertainments Жыл бұрын

    Sir plz tell me sab collage me computer engineering hi batarahahai or computer science engineering nahi batarahahai , mumbai me , plz sir reply

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Dono lagbhag same hi hota hai, thoda bahut hi alg hota hai syllabus me

  • @daily_entertainments

    @daily_entertainments

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh thanks you sir ❤️

  • @kshitijchandurkar
    @kshitijchandurkar2 ай бұрын

    Sir mera 12th hogaya hai science me aur me 2nd year me poly le raha hu to muzhe kon konse subject aur konse semester se chalu karna padega ,?

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    2 ай бұрын

    Lateral entry me bhi aapko sabhi subject or semester ke exam dene honge

  • @piyushrajput4959
    @piyushrajput4959 Жыл бұрын

    Bhai 12th arts side se clear Kari hai kya Delhi polytechnic government ke exam Dene ke liye eligible hoon

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    No??

  • @shyamrajepandule9607
    @shyamrajepandule9607 Жыл бұрын

    PLEASE SIR TELL ME sir i want to be software developer so shoud i do computer science or computer engineering

  • @kripatarawadekar9337

    @kripatarawadekar9337

    Жыл бұрын

    Computer engineering

  • @Shahbaz0747
    @Shahbaz0747 Жыл бұрын

    1st year ke baad physics aur chemistry se picha choot jayega na??

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Chemistry only 1 sem me hogi or physics 2 sem tak hogi

  • @Shahbaz0747

    @Shahbaz0747

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh bihar government college ka bhi same hi hoga na??

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@Shahbaz0747ho sakta hai kyoki poly me 3 sem tak hote hai ye subject

  • @dreambig6090
    @dreambig6090 Жыл бұрын

    Hlo sr namste 🙏 Ky app mujhe ye bata doge ki bihar polytechnic (BCECE) Ka exam kitne bar de skte hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Sorry, mujhe is bare me nhi pata hai kyoki mein UP se hu

  • @indsachin8302
    @indsachin8302 Жыл бұрын

    Sir maine 12 kiya hai PCM se , ab mujhe diploma computer science me Karna hai to Mera kitne year ka hoga diploma 2 year or 3 year please reply 🙏🏻

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Bo depend krta hai ki aap kitne saal ka krna chahate ho agr 12th ke baad lateral entry logo to 2 saal ka or baise 3 saal ka hota hai

  • @indsachin8302

    @indsachin8302

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh lateral entry kya hai thoda explain kar skte hai pl s

  • @killer1407
    @killer14077 ай бұрын

    Sir polythecnic cs me biology wala math kese karega kitne sal math padhni hogi

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    7 ай бұрын

    3rd sem tk

  • @dnyaneshwarfutane7464
    @dnyaneshwarfutane7464 Жыл бұрын

    Bhaiya lekin agar msbte par 3rd sem ka syllabus different hai aapse

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Bhai ye UPBTE ka hai

  • @dnyaneshwarfutane7464

    @dnyaneshwarfutane7464

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh okkk bhaii 😀😘

  • @ravikumarchowhan514
    @ravikumarchowhan514 Жыл бұрын

    Kay thino sem me Maths ho tha hi

  • @maydipsinhgohil6932
    @maydipsinhgohil6932 Жыл бұрын

    polytechnic aur computer engineering alag alag hoti he ky ?

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Computer engineering, polytechnic ki ek branch h

  • @LaviYadav1234
    @LaviYadav1234Ай бұрын

    Good channel name

  • @itsmepuja9213
    @itsmepuja9213 Жыл бұрын

    Physics or chemistry+2 science ka first year ka hoga kya second year ka

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Physics or chemistry 11th or 12th level ka hota hai poora

  • @silentgaming2485
    @silentgaming2485 Жыл бұрын

    Sir computer engineering karana ke liya 10 me science and maths me Kitana number ana chaiya

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Number jayda matter nhi krte

  • @silentgaming2485

    @silentgaming2485

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh ok thanks sir

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@silentgaming2485 ❤❤

  • @gadgetworld34
    @gadgetworld34 Жыл бұрын

    It engineering ke syallabus pe videos banao

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    CS Or IT ka syllabus aprrox same hi hota hai ❤❤

  • @caffeine9920
    @caffeine9920 Жыл бұрын

    can you recommend 2 nd year cs books?

  • @RajaKumar-rl4rp
    @RajaKumar-rl4rp3 ай бұрын

    Sir ap diploma krr ke kya krr rahe hai job

  • @COUPLE_SHORTS_003
    @COUPLE_SHORTS_00329 күн бұрын

    Bhai main biology ka student hu bet muze cs mil gaya hai aur muze pure up me 2 no. Ka best college hai is liye mai vo college le liya hu kya muze samaz aa jaye ga n gorakhpur me Maharana Pratap gorakhpur college mila hai❤ muze math thoda bahut aata hai plz tell me❤

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    29 күн бұрын

    11th 12th ka math 📐📊📚 padna hoga 👍👍👍 Time doge to smjh jayogee

  • @janvisingh6449
    @janvisingh64496 ай бұрын

    hy i am doing bba but wanted to learn coding can you plz tell me what language should i learn first or my basic math is also not good plz suggest me some topic to clear my basic math for coding plz suggest me some diploma where and how can i do that diploma

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    6 ай бұрын

    Do you know how to use basic computer? And plz check my latest videos. 👍

  • @sdeshmukh661
    @sdeshmukh661 Жыл бұрын

    Mp computer science diploma me overall total kitne marks ke subject hote h

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Diploma CS me per semester लगभग 5 से 6 subject hote hai 50 marke ke

  • @sdeshmukh661

    @sdeshmukh661

    Жыл бұрын

    Bhai m ye puch ra hu ki 3 sall me overall kitne marks hote h total all subjects Mila k

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Overall All result ka grand total 3200 ke something hota hai jisme aapka 1st Or 2nd year ke bhi kuch % marks add hote hai

  • @sg8gaming109
    @sg8gaming109 Жыл бұрын

    Sir ye 10th ke bad ho sakta he?

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Yes!! ❤🥰👍

  • @nidhikesharwani4753
    @nidhikesharwani4753 Жыл бұрын

    Mujhe computer science mathematical subject ke bare mein information chahiye hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    What ??

  • @anotheraspirant9077
    @anotheraspirant9077 Жыл бұрын

    Hii i secured 89% in 12th hsc board from science (PCB) should i get a diploma in mechanical from VJNT category and also sir plzz brief it like how was the government polytechnic college pune is for this and also will i be able survive it like how was the syllabus for this easy hard moderate

  • @Xenonislive7
    @Xenonislive7 Жыл бұрын

    Sir I have completed my 12th and I want to do poly but I am not getting 2nf year Direct admission in CS so I am opting for 1st year addmission in polytechnic and I am pursuing 3 years more study and later I will be doing btech in cs

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    According to me, you should directly take admission in B.Tech and work hard and get a good placement. ❤❤

  • @tuhinaghosh6251

    @tuhinaghosh6251

    4 ай бұрын

    But why u didn't get admission in 2nd Yr poly??

  • @Xenonislive7

    @Xenonislive7

    4 ай бұрын

    @@tuhinaghosh6251 I got it in direct 2nd year and now I am in my 4th sem😄

  • @raunakthakur15

    @raunakthakur15

    2 ай бұрын

    ​@@Xenonislive7 12th me kya Subject tha Bhai aapka jo 2nd year me direct admission Mila?

  • @Xenonislive7

    @Xenonislive7

    2 ай бұрын

    @@raunakthakur15 pcm

  • @zebaperween8134
    @zebaperween8134 Жыл бұрын

    Sir total Kitna paractical hota hai aur assignment Kitna hota hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Yr cheej aapke clg walo pe depend krta hai waisi jayda nhi hote normal hi h

  • @Food_court123
    @Food_court123Ай бұрын

    Polytechnic cs mein krne ke bad kya kre btec kne ke bad mtec krna jaruri hai kya btech se achi job nhi lg sakti lya please tell me

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Ай бұрын

    @@Food_court123 apki skill pr depend krta hai,,,btech kaafi hai

  • @user-yj5eb9cm4f
    @user-yj5eb9cm4f25 күн бұрын

    Bhai dcse me maths compulsory hai kya please reply

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    25 күн бұрын

    3rd sem tk rehti hai math 📐📊📚

  • @user-yj5eb9cm4f

    @user-yj5eb9cm4f

    25 күн бұрын

    @@yaduvanshiyogesh bhai mera maths bhot week hai jada hard to nahi na maths

  • @Ratesh55
    @Ratesh55 Жыл бұрын

    Sir cs mushkil hota he?? Aur c aur c+ first year me hota he?? English perfect ana chaheye ???

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    C 2nd Semester me hoti hai ❤

  • @Ratesh55

    @Ratesh55

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh sir 2nd semester kab start hotahe??

  • @Ratesh55

    @Ratesh55

    Жыл бұрын

    I take diploma in this year after 10 for 3 years

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@Ratesh55 2 nd sem 6 month baad start hota hai

  • @Sanjukumar-er-cs
    @Sanjukumar-er-cs11 ай бұрын

    Bro I'm joining by le any problem?

  • @killerjaat.6
    @killerjaat.6 Жыл бұрын

    Sir kya polytechnic private colleges ma admission ka liya entrance exam dana hota h

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Nhi only fee

  • @killerjaat.6

    @killerjaat.6

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh sir Ghaziabad ma polytechnic computer science ki 1st year ki fee kya

  • @killerjaat.6

    @killerjaat.6

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh sir hrit institute sa polytechnic ki fee kitni hogi

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@killerjaat.6 approx 30 - 40K hoti hai fee midium clg ki

  • @rushabhdas7131
    @rushabhdas7131 Жыл бұрын

    Diploma in computer engineering or diploma in computer science and engineering are different

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    No major difference 👍❤

  • @amazingviews7819
    @amazingviews7819 Жыл бұрын

    Bhaiya maine jyade computer chalaya nhi hai aur mujhe cs se hi diploma karna chahta hu laptop bhi nhi aaya hai abhi mera kya karu please help kariye meri

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Agar aapko Computer jayda chalana nhi aata hai to sath me ADCA ka course kr lo basic clear ho jayega

  • @Ab_hay5801
    @Ab_hay58012 ай бұрын

    Bhai up polytechnic m computer science h kya ,agar h to kis department m please mujhe bta dijiye bhai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    2 ай бұрын

    CS ke government college hai 👍👍

  • @Ab_hay5801

    @Ab_hay5801

    2 ай бұрын

    @@yaduvanshiyogesh bhai kaise kru bta do please 🙏🏻

  • @akshaykumar-cg8kf
    @akshaykumar-cg8kf7 ай бұрын

    Bhai polytechnic me jo diploma aur PGD dono polytechnic me he ata hai .ager mai PGD kra hua hai to polytechnic kra hua mana jyga

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    7 ай бұрын

    PGD ke liye koun sa entrance exam diya tha!! ❤

  • @akshaykumar-cg8kf

    @akshaykumar-cg8kf

    7 ай бұрын

    @@yaduvanshiyogesh polytechnic jeecup group G

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    7 ай бұрын

    @@akshaykumar-cg8kf yes!!! ❤

  • @jyotipatil9775
    @jyotipatil9775Ай бұрын

    Diploma ke class bhi lga saktye hai kya

  • @naushadansari5460
    @naushadansari54609 ай бұрын

    Bhai yarr ye bata do ki maine 12th ARTS strim kiya hai to kya DCS me admission mil jayega please 🙏

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    9 ай бұрын

    10th level se form fill karna!! Mil jayega

  • @marvelousz9653

    @marvelousz9653

    3 ай бұрын

    BCA krlo Issey achha

  • @sachinkori6537
    @sachinkori6537 Жыл бұрын

    Sir mene Government clg me CS se admission liya h or me private job bhi karta hu kya job ke santh course achche completed ho payega Sir please... 🙏

  • @sachinkori6537

    @sachinkori6537

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh S. V. Polytechnic College Bhopal

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@sachinkori6537 diploma ke sath job kr sakte ho but college se attendence ka pressure ka na ho tab... 👍👍 ok

  • @sachinkori6537

    @sachinkori6537

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh OK Sir Thank you

  • @arpittiwari6058
    @arpittiwari605825 күн бұрын

    Diploma cse e baad kitne salary milti lagabhag average

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    25 күн бұрын

    It's depend on ur skill and talent❤❤

  • @Average680
    @Average6802 ай бұрын

    Bhai kya 2024 mein electrical engineering se best rahega polytechnic karna vs computer science and engineering se best rahega diploma. Aur bhai kya cse se diploma karne ke bad job lagte hai

  • @shivam_chauhan_

    @shivam_chauhan_

    2 ай бұрын

    Me kar raha hun cse se😊

  • @Average680

    @Average680

    2 ай бұрын

    @@shivam_chauhan_ Job lagte hai Cse se diploma karne ke baad?

  • @shivam_chauhan_

    @shivam_chauhan_

    2 ай бұрын

    @@Average680 pta ni bhai 1st sem me 4 back aagi yaha to

  • @Average680

    @Average680

    2 ай бұрын

    @@shivam_chauhan_ Kon se college se kar rahe ho ?

  • @shivam_chauhan_

    @shivam_chauhan_

    2 ай бұрын

    @@Average680 saharanpur se

  • @information_technology...5753
    @information_technology...575327 күн бұрын

    It engineer ka class bataiye

  • @user-tq7fd6iq1h
    @user-tq7fd6iq1h Жыл бұрын

    Which provide book name

  • @user-vv6ho2ch9n
    @user-vv6ho2ch9n2 ай бұрын

    Hi sir karad me kya cse keliye jaldi se job mil sakti he like degrees 2nd or 3rd year

  • @RX18__Edit
    @RX18__Edit2 ай бұрын

    Sir how to learn this subjects online🙏🏻😊

  • @SakshiRaut-3737
    @SakshiRaut-3737Ай бұрын

    First semester me kitne marks ki exam hoti he

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Ай бұрын

    5,6 subject hote hai per subject 50 mark ka paper hota hai

  • @theRohitFacts07
    @theRohitFacts07 Жыл бұрын

    Sir polytechnic CS kar ne ke baad B.tec karna hai top college me to percentage kitne hona please reply 🙏🙏

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Private clg me % matter nhi krta jayda

  • @theRohitFacts07

    @theRohitFacts07

    Жыл бұрын

    Thank yo sir

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    @@theRohitFacts07 ❤🥰

  • @user-cf5hy8ps5z
    @user-cf5hy8ps5z11 ай бұрын

    Sir for 4th semester ke liye maths nahi he na

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    11 ай бұрын

    Yes;;;

  • @user-cf5hy8ps5z

    @user-cf5hy8ps5z

    11 ай бұрын

    @@yaduvanshiyogesh nahi he na

  • @dhimanmodelmaker8806
    @dhimanmodelmaker8806 Жыл бұрын

    Sir diploma mein first year mein pcm kitni k taff hoti hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    11th 12th ka hi hota hai!! ❤👍👍👍

  • @amazingviews7819
    @amazingviews7819 Жыл бұрын

    Bhaiya please pdf link dijiye jo abhi bataye hai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Join the telegram channel

  • @amazingviews7819

    @amazingviews7819

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh ok bhaiya thanks abhi join jarta hu

  • @amazingviews7819

    @amazingviews7819

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh telegram link nhi mil raha aapka

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    yaduvanshi yogesh search kro telegram pe

  • @killerjaat.6
    @killerjaat.6 Жыл бұрын

    Sir please reply

  • @user-qy9dj8wo5s
    @user-qy9dj8wo5s Жыл бұрын

    Sir Paper'kab hota hai please sir baato

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Polytechnic ke Exam Dec-Jan Or May-June me hote hai

  • @crazyyoutuber501
    @crazyyoutuber501 Жыл бұрын

    Bhai is mai hindi english dono hoge na

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Syllabus only english me hai jabki diploma hindi me hota hai!!! 👍

  • @crazyyoutuber501

    @crazyyoutuber501

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh nai bhai mai he puch raha hu ki jaise ham log jo padege bo sab english mai padna ho ki us mai hindi bhi hogi

  • @ashishkvlogs0k
    @ashishkvlogs0k Жыл бұрын

    Bhaiya mera computer engineering hai to same hoga na

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Ha, but ho sakta hai ki aapka Hardware bhi add ho

  • @ashishkvlogs0k

    @ashishkvlogs0k

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh thank you very much bhaiya

  • @BAGVADHARI_HINDU
    @BAGVADHARI_HINDU Жыл бұрын

    Isme schoolership aato hai ya nhi

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Yes!!

  • @BAGVADHARI_HINDU

    @BAGVADHARI_HINDU

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh Rajasthan me aate hai bhai

  • @BAGVADHARI_HINDU

    @BAGVADHARI_HINDU

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh obc category walo bi aayegi na

  • @ziyachauhan3397
    @ziyachauhan3397 Жыл бұрын

    Sir if I do diploma in cs from Banglore So subjects alag ho sakte hai kya ya same he rahenge

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Yes! But thoda bahut hai alag hoga 👍👍👍

  • @ziyachauhan3397

    @ziyachauhan3397

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh okay! Thanks

  • @CA.MR6
    @CA.MR6 Жыл бұрын

    Bina regular kar sakte hain bhai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Kya? 🤔

  • @CA.MR6

    @CA.MR6

    Жыл бұрын

    B tech bhai

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Kaise bhi karo but aapko skill aani chahiye taki aap ek achha placement le sake 🥰👍

  • @CA.MR6

    @CA.MR6

    Жыл бұрын

    @@yaduvanshiyogesh ha bhai

  • @Pranshusavita6
    @Pranshusavita6 Жыл бұрын

    Sir sabhi courses english me hote he

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Diploma me Hindi me hota hai but aap chahe to English me study kr sakte hai

  • @digitalbharati
    @digitalbharati Жыл бұрын

    thik hai............si......r

  • @DIK1926
    @DIK1926 Жыл бұрын

    10th ke bad deploma accha hai ya nahi

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Ye 10th ke baad hi hota hai!!! ❤👍 magar aapke paas 2nd option 12th ke baad btech bhi hai ❤

  • @abhijeetpatil1895
    @abhijeetpatil189511 ай бұрын

    Sir hamare ye subject nahi he

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    11 ай бұрын

    Your board????

  • @ankeshyoutub11
    @ankeshyoutub1110 ай бұрын

    Apko job nhi mili diploma complete hone par

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    10 ай бұрын

    Job to mili thi par package or growth nhi hota hai!!! 👍👍❤

  • @killer1407

    @killer1407

    7 ай бұрын

    @@yaduvanshiyogesh bhaiya ca Diploma me job hai ya bca ka jyda value haii

  • @user-tt6uj9hn6m
    @user-tt6uj9hn6m Жыл бұрын

    Sir aap apna contact number digiye na

  • @biswabhusanpanda5374
    @biswabhusanpanda5374 Жыл бұрын

    Bhai ITI kar chuka hoon 10th ke bad kia direct abhi Me DCA Karu ya fir Computer Science in diploma karu or me b tech bhi kar sakta hoon age or kisme jyada ache rahega

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    Жыл бұрын

    Btech, if you have intrest in IT Sector. 👍🥰

  • @Raj_thakur0018
    @Raj_thakur00187 ай бұрын

    Bhai agar 12th commerce se kiye hai to kya admission mil jayega ?

  • @yaduvanshiyogesh

    @yaduvanshiyogesh

    7 ай бұрын

    Polytechnic me admission aap 10th ke level se bhi le sakte ho!!!

Келесі