No video

E Rickshaw Low Speed Problem Solved (30km/h to 42km/h) speed Lo Kyun Hota Hai? Basic Tips.

Iss video main maine ap logo ko dikhaunga
E Rickshaw Low Speed Problem Solved
Full details iss video main hai. To iss video ko zarur dekhiye…
E rickshaw related or bhi bohut Sare video ayega …
Your Queries:
#akasherickshawtech
#speedlow
#speedproblem
Thank you soo much..
App log ager iss channel par nay ho to plz is channel ko zarur like, share, or subscribe kar dijiye..
#Akash E Rickshaw Tech#

Пікірлер: 118

  • @raajprakash81
    @raajprakash81 Жыл бұрын

    Bhai..aap sbhi logo ke swal ka reply karte ho ...bahut acchi bat he, aapko bahut bahut dhanyawad

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Thank you so much ❤️❤️🌹

  • @SaurabhChauhan-x4r
    @SaurabhChauhan-x4r14 күн бұрын

    Good bhos I laik you❤❤❤

  • @rahulpatelgujratahmedabad3497
    @rahulpatelgujratahmedabad34972 жыл бұрын

    GOOD TICHING KARTE HO 👍👌👍👌👍👌👍

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Thank you so much.. 🌹🌹🌹💐💐💐🌹

  • @m.d_shahid_khan
    @m.d_shahid_khan Жыл бұрын

    Thanks you so much

  • @vikashyadav-rd6fg
    @vikashyadav-rd6fg Жыл бұрын

    Atul erikash ka speed ka batao

  • @parwanamalik1101

    @parwanamalik1101

    8 ай бұрын

    tayar oche garo

  • @gujarattechnologyindia
    @gujarattechnologyindia Жыл бұрын

    Great

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    🤗

  • @soyalsk4956
    @soyalsk49562 жыл бұрын

    Thanks bro

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    You almost welcome ☺☺🌹🌷💐💐

  • @KURANERPoTECLUN
    @KURANERPoTECLUN2 жыл бұрын

    Supar

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Thanx 😊

  • @Desi.chhorasmart
    @Desi.chhorasmart Жыл бұрын

    Nice👏

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Thank you so much❤😊

  • @thomasvalle7241
    @thomasvalle7241 Жыл бұрын

    🎉good

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    🌹

  • @Zerox695
    @Zerox695 Жыл бұрын

    Nice video

  • @shanmohdincholi7278
    @shanmohdincholi7278 Жыл бұрын

    Assalamu Aalaykum bhai. mujhe ye bata do ki thoter se light tak ke taar ko kese pehchane ki ye light ka taar hai.. or ye bhe batana ki light ka paas or door ka such se kanekshan kese kare..

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    E rickshaw wiring samajhne ke liye aap playlist Mein jaaiye vahan per electrical related video Dala hua Hai vahan per e rickshaw wearing related bahut sara video Diya hua Hai. Aur vah sab video bahut hi detail ke sath Diya hua Hai aapko help milega ok🌹

  • @JitendraYadav-xl5us
    @JitendraYadav-xl5us Жыл бұрын

    E ricksha ke 45 km per hour ki speed karne ke liye kitne wat ki motor hona chahie aur achcha brand kaun sa

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    CY original motor 1000 watt ka or. Controller CY original. Yah donon ek sath lagane se gadi ka speed increase hoga. Gadi ka speed controller ke upar bhi depend Karta hai achcha controller hona bhi jaruri hai Motor watt jyada hone se gadi ka load capacity badhta hai Bus yahi hai

  • @Ashishsharma-ov4rx
    @Ashishsharma-ov4rx2 ай бұрын

    Speed badhane se controller aur motor per Koi Fark To Nahin Padta

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 ай бұрын

    Ji han

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra271211 ай бұрын

    Akash ji Mera controler me overload light jalraha hai keu samaj me nehi aara ha hai Hum gari me 4 admi leke chalta hun pher bhe ea problem keu hora ha hai please bataea Battery sehi hai Battery ka charge 30% ho Jane ke bad aur gari speed nehi hota hai

  • @tlpzindabad3138
    @tlpzindabad3138 Жыл бұрын

    Yr btana 60v 3kw moter hai speed 30 hai rikshaw ki usko kaisy bharaya jay

  • @Pistolbaaz
    @Pistolbaaz8 ай бұрын

    Bhai mene abhi Atul e rikshaw Liya hai to usme 26 ka hi speed aata hai please mujhe bata vo spid kese badha hu

  • @PrasantaMondaltinna
    @PrasantaMondaltinna2 жыл бұрын

    Konesa coontrloor me Jada spid hotae

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Dekhiae yah depend Karta Hai motor aur controller setting ke upar 1000 watt 50 amph 36 tube wala controller bahut heavy duty Hota Hai aur usmein Achcha quality wala 900 watt ya 1000 watt ka Motor Lagane se speed bohut accha milega. Kuchh Achcha company wala motor aur controller ka naam niche mein bol raha hun CY Original CY Gold (Intelligent controller) YUFENG Original NANYA SP POWER Original 👍👍👍👍👍☺☺🤗🤗🤗

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Жыл бұрын

    Ha dada amar controler e low, midium, high system aache ar si cupler e apnar motoo korte gea sab kharab hoea getche

  • @naveenahuja7252
    @naveenahuja7252 Жыл бұрын

    Bhai inka voltage bta do ye maxiam charge k bad kitna show karte ha aur jab ye jhatkaa mare to kitni voltage

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Battery jab full charge ho jata hai to iska voltage rahata hai 51.6 se 52.5 ya 6 Aisa kuch . Aur gadi jhataka jo maarta hai yah controller ke upar depend karta hai 41 volt hone ke bad se jhataka maarna shuru hota hai ok.

  • @princenaser
    @princenaser11 ай бұрын

    Hello sir mai ek technician hun make an electric registration vehicle hai usmein speed 60 hai abhi speed ka hisab Badhana smart controller sir please bolo

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    11 ай бұрын

    Sorry. Main theek se samjha nahin

  • @IMRANKHAN-sl8ep
    @IMRANKHAN-sl8ep2 жыл бұрын

    Bhai mera indo wagen ka speed bohot kam hai only25 sir isko kasa baraiya Sir please bataya

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Aapka gadi ka controller mein High medium Low speed ka option hai kya?

  • @adityaverma1546
    @adityaverma15462 жыл бұрын

    Sir ek gadi 30 km se Jayda nahi chalthi hai bhai kya kare sab new hai please reply de do

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Aapka gadi Agar 30 kilometer Se Jyada chalta Nahin Hai To gadi ka jo battery Hai battery mein problem ho sakta hai aur battery ka jo gravity Hai gravity bhi down ho sakta hai. Aur iske sath aap battery ka jo charger Hai charger Ko Bhi Ek Bar check Karva Lijiye uska empier theek a Raha Hai Ki Nahin okay Aur controller Agar Garam Hota Hai to controller connection ko bhi theek karna padega then jakar yah problem solve hoga. Ok. 🙂

  • @adityaverma1546

    @adityaverma1546

    2 жыл бұрын

    @@akasherickshawtechsir usmein new wiring padi hai aur 2 manth ki gadi hai new vah battery dusre ki mein dalte hain to chalti hai

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Naya battery Agar aapka gadi Mein mileage Achcha Nahin de raha hai To fir aap motor aur controller connection ko Sahi Kijiye ho sakta hai ki motor controller connection Sahi Nahin Hai Jiske Karan amper Jyada le raha hai okay. Aur aapka gadi Jaam chal raha hai ki nahin vah bhi aap ek bar dekh lijiyega Naya gadi Mein jyadatar Aisa problem Hota Nahin Hai, Fir Bhi aap ek bar yah jo maine tips Diya Yahi tips Ko Ek Bar find out Kijiye. Aur aapka gadi Mein Fir Bhi aisa koi problem hoga to aap Koi Achcha mechanic bhai ke pass Lekar jaaiye Or running mein battery voltage ko check karvaiye ki voltage Kitna Gir raha hai okay.

  • @adityaverma1546

    @adityaverma1546

    2 жыл бұрын

    @@akasherickshawtech okk sir

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    😊👍

  • @somnathpatra7060
    @somnathpatra706013 күн бұрын

    Dada tomar dokan er address ta dao na please

  • @bishwanath1299
    @bishwanath1299 Жыл бұрын

    Arrow max ke liye kitna k.w stabilizer lena he or rate kitna konsa assa he

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    E rickshaw Mein Kitna empier ka battery laga hua hai

  • @bishwanath1299

    @bishwanath1299

    Жыл бұрын

    @@akasherickshawtech 110

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Ok 15 amph axium ya utl charger le sakte hai. (Price 4200/4500) Normal stabilizer 12amph (Price 1800/2200)

  • @sracokumar2357
    @sracokumar235710 ай бұрын

    😮. 😮 😮

  • @SujeetJatav007
    @SujeetJatav0077 ай бұрын

    Halo❤

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    7 ай бұрын

    Hi🌹🌹🌹🤗

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra2712 Жыл бұрын

    Dada ei ta kore ami light , horn , conector sab kharap kore feleche Apni je bhabe bolecnen sei bhabe korechelam

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Controller agar high medium Low speed ka hoga. Tab controller Mein do 3 pin jack rahega Ek accelerator ke liye hoga aur ek high medium Lo Speed ke liye hoga. Hi medium low jo jack hai o jack ko shorting karke dekhna hota hai. Aap log kyon converter ka vah 3 pin Jack lekar shorting kar rahe ho. Converter ka vah jo Jack Hai usmein 48 voltage supply aata hai ab usko agar direct karoge To fir problem to hoga hi. Aap log video ko pura kabhi dekhte nahin Ho. Main video main acche se mention kiya hun jo controller Mein 3 pinjack do rahega use controller Mein high medium Lo system Kiya ja sakta hai

  • @SSGkB
    @SSGkB Жыл бұрын

    Bhai meri gadi me Nanya ka moter or controllar hai uska 28 hi speed hai uska speed kaise badaye bro please bataye

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Aapka gadi ka controller jo hai usmein kya high medium low speed ka koi extra Karke jack Diya Hua Hai

  • @princenaser
    @princenaser11 ай бұрын

    Hello sir

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    11 ай бұрын

    Hi🤗

  • @somnathpatra2712
    @somnathpatra271211 ай бұрын

    Bhai Mera mottor ka pura wire bohot garam hora ha hai Aur controller , mottor bhe bohot garam hora ha hai Koi upay bataea

  • @parwanamalik1101

    @parwanamalik1101

    8 ай бұрын

    apni barek dile karo

  • @pominurislam4956
    @pominurislam4956 Жыл бұрын

    Sir mera gari ka jab bettary low hota hai 10 volt dekha ta Hai kyun or bettary last ting Vi Nahi hota ye problem controller se hota hai kya

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Nahi... Yee battery k upar depend karta hai jayda tar. Apka gari k battery kitna din purana hai? Or 4 ro battery main hi kaya 10 volt ho raha hai?

  • @pominurislam4956

    @pominurislam4956

    Жыл бұрын

    @@akasherickshawtech2 bettary 10 volt Or 8 month purana Koi koi bettary to 2 Mahina Vi Nahi chalta

  • @pominurislam4956

    @pominurislam4956

    Жыл бұрын

    Mekanic bolrahai controller se Aisa Hota hai

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Pahli Baat aap battery ka sab sale ka gravity check Kar Lijiye ho sakta hai koi bhi Ek Sel ka gravity Gir Gaya Hoga Jyada aur yah jyadatar is Karan Se Hi Hota Hai. . Aap battery ka gravity check karvaiye Uske bad jakar Mujhe bataiye

  • @mohammadghazi613
    @mohammadghazi6132 жыл бұрын

    Walaikum assalam

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Zajak allha🙂

  • @hementonarzary4687
    @hementonarzary4687 Жыл бұрын

    Hello bro

  • @jasheemhussain1868
    @jasheemhussain1868 Жыл бұрын

    Cantrolar garam kiyun hota hai yellow green blue jal jati hai

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Yellow box mein jo clip lagta hai vah clip ko acche se soldering karke lagana chahiye. Motor ke andar oil hai ki nahin vah bhi ek bar dekh lijiyega. Ok. Then mujhe inform kijiye 👍🤗🤗

  • @ijajahmed2502
    @ijajahmed2502 Жыл бұрын

    Bhai Mera brack pura lose Hain par fir vi drum garam hota hai aur mailage vi nihi mill Raha kyo

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Chakka kya jam ho gaya hai?

  • @barunpradhan5099
    @barunpradhan50992 жыл бұрын

    Hello Mera mahindra e alfa hai uska speed kam hai 24km

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Controller mein jo high medium lo speed ka coupler hai. Use coupler ko sahi se setting kijiye speed 28 kmph ho jayega. Ok. Thank you so much 🌹🌹❤

  • @evgyan5867
    @evgyan58672 жыл бұрын

    Bhai coupler kha se magate ho

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    E rickshaw spare parts market se Mangata hun 😊. Thank you so much for your comment 🌹

  • @evgyan5867

    @evgyan5867

    2 жыл бұрын

    Bhai kha Delhi Karol bagh se

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Nahin bhai Yahan ka toto spare parts market se Mangata hun

  • @evgyan5867

    @evgyan5867

    2 жыл бұрын

    @@akasherickshawtech ye market kha par hai

  • @habiburrohman6763

    @habiburrohman6763

    Жыл бұрын

    Bhai mera v mahindra e rickshaw hai agar men iska controller terra motors men laga hua laga doon toh kya speed badha sakte hain Please reply dijiye

  • @manishkumar24676
    @manishkumar24676 Жыл бұрын

    Bhai mere e riksa me jo kantolar laga hai usme kaplar nahi hai kya kre

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Aapka gadi mein agar high medium low ka koi coupler nahin Hai To fir aapka gadi fix speed controller hai ok. . Aapka kaun sa model ka e rickshaw hai

  • @manishkumar24676

    @manishkumar24676

    Жыл бұрын

    2021 galaxy

  • @manishkumar24676

    @manishkumar24676

    Жыл бұрын

    Kabhi kabhi sahi chalta hai kabhi Kam ho jata hai

  • @manishkumar24676

    @manishkumar24676

    Жыл бұрын

    15 . 20 speed ho jata hai

  • @ronitiwari4263
    @ronitiwari42632 жыл бұрын

    Mera Sarthi company ka I riksha ka speed Jo meter hai jaam ho gaya hai kaise theek kiya jaaye

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Yah meter kya analogue meter hai? Analogue metre hone se iska Jo meter ka wire hota hai vah wire Andar Se cut Jata Hai Jiske Karan meter Kam Nahin karta hai theek hai ab pahle check kijiye casing theek hai ki nahin okay 😊👌

  • @pritigupta8738
    @pritigupta87382 жыл бұрын

    भाई महिंद्रा गाड़ी का स्पीड कैसे बढ़ाएं

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Dekhiae bhai Mahindra gadi mein high medium Lo system to Diya Hua rahata Hai Lekin Mahindra Mein iska Jo speed hai normal Eco speed rahata Hai. Aur yah company se hi setting kiya hua rahata hai. Controller se aap iska speed Bada Nahin Sakte. yah maximum 28km/hr Hi Rahega. . Ok.

  • @hdrservice

    @hdrservice

    Жыл бұрын

    @@akasherickshawtech bhai 28 ki speed hr e rickshaw me hoti h yhi last full speed hoti h, rickshaw kisi bhi company ka ho sb ka speed same hota h baki Jo meter pr speed dikhata h 35,40,45 ye fake speed h, ye sirf meter pr dikhata h 40, 45 lekin iski speed 28 k aas paas hi hoti h aap kisi bhi two wheeler bike se speed Mila kr dekh lo apko such pta chl jayega

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Han yah Mujhe Maloom Hai. 😊 Aur Main yah Jo video Banaya hun yah meter Mein jitna speed dikhata hai use hisab Se Hi Banaya hun. Ok. New upgraded gadi mein jo Sab Digital Meter Lagaya Hua Hai vah original speed ka jo hisab hai use hisab Se Hi Kam ho raha hai. . Like Zezza, Bigbul, Thank you so much for your valuable response🌹🌹

  • @hdrservice

    @hdrservice

    Жыл бұрын

    @@akasherickshawtech ok bro

  • @lehalua4049
    @lehalua40495 ай бұрын

    Backup nehi mill rahahe

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    5 ай бұрын

    Battery kitne empier ka hai aur charger Kitna empier ka hai?

  • @user-iw3nb4kw9h
    @user-iw3nb4kw9h Жыл бұрын

    Inka battnsun ke mera 12volt sara light, horn, kharab ho gaya ap log inlogo ka batoo me matt ao dukan me jao aur accha mistri ko deka ke kam karbao nehintoo meri Tara pachtao ge

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Dekhiae aap video dekhte Ho lekin video ko acche se samajhte nahin Ho controller Mein 3 pin Jo coupler hota hai usko direct karna hota hai aap agar converter ka jo 48 connection ka line Hai vahan per aap agar aisa kar dete Ho To Aisa problem to Ho gai .🧐 to bahi Mera samjhane ka jo Tarika usmein koi problem nahin Hai Aapko Shayad vah video ko aur bhi acchi tarike se samajna chaiye tha🤔 🛑Main use video mein bahut hi acchi tarike se clear kar diya tha yah bolkar Jo controller Mein 3 pin coupler jack do rahata hai. Sirf usi controller Mein high medium Low speed ka jo function Hai vah Kiya ja sakta hai. Ok I extremely sorry for your incident 🙏🙏❤️❤️❤️🙏

  • @somnathpatra2712

    @somnathpatra2712

    Жыл бұрын

    Ha dada ami same 3 pin plug e eta koreche sab light kharab hoea gatche , gari back e cholche

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    🤔

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    Жыл бұрын

    Controller agar high medium Low speed ka hoga. Tab controller Mein do 3 pin jack rahega Ek accelerator ke liye hoga aur ek high medium Lo Speed ke liye hoga. Hi medium low jo jack hai o jack ko shorting karke dekhna hota hai. Aap log kyon converter ka vah 3 pin Jack lekar shorting kar rahe ho. Converter ka vah jo Jack Hai usmein 48 voltage supply aata hai ab usko agar direct karoge To fir problem to hoga hi. Aap log video ko pura kabhi dekhte nahin Ho. Main video main acche se mention kiya hun jo controller Mein 3 pinjack do rahega use controller Mein high medium Lo system Kiya ja sakta hai

  • @user-iw3nb4kw9h

    @user-iw3nb4kw9h

    11 ай бұрын

    Sorry akash ji ea mera galti the ap ne sehi bataya mera controler me low, high, midium system nehi hai

  • @hementonarzary4687
    @hementonarzary4687 Жыл бұрын

    Mera raning slow

  • @powerboy3115
    @powerboy31152 жыл бұрын

    Sir mera Arrow e rikshaw hai, 24 kmph chalane se uska motor or controller jada garam ho jata hai🥺, 6 se 7 kilomiter chalne ki baad bohot garam ho raha hai kiya karo samaj nehi aaraha hai

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    2 жыл бұрын

    Motor or controller hit hone ka bahut sara reason ho sakta hai 🛑Chakka Agar Jaam rahega tab Aisa problem hoga 🛑Motor mein agar oil Rahega tab bhi heat hoga 🛑Yellow joint box jo hai jismein motor ka wire lagta hai vah wire ka jo net Agar loose Rahega tab Bhi motor heat Hoga 🛑Battery Phool Agar loose rahega tab bhi motor aur controller heat ho sakta hai theek hai Yahi sab reason Hai Jiske vajah se motor aur controller heat hota hai pahle aap check Kijiye ise ismein se kaun sa problem Aapko Mila Hai vah problem ko solve Kijiye aapka problem solve ho jaega Or important note yah sab Agar sab theek Rahega controller Mein sorting Rahane ki vajah se bhi motor aur controller heat Hota Hai

  • @ril562
    @ril562 Жыл бұрын

    😂😂😂😂😂

  • @piryabhansingh9469
    @piryabhansingh94697 ай бұрын

    Fir gaadi jhatke mar ke chalti hai.kinyon.

  • @piryabhansingh9469

    @piryabhansingh9469

    7 ай бұрын

    Bhaisaab jabab to do jhatake kinyon Marti hai gaadi.

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    7 ай бұрын

    Jhataka Marne ka bahut reason hota hai yah motor ka jo hall sensar ka coupler hota hai vah coupler mein agar loose connection hoga tab jhataka maarta hai nahin to motor ke andar Jo sensor hai vah sensor mein problem aane se yah jhataka maarte Hain Aur motor ka jo junction box hota hai yellow box yellow box ke andar pin mein agar loose ho jaega ya sulfur jam jaega tab bhi jhataka maarta hai

  • @gujarattechnologyindia
    @gujarattechnologyindia Жыл бұрын

    Great

  • @user-iw3nb4kw9h
    @user-iw3nb4kw9h11 ай бұрын

    Akash ji mera gari ka bateeey charage 20% kahatam hone sehi speed nehi hota hai Pasenger too leke chal hi nehi pate hai battery kharab nehi hai test karwaya kea problem ho sakta hai please bata ea

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    11 ай бұрын

    Dekhiae aap yah Jo problem bol rahe ho yah problem jyadatar controller ke vajah se hi hota hai. Low voltage Mein controller motor ko acche se ran karwa nahin pata hai yahi reason hai. Aap ek kam kar sakte ho Low charge mein ek dusra achcha wala controller lagakar aap check kar sakte ho ki gadi ka speed increase hua Hai ki nahin pahle se. Agar increase hota Hai To fir aap ek achcha controller gadi Mein Laga sakte ho. Aapka yah problem solve ho jaega

  • @user-iw3nb4kw9h
    @user-iw3nb4kw9h11 ай бұрын

    Bahi mera controler me overload light jalra ha hai keu Hum 4 pasenger hi leke jata hun over load nehi karta hun pher bhe overload light jalra ha hai Please bataea

  • @akasherickshawtech

    @akasherickshawtech

    11 ай бұрын

    Chabi on karne ke time per controller Mein over loading light jal rahe Hain Na? Yah bahut sare reason ke liye hota Hai 🛑 Battery terminal mein agar sulfur jama hua rahega 🛑 Gadi mein agar body sorting problem rahega 🛑 Aur controller Mein 48 voltage ka jo switch line hai vah line mein agar loos rahega Yahi sab reason ke liye over light ka signal jalta Hai

  • @user-iw3nb4kw9h

    @user-iw3nb4kw9h

    11 ай бұрын

    Thank u akash ji

  • @user-iw3nb4kw9h

    @user-iw3nb4kw9h

    11 ай бұрын

    Akash ji mera gari ka battery 20% khatam hone se hi gari aur load leke chalnehi para ha hai Speed bhe kam ho jata hai koi solution bataea please

Келесі