Dr. Pirzada Qasmin recites his poetry [mehfil e mushaira]

Фильм және анимация

City: Karachi
Year: 2001
Dr. Pirzada Qasim is the current VC of Karachi University. a very well known poet among Adbi circles as well as public.
UrduLife.com
Producer: Amjad Sheikh

Пікірлер: 23

  • @ronwhite19
    @ronwhite1912 жыл бұрын

    sher at 12:38 is the height of everything ...Allah Hu Akbar ura ker rakh diya sir aapne.

  • @abdurrahmanhafiz9039
    @abdurrahmanhafiz90394 жыл бұрын

    لاجواب اور بہترین نظم ہے جس کی داد نہین دیجا سکتی

  • @mirabrar9165
    @mirabrar91655 жыл бұрын

    wahh kya shayiri hai ,,,respect Peerzada qasim Legendary poet.❤❤❤❤

  • @HaiderAli-zv9go
    @HaiderAli-zv9go4 ай бұрын

  • @tehzeebhafi3
    @tehzeebhafi32 жыл бұрын

    Kya baat h sir Lot's of Love ❣️❣️❣️ From India

  • @binjallilarif6431
    @binjallilarif64318 жыл бұрын

    Wonderful poetry

  • @ankush28oct
    @ankush28oct7 жыл бұрын

    Ruswaayi ka mela tha so maine nahi dekha Apna hi tamaasha tha so maine nahi dekha Us khwab-e-tamanna ki taabeer na thi koyee Bas khwab-e-tamanna tha so maine nahi dekha Nairang - e duniya ka manzar tha hasiin lekin, Is sar mei.n bhi sauda tha, so maine nahi dekha Pyaase to rahe lekin tauqeer nahi khoyee Daryaa jo paraaya tha so maine nahi dekha. Imroz ka aaina be-aks na tha lekin Andeshaaye-e-farda tha so maine nahi dekha Mujh aaina-gar ko bhi ek paiker e be-chehra aaina dekhaata tha, so maine nahi dekha taabeer - interpretation of dream nairang - deceit, trick, magic tauqeer - respect, honour imroz - current day aks - reflection andeshaaye - fear farad - tomorrow andesshaye- e-farda - fear of tomorrow paiker - body, appearance

  • @kanuaudiovision3220
    @kanuaudiovision32203 жыл бұрын

    Great Pirzada Sahab ke liye Love from India...

  • @kanuaudiovision3220
    @kanuaudiovision32203 жыл бұрын

    05:05 Abhi Take Ham Nahin Bole. *Behad khoobsurat Nazm*

  • @rajpalsinghsaptrang
    @rajpalsinghsaptrang6 жыл бұрын

    Behad umda

  • @zuhairabbasi
    @zuhairabbasi12 жыл бұрын

    lajwab

  • @rounakahmad9878
    @rounakahmad98782 жыл бұрын

    Mashallah

  • @moidirfan3435
    @moidirfan34355 жыл бұрын

    Bhouhat khowb

  • @DIVMANMAN
    @DIVMANMAN10 жыл бұрын

    Poetry Gulab Muhammad ya Gulab Chand

  • @rounakahmad9878
    @rounakahmad98782 жыл бұрын

    Bahot khub

  • @sunnydedha6574
    @sunnydedha65745 жыл бұрын

    Love from india

  • @ankush28oct
    @ankush28oct7 жыл бұрын

    Jo dil kaa saath na de, to zabaa.n mein kuchh bhi nahi, Nahi, mein kuch bhi nahiin, aur haa.n mein kuch bhi nahi Mohabatto.n mein ba-juz aitbaar kuch bhi na tha, Jo ye nahi hai, to ab darmiyaa.n mein kuchh bhi nahi ye log bhool gaye, kya mere lahuu kii bahaar, jo keh rahe hai.n merii dastaa.n mein kuchh bhi nahi huye na hijr girftaar, na wasl shaad, to phir, zameen e shaauq tere aasmaa.n mei.n kuchh bhi nahi fughaa.n ka zarf to is aah-o-hoo se barh kar hai, nishaat-e-karb na ho to fughaa.n mein kuchh bhi nahi agar ye sang-e-jabii.n sang-e-aastaa.n chaahe, to phir jabiin o dar e aastaa.n mein kuchh bhi nahi ba-juz: with exception hijr - separation wasl - union shaad - happiness fughaa.n - lamentation zarf - capacity / container jabii.n - forehead

  • @hemantsingh3883

    @hemantsingh3883

    3 жыл бұрын

    Nisat-e kard meaning

  • @ankush28oct
    @ankush28oct7 жыл бұрын

    Na poochiye, kaha kya hai, unkahi kya hai. Azaab jhel rahaa hoo.n, sukhan-wari kya hai Hasee ke saath hi aankein chhalak gayii.n qaasim, Ye ek kaifeeyat e raqs e baahami kya hai

  • @shujaatsaharofficial4728
    @shujaatsaharofficial47286 жыл бұрын

    لاجواب

  • @ShahzaibKhan-xz9sj
    @ShahzaibKhan-xz9sj7 жыл бұрын

    The comparer is annoying af

  • @nomanqadri2821
    @nomanqadri28216 жыл бұрын

    Apna khilaf faisla kud hi kya ha apna , hath bhi mal raha hain app app bojat ajib hain.

  • @dosturdupoetry3109
    @dosturdupoetry31092 жыл бұрын

    If you like this please watch ALRA TV ON KZread

Келесі