आध्यात्मिक जगत कैसा है | Spiritual World | श्रीमान केशव मुरारी दास

#SpiritualWorld
संसार के नियंता भगवान इतने महान, कृपालु, भक्त-वत्सल हैं । परन्तु संसार यह संसार तो दुःख देने के लिए बनाया गया है । क्यों ?
इसलिए की हम अपने वास्तविक घर भगवान के घर जाने के लिए प्रेरित हो सकें । भगवान् का घर यानि आध्यात्मिक जगत कैसा है ? जानने के लिए देखे यह वीडियो :
विषय - आध्यात्मिक जगत कैसा है ?
वक्ता - श्रीमान केशव मुरारी दास
For more videos of श्रीमान केशव मुरारी दास click here
• Keshav Murari Prabhu H...
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE
------------------------------------------------------------------------------
** Website : www.iskcondesiretree.com/
** Facebook : / idesiretree
** Twitter : / idtsevaks
** Soundcloud : / iskcondesiretree
** Donate : donate.iskcondesiretree.com/
__
ISKCON Desire Tree started in year 2002 ,With purpose of spreading Krishna Consciousness movement Worldwide which is now grown as online community devoted to give a m and friendly environment for all people interested in spirituality, compassion, meditation and wisdom.
On Janmashtami 2016, ISKCON Desire Tree launched a dedicated 24x7 television channel "Hare Krsna TV".
You can watch "HARE KRSNA TV" Live at harekrsnalive.com or Visit • Video

Пікірлер: 117

  • @kirondruva6472
    @kirondruva64725 жыл бұрын

    Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare Jai Gita

  • @Nitya_kapoor11
    @Nitya_kapoor11 Жыл бұрын

    Shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam shree shivaye namastubhyam

  • @etc_sy_a_49_rajshekharshri2
    @etc_sy_a_49_rajshekharshri2 Жыл бұрын

    Dhanyawad Prabhu Ji 🙏🏻

  • @sharadravanchoure368
    @sharadravanchoure3683 жыл бұрын

    🥳🥳 हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे 💐💐🙏🙏 🥳🥳 हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे 💐💐🙏🙏

  • @polymukherjee1082
    @polymukherjee1082 Жыл бұрын

    Hare Krishna hare Krishna Krishna Krishna hare hare hare Ram hare Ram Ram Ram hare hare 🙏

  • @rushabhsolanki2481
    @rushabhsolanki24814 жыл бұрын

    Hare Krishna Hare Krishna, Krishna Krishna Hare Hare, Hare Rama Hare Rama, Rama Rama Hare Hare ♥️🙏☺️ Danwaat Pranam Prabhuji 🙏 Thank you so much Prabhuji for such a great explanation ☺️🙏

  • @satishkarade99
    @satishkarade99 Жыл бұрын

    Hare Krishnan pabuji Apke chernome koti koti pranam pabuji 🙏💐🙏🙏💐💐🙏

  • @ankitarane6942
    @ankitarane69424 жыл бұрын

    Sulaksha salunke हरे कृष्णा दडवत पृणाम पृभुजी

  • @rumaghosh7103
    @rumaghosh7103 Жыл бұрын

    Hare krishna hare krishna Krishna krishna hare hare Hare rama hare rama Rama rama hare hare 🙏 🌸🌼 Jay srila prabhupada 🙏🌼🌸 Thank you 🙏 Jay shree radhe krishna 🙏🌸🌼

  • @abhijeetdubey2098
    @abhijeetdubey20985 жыл бұрын

    ❤️Hare krsna 🙏. Thanku very much prabhu ji. May krsna bless all

  • @prajalchettribasnet5398
    @prajalchettribasnet5398 Жыл бұрын

    हरे कृष्ण हरे राम 🙏🙏🙏🕉️🕉️🕉️

  • @shriramyadav7920
    @shriramyadav7920 Жыл бұрын

    जय जय राधे कृष्ण बहुत अच्छा

  • @sonamgoswami5276
    @sonamgoswami5276 Жыл бұрын

    प्रभु कृष्ण, देवी राधा जी

  • @DjiFly-lh7sd
    @DjiFly-lh7sd5 ай бұрын

    आध्यात्मिक जगत सृष्टि पर मौजूद जो भी भौतिक मित्रों से दिखाई पड़ता है वह सभी आपके भीतर भी मौजूद है बाहर और भीतर कुछ भेद नहीं है

  • @BWINKY
    @BWINKY3 жыл бұрын

    OMG 🙏 PRABHU APKA DIVY GYAN 🔥 ASIRWAD DIJIYE KI HAM BHI APKI TARA ITNA ADHYATMIK JIVAN MILE 🙏HARE KRISHNA ❤️

  • @basantidasi4347
    @basantidasi43475 жыл бұрын

    Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare

  • @shineyourlight33

    @shineyourlight33

    3 жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/gJ9tr9BrYNXVaJM.html.

  • @RahulKumar-mo6jy
    @RahulKumar-mo6jy5 жыл бұрын

    Adhayatmik jagat Meh itna aananad hai ki koi wahan se kiun kahin jana chahega.

  • @spiritualascension3351

    @spiritualascension3351

    Жыл бұрын

    Bilkul sahi sawaal. In Freemasons pe jyaada vishwaas mat karo. Jhooth failaane mein expert hote hai yeh

  • @webergaming655

    @webergaming655

    Жыл бұрын

    Aapnae bilkul sahi kaha , lekin spiritual world ek koaein ki tarah hai koi b isme kudna nhi chahta lekin ek baar paar rkh de toh phir apnae aap usmae smata jata hai. Sabse bda Nasha is world mein drugs ka nhi , bakti ka hai .

  • @lavirana117

    @lavirana117

    Жыл бұрын

    Bhotik he nakli he to asli to hoga hi ......aatma he to khin aatma ka ghar bhi hoga aatma aananad he to aatma ka ghar bhi aadadtit hoga .......jab bhgwan yh nsachidanad swaroop me leela karne aate he ...wo yhi btane aate he ki bhotik jagat ka prem or adhyatmik jagat ka prem bilkul alg he .....

  • @lavirana117

    @lavirana117

    Жыл бұрын

    @@spiritualascension3351 jhooth me to tum fase ho tabhi janm mrityu ke chakkar me fase ho

  • @hansibisht4452
    @hansibisht4452 Жыл бұрын

    हरे कृष्णा

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Mahaprabhu ki jay

  • @5Dascension1111
    @5Dascension11112 жыл бұрын

    Such a beautiful explanation 💙....

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Krishna Balram ki jay

  • @shiivamrawat
    @shiivamrawat2 жыл бұрын

    WOWWWWWW!!!!! 💕😭 What a Beautiful Explanation!!!! ❤🙏🏻😇 Hare Krishna!!!! ❤❤🙏🏻🙏🏻😇😇🧿🧿

  • @lavirana117
    @lavirana117 Жыл бұрын

    Thankyu parbhu g itna divya gyan dene ke liy ❤️

  • @darshanadevi5853
    @darshanadevi58535 жыл бұрын

    Hare Krishna Hari bol

  • @gentledubey7230
    @gentledubey7230 Жыл бұрын

    Hare krishn hare ram

  • @rajeev_kumar
    @rajeev_kumar2 жыл бұрын

    Good

  • @DHA-MOH-HAADEXAM67
    @DHA-MOH-HAADEXAM67 Жыл бұрын

    Hare krishna hare raam ❤️

  • @AjaySingh36900
    @AjaySingh369003 жыл бұрын

    हरे कृष्ण

  • @sunilkumarsriwastaw9108
    @sunilkumarsriwastaw9108 Жыл бұрын

    Hare Krishna ❤

  • @Katak_Dk
    @Katak_Dk5 жыл бұрын

    हरे कृष्ण 🙏

  • @saachigupta8118
    @saachigupta81183 жыл бұрын

    Hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare hare rama hare rama rama rama hare hare🙏🙏🙏

  • @kalawatipant000
    @kalawatipant0003 жыл бұрын

    🌷Radhe Krishna🌷

  • @RavindraYadav-vp4un
    @RavindraYadav-vp4un5 жыл бұрын

    Thanks gurudev

  • @gentledubey7230
    @gentledubey7230 Жыл бұрын

    Hare rama hare krishna

  • @krahul5120
    @krahul5120 Жыл бұрын

    Hare Krishna

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Jay jagannath

  • @radhamadhv5245
    @radhamadhv52455 жыл бұрын

    Hare krishna prbhuji

  • @mangalvishvas1099
    @mangalvishvas10995 жыл бұрын

    Prabhu Ji bhawan kewal ek hi ho to accha kewal shree Krishna paramatma, parameashvar

  • @shubhamdevkar5060

    @shubhamdevkar5060

    3 жыл бұрын

    Wohito prabhupadji Iskcon Sare Sant ek hi parmatma ko bhajne ke liye kahte hai Aur wo hai Shri Krishna

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    "Ishwara Param Krishna Sachhid Ananda Vigraha Anadir Adi Govinda Sarva Karana Karanam" [Brahma Samhita]

  • @Vedu00
    @Vedu003 жыл бұрын

    Hare krishna Hare Ram

  • @armi3146
    @armi31465 жыл бұрын

    Hare Krishna 😇👏

  • @user-rs5jf4zu1f
    @user-rs5jf4zu1f5 жыл бұрын

    Hare Krishna hare ram

  • @surajpoddar603
    @surajpoddar6033 жыл бұрын

    Hare Krishna 🙏🙏

  • @tapaskumarbandyopadhyay4369
    @tapaskumarbandyopadhyay43695 жыл бұрын

    Radhe Radhe

  • @vipulpandav4094
    @vipulpandav40945 жыл бұрын

    Prabhuji very nice explanation!!!! I am BAPS devotee

  • @rkpdnavyahk4621
    @rkpdnavyahk46213 жыл бұрын

    Hare Krishna 🙏🏻💖🙏🏻💖🙏🏻💖🙏🏻💖🙏🏻💖🙏🏻💖🙏🏻💖

  • @tarungarg6523
    @tarungarg65235 жыл бұрын

    soooo nice ......hare krishna

  • @keerthiramya5196
    @keerthiramya51965 жыл бұрын

    Hare Krishna 🌸

  • @shineyourlight33

    @shineyourlight33

    3 жыл бұрын

    kzread.info/dash/bejne/gJ9tr9BrYNXVaJM.html.

  • @Khushithakur31896
    @Khushithakur318962 жыл бұрын

    हरे कृष्ण ❤️🙏

  • @bhartisharma815
    @bhartisharma8152 жыл бұрын

    Hare krishna prabhuji 🙏🏻😊

  • @ravalvinod7836
    @ravalvinod78363 жыл бұрын

    🌹🌹🌹Hare Krishna🌹🌹🌹

  • @sachinpathakworld3587
    @sachinpathakworld35873 жыл бұрын

    Hare Krishna 🙏🙏🙏🙏

  • @DheerajKumar-xc7jg
    @DheerajKumar-xc7jg2 жыл бұрын

    स्वामी जी महाराज आप कहते हैं भौतिक संसार आध्यात्मिक दुनिया की परछाई है। हमारे भोतिक संसार में प्रणय और मैथुन सुख होता है फिर यह दोनो आध्यात्मिक दुनिया में क्यों नहीं होते?? दूसरा भौतिक संसार में हमारे संबंधी होते है हमारा भगवान की सेवा भजन के बाद अपना भी एक व्यक्तिगत जीवन सगे संबंधी आदि होते है। पत्नी, पति, बच्चे प्रणय, रोमांस उनसे सब होता है। फिर ऐसा ही सब आध्यात्मिक संसार में जीव को क्यों नहीं होता?? वहां सभी जीव मैनी टू वन रिलेशनशिप में होते है, यानी अनंतकोटि वैष्णव जीव वहां सिर्फ भगवान से संबंधित होते है। उनको निहारते रहते हैं, उनसे ही सब तरह से अटैच रहते हैं जो की सही बात है इसमें कोई इंकार नहीं। परंतु हम इस दुनिया के वासियों को अपनी व्यक्तिगत जिंदगी फैमली पत्नी संतति आदि की आदत रहती है। भगवान से जुड़ने से इंकार नहीं है परंतु प्रणय, मैथुन, फैमली के बिना केवल मेरे तो गिरधर गोपाल दूसरा न कोई इस सिद्धांत को स्वीकार करने और उस दुनिया में जाने योग्य होने के लिए हमको अपनी सोच को पूरी तरह से उल्टाना होगा। जो सब भौतिक जीवन का अभिन्न हिस्सा माना जाता है हमारी इस दुनिया में उस सब को दिल और दिमाग से निकलवाना होगा। यही बातें स्वामी जी हम भीतिक जगत वासियों को थोड़ा विचलित करती रहती है। खैर अगर जन्म, मृत्यु, जरा और व्याधि से हमेशा के लिए मुक्त होना है तो हमको आध्यात्मिक दुनिया के हिसाब से सीखना पड़ेगा वहां की अचार संहिता को अपनाना होगा।

  • @bhattsnashik
    @bhattsnashik5 жыл бұрын

    Hare Krishna,thank you prabhuji,ys.

  • @nshardarao
    @nshardarao Жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏🙏💐

  • @rahulpaswan5624
    @rahulpaswan56243 жыл бұрын

    Hare Krishna 🙏

  • @AshishSharma-ws9vy
    @AshishSharma-ws9vy5 жыл бұрын

    Bohot badhia...good👍

  • @dheerajyadav2400
    @dheerajyadav24005 жыл бұрын

    Hare krishana

  • @aaseemkumar8011
    @aaseemkumar80115 жыл бұрын

    very nice video hare Krishna

  • @lingarajpatra9146
    @lingarajpatra91462 жыл бұрын

    Hare Krsna Pravuji 🙌 बहुत ही सुंदर वर्णन 🙏👌👏👍

  • @nirjadubey6179
    @nirjadubey61795 жыл бұрын

    Hare krsna

  • @abhinavsoni1264
    @abhinavsoni12644 жыл бұрын

    Prabhu ji me....kab se........kab se..........kab se.......iis video ko dhund raha.....tha.......or me amog lila prabhu keep khene bhi vala....tha....sorryyy.....request karne. wala tha....ki bhagvaddham pr video banaye......pr aajj......aaj jakr ye mila he......thank you prabhuji ....ese or content pr bhi krpa kr video banaye

  • @nights2636
    @nights26363 жыл бұрын

    Hum toh galat Existence mein agaye prabhu Bacha looooo

  • @komalsahu1718
    @komalsahu17183 жыл бұрын

    Hare krishna

  • @AjaySingh36900
    @AjaySingh369003 жыл бұрын

    हरे कृष्ण बहुत बहुत धन्यवाद

  • @local2949
    @local2949 Жыл бұрын

    This is helpful

  • @dharmendarshah3542
    @dharmendarshah35425 жыл бұрын

    Hare Krishna hare Krishna

  • @avantikayadav1362
    @avantikayadav13622 жыл бұрын

    Bhut sunder Hare krishna Prabhu jee 🙏🙏🙏🙏

  • @aniketdixit348
    @aniketdixit3483 жыл бұрын

    Mujhe ye bachpan se hi doubt tha ki hum yaha kaise aaye. Aapne bataya jigyasa shaant hui..bus aap kuch aisa aur batayie ki hamara vishwas bhi drin ho jaaye...hare krishna..

  • @jyotipandey8715
    @jyotipandey87152 жыл бұрын

    हरे कृष्णा हरे कृष्णा

  • @monikasinha2220
    @monikasinha22202 жыл бұрын

    Hare krishna Prabhu ji 🙏🙏, Aaj mere bahut saare question ke answer mile, aapko bahut bahut dhanyavaad 🙏🙏, Aap plz spiritual world se related aur videos banaiye, U explained very beautifully 🙏🙏

  • @pratyakshshorts9983
    @pratyakshshorts99832 жыл бұрын

    🙏🙏🙏🙏

  • @sreejith9424
    @sreejith942411 ай бұрын

    Prabhuji aadhyaatmic jagath mem theen gun( saatvikam, raajasam,thaamasam) nahee hem. Isliye vahaam galathee hona asambhav he. Pandithom se kaha gaya hai aadhyathmic jagath mem pravesh karne ke baad dusara koi janm nahee hai,, toh aapka yeh explanation sahee ya nahee, boley jee.aapka mera pranaam.

  • @vijenderkumargaur9202
    @vijenderkumargaur9202 Жыл бұрын

    Vishnu ko Balram be kaun si date mai paisa kits, hum Vishnu ka both kyuin celebrate nahi karte

  • @sanjum1108
    @sanjum11085 жыл бұрын

    Agar esa hai to waha jane ke bad fir hum free will ke miss use kare to? Ese to koi bhi garenty nhi he..

  • @AnkitKumar-op1ud

    @AnkitKumar-op1ud

    5 жыл бұрын

    Jab tak ham puri tarah se shudh(pavitra) nahi hote tab tak hm waha jaa hi nahi sakte. Aur ham itne abhyasth ho chuke honge ki ham apme free will ka miss use nahi karenge. Kyunki hamein is bhautik sansar ki sari dukh yaad aa jayegi.

  • @sanjum1108

    @sanjum1108

    5 жыл бұрын

    @@AnkitKumar-op1ud sir, agar esa hai to vaikuntha jane ki baad bhi jay vijay ko vaha se girna kyu pada??plz answer ..

  • @AnkitKumar-op1ud

    @AnkitKumar-op1ud

    5 жыл бұрын

    @@sanjum1108 Jay aur Vijay vaikuntha ke dwarpal the unko char kumaron ne shaap diya tha iske liye wo bhautik jagat me aaye. Aur Bhagvan swayam unka uddhar karne ke liye aaye the. Is tarah se Bhagvan ne char kumar ke shaap ka bhi samman kiya aur jay vijay ka bhi udhar kiya. Aur aap itni chinta na karein ki agar dobara aa gye to kya hoga. Bhagwan kahte hain ki "na me bhaktya pranashyati.." ki mere bhakt ka kabhi vinash nahi hota. Aap pahle bhakti kar ke to dekhiye fir aapke saare sawalon ke jawab mil jayenge.

  • @sanjum1108

    @sanjum1108

    5 жыл бұрын

    @@AnkitKumar-op1ud thank u

  • @yooo3371
    @yooo33712 жыл бұрын

    Iska matlab to inke logic k hisab s bhagwan n hame gulami karne k liye banaya hai vaikuntha m

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    Hare Krishna Pranaam In Prabhu koi apni khud ki logic nahi bana rahe hai. Ye svabhavik, vastavik sach hai, jiska humare shastro me varnan hai. Premi premika ek dusre ko kitni seva karte hai. Seva arthat apne apno, premi jano ke liye khud svechchha, atyadhik prem se se kuchh karna, taaki unhe tripti ho aur achchha lage, aur svabhavik taur se hume bhi. Usse gulami nahi kehte. Gulami aur premamayi seva me antar hai. Premamayi seva me "premamayi" isliye hai kyunki kisiko seva ki jarurat na hote hue bhi hum unke prati prem hone ke karan hum unke liye kuchh karte hai, aur unke tript hone par hum bhi santust hote hai. Jaise ek raja ya amir admi apne liye aneko das-dasi ka intezaam kar sakta hai, lekin wo apni beti ya apne priye kisi ko pyaar se bolta hai, "Mere sar pe hath pher do na! ya mujhe khila do!"... Aur aise wo na bhi kahe to bhi uske apne, priye log uski premamayi "seva", yani ki uske prati prem ke karan uske santusti ke liye khud se kuch karenge (kabhi kabhi to seva karne ke liye utsuk ho jayenge !), jise karke unhe khud anand ayega, kyuki wo ek dusre se pyaar karte hai. Kya raja me itni shakti nahi ki wo khud ya apne daaso se apna kaam karaye ? Jab wo kaam koi apna svechchha se apne premi ke tusti ke liye karte hai (jo ki premamayi seva ke bina sambhav nahi ho pata, aur gulami me bhi sambhav nahi ho pata), tab seva dene aur grahan karne wala dono ko anand hota hai. Iske pichhe koi svarth nahi hota, jo ki gulami me hoti hai. Sirf nissvarth prem hota hai. Ye to har Jiv ka prakritik svabhav hai. Yahi svabhav ke karan sare Jiv Bhagwaan ke prati apna prem prakash karte hai. Bhagwan aur jiv atmao (jinki kabhi shristi nahi hui. Jivo ka bhi bhagwaan ke jaise na kabhi janm hua na mrityu hogi, jaisa Bhagvad Gita me Bhagwan ne kaha hai. Shristi ka matalab yaha pe ye hai ki hum bhagwan se aai he, yani humara srota bhagwan hai.) ke bich aisa hi rishta hai. Ek baat soch kar dekhiye, ki Bhagwaan (sarva shaktimaan) ko hamari seva ki "jarutat" kaha se hai ? Unke sare kaam unki ichha se, unki khud ki shaktiya apne aap karti hai. Wo chahe to kabhi bhi chutkiyo me anant, bahu gun-sampann das-dasi shristi bhi kar sakte hai. Phir bhi itne jiv kyun ? Thik jaise ek vyakti ke anek santan hote hai, usi tarah Param Pita aur unke anek Jiv ek dusre ke sath apne bhav prakash karte hai seva ke dwara. Bhagwan ko humari seva ki koi jarurat nahi hai. Par Bhagwan aur anya Jiv ke bichh Prem ka adan-pradan sambhav ho paye, uske liye Bhagwan humari seva grahan karte hai. Bhagwan bhi, bina kisi shart, anant kal se aur anant kal ke liye, humari seva karte hai, par hum samajh nahi pate. Hum har samay kuchh bhi sukh, anand le pate hai (ya kuchh bhi kar pate hai, ya kuchh ho pata hai,), wo iss liye kyunki Bhagwan aur unki shakti hume anand upbhog karwa rahe hai. Koi bhi anand, ya phir kuchh bhi, Bhagwan ke bina sambhav nahi ho pata. Isi liye sirf seva liye jana aur jiske karan hum sab tarah ke anand le pate hai, unke bare me na sochna ya kuchh bhi na karna, maha svarth, matalabi aur chori ka kaam hai.

  • @yooo3371

    @yooo3371

    2 жыл бұрын

    @@hariup108 harekrishna .... To fr bhagwan ne hame banaya kyu

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    @@yooo3371 Hare Krishna Pranaam Gita me Bhagwan ne bataya hai ki hum saare Jivo ka na hi kabhi janm hua tha na kabhi annt hoga. Yaha par "Bhagwan ne hume banaya" ka matlab ye hai ki hum Bhagwan se aai hai, humare srota Bhagwan hai (our source is Krishna), jaise samudra chhote jalashay ka srot hota hai. Jaise koi insaan parivaar vriddhi (family expansion, wife, children) kyun karna chahta hai ? Taaki parivaar me jyada sadasya honge to sab ek sath milkar anand manayenge. Iska matlab ye nahi ki wo admi parivaar badha raha hai taaki wo unse "gulami" kara sake. Uske parivaar ke log usko apne aap se premamayi seva denge (yani jisse prem karte hai uske liye "kuchh karna chahenge"), aur isi ke madhyam se parivaar me prem ka adan-pradan hoga aur prem badhega. Kabhi chhote bachcho ki ichchha hoti hai ki "mai bhi apne pite mata jaise bade kaam karna chahta hu !"... Jaise khana banana, gadi chalana, dhan sampatti, assets manage karna, ghar banana ityadi. Naa hi uss bachche ka kaam ye sab Niyantrankarta (controller) ka hai, na usme wo sab karne ki Shakti hoti hai, nahi wo kaam karke wo khush reh payega. Usko sirf parivaar ke logo ke sath prem ka shudhh, nisvarth adan-pradan karna hota hai. Tabhi to hum dekhte hai ki koi parivaar me jab tak pita-mata sab dekh-rekh kar rahe hote hai, sab thik tarah se chalta hai aur sab sukh-shanti se rehte hai. Par jab parivar ke kuchh bachche bolte hai "ki mai property lunga, sambhalunga, sab paise dhan sampatti mai dekhunga" ityadi, tab ek-dusre ke sath ladai-jhagda shuru hota hai. Yahi sab seekh dene ke liye to iss sansar ki sristi ki gayi (jiske liye humne maang ki thi, ki hum bhi niyantran karke dekhenge !). Bhagwan ek hai. Bhagwan (Vibhu) ne apne aap ko anant, chhote angsh me vistar kiya hai, jo ki hum sab chhote Jiv (anu) hai, Bhagwan ke angsh, tukre hai (jaise Ek admi parivaar badhata hai, uske anek bachche hote hai) taaki bada parivaar hoga to sab milkar jyada anand mana payenge. Kyunki Bhagwan "Adi" hai, yani sab ke original source hai, isliye wo asli Bhogta (supreme enjoyer) hai. Bhagwan anant prem ka ashesh samundar hai, aur hum sab uss premamayi samundar ka ek boond hai. Iss liye har jiv me Bhagwan ke liye prem svabhik, prakritik taur se hai. Wo sirf iss sansar me bekar ke kaam-vasnao ke karan dhaka para hai.

  • @Tencenthhh

    @Tencenthhh

    2 жыл бұрын

    सच्चाई अलग है गीता खुद पोल खोलती है इनकी गीता ज्ञान दाता अपनी साधना ॐ नाम से बताता है कृष्ण से नहीं परम ब्रह्म कोई और है जिसका पता किसी को भी नहीं

  • @sanskrutikamble8055

    @sanskrutikamble8055

    2 жыл бұрын

    @@hariup108 muzhe lagta hai aap bohot bade bhakt hai itna gyaan hai aapke pass🙏 hare krishna mere liye bhi prathana kare ta ki mein jaldi dhaam ja saku😃🙏hare krishna

  • @ankit_s
    @ankit_s2 жыл бұрын

    Prabhu wo to spiritual world me pehle se hi the To unke man me isvar ke prati jealousy kaise utpann hui Agar hui to iska MTlb phir se spiritual world se hum fall down kr sakte hai ..

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    Hare Krishna Pranaam Wo thik irsha, ya jealousy nahi hai. Wo humari chhoti si independence ka gaalt istemal tha. Agar independence na diya jaye, to Bhagwan aur Jivo ke beech pyaar kaise hoga ? Isi liye har kisi ko thodi independence (svadhin) di gayi hai. Jaise ek chhota bachcha koi aisa kaam karne ki zidd karta hai jisse usse anand nahi milega (aur na hi wo kaam uske karne layak hoga). Jaise "ghar ka khana banana", "gadi chalana", "Papa ke plate jitna khana", ityadi. Inn kamo me nahi usko santusti milegi, nahi usme wo sab karne ki shakti hai. Par jab bachha zyada zidd karta hai, tab Pita usse ek "khilona" ya aisa chhota sa jhalak dete hai (Jaise us bachhe ke roj ke khane se usko thoda zyada khilana) taaki uss naadaan bachche ki akal thikane pe aye. Jab uss khilone se khel kar ya thoda sa zyada khane par bhi usse santusti nahi hoti, usse pata chalta hai ki iss khilone me koi sukh nahi hai, ya mere kshamta ya shakti se zyada khane ya kuchh karne se mujhe sirf dukh hi milega, balki Pita jaise keh reh the, wahi asliyat hai, tab wo Pita ka kehna maan kar apne Pita ki baat puri tarah sunta hai. Isi tarah hum Jivo me aise kuchh "kaam" aa gayi thi, "Purush" banne ki (yani jagat ki creator-maintainer-supreme enjoyer" banne ki). Par jab koi Jiv iss jagat me ek baar patan hota hai, aur wo wapas ghar (Vaikuntha/Golok) jana chahta hai, tab uske baad wo wapas patit, ya girta nahi hai. Kyunki waha jane ke liye purn tarike se Sharan hoke ki waha ja karke hi ja sakte hai (yani ek baar akal thikane aa jaye, to bhir galti se bhi hum yaha ane ki ichchha kar hi nahi sakte. Waha ek baar pohochne par patan nahi hota (iska shastro me kai jagah varnan hai). Hume iske bare me chinta nahi karni chahiye. Bhagwan Sri Krishna kehte hai na, ki "Sarva dharman Paritajya Maam ekam Sharanam Vraja Aham tvam sarva papebhyo Mokshaishyami ma suchah". Agar koi purn tarike se Bhagwaan ka sharan le, to Bhagwan uske sab paap hamesha ke liye khatam kar denge. Aur paap nahi rahega to patan kaha se hoga. Aur bhi kehte hai Gita me, ki "na me bhaktaḥ praṇaśyati" (My devotee never perishes)

  • @nitika3615
    @nitika36154 жыл бұрын

    Kya god man made word h....does god has name

  • @Manojkumar-uq8hi

    @Manojkumar-uq8hi

    3 жыл бұрын

    '' Ya ' krishna ' '' 🙏

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    "God" shabd shayad German bhasha se aya hai. Ha par Bhagwan nitya shabd hai. Bhagwan ka naam to hai : "Ishvara Parama Krishna" ! [Brahma Samhita] aur "Krishnas tu Bhagawan Swayam ! [Srimad Bhagwatam]

  • @RahulKumar-mo6jy
    @RahulKumar-mo6jy5 жыл бұрын

    Aisa nahi hai, jiv hamesa maya badh hai.... Ek din hua maya badha aisa nahi hai .

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    Hare Krishna Pranam Koi bhi baat, khas kar Bhagwat vishaye ho to usse 'Guru Shastr Sadhu' ke baat par adharit hona chahiye. Warna wo baat bekar, apramanik hoti hai. Aapki baat aap Shastro ke adhar par sabit karke batayiye. Warna wo hawa me baat karna ho jayega

  • @DR-sn5fm
    @DR-sn5fm4 жыл бұрын

    agar Vishnu ji nai duniya bnai to dusre desh wale Vishnu ji ko q nhi jante or sare bhagwan jinhone sriti bnayi unhe dusre desh kai log q ni jante dusre desh bhi to esi bramand mai aate h

  • @agni1047

    @agni1047

    4 жыл бұрын

    Because they dont have Spritual Knowledge They Dont have Real Monks...They are Only Consumer...!

  • @hariup108

    @hariup108

    2 жыл бұрын

    Hare Krishna Pranaam Aise thodi hoga ki koi Jiv hamesha ke liye ek hi jagah baar baar janm lega ! Koi Jiv jab Sri Krishna ya Narauan se dur rehkar bhogna chahta hai, tab usse kisi aise paristhiti me bheja jata hai jaha par wo Bhagwaan ki shuddh Bhakti se dur rehte hai. Bohot punya kamane , ye punyawan hone ke baad kisi ko Bharatwarsh me manushya janm milta hai, taki usse bhakti karne ka avsar mile. Wahi to Bhagwaan ne Gita me bataya hai, ki bohot hi punyawan aur durlabh hote hai Krishna bhakt.

  • @lifeofbusiness7527

    @lifeofbusiness7527

    2 жыл бұрын

    Abe pagal tuje kuch samaj mei nhi aayega tu chup baith aaj se takriban 3000 saal pahle pure duniya mein sanatan dharam tha uske bad dhire dhire naye religion bante chale gaye aur sanatan dharm ka nahi aarambh hai nahi anta hai samja

  • @Tencenthhh
    @Tencenthhh2 жыл бұрын

    जुथ शिव पुराण pado पहले

  • @310-omkarpande8
    @310-omkarpande82 жыл бұрын

    Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare 🙏💐🙏🙇

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Hare Krishna

  • @manishasingh8394
    @manishasingh8394 Жыл бұрын

    Hare krishna🙏🙏🙏🙏

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Radhe Radhe

  • @pujaroy4575
    @pujaroy45755 жыл бұрын

    Hare krsna

  • @AjaySingh36900
    @AjaySingh369003 жыл бұрын

    हरे कृष्ण

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Hare Krishna

  • @ujalhalder8872
    @ujalhalder8872 Жыл бұрын

    Radhe Radhe

  • @sachinpathakworld3587
    @sachinpathakworld35872 жыл бұрын

    Hare Krishna

  • @monubalhara8846
    @monubalhara88465 жыл бұрын

    Hare Krishna

Келесі