Dars| Hujjat Allah al Baligha: 01| Hujjat Allah al Baligha ka deebacha... |Abdul Khaliq Azad Raipuri

Ahadees e Nabavia (S.A.W) ki roshani mein deen e islam ke marboot falsafah "ilm-e-Asrar-e-deen'' par mabni mujaddad e millat Imam Shah walii Allah DEHALVI ki maya naz tasneef "Hujjat Allah al Baligha" ke Hafta waar Darus
Dars : 1️⃣
Hujjat Allah al Baligha ka deebacha
( ilm-e- hadees ki tareef, ahmiyat aur darjaat, ilm-e-Asrar-e-deen ki ahmiyat, tareef, fawaid aur is ilm ke husool ke liye Muawin uloom o fanoon par Sair haasil guftagu )
Mudarris :
Hazrat e Aqdas Mufti Abdul Khaliq Azad Raipuri
Masnad Nasheen Khanqah Aaliya Rahimia Raipur
Director General of Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.
22 Nov 2017
Rahimia Institute of Quranic Sciences Lahore.
Nikaat
0:00 Hujjat Allah al Baligha ka iftitahi khutba
5:11 ilm-e- Hadees ki tareef aur is ki ahmiyat
10:54 ilm-e- Hadees ke chaar darjaat aur un mein ilm-e-Asrar-e-deen ki ahmiyat
24:54 ilm-e-Asrar-e-deen' imam Shah walii Allah DEHALVI ne muta-arif karaya
27:03 ilm-e-Asrar-e-deen;
( Alif ) Ehkamaat ki Hikmate aur un ke dalail ka ilm
36:20 i46:50;
( Bay ) insani aamaal ki paidaiesh, asraat o nataij aur un ke nakaat ka ilm
46:50 Hujjat Allah al Baligha ka mauzo ilm-e-Asrar-e-deen
50:25 ilm-e-Asrar-e-deen ke teen fawaid
1:04:00 ilm-e-Asrar-e-deen ijma aumt se saabit shuda ilm ( agarchay is mein tasaneef kam tadaad mein manzar aam par ayen )
1:08:20 ilm-e-Asrar-e-deen par mukammal dustarus o mahaarat ke liye das Muawin aloom o fanoon ki ahmiyat
Presented by Rahimia Institute of Quranic Sciences, Lahore Pakistan
www.rahimia.org/
/ rahimiainstitute

Пікірлер: 68

    Келесі