Bihar Board vs Cbse Board | Cbse vs Bihar Board | Bihar Board | Bseb

Class 12 Physics Chapter 1 One Shot
• electric charges and f...
Class 12 Physics Chapter 2 One Shot
• Electrostatic potentia...
Class 12 Physics Chapter 3 One Shot
• Chapter 3 Class 12 Phy...
Physics By M Anwar
🔥Join Our WhatsApp Channel👇
[Ispar pdf milega yaar]
whatsapp.com/channel/0029Va9W...
🔥Download Our App 👇
play.google.com/store/apps/de...
🔥Visit Our Website 👇
www.physicsbymanwar.com
🔥 Please Share review with us👇
g.page/r/CRcucKXKoxqUEBM/review
Instagram :- Physics By M Anwar
physicsbyma...
Facebook :- Physics By M Anwar
profile.php?...

Пікірлер: 68

  • @userthebustlelife
    @userthebustlelifeАй бұрын

    Bhai hum 80-85% waale Students the CBSE Mein . Lekin Intermediate (2023-25) Mein Bihar Board mein Aaye to Daily College Bulaaya Jaa Raha tha , College Mein Hindi, English, Physics Ke Professor hee Nahin hain . Aur Padhaai Bilkul Bhi nahin hoti . Chalo 11th Kaisa bhi Gaya , socha 12th Achha padhenge . Lekin Phir College Transfer Ka jhanjhat ki apne Panchayat Waale +2 schools Mein admission Karwaana etc. Ab bich mein bacche Kahan jaaye ? achhi padhaai hogi Tabhi To bachhe School Ya College Attend karenge Daily . Colleges mein to achhi facility milti nahin padhne ko , Schools mein kaise Milegi . Cbse mein thode bahut Paise lagte Hain lekin itna jhanjhat nahin hota . Bhai Question Level bhi bahut value rahta hai kisi bhi board ke liye . Bihar Board Khud Bacchon ko apahich Bana Raha hai . Yahan Bacchon ko pata hai ki 100 questions mein 50 , 20 mein 10 , 6 mein 3 banaana hai 😌😌😌 Kya Kisi Competitive exams mein ya kisi dusre boards mein itne options milte hain ? Achha Paper check na hone ke kaaran phir Bihar Board Ke Students kahte Hain ki Bihar board ka 70 % CBSE Ke 95% Ke Barabar Hai 😏😏😏 Bhai mere khayaal se students ko exams ka Darr rahega to weh achhe se padhenge pure books ko na ki aadha padhenge sirf number laane ke liye lekin yahan to...

  • @AnilKumar-gg1ct

    @AnilKumar-gg1ct

    Ай бұрын

    You catched my words 👍 Definitely and absolutely.... Lots of student facing this one And I am one of them😑 Bihar board is just for passing the students in intermediate and boards .....🤷

  • @BlackFrost_17

    @BlackFrost_17

    28 күн бұрын

    ​@@AnilKumar-gg1ctBro is it true that in bihar board,paper checking is not upto the mark?

  • @craydex_here
    @craydex_here27 күн бұрын

    Sir mai jee ka tayari kar raha hu iss year cbse se 10th liya hu PCM and English ke sath Hindi lena compulsory hai ya Physical Education, Computer Science bhi le sakte hai

  • @shivamyaduvanshi3694
    @shivamyaduvanshi369426 күн бұрын

    Namaste sir 🙏 , Purnia me best commerce coaching kon sa hai sir Thora batayege sir ???

  • @JEEIITDELHI
    @JEEIITDELHI2 ай бұрын

    Sir bihar board me english medium me school to hindi medium

  • @easywayoflearning19081
    @easywayoflearning190812 күн бұрын

    sirr mujhe neet ki taiyari kr ni hai aur 2026 me bihar board se exam deni hai 12 ki new ncert phadu ya old.... neet ka syllabus new ncert se b plzz bataiye sir

  • @ShivamPathak-eq7ws
    @ShivamPathak-eq7ws2 күн бұрын

    Sir but iss bar cbse me but sare chapters cut off hai chemistry me lekin bihar board me nhi hai please bhai reply kijiye mujhe ajj hi admission krwana hai konsa board lu bihar ya cbse aur ky bihar board me bhi theory ke badd internal marks milte hai ky ?? Cbse ki trh please reply me bhaiya ❤ konsa board lu

  • @sufiarsh4108
    @sufiarsh41082 ай бұрын

    Aap hmesha shi salah dere h sir

  • @rajkishoryadav2151
    @rajkishoryadav21514 күн бұрын

    11th and 12th bihar board me English medium lekar JEE Neet Hoga ya nahi❤please sir bataye

  • @shyamff3437
    @shyamff3437Ай бұрын

    Sir Bihar Board me Hindi Compulsory hai. And English ka book change ho gane se koi problem hai kya Kyuki Class 10 CBSE se diya hu And 11 and 12 Bihar board se karna chahta hu Please guide 😢😢

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Aankh band karke bihar board lo bas

  • @jayjayram0

    @jayjayram0

    Ай бұрын

    Sir apne bahut bada problem ko suljha diya thank you sir❤

  • @SavitaDevi-ie8gz
    @SavitaDevi-ie8gz6 күн бұрын

    Sir please reply Mai commerce liya hu to lya math le skti hu Bihar board me

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    6 күн бұрын

    Yes

  • @SavitaDevi-ie8gz

    @SavitaDevi-ie8gz

    6 күн бұрын

    @@PHYSICSBYMANWAR but ek teacher ne kha ki Bihar board me commerce with math nhi le skte ho please sir reply dejiye ???

  • @SumaiyaNeyaz-hs8cc
    @SumaiyaNeyaz-hs8ccКүн бұрын

    Economics /Eps kon jada shi hoga lena agar future m CA krna hn tu

  • @user-fj4zo3ir4g
    @user-fj4zo3ir4gКүн бұрын

    I am a class 10 cbse student 2024 and my marks is 82 percent Aur mujhe pcm lena h 11th me jee mains ka taiyari karna Mere liye konsa board best rhega cbse ya bseb please sir suggest me

  • @rxdgamer6954
    @rxdgamer6954Ай бұрын

    Sir bihar board me admission kaise hoga is session me 11 april se 25 april tak hi admission date hai to kaise admission hoga kyuki 10th cbse result to 1st ya 2nd week of may me aata hai plz tell me sir

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Call kro hmko saam me 8 bje, batate h . Aur dimag laga ke no. Find kro mera

  • @rxdgamer6954

    @rxdgamer6954

    Ай бұрын

    @@PHYSICSBYMANWAR yes sir I got your no.

  • @rxdgamer6954

    @rxdgamer6954

    Ай бұрын

    @@PHYSICSBYMANWAR I call you at 8 pm

  • @easywayoflearning19081
    @easywayoflearning190812 күн бұрын

    Sir Bihar board me konsi ncert chalti h old ya new

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    2 күн бұрын

    New karo

  • @FaizanKhan-mu6cd
    @FaizanKhan-mu6cdАй бұрын

    Sir mera ek question hai west bengal board aur Bihar board mein se kaunsa sahi hai

  • @FaizanKhan-mu6cd

    @FaizanKhan-mu6cd

    Ай бұрын

    Kyunki sir west bengal board mein online coaching mein thoda problem hota hai bengali ka lekar

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Bihar Board is best

  • @Madhu-on8oy
    @Madhu-on8oyАй бұрын

    Sir hum CBSE ka syllabus par kar kya bihar board main English medium se exam da sakta hai commerce main. Sir please reply 😢

  • @divyanshu_kr06

    @divyanshu_kr06

    Күн бұрын

    I agree with this Question please reply as soon as possible..

  • @userthebustlelife
    @userthebustlelifeАй бұрын

    Dekha jaaye to bihar board ka question level Bahut Low Hai . 100 Mein 50 MCQ , 20 Mein 10 short answer Question, 6 Mein 3 Long Answer Questions banaane honge 😏😏😏 Lekin CBSE Mein Sabhi Questions Ko Banaana Compulsory Hota Hai 😌😌😌 Pahle Better Tha Bihar Board Lekin Ab...

  • @AnilKumar-gg1ct

    @AnilKumar-gg1ct

    Ай бұрын

    Yaa...bilkul shi🤧😑🤷 There are lots of options in Bihar board and any students can easily scorch good marks and that's why nobody study for knowledge. They only cared about marks and that's the reason to not qualify any competitive exams 🤧🤧

  • @userthebustlelife

    @userthebustlelife

    Ай бұрын

    @@AnilKumar-gg1ct aur weh Sochte Hain ki hum cbse waale bacche lol hote hain 😂😂😂 Bihar board ka 70% CBSE ke 95% Ke Barabar Hota Hai , iss Afwaah mein jeete hain 😏 😏 😏 Agar 2019 se Pahle Dekha Jaaye To keh sakte ki Bihar Board Ka Level High Hota tha pahle 😌😌😌 I Think Tab Sirf 18 MCQ Aate the tab bihar board mein aur sabko Banaana Compulsory hota tha , aur Question Level bhi High Hota tha . Issiliye Pahle ke bihar Board Students Ke Darr Kar Padha Karte the , Aur Shaayad Yahi Kaaran Hai Ki Bihar Se Maximum IAS / IPS Huye Hain 🤗🤗🤗 All Boards Mein 10-15 Saalon Badlaav Hota Hai , Just Wahi Hua 😌😌😌 Sirf number Laane ke liye Thoda Bahut Bhi Padh Liya Jaaye n To Kaafi Hai . Agar exam Ka Pattern Yahi raha aur Questions level bhi same raha n to 90% Students, Jo CBSE Se Aaye The Unka 85% + Jaayega . Bas Paper Achha Check Hona Chahiye 🥰🥰🥰 Kyunki CBSE Waalon Ko Chun Chun Kar Padhne Ki Aadat Nahin Hai , Sab Dekh Lenge 😌😌😌

  • @AnilKumar-gg1ct

    @AnilKumar-gg1ct

    Ай бұрын

    @@userthebustlelife yaa😄

  • @userthebustlelife

    @userthebustlelife

    Ай бұрын

    @@AnilKumar-gg1ct waise aap Kahan Se Ho ?

  • @AnilKumar-gg1ct

    @AnilKumar-gg1ct

    Ай бұрын

    @@userthebustlelife hajipur vaishali

  • @udaynarayansingh3305
    @udaynarayansingh3305Ай бұрын

    Very nice sir 🌺💐

  • @KhushiKumari-rz3cl
    @KhushiKumari-rz3cl2 ай бұрын

    Chapter wise

  • @user-fj4zo3ir4g
    @user-fj4zo3ir4gКүн бұрын

    Please sir reply me Mai bhout confuse hu

  • @ORIGINAL.667
    @ORIGINAL.667Ай бұрын

    Sir kya pyq use karthe hai ? Kaam aaye ga 👀

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Ys

  • @userthebustlelife
    @userthebustlelifeАй бұрын

    CBSE Waalo Please Bihar Board Mein Mat Aana 🙏🌹🙏 Kyunki School Ya Aur College Mein Padhaai Na Ke Barabar Hoti hai 😏😏😏 Aur Jhanjhat Bahut Jyaada , Ab To Attendance Bhi Compulsory Hai lekin Padhaai ka koi bharosa nahin hogi ya nahin hogi 😌😌😌 CBSE Is Best , Zyaada Financial Problem Hai To CBSE Non - Attending School Se Kar Lena Sab .

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Ab ka jhanjhat dekh kar to sach me jhamela lg raha hai. Lekin agar aapko bahut jyada man nhi lagta hai padhne me to fir CBSE me jakar pachtaoge hi

  • @userthebustlelife

    @userthebustlelife

    Ай бұрын

    @@PHYSICSBYMANWAR Bhai hum 80-85% waale Students the CBSE Mein . Lekin Intermediate (2023-25) Mein Bihar Board mein Aaye to Daily College Bulaaya Jaa Raha tha , College Mein Hindi, English, Physics Ke Professor hee Nahin hain . Aur Padhaai Bilkul Bhi nahin hoti . Chalo 11th Kaisa bhi Gaya , socha 12th Achha padhenge . Lekin Phir College Transfer Ka jhanjhat ki apne Panchayat Waale +2 schools Mein admission Karwaana etc. Ab bich mein bacche Kahan jaaye ? achhi padhaai hogi Tabhi To bachhe School Ya College Attend karenge Daily . Colleges mein to achhi facility milti nahin padhne ko , Schools mein kaise Milegi . Cbse mein thode bahut Paise lagte Hain lekin itna jhanjhat nahin hota . Bhai Question Level bhi bahut value rahta hai kisi bhi board ke liye . Bihar Board Khud Bacchon ko apahich Bana Raha hai . Yahan Bacchon ko pata hai ki 100 questions mein 50 , 20 mein 10 , 6 mein 3 banaana hai 😌😌😌 Kya Kisi Competitive exams mein ya kisi dusre boards mein itne options milte hain ? Achha Paper check na hone ke kaaran phir Bihar Board Ke Students kahte Hain ki Bihar board ka 70 % CBSE Ke 95% Ke Barabar Hai 😏😏😏 Bhai mere khayaal se students ko exams ka Darr rahega to weh achhe se padhenge pure books ko na ki aadha padhenge sirf number laane ke liye lekin yahan to...

  • @SavitaDevi-ie8gz

    @SavitaDevi-ie8gz

    6 күн бұрын

    Hlw Bhai help me

  • @SavitaDevi-ie8gz

    @SavitaDevi-ie8gz

    6 күн бұрын

    Bhai please reply Mai commerce liya hu to mai math le skti hu Bihar board me

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    6 күн бұрын

    Kya hua ?

  • @chiranjeevkumar9488
    @chiranjeevkumar9488Ай бұрын

    Bihar board ka 11th ka admission 25 April tk last. Date hai Or cbse ka result may mai aayega to hm 11th ka Bihar board form fill up kaise kr sakte hai

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    CBSE walo ko marks nhi maangega

  • @chiranjeevkumar9488

    @chiranjeevkumar9488

    Ай бұрын

    @@PHYSICSBYMANWAR mai form fill karke dekha hu Marks bhi mang rha hai

  • @chiranjeevkumar9488

    @chiranjeevkumar9488

    Ай бұрын

    Please help me sir

  • @Aliofficial2009
    @Aliofficial2009Ай бұрын

    Sir bihar board mein pcb lete hai to aage board ki wajah se problem nhi na aayega Example ke liye koi bhi competition mein

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Nhi ji. Video me yhi to bole h

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Kaha se ho ?

  • @SHIVAMKUMAR-ov3ym
    @SHIVAMKUMAR-ov3ym2 күн бұрын

    Sir i got 77% in class 10

  • @KhushiKumari-rz3cl
    @KhushiKumari-rz3cl2 ай бұрын

    12th ka physics padhaye sir

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    2 ай бұрын

    Padhaye to hai hi

  • @ayushanand7286
    @ayushanand72862 күн бұрын

    Sir very good explanation bhiya, i am ayush and i am passing cbse 2024 and result is 70 percent , and take bihar board,😊

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    2 күн бұрын

    😊

  • @rahul___pandey

    @rahul___pandey

    Күн бұрын

    Bhai batao book same rehta hai cbse or bihar board ka😢😢

  • @KumarLooters
    @KumarLootersАй бұрын

    Bihar board 10th Medium De na hai 2025 me. De sakte hai kya. English medium ki badhai Kaise hogi Channel????😮

  • @AnilKumar-gg1ct

    @AnilKumar-gg1ct

    Ай бұрын

    I can suggest one?

  • @rxdgamer6954
    @rxdgamer6954Ай бұрын

    Plz reply sir

  • @Aliofficial2009
    @Aliofficial2009Ай бұрын

    Sir please reply kijiye ga plzzz

  • @PHYSICSBYMANWAR

    @PHYSICSBYMANWAR

    Ай бұрын

    Replied

  • @Legend_starz
    @Legend_starzАй бұрын

    Sir kya ham 12 me cbse and Bihar board dono se de sakte h 😢

  • @gurmee588

    @gurmee588

    Ай бұрын

    Haaa bhai mere kaafi friends ne Diya

  • @Wroxff

    @Wroxff

    27 күн бұрын

    Hn bro krlo

Келесі