बहन को सम्पत्ति में हक लेना हुआ आसान | pita ki sampatti me beti ka adhikar supreme court

बहन को सम्पत्ति में हक लेना हुआ आसान | pita ki sampatti me beti ka adhikar supreme court
#kanoonkey99 #key99 #kanoonkey
Social Media से जुड़ने के लिए दिए गए Link को Follow करें
Instagram:
/ kanoonkey99
Facebook:
/ kanoonkey99
Cover Topic:
pita ki sampatti me beti ka adhikar
paitrik sampatti me beti ka adhikar
beti ki sampatti ka adhikar
paitrik sampati par beti ka adhikar
property me beti ka hissa
property me ladki ka hissa
property me beti ka haq
About this video:
आज इस वीडियो के माध्यम से बेटी के अधिकार के बारे में बताने का प्रयास करूंगा जैसे कि पैतृक संपत्ति में बेटियों के अधिकार या पिता की संपत्ति में बेटी के अधिकार या पिता की पैतृक संपत्ति पर बेटियों का अधिकार या भारत में बेटी का प्रॉपर्टी मे अधिकार या पैतृक संपत्ति पर बेटियों के अधिकार या जानिए पिता के निधन के बाद बेटी के पैतृक संपत्ति में कानूनी अधिकार अगर का किसी भी तरह का कोई सवाल है तो हमें कमेंट कर के पूछ सकते हैं
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for 'Fair Use' for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research, Fair use is a permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use

Пікірлер: 111

  • @pikusaha1641
    @pikusaha1641 Жыл бұрын

    Very much helpful, thank you so much 🙏🏻🙏🏻

  • @VirendraKumar-or5ti
    @VirendraKumar-or5ti2 жыл бұрын

    Thanks advocate sahab🙏

  • @dhanpalsinghpundir1625
    @dhanpalsinghpundir16252 жыл бұрын

    Good knowledge

  • @aanyasinghvlogs7863
    @aanyasinghvlogs78632 жыл бұрын

    Nice

  • @meerakanoujiya113
    @meerakanoujiya1132 жыл бұрын

    Thank u so much sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @salonikukrejakukreja2613
    @salonikukrejakukreja2613Ай бұрын

    Good

  • @SharadDubye

    @SharadDubye

    29 күн бұрын

    Mag lo proparti

  • @dr.vikaschauhan1243
    @dr.vikaschauhan124310 ай бұрын

    भाई की सबसे बडी दुश्मन बहन होती है ।

  • @RajKumar-sy7lf

    @RajKumar-sy7lf

    9 күн бұрын

    Galat sab nahi hota

  • @aanyasinghvlogs7863
    @aanyasinghvlogs78632 жыл бұрын

    Congratulations sir for 100k sub❤️❤️

  • @KanoonKey99

    @KanoonKey99

    2 жыл бұрын

    Thanks 🙏🙏

  • @ashokarora-rj7mx
    @ashokarora-rj7mx Жыл бұрын

    Modi ji kanoon badlo nahi to korut me kese ki bar lag jayage sabhala mushkil hog ye kala kanoon hai bhai bahno .me jhagara kra diya log ek bahan bhai apas me ek dusre ko marege jhagre barege

  • @kamleshchaudhary6323
    @kamleshchaudhary6323Ай бұрын

    हमारे पिता व भाई की मौत हो चुकी है।हमने अपनी पैतृक जमीन भतीजे के।नाम करवा दी।पर अब उनका सलूक अचाछा नही रहा।मां जिंदा है।वो हमारे साथ रहती हैं क्या हम जमीन वापस पा सकते है

  • @ghanshyamprajapati2997
    @ghanshyamprajapati29972 жыл бұрын

    मेरे पिता बिजली विभाग में सरकारी कर्मचारी है और गांव पर हमारी पैतृक कृषि भूमि है जिसकी आय से मकान और प्लाट खरीद कर वह अपने छोटे लड़के और पत्नी के नाम कर रहे हैं और इसे अपनी नौकरी की कमाई से खरीदा हुआ बताकर मुझे मेरा हिस्सा नहीं दे रहे हैं और मेरे साथ बेईमानी कर रहे हैं अपनी आर्थिक मजबूत स्थिति होने के कारण अपने छोटे भाई बहनों को भी पैतृक संपत्ति में से हिस्सा नहीं दे रहे हैं ऐसे में हमें क्या करना चाहिए

  • @kanwalpreetkaur1036
    @kanwalpreetkaur1036 Жыл бұрын

    Veer ji mere papa ji ne apni proerty kudh bani hai me hissa lena chati hu mere ko hiss mil jayga mere bahi ne dekhe c apne namm rejistry kra li hai kuj ho sakta hai.

  • @totalgamingshorts1409
    @totalgamingshorts14092 жыл бұрын

    Sir mere papa meri shadi se ek saal phle paas away ho gye the tb mere bhaiyo ne papa k 20 din baad hi mere se kuch kaagajo pr sighn kraya the mene unhe read krna chaha but bhai ne daant diya bhai 4 hai or mujhse bade hai ab shadi k baad mere bhai mujhe na to bulate hai na lene aate hai bss 2 4 baar formality kri hai or na teej tyohar pr kuch khas krte hai ab mujje Apna papa ki jmeen me hissa chahiye plz plz plz humble request hai sir suggest kro plz

  • @ARUBAKhan-rm5uc
    @ARUBAKhan-rm5uc16 күн бұрын

    Sar mere 6 bhai h or meri mummy h mere papa ki death ho chuki h or meri Mummy mukhe ghar mein se hissa dena chahti h or mein 6 bhaiyo ki ek behen hu mummy keh rhi h mein apni beti ko bhi dugi jaydad mein hissa par mere bhai mana kar rhe h hum nhi dene ke or dege toh Aadha dege 1 hamara rhega or aadha behen ka sar plz reply jarur dena mere ko ghar se hissa milega ya nhi plz sar reply 🙏

  • @shabisingg9831
    @shabisingg98312 жыл бұрын

    Sir ji hindu succession act 2005 jammu and kashmir UT ma lagu hua hai

  • @royalraj2758
    @royalraj27582 жыл бұрын

    Sir, Agar mahila ko property apne maa -baap ki paitrik sampati m mili hai or us mahila ka koi putra (Son) putri (daughter) nhi hai tb wo property kisko milegi ?? Jbki us ladki ka koi bhai nhi hai but 2 sisters hai.

  • @arpitarts9512
    @arpitarts9512 Жыл бұрын

    Sar 5 year se case chal raha hai per Bhi Tak koie result nahi nikla kya karu bataye

  • @faridapatel6172
    @faridapatel6172 Жыл бұрын

    सर मेरे भाई ने पापा की जमीन मे से नाम निकाल दीया बेहनो का और कुच ही हीसा बी नही दीया ओर मेरी मा के नाम मेरी जमीन थी वोबी वेच दीया प्लीज राय दीजिये

  • @Kya_kahu
    @Kya_kahu2 ай бұрын

    Mere mama ne mere mummy ke hisse ki Jamin ko apne naam pe kara liye hai to kya kare lekin uske kagjad bhi unhi ke pass hai

  • @bchaudhari1914
    @bchaudhari1914 Жыл бұрын

    Pita aur bhai lakho rupee kharch karke bahan ki sadi karte hai bad me bahan aadha hisa ka hakdar ho jati hai wah re court ka niyam

  • @Amazegamers

    @Amazegamers

    Жыл бұрын

    Dahej ka paisa kaat ke hissa de do

  • @Lakhbirkaur-fw8ku

    @Lakhbirkaur-fw8ku

    7 ай бұрын

    Bilkul thik ...dhej k paise kat lo

  • @lokeshgoyal4149

    @lokeshgoyal4149

    24 күн бұрын

    Bahut hi galat kanun he . Kanun badalna

  • @lokeshgoyal4149

    @lokeshgoyal4149

    24 күн бұрын

    Kanun badalna bahut jaruri ho gya he.

  • @mamtakumari.25209
    @mamtakumari.252093 ай бұрын

    हमारी शादी भी नही huvi hai मां पापा की डेथ हो गई है लेकिन 20साल पहले ही पापा मम्मी ने सारी जमीन हमारे दोनो भाईयो के ही नाम कर दी थीं और भाई हमारी कोइ भी जरूरत पूरी नहीं करते हैं उस जमीन मे हमारा हक होगा की नही जमीन भाईयो के name hai Lekin जमीन मम्मी पापा की मेहनत की है

  • @user-cc4rq4hr4f

    @user-cc4rq4hr4f

    19 күн бұрын

    Nahi

  • @user-wr9fd1iv9o

    @user-wr9fd1iv9o

    13 күн бұрын

    Tu kotha pe chala ja

  • @aditiparadkar2846

    @aditiparadkar2846

    2 күн бұрын

    Suugesstion nahi dena aata to mat do phalut hai tu kothe par apne maa bahen ko bitha

  • @jaipjohn
    @jaipjohn Жыл бұрын

    सर मेरे मामाओं ने मेरी माँ और अन्य बहनों को बिना पूछे , अपनी पैतृक संपत्ति अपने नाम करा ली है। इसके लिए क्या उपाय है कि, मेरी माँ व 3 अन्य बेहनोको उसमे हिस्सा मिले।

  • @iteshkumar3370
    @iteshkumar3370 Жыл бұрын

    Father aur mother dono expired ho chuke hai bhai apni bahen ko share nahi de rahe hai

  • @hemantathya1987
    @hemantathya19872 жыл бұрын

    निसंतान व्यक्ति की प्रॉपर्टी किसको मिलेगी पति खत्म हो गया था तो पत्नी के नाम पर प्रॉपर्टी हो गई थी तो पत्नी ने अपने नाम के साथ-साथ अपने भाई का नाम दर्ज करा दिया ऑनलाइन खसरा खतौनी में दोनों के ही नाम दर्ज है

  • @gouravpinky5952
    @gouravpinky59523 ай бұрын

    Meri Dada ki jameen hai papa Ke Bhi nahin fir Bhi Mere papa bhai hak nahi de raha 🥺 Mere chhote chhote bacche Hain Kya main online claim kar sakti hu please bataiye 🙏

  • @nitinjain9134
    @nitinjain91342 жыл бұрын

    Mere mummy ke pitaji ki death ho gai hai aur mama ki bhi aur humne glti se garmi garmi me pitaji ke makan se khali kr diya hai mtlb kabja chod diya hai abhi usme sirf mami aur unki beti rehti hai ab agr hm waps jana chahe nana ke makan me to kese kya ho skta hai hissa lena chahe to..

  • @tdsact
    @tdsact3 ай бұрын

    Mere papa ki dehant 2006 M ho gya hum teen bhai bahan h meni papa ke baad se hi mayke M hi rhti hu bhai ki saadhi mine ki or bahan ki bhi mine hi kari saadhi par ab mere bhai bhaibhi mujhe gahr M se heesha nhi de rhe or jaane ko bol rhe h mera ak beta h m 18saal se mayke m hi rhiti hu par bahan ki saadhi ke baad bhai bol rha h ki tera koi heesha nhi h paropti m or papa koi vasiyat nhi bna gyi kisi ke naam par achnak guajr gyi th ab kya kru m😢

  • @rohitadhikari5047
    @rohitadhikari5047 Жыл бұрын

    Sir benami sampatti me ladki hissa mang sakti hai aur pita ki jodi hui na ho aur piya viklang Ho sir plz bataye

  • @bobyroy5000
    @bobyroy50002 жыл бұрын

    Sir mere Papa ji 2020 me gujar gye the or bhi maa ne bedkhal kr diya h to sir me kiya kru btao mare shadi bhi nhi kri h abhi

  • @vineetsrivastava4886
    @vineetsrivastava48862 жыл бұрын

    सर मेरे पापा ने रजिस्टर्ड वसीयत बनाई थी जिसमें ये लिखा था की उन्होंने जो कुछ लड़की को देना था वो शादी मे दे दिया अब उनको कुछ नहीं देना हैं। अब पापा मम्मी corona से expire हो गए है। अब बहन अपना हिस्सा माँग रही है हमसे और घर के प्रथम तल पर कब्ज़ा कर लिया। जबकि उसके पति का खुद का मकान और ज़मीन है। हम क्या करें।

  • @piyushyadav3033

    @piyushyadav3033

    2 жыл бұрын

    Registered will challenge ho sakti h..will registered ho bhi tab bhi apko behen ki NOc leni hogi ..behen k.sath beth k pyar se division kr lijiye..shaadi me kiya gya kharche ka property division se koi relation nhi.hota ..bhai behen sab barbar h..division kr sakte aur apna time aur paisa dono bachaye...bhai behen ajkal sab brabar h

  • @user-bq3mo6jv2s
    @user-bq3mo6jv2s4 ай бұрын

    Sir hamara 6 acre khet hai usme hamari dadi hamara aur hamare Bhai hamari bahan hamari maa aur hamari bua ka name joint hai to kisako Kitana hissa haii

  • @princeshukla7356
    @princeshukla7356 Жыл бұрын

    Sir,meri behan ki shadi hui lekin sasural walo ne nikal diya jisse wo mere hi ghr rhti hai ab hamare papa ji sab kuch usi k naam kr rhe adha to kr bhi chuke hai plz sir bataiyega mai kya karu

  • @DineshKumar-tv5cx
    @DineshKumar-tv5cx2 жыл бұрын

    Sir Mera aklauta saga Bhai lapata ho Gaya hai pita ki sampati usi ke Nam transfer ho Gayi thi Mai uski Bahan hu Mai civil death certificate apply Kiya hu kya mere Bhai ki sampati mere Nam transfer hogi ya Mera chachere Bhai ko milegi sir mujhe batane ki kirpa kare

  • @rajsankhlatonk6075
    @rajsankhlatonk607514 күн бұрын

    भाई अगर बहन के नाम जमीन हो और वो उसके हाथ कटवा दे तो जमीन वापिस ली जा सकती है क्या

  • @akii12345678
    @akii1234567811 ай бұрын

    Agar pita ki sampatti behen ne apne marzi se bhai k naam kar diya hai per kisi karan vash wo apne pita ki sampatti wapas se apne naam karna hua to kya ye possible hai ?

  • @shamimsiddiquie8137
    @shamimsiddiquie81372 жыл бұрын

    Sir mai 2 bhai aur 5 bahan hai. Mere pita ji ki death 6 mahina pehle ho gaya. Meri savi bahan apna jamin ka share maang rahi. Lekin Sirf jamin ka ek plot aur ghar ka jameen bacha hai jis ghar k jameen par ghar bana hua hai. Kya in dono jamino me hissa hamare bahan ko mil sakta hai. Jab k mai chhota hu aur mai chahta hu k mere bahan ko hissa mile Lekin mera bada bhai un logo ka haq marna chahta hai. Samadhan batae please

  • @kalisingh7243
    @kalisingh72432 жыл бұрын

    Sir mere nanaji ke naam se khatiyan hai aur unka ek santan meri maa hai aur jamin hamare kabja me nahi hai usee kaise meri maa sell kar sakti hai please reply it's urgent.from bihar.

  • @AmritaSingh-qg2oj
    @AmritaSingh-qg2oj Жыл бұрын

    Ye sb process me kitna time lagta hai

  • @padmakaushal2845
    @padmakaushal2845 Жыл бұрын

    Piz help me, Agar Bhai apni bahen ko hiss dene se mana kre aur bole ki humara kaam thik nhi h aur hum bahen ko hissa nhi denge to iss halat me bahen kese apna hissa pita ki property me hissa le, kyu ki Bhai log hissa na dena pade iss liye bahut bahana bana dete h,ap bataye ki bahen kya kre in halat me

  • @sunshine2977
    @sunshine2977 Жыл бұрын

    Mere papa ki death ko 17 saal ho gye h 4 saal pehle mere bhai ki bhi death ho gyi h hum do behne h aur mere bhai ki family mein bhabhi aur do betiyan h mere papa ki vasiyat nhi banai hui toh humara huk hume kaise milega

  • @dushmantasahu8436
    @dushmantasahu84362 жыл бұрын

    Kya beti ko apne mayke k (uncle)nisantan chacha ka sampatti per adhikar hai ?

  • @sunshine2977
    @sunshine2977 Жыл бұрын

    Plz help me hume apna huk lene k liye kya karna chahiye

  • @ishu2878
    @ishu28782 жыл бұрын

    Sir, kya ek girl divorce ho jane k baad apne father ki family me count ki jaayegi... kya wo girl EWS reservation k liye apply kar sakti hai?

  • @Rishhi.04

    @Rishhi.04

    2 жыл бұрын

    Zaroor

  • @Raistar-c4n
    @Raistar-c4nАй бұрын

    Agar hmri maa apne bete ko de toh beti nhi le sakti maa ki sampati

  • @omprakashkumar4122
    @omprakashkumar41222 жыл бұрын

    Sir, where will i call?

  • @lakhanpandit1004
    @lakhanpandit100410 ай бұрын

    Teen bhai hai pahale bhai ki beti hai dusari bahi ka beta hai teesara bhai ka koi wansh nahi hai uas sanpati ka adhikar kisako milega bataye

  • @policelover920
    @policelover920 Жыл бұрын

    Sir merai papa nhi hai or m abi unmarried hu Or mera bhaai abi se hi jamni m se name niklwana chata Hai Or mri jbrdsthi saadi krwana chata hai or m abi students hu job ki icha rakti hu Kya kru sir pls reply 👍👍👍

  • @shivkumarshivkumar6285
    @shivkumarshivkumar62859 ай бұрын

    Sar Hamara case chal raha hai Hamare bhai Hamen hissa Nahin de rahe Humne bahut koshish kar li Hamare Naam per Jameen Nahin a Rahi Hamare Pitaji San 2009 Mein khatm hue the Hamari shaadi San 2010 Mein hui thi Tahsil Mein Hamara mukadma chal raha hai lekin tahsildar Hamare Naam per property nahin kar rahe Hamare bahut Sare paise Bhi lag gaye hain lekin property Hamare Naam per Nahin a rahi hai To Hamen kya karna chahie

  • @abhimanyusingh7609
    @abhimanyusingh76092 жыл бұрын

    Jinka koi bhai nhi, Jetne bhi bahen the un sab ka marriage hogya Unke mata pita bhi gujar gaye ,ab hai to chacha uncle To us condition me bahen kya kare Please reply sir , Kya pita ki jamin beti k chacha k pass chala jayega Ya beti bahen use le payenge Please please please 🙏 Reply sir

  • @SHEKH12353
    @SHEKH123532 жыл бұрын

    1 bhai 3bahan hai to sirf ghar hai talab tha to o batwara ho geya hai ab ghar ka batwara karna parega agar hum nhi diya to

  • @user-ld8qi6kx1j
    @user-ld8qi6kx1j Жыл бұрын

    Ham panch bhai Hain iska mein rasta nikalna chahte Hain

  • @ashokarora-rj7mx
    @ashokarora-rj7mx Жыл бұрын

    Pahle court or sarkar apni bahno betio ko apni property hisa jitne sardar sansad or oourt me jujge hai vo apni bahno ko hisa de kalla kanoon baban bhai me jhagre karwa diye wah rai hindustan ki court

  • @DooL800
    @DooL800 Жыл бұрын

    Sir meri hal ka hisha chahiye aur mere bhai mujhe nahi de rahe hai

  • @pagal.402
    @pagal.4022 жыл бұрын

    सर जब जमीन मामा के नाम पर हो और बहन भी मर गई है तब भगीना का हो सकता है संम्पती पौत्रीक है

  • @iteshkumar3370
    @iteshkumar3370 Жыл бұрын

    Father ki property me dispute hone k baad beti ko apna share lene k liye case karne ka kya prosiger hai aur kitna kharcha aayega property value 1 carore lucknow up hai share holder 7 hai

  • @Totaldestructionboys

    @Totaldestructionboys

    27 күн бұрын

    Sharm kro yar bhai accha h to kya property loge .pacha nhi pouge use.

  • @santoshikothari8773
    @santoshikothari8773 Жыл бұрын

    Pita ki dampati pitta gujar jane ka bad maa ka nam ho gaya to usne beti hak mil sakta kya

  • @diptiacharya9027
    @diptiacharya9027 Жыл бұрын

    Sir bhai sharab pita h roj shadi v ho gai h beti h maa papa dono h papa ne property bhai ko di h aur lic k kuch processer me dono k na hone par adha adha paisa milega jisme mujhko koi lalch nh mile na mile pr bhai mere mayke aane pr mujhko bht beijjati krta h kl mera ek accident ho gya jisse sar fat gya mera aur aj bhai k pas paise nh the wo mujhse maanga m mna kr di jisse abhi rat 3 bje mujhko ghar se jaane ko majbur kr rha aur aisa phli bar nh hua har baar hota h kya ek ladki apne maa papa k pass nh aa sakti m kya kaaryawahi kru kyk wo bol rha Tu ja ya m mar jau tera naam fasa kr m bht afsos k sath keh rhi hu pr mujhko uspar case krna h jisse aage se wo ye sb na bole mujhko fasane ko

  • @surypandey77
    @surypandey772 жыл бұрын

    Sir married beti ko up me awasiya plot per hak mil Sakta hai pls reply

  • @MandeepSingh-zg3sd

    @MandeepSingh-zg3sd

    Жыл бұрын

    Up mei jaida logg ese jo beti ko nhi dete koun se area apka vaha

  • @AvaniJatin1221
    @AvaniJatin1221 Жыл бұрын

    Bahen ki Signeture jaruri hai?

  • @iqranigaming2700
    @iqranigaming27002 жыл бұрын

    Sir, agar pita ki death achanak se bina vasihat kiye ho jaye aur unke 4 bache ho 3 bete aur 1 beti aur beti shadisuda hoo aur teeno bhai bina bataye property ( paitarik sampati )aapne naam aur maa ke naam krle aur behan ko yeh baat baad mei pata chale toh kya wo case kr sakti hai?

  • @neelamsharma805

    @neelamsharma805

    Ай бұрын

    Maraa v uahi qustion hai

  • @childmasti1472
    @childmasti14722 жыл бұрын

    sir yadi bhai ne jameen ko bech diya ho jo ki paitrik sampati h aur vo kuch dusre ke name kar diya ho to aise me bahan ko jameen milega kya

  • @childmasti1472

    @childmasti1472

    2 жыл бұрын

    aur milega bhi to kaise q ki vo bik chuki h jo nhi biki to vah dusare ke name ho gai h

  • @deepasaini186
    @deepasaini18610 ай бұрын

    Sir i need your help please reply

  • @sonusinha3932
    @sonusinha39322 жыл бұрын

    Sir meri wife 3 sister hai me love marriage kiya hu to kya mere sasur ji meri wife ko sampati denge ya nhi agar wo nhi dete hai to me kanun ka kaise sahara le sakta hu please batayiye sir

  • @amol9616113945

    @amol9616113945

    2 жыл бұрын

    Nahi dete hai to kuch nahi kar sakte.waise to milna bhi nahi chahiye kyu ki unki marji ke kilaf tum ne shaadi ki hai. Abhi sas sasur will bana ke beti ko sampati se bedakhal kar sakte hai.

  • @iteshkumar3370
    @iteshkumar3370 Жыл бұрын

    Please help me sir mai bahut problem me hu

  • @shakti6033
    @shakti60332 жыл бұрын

    Sir ji--- बहनों के पास जमीन9-9 एकड़ है और मेरे पास 10 एकड़ है और 3 बहन है और माँ है तो मेरा जमीन 5 टुकडा हो गया है2-2 एकड़ मिला है तो मेरे3 बेटे के लिए तो कुछ नही बच्चा-- तो ये नियम गलत है सर जी रिपले करना सर

  • @Amazegamers

    @Amazegamers

    Жыл бұрын

    Aapko ek hi beta paida karna chahiye tha sab aapki galti h

  • @sweet-old-days

    @sweet-old-days

    Жыл бұрын

    @@Amazegamers ladki bhi apne saural mai nand ko hissa de ye jaruri kro

  • @vlog_time00
    @vlog_time00 Жыл бұрын

    Bhai ne puri life dad ki property ko bacha ne ke liye kam kiya ben ka married kiya mamera kiya sab us ko diya aur ben no bhai se property kase mag sak thi hai Ben ka koi bhi hak nahi banta kyu ki uska to sab de diya fir bhi ben bhai se ladti hai aur jel bhij vne ki notic bhi bhej ti hai To kya kare sir bhai ne sari life aep ni dad ki property bcha ne ka liye puri life majuri ki and ab ben bhai ko hisa magti hai jmin me To bhai ben ko property me hisa nahi de sak ta vo ap ni margi se jo dena chah vo ben ko lana chahi ye Par ben ko to pura hisa chahi ye Bhai adha hisa nahi de sakta To kya kre sir ?

  • @archanatiwari7512
    @archanatiwari75122 жыл бұрын

    Sir mere teen bhai ek bahan hu sir mere mummy papa dono ki death ho gai h to sir hame sampatti chahiye kyunki waise bhi koi mujhse matlab nhi rakhta to mai kya kru batao

  • @manjupal3965

    @manjupal3965

    2 жыл бұрын

    Same problem behan. bhabhi aane ke baad bhai apna nhi rehta

  • @KUNDANKUMAR-541
    @KUNDANKUMAR-541 Жыл бұрын

    Bhai ne court se sare jameen ka batwara digree do bhai ke naam se karwa liya to sister kya kare

  • @jasbirdhillon276
    @jasbirdhillon2762 жыл бұрын

    Court mai bhut tym laggta hai

  • @jakirhussain917
    @jakirhussain9172 жыл бұрын

    तिनभाई‌।जमीन।दिखाया।है।दो।भाई।का।देहान्त।होगया।उसमें।।बडा।भाई।के।लड़का।बोलरहा।कि।उसमें।मेरा।अघासा।है।जिसे।भाई।कि।एक।लड़की।है।उसको।बोलरहा।है

  • @msrahman8184
    @msrahman8184 Жыл бұрын

    Same mater 16 acore jameen hai 3 bhai 4 bahan hai 10 katta de raha h

  • @nagamaraza1157
    @nagamaraza1157 Жыл бұрын

    Sar Mera ma ka jameen bech Diya hai aadha hissa uska tha aadha hissa Mera ma ka tha Sher bhi nahi de rahi hai jameen bhi de rahi hai

  • @sharmajigraminfani4160

    @sharmajigraminfani4160

    Жыл бұрын

    Sar bahen me name jaidat hai or bahen Lena nahin chahati hai to sar Bhai apne name kaise karba Santa Hun or kaise hoga

  • @AnitaYadav-cn6hc
    @AnitaYadav-cn6hc2 жыл бұрын

    Me maa baap ke pas bis sal se rah hu. Bhai ne kabhi unki koi seva nhi ki mujhe ma ne rhne ke liye dia hamare maa baap ki death hogai he bhai mujhe ghar se nikal na chatata hai

  • @santoshkumarsaha4177

    @santoshkumarsaha4177

    Жыл бұрын

    Same mere sath bhi yhi hua hai bahan..mai bhut presan ho mere pati bhi covid me chle gye bacche bhi nhi hai.. pura jeevan maa papa ki seva ki koi beta bahu ne kuch nhi kiya aaj mujhe akela dekh mujhe bhut presan krte hai

  • @omprakashkumar4122
    @omprakashkumar41222 жыл бұрын

    I am your diamond member, but not getting contact number to call.

  • @Saumy.v
    @Saumy.v Жыл бұрын

    Mujhe Mera hak chahie

  • @NurulIslam-sj4bv
    @NurulIslam-sj4bv2 жыл бұрын

    Beti ya behen ke liye Islam me jo kanun qur-an me jari kiya wo sabse uchit aur nyaysangat kanun hai. Qur-an ki tehet betibya behen ko mul hissese 16/2 ( 16 anaka 2 ana) . Iska maine ye hua ki beta ko sirf baba ya pardada ka hi hissa milta hai. Lekin beti / behennko unki husband ka ( croroka bhi ho sakta hai) bhi bhag milta hai. Isliye beti/ behen ko qur-an me 16/2 ana ka hissa deneko kaha gaya. Na dene me pap hoga. Islamic law me ye kanun ajtak qayem hai.

  • @IbrahimKhan-ks4ce
    @IbrahimKhan-ks4ce2 жыл бұрын

    Wrong statement

  • @danger6509
    @danger65092 жыл бұрын

    Beta ne bechdiyahe khet pitruk he to

  • @nazeykhan2548
    @nazeykhan25482 жыл бұрын

    Sir mah lek rhe gye

  • @shaileshbariya2580
    @shaileshbariya2580 Жыл бұрын

    Bhainuvicharo,,,,kaliyugno,kaydo

  • @SharadDubye
    @SharadDubye29 күн бұрын

    Or bahan ki sabi ho gai

  • @RajkumarRajkumar-so5jm
    @RajkumarRajkumar-so5jm10 ай бұрын

    कांटेक्ट नंबर दीजिए अपना

  • @user-ry1yd8yq6d
    @user-ry1yd8yq6d4 ай бұрын

    बहेन का राईट कैसे हुवा वो तो सम्जाये पियारे बहेन के जमाई

  • @kamleshverma4576
    @kamleshverma45769 ай бұрын

    केस चलाना चाहो तो जिंदगी भर चलता है

  • @kamleshverma4576
    @kamleshverma45769 ай бұрын

    कुछ नही मिलने वाला

  • @ManojKumar-tb9zr
    @ManojKumar-tb9zr Жыл бұрын

    Apna mobile number likhen sir

Келесі