Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 20

๐Œ๐€๐ˆ๐ ๐๐Ž๐ˆ๐๐“๐’
00:00 - Promo
02:14 - Start
04:17 - Q1 Kya Qurbani Ke Jaanwar Se Walima Khila Sakte Hai ?
06:41 - Q2 Kya Aese Quran Ko Jisme Sirf Translation Ho Bina Wuzu Ya Periods Ke Dauran Padh Sakte Hai ?
09:35 - Q3 Jab Ghar Ke Halat Sahi Nahi The To Government Scheme Se Anaaj Lete The Lekin Ab Maali Halat Achhi Hai To Kya Abhi Bhi Us Scheme Se Pese Lena Sahi Hai ?
12:10 - Q4 Kya Maghrib Ke Waqt Sabhi Lights Chalu Kar Ghar Ko Roshan Karna Zaroori Hai ?
15:26 - Q5 Kya Janabat Ki Halat Me Janaze Ko Kandha De Sakte Hai Aur Kya Baghair Wuzu Ke Janaze Ki Namaz Padh Sakte Hai ?
17:56 - Q6 Fajr Ki Azaan Me Assalatu Khairum Minan Naum Kehna Zaroori Hai Ya Chodh Sakte Hai ?
18:46 - Q7 Kya Gharib Logo Ka Muqaam Allah Ke Nazdik Zyada Hai Aur Unki Dua Jaldi Qubool Hoti Hai ?
22:47 - Q8 Ramzan Me Jo Zakat Nikali Jati Hai Uski Ration Kits Dena Zaroori Hai Ya Cash Bhi De Sakte Hai ?
30:19 - Q9 Jaanwaro Keliye Organisations Banana Kaisa Hai Jabke Madad Ki Zyada Zaroorat Insano Ko Hai ?
34:43 - Q10 Kya Hiba Ki Hui Chiz Wirasat Me Taqseem Hogi ?
35:27 - Q11 Qayamat Keliye Dajjal Ka Inteqab Kyu Kiya Gaya ?
44:23 - Q12 Ramzan Me Roza Aur Namaz Karne Ke Baad Agar Tarawih Na Padhe To Chalta Hai Kya ?
50:50 - Q13 Imam Mehdi Ka Dawa Karne Wale Logo Ki Kya Haqiqat Hai Aur Agar Ye Jhoote Hai To Inke Sath Kya Mamla Karna Chahiye ?
57:20 - Q14 Masjid Me Lein Dein Aur Unchi Awaz Me Baat Karna Mana Hai To Sahaba Ke Daur Me Masjid Community Center Kaise Hoti Thi ?
01:03:44 - Q15 Deeni Shakhsiyat Par Memes Banana Kaisa Hai ?
01:08:34 - Q16 Farz Namaz Ke Baad Jagah Badal Kar Nafl Padhna Kya Sahi Hai ?
01:11:08 - Q17 Apne Bhai Ki Aamdani Se Zyada Ki Zaroorat Hai To Kya Usko Zakat De Sakte Hai ?
๐ƒ๐Ž๐๐€๐“๐„ ๐”๐’ ๐๐˜ ๐”๐๐ˆ ๐ˆ๐ƒ: ๐—œ๐—ฅ๐—–๐—˜๐—ช๐—ง@๐—ฆ๐—•๐—œ
๐€๐’๐Š ๐˜๐Ž๐”๐‘ ๐๐”๐„๐’๐“๐ˆ๐Ž๐๐’: ๐Ÿด๐Ÿฌ-๐Ÿฑ๐Ÿฑ๐Ÿฐ๐Ÿฑ-๐Ÿฑ๐Ÿฑ๐Ÿฐ๐Ÿฑ
๐ƒ๐Ž๐๐€๐“๐„ ๐Ž๐๐‹๐ˆ๐๐„: irc-india.com
๐‚๐จ๐ง๐ง๐ž๐œ๐ญ ๐–๐ข๐ญ๐ก ๐€๐๐ฏ. ๐…๐š๐ข๐ณ ๐’๐ฒ๐ž๐ ๐Ž๐ง:
๐–๐ก๐š๐ญ๐ฌ๐€๐ฉ๐ฉ ๐†๐ซ๐จ๐ฎ๐ฉ - bit.ly/2y3DQnu
๐…๐š๐œ๐ž๐›๐จ๐จ๐ค - / faizalisyed
๐ˆ๐ง๐ฌ๐ญ๐š๐ ๐ซ๐š๐ฆ - / advfaizsyed
๐“๐ž๐ฅ๐ž๐ ๐ซ๐š๐ฆ - t.me/AdvFaizSyed
๐€๐๐Ž๐”๐“ ๐“๐‡๐„ ๐’๐๐„๐€๐Š๐„๐‘ & ๐ˆ๐‘๐‚:
๐๐€๐Œ๐„: Adv. Faiz Syed
๐ƒ๐„๐’๐ˆ๐†๐๐€๐“๐ˆ๐Ž๐:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC)
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director, IRC TV
๐…๐€๐“๐‡๐„๐‘'๐’ ๐๐€๐Œ๐„: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
๐๐Ž๐‘๐:12-Dec-1979.
๐Ž๐‚๐‚๐”๐๐€๐“๐ˆ๐Ž๐: Business.
๐”๐๐ˆ๐•๐„๐‘๐’๐ˆ๐“๐˜ ๐ƒ๐„๐†๐‘๐„๐„๐’
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies
* Fazil e Diniyat
๐Œ๐„๐ƒ๐ˆ๐€ ๐๐‘๐„๐’๐„๐๐‚๐„:
Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV, and radio channels internationally.
๐๐”๐๐‹๐ˆ๐‚ ๐‹๐„๐‚๐“๐”๐‘๐„๐’ & ๐“๐Ž๐”๐‘๐’:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Sessions on Islam in Urdu & Hindi at more than 175 cities in India on more than 650 topics of which 37000 short videos are available on @IRCTV & @AdvFaizSyedOfficial Besides speeches in India Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
๐€๐๐Ž๐”๐“ ๐ˆ๐‘๐‚:
Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder and president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconceptions about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to the poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV, and print media. IRC's activities and facilities provide the much-needed understanding of the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practiced by Salaf of this Ummah.
๐€๐‚๐“๐ˆ๐•๐ˆ๐“๐ˆ๐„๐’ ๐Ž๐… ๐ˆ๐‘๐‚:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTES
WOMEN EMPOWERMENT CENTRES
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
PATHFINDER - CAREER GUIDANCE
ARABIC ACADEMY
10 DAYS CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
EXHIBITION & MUSEUM
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #AFSLectures #AskAFS #Episode17 #AskAdvFaizSyed #SawalJawab #ApseMsailAurUnkaHal #AapkeMasailAurUnkaHal #QnA #QA #QuestionAndAnswer #Ask #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00577

ะŸั–ะบั–ั€ะปะตั€: 49

  • @MohammedAsif-io7mq
    @MohammedAsif-io7mq7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Jazakallah khair

  • @H12123
    @H121237 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    HAR WAQT HAR JAGAH HAR HALAT ZINDAGI BHAR KI DUA",ALLAH MERI ROOH KO TAQAT DETA JA"

  • @aamerafarheen6374
    @aamerafarheen63747 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Jazak Allah khair

  • @buttbutt-cj9tf
    @buttbutt-cj9tf7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Bilkul sahi kaha ๐Ÿ‘

  • @khusnumaparwin8739
    @khusnumaparwin87397 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Mahsha ALLAH ๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’

  • @zinathsultana8465
    @zinathsultana84657 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Mashaallah.bhai jazakalha khair

  • @zinathsultana8465
    @zinathsultana84657 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamu alikum wa rhematullahi wa barkatoh

  • @kaifansari1228
    @kaifansari12287 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Allah hu akbar โ™ฅ๏ธ

  • @user-wo3lr9mk3z
    @user-wo3lr9mk3z7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Dua ki darkhas hai Walid ka intakal hoga hai

  • @mohdjunaidkhan95
    @mohdjunaidkhan957 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    โค๏ธโค๏ธโค๏ธ

  • @khanrocky7850
    @khanrocky78507 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalam alaykum Mai namaj padtha hu lekin kavi kavi chot jata hai Muje kabar ke ajab se bahot dar lag ta hai muje tension rahta hai ki

  • @SKBOSS361
    @SKBOSS3617 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    KEEP IT UP ๐Ÿ˜Š

  • @TajKhan-kl5is
    @TajKhan-kl5is4 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    โคโคโคโคโค

  • @syedrahmathali3920
    @syedrahmathali39207 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Mobile Screen Par Daily Dhikr Wallpaper Lagana Kaisa Hai?

  • @shamminittehassan2797
    @shamminittehassan27977 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Dua me yaad rako

  • @shaguftaparveen8855
    @shaguftaparveen8855ะะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Apke channel me jo help gaza bol kr donation dene ka option hai woh verified aur genuine hai ?

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson34027 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamo alykum faiz sahab ...apse online sawalat kese karen..?

  • @MohammedAsif-io7mq
    @MohammedAsif-io7mq7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualayikum wr....can we give zakaat before completing one year of saving? Also, if we have 1 kg silver or equivalent money, do we need to pay zakaat on it

  • @smkhalidjamal
    @smkhalidjamal7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualikum im from pakistan karachi ,present in saudia arabia my question is A glass used by a Hindu's mouth, can we Muslims wash it and use it? Kindly plz JAZAKALLAH

  • @Weloveislam01
    @Weloveislam017 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Meri aye sawal hai Haj kya laye joo form bhar rahe hai to 70 + year walo kyo number bhi nahi laga bad raha hai to kya ap pon bhi saath may bar sakte hai kya

  • @mohdbilalhussain8720
    @mohdbilalhussain87207 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Kya khaber ki jagah layka raksakta kya

  • @smkhalidjamal
    @smkhalidjamal7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualikum faiz sahab kindly mere sawal next ask 21 me zaroor jawab diye ga kindly ALLAH APKO bht jazaye kher dyen.kindly plz question ye hai jo masnoi barish ki jarahi hai aj kal kia islam me iski ejazat hai quran o hadith ki rooh se bataiyega .or koi aesi qeht sali bhi nai hai tourist k liye ki jarahi hai ya ik experience k liye ki jarahi hai .mughy iska porey you tube pe ahle hadith salaf k pages chaan liye lekin iska answer nai mila.

  • @smkhalidjamal

    @smkhalidjamal

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Isko kia cloud seeding bhi kehte hain?

  • @Shahrukh____Khan
    @Shahrukh____Khan6 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualaikum wa rahmatullah wa warkatuhu Kya bete ka name sirf Hadi rakh sakhte hai. Please guide me in this regard.

  • @IRCTV

    @IRCTV

    6 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    5 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    yeh sawal mufti tariq masood k pas aya ta lekin jawab mujhy nai yad

  • @jaish1923
    @jaish19235 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamualaikum Faiz Syed Sahab, Aap ummat ke sawalo ke jawab dete he uske liye shukriya. Humare bhi kuch sawal he, ummeed he aap apne agle episode me (Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session) un sabhi Sawalo ka jawab tafsil se dene ki koshish karenge. Sawal Number 1: Agar kisi miya-biwi ke kewal ladki ho. Aur us ladki ka nikah ho gaya ho to nikah ke baad ladki ke maap-baap ki jimmedari kis par rahegi? ladki par yaa ladki ke shohar par? Sawal Number 2: Saas-Sasur aur Bahu ki aapas me nahi banti he. Shohar ki job nazdiki dusre shahar me he isliye miya-biwi usi shahar me rahte he. Lekin biwi apne shohar se kahti he ki Eid par mai aapke sath aapke maa-baap ke ghar nahi jaaaungi. Kyoni aapke maa-bap mujhe pasand nahi karte he. To ab shohar kya kare? Kya shohar ko Eid apne maa-baap se sath manana chahiye yaa apni biwi ke sath? Sawal Number 3: Shohar baat karne me stammaring karta he. Stammaring ki wajah se shohar apni biwi ka naam thik se bol nahi paata he. Isliye shohar ne biwi ka pura naam badalwa diya. Aur aisa naam rakha he jo shohar aasani se bol sake. Biwi ke sabhi sarkari documents (Adhar Card, Pan Card, Vorter ID, Marriage Ceritficate, etc) bhi naye naam se ban gaye hai. Naya naam biwi ko bhi jyada pasand he. To kya stammering ki wajah se biwi ka naam badalne par shohar ko gunaha milega? Agar haa to iska kaffara kya hoga? Yaa fir biwi ka purana naam hi fir se sabhi documents me likhwana padega?

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    5 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    sirf nikah karny se maa baap ki zimmidari khatam nai hoti. shohur keh sakta hain k mai karcha nai doonga jab tak meri biwi mery ghar akar na rhy, rukhsati k bad. eid k din biwi ko maa baap k ghar meh bhi leh k jana hain aur kuch dehr k liye, poory din k liye nai. nam jo bhi rakha hain waisy hi teek hain

  • @altafali6263
    @altafali62637 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Namaj mein Dil kese lagae

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Mufti rasheed official ki videos dekhy. Un ka namaz course bhi hain

  • @Dawn462

    @Dawn462

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Nmz K fzail aur ahemiyat ka pata krlen... Hum nmz "q "padhte .. Jab ye "q" in Sha'a Allah clear hojayega na tab Namz me dil bhi lagega... Khashiyat e ilahi ๐Ÿ‘๐Ÿผ๐ŸŒผ

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson34027 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Jibrai a.s . Se madad msg hi chahiye

  • @mohammedsamiuddinansari4784
    @mohammedsamiuddinansari47847 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Namaz mai Quran dekh ke pad sakte hai kya ?

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    5 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    nai

  • @mehwishsharif3605
    @mehwishsharif36057 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Benmazi ko zakat dy skty hn?

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Yes

  • @shaikalimaster5115
    @shaikalimaster51157 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Mere Vaste ji mera naam Asma Mera Sawal Main Apne Shahar ke sath bahut badi galti kar rahi hun Chori Kya Ek Gunahon ki mafi please bata sakte hain Agar Unki Baat Nahin Mane to bahut gussa Karte Hain is Dar se Unka shaadi mein Kya Karun ๐Ÿ˜ž๐Ÿ˜ž

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson34027 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    ๐Ÿ˜‚๐Ÿ˜‚

  • @mehwishsharif3605
    @mehwishsharif36057 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Aurat aur mard ki nmz ma frq hy???

  • @reazkhan1455

    @reazkhan1455

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Nhi

  • @Dawn462

    @Dawn462

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Nhi

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Itna farq hain k aurat hayyah ki khatir simat k namaz paregi

  • @Dawn462

    @Dawn462

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    @@razamughal4582 Raza Mughal ... Sirf ek farq hai... IMAM k liye Apne hath pe dusra hath ka mare gi aurat agr koi ghlti hoti to Aur mard Subhan Allah Is k alawah aap jo defferens batrhe ... Refrence, hawal, Pesh kijiye

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    @@Dawn462 reference AQAL hain. Aurat ne apni hayyah dekhni hain.

  • @musarratjahan3311
    @musarratjahan33117 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    โคโคโค

  • @khanrocky7850
    @khanrocky78507 ะฐะน ะฑาฑั€ั‹ะฝ

    Assalam alaykum Mai namaj padtha hu lekin kavi kavi chot jata hai Muje kabar ke ajab se bahot dar lag ta hai muje tension rahta hai ki

ะšะตะปะตัั–