Apne akhlaq ko barkrar rakna | Unki zuban se jo alfaz nekal rahe hai wo unke nai ? | NAK Urdu/ Hindi

#ustaad #noumanalikhan #islam #quran #teacher #tafseer #viral #trending
Quran ki rushni mei, Quran ki ayat ki tafseer.
Quran mei manzar kashi
Es section se hum jaldi guzar jayen gey ye asan hai
Ye hamare culture mei bhi hai
Quran mei bateer istemaal hoti hai k asani se samajh aye
Ap logo mei se jin logo ka arabi mei dilchaspi hai
Quran mei manzar kashi kia hai ?
Raat jo kisak kisak ke agey barhti jaye
Aur subha jaise gala daba dey to gala chorh k baad jo sans ati hai
Akhir mei aa k sans ley jaise andhera
Quran ke ane se pehle insaan ka gala dab raha ta
Insaniat girayi mei yani gaflat mei doob rahi ti
Aur Allah ne Quran nazil kar keh unko roshni dekhayii
Quran mei kabhi kabhi aggressive tasveer kenchi gayi hai
Ek hai rasool ( pbuh )ka akhlaq aur dusra hai unka pegham
App sab se behtreen akhlaq pe qaim hai
Kuch olama ne kaha hai ke agger akhlaq ek paharh hota to hamare nabi unke bhi opper hai
Akhlaq ka sab se alla misaal hai
Narmi se baat krte hai , sabar se baat krte hai
Agger kisi se mukhtib hote hai to unke tarah mun kar ke baat karte hai aur ankhoo mei ankhain dal ke baat karte hai
Jahilo se narmi se baat karte hai sabar se baat karte hai
Ye baat sab ko pata hai
Unki zuban se jo alfaz nekal rahe hai wo unke apne nai haiWo to Allah ke hai aur insaan ke character mei hota hai narmi , tawaro , narmi se baat kare , shafqat se baat kare , mohabbat se baat kare
Lekin Allah ka kalam to Allah ka kalam hai
Rab apne bande se ese baat kare ga jaise malik apne bande se karta hai
Kabhi order se , kabhi narmi ? Kabhi mohabbat se , kabhi pyaar se , kabhi gusse se , kabhi damki se
Uski marzi wo jaise baat kare lekin alfaz nabi ke mun se nekal rahe hai
Husne kholoq aur husne akhlaq
Allah ka kalam jes mei darane wali baat bhi hoti
Ye tazad samajhne ki zaroorat hai
Ek hai humne baat kaise karni hai
Dusri hai humne baat kiya karni hai
Haq baat kaisi ki jaye wo nabi ka akhlaq hai
Haq baat kiya kee jaye wo Quran hai
Apke akhlaq se kabhi koi kisi ko takhleef na ho , uske salook se , apke awaz se , apke nazro se , apke facial expression se , kaisi shakal bana ki baat ki hai , kaise annoy ho ke baat ki hai , kaise tanziya baat ki hai
Ye akhlaq ke khilaf hai ye hai baat kaisi karni hai
Lekin baat jo karni hai wo aisi hai keh jab batil apki baat sune ka to wo annoy ho jaye ga bahut takleef hogi
Ap jitne bhi nice ho jao jaise quresh ko nabi se nafraat hoyi ti
Yaha tak makkah mei 2 choices ti jes ne quran sun liya
Ya to wo man ley ya to wo puri belkul dushmani pe othar aye
Beej wale to te hi nai
Ya to es taraf ya us taraf
Aur beej mei jo te wo log wo te jinho ne Quran suna hi nai ta
Ab 2 extreme aa gaye
Ya to es keh mohabbat mei aa jao apne app ko dey do
Ya to esk nafrat mei apne app ko dey do
Humey jo baat jo wazeh karni hai lekin kais akhlaq se karni hai
Apne akhlaq ko barkrar rakni hai
Ap haq baat agger hum kahe to hamari awaz bhi unchi honi chahiye
Calm down , easy
Main hairan ho jata ho mere kuch dost hai jo khateeb hai
Khutbe se pehle narmi se baat kar rahe hote hai aur khutbe mei karhak ban jate hai aur khutbe ke baad pir se narmi aa jati hai un mei
I dont understand
Jaise te wese te
Har kisi ke sath husne salook ta
Baat haq jo hai wo hai
Agger koi us se offend hongey es mei koi shaak nai
Agger koi offend nai ho rha kisi ko apki baat buri lag hi nai rahi to apki baat mei koi ghalti hai
Kyu k haq baat hoti hai to pir sabar ka imtehaan hota hai
قرآن کی رشنی میں،
قرآن کی آیات کی تفسیر
Quran to behtaar samajhne k liye.
To understand Quran properly.
Quran ki tafseer
Quran explanation.
Quran ko gehrayi se samjhay
To understand quran deeply.
Quran ka tafseel se tarjuma
Quran with details
Ustad NOUMAN ALI KHAN quran ke har lafz ki details example k sath samjhate hai asaan lafzoo mei jaise Quran ko seekna aur samajhna bht asan ho jata hai
NOUMAN ALI KHAN URDU / HINDI LECTURES
NOUMAN ALI KHAN LACTURES
NOMAN ALI KHan urdu lacture
noman ali khan urdu / hindi lacture
nouman ali khan quran tafseer urdu / hindi
nak urdu / hindi
noman ali khan tarjuma
nak tafseer lectures
noman ali khan bayyan
nouman ali khan bayan
noman ali khan urdu dars
noman ali khan urdu bayyan

Пікірлер: 6

  • @diyakhan3376
    @diyakhan33768 ай бұрын

    Softly speaking win the heart

  • @ModernIslamicDars

    @ModernIslamicDars

    8 ай бұрын

    ☺️

  • @mairajannat4765
    @mairajannat47658 ай бұрын

    ماشاءاللہ بہت عمدہ ۔

  • @ModernIslamicDars

    @ModernIslamicDars

    8 ай бұрын

    🤲

  • @saniaaziz8134
    @saniaaziz81348 ай бұрын

    Please pray for people of Palestine

  • @ModernIslamicDars

    @ModernIslamicDars

    8 ай бұрын

    🤲

Келесі