Anupama | Ep.402 | Anupama ne kiya khud ko justify!
Click here to Subscribe Anupamaa : - / @anupamaastar
Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
About*
------------
Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti - usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar. Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat.
Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar.
Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.
Show Name : Anupama | Ep.402 | Anupama ne kiya khud ko justify!
#अनुपमा
#anupama
#drama#family
#vanrajshah
#rupaliganguly #sudhanshupandey
#tvshow #tvserial
#indianserial #youtube
#youtubevideo
#episode402
#anupamaofficial
Connect with Our More Channels
Anupama Official - / @anupamaastar
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Official - / @yehrishtakyakehlataahai
Ghum Hai Kisikey Pyaar Meiin Official - / @ghumhaikisikeypyaarmeiin
StarPlus Classics Official - / @starplusclassics
StarPlus Thriller - / @starplusthriller
Anupama | Ep.402 | Anupama ne kiya khud ko justify!
Пікірлер: 92
Finally, Anupama ne Anuj ke liye stand liya,,, Dekh kar bohot achha laga🥹❤️
😂❤Anuj u were so happy u said 'usne Merelea stand Kia '26 salka intjar kamaya oo Merelea ladi really Anuj u r so lucky Anupama is in ur life ❤😂🤗☝️💞💞🥀🙋♀️
Anupama right and ba or vanraj wrong ,toshu
Finally she gave a long lecture for Anuj😊😊😊😊
Ba purane jamane ki he isliye nahi samjti hai
True final Anupama stand for him❤
Lovely Anuj and anupama😊
Vanraj ka or rawan ka face sem😂😂😂😂😂😂
Anuj and Anupama is Good
Sab sudhar jayge lekin y baa nhi sudhregi
Wah anupma ne kya dhoya hai sabko
Right anupma 👌👌
Bilkul sahi kaha anupama ne 😊
Shi ha anuj tum kabhi galt nhi ho sakte always be happy 🤗🤗☺️☺️🥰🥰🥰
Well said Anupama.. finally !!
Well done anu😊😊❤❤
Mujhe aaj bahut khushi hui ki anupma ne apne liye kuch kaha well done Ani
Sahi kaha anupama ne
Well said Anupama. Proud of you.
Ladikiyu ki Saas bhut matlabi hoti h