ANJUMAN E GULZAR E QASIMI || iS ANDHERE CHALI AAE SAKEENA BABA || JNB SHAHRUJH SHB || TALIB ALLAHABD

ANJUMAN E GULZAR E QASIMI PRAYAGRAJ
IS ANDHERE MAY NIKAL AAE SAKEENA BABA
NOHAKHAWAN- JNB SHAHRUKH SHB
KALAAM- TALIB ALLAHABADI
#muharram #muharram2024 #prayagraj #prayagrajazadari #imamhussain #noha #labbaikyahussain #imamali #muharramulharam #allahabad

Пікірлер: 4

  • @mashraqainrizvi7607
    @mashraqainrizvi7607Күн бұрын

    Jazkallah

  • @alirizvi655
    @alirizvi65527 күн бұрын

    Mashallah 😢

  • @shadmanraza2691
    @shadmanraza269112 күн бұрын

    Lyrics please 🙏

  • @AhlebaitAlaihussalam

    @AhlebaitAlaihussalam

    12 күн бұрын

    @@shadmanraza2691 Is andhere mai chali aayi sakina baba Dhundhte dhundhte bus aapka lasha baba Aapki jaan hoon mai aapki pyari mai hoon Dashte ghurbat mai bhare ghar ki dulari mai hoon Phir mujhe aapne kyu chorda hai tanha baba Apni rudad sunane k liye aayi hoon Khud ko aada se bacane k liye aayi hoon Kaise batalaun hua haal hai kaisa baba Is masayeb mai giraftar hazina hoon mai Ye sabhi jante hain sheh ki sakina hoon mai Kyu layeen mujhko bulate hain yateema baba Kya koi bhi nahi ansar bachane k liye Jalte khaimo ki lagi aag bujhane k liye Jal raha hai mere besheer ka jhula baba Qabre beshir ko jab dhundhne aya lashkar Bus tarayi ki taraf dekh rahi thi madar Jab nikala gaya bhai ka janaza baba Kya duhayi bhi nahi sunte hain yeh kamsin ki Kya nahi aati nazar unko yatimi meri Taziyano se lain dete hain pursa baba Akhiri waqt jo pahnaye they bunday mujhko Wo gohar they bhi meri jaan se pyare mujhko Shimr ne cheen liya aapka tohfa baba Mere rukhsar pe zulmat ke nisha dekh to lo Kis tarah khoon hai kano se rawa dekh to loaa Aisa zalim ne mujhe mara tamacha baba Apke pass hun baba toh na gum khaoungi Apke pairon pe sir rakh kar k mai so jaunga Apka teeron se chalni hai jo seena baba Kaise talib likhe masooma ki aaho fariyad Mar gai kaid mein woh karte hue baba ko yaad Lab pe bachi k fakat rehta tha baba baba

Келесі