3 Talaq 1 Hoti Hai Ya 3 ? By

𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐔𝐒 𝐁𝐘 𝐔𝐏𝐈 𝐈𝐃: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜
𝐀𝐒𝐊 𝐘𝐎𝐔𝐑 𝐐𝐔𝐄𝐒𝐓𝐈𝐎𝐍𝐒: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝐃𝐎𝐍𝐀𝐓𝐄 𝐎𝐍𝐋𝐈𝐍𝐄: irc-india.com
𝐂𝐨𝐧𝐧𝐞𝐜𝐭 𝐖𝐢𝐭𝐡 𝐀𝐝𝐯. 𝐅𝐚𝐢𝐳 𝐒𝐲𝐞𝐝 𝐎𝐧:
𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐀𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩 - bit.ly/2y3DQnu
𝐅𝐚𝐜𝐞𝐛𝐨𝐨𝐤 - / faizalisyed
𝐈𝐧𝐬𝐭𝐚𝐠𝐫𝐚𝐦 - / advfaizsyed
𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 - t.me/AdvFaizSyed
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐓𝐇𝐄 𝐒𝐏𝐄𝐀𝐊𝐄𝐑 & 𝐈𝐑𝐂:
𝐍𝐀𝐌𝐄: Adv. Faiz Syed
𝐃𝐄𝐒𝐈𝐆𝐍𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍:
* Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC)
* President, Al Kitab Education & Welfare Society.
* Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
* Director, IRC TV
𝐅𝐀𝐓𝐇𝐄𝐑'𝐒 𝐍𝐀𝐌𝐄: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝐁𝐎𝐑𝐍:12-Dec-1979.
𝐎𝐂𝐂𝐔𝐏𝐀𝐓𝐈𝐎𝐍: Business.
𝐔𝐍𝐈𝐕𝐄𝐑𝐒𝐈𝐓𝐘 𝐃𝐄𝐆𝐑𝐄𝐄𝐒
* B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
* M.C.A (Master of Computer Application)
* B.G.L (Bachelor of General Laws)
* LL.B (Bachelor of Laws)
* M.A Islamic Studies
* Fazil e Diniyat
𝐌𝐄𝐃𝐈𝐀 𝐏𝐑𝐄𝐒𝐄𝐍𝐂𝐄:
Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZread and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV, and radio channels internationally.
𝐏𝐔𝐁𝐋𝐈𝐂 𝐋𝐄𝐂𝐓𝐔𝐑𝐄𝐒 & 𝐓𝐎𝐔𝐑𝐒:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Sessions on Islam in Urdu & Hindi at more than 175 cities in India on more than 650 topics of which 37000 short videos are available on @IRCTV & @AdvFaizSyedOfficial Besides speeches in India Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝐒𝐀𝐔𝐃𝐈 𝐀𝐑𝐀𝐁𝐈𝐀
𝐃𝐇𝐀𝐇𝐑𝐀𝐍
- King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝐃𝐀𝐌𝐌𝐀𝐌
- World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝐉𝐄𝐃𝐃𝐀𝐇
- Dawah Centre, Hai Assalamah
- Understand Quran Academy
- Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
- Balad Dawah Centre
𝐓𝐀𝐈𝐅
- Islamic Education Foundation
𝐌𝐀𝐃𝐈𝐍𝐀 𝐀𝐋-𝐌𝐔𝐍𝐀𝐖𝐖𝐀𝐑𝐀
- The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝐌𝐀𝐊𝐊𝐀𝐇 𝐀𝐋-𝐌𝐔𝐊𝐀𝐑𝐑𝐀𝐌𝐀𝐇
- Dawa Centre Almaabada
𝐔𝐍𝐈𝐓𝐄𝐃 𝐀𝐑𝐀𝐁 𝐄𝐌𝐈𝐑𝐀𝐓𝐄𝐒
𝐃𝐔𝐁𝐀𝐈
- Al-Manar Centre
- United Goan Muslim Community
- Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝐊𝐔𝐖𝐀𝐈𝐓
- Human Care Society
𝐍𝐄𝐏𝐀𝐋
- Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝐔𝐍𝐈𝐓𝐄𝐃 𝐊𝐈𝐍𝐆𝐃𝐎𝐌
𝐁𝐈𝐑𝐌𝐈𝐍𝐆𝐇𝐀𝐌
- Green Lane Masjid
- Al-Hijra Masjid
- Muhammadi Masjid
𝐋𝐎𝐍𝐃𝐎𝐍
- Masjid Humera
- Masjid Al Tawhid
𝐁𝐑𝐀𝐃𝐅𝐎𝐑𝐃 - Al Hudaa Masjid
𝐁𝐋𝐀𝐂𝐊𝐁𝐔𝐑𝐍 - Masjid Darussalam
𝐁𝐀𝐍𝐁𝐔𝐑𝐘 - Masjid Bin Baaz
𝐂𝐀𝐌𝐁𝐑𝐈𝐃𝐆𝐄 - Masjid Al Ikhlas
𝐒𝐊𝐈𝐏𝐓𝐎𝐍 - Skipton Masjid
𝐍𝐄𝐋𝐒𝐎𝐍 - Muhammadi Masjid
𝐏𝐑𝐄𝐒𝐓𝐎𝐍 - City Mosque Preston
𝐎𝐋𝐃𝐇𝐀𝐌 - Jamiat Ahle Hadith
𝐑𝐄𝐀𝐃𝐈𝐍𝐆 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges, and Schools.
𝐀𝐁𝐎𝐔𝐓 𝐈𝐑𝐂:
Islamic Research Centre Education & Welfare Trust (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder and president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconceptions about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to the poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV, and print media. IRC's activities and facilities provide the much-needed understanding of the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practiced by Salaf of this Ummah.
𝐀𝐂𝐓𝐈𝐕𝐈𝐓𝐈𝐄𝐒 𝐎𝐅 𝐈𝐑𝐂:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTES
WOMEN EMPOWERMENT CENTRES
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
PATHFINDER - CAREER GUIDANCE
ARABIC ACADEMY
10 DAYS CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
EXHIBITION & MUSEUM
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #JinJadooKeilajMeYeKaamNaKare #Jin #Jadu #Magic #BlackMagic #Sihr #Hasad #Jalan #JaduKailaaj #ilaaj #Treatment #Ruqyah #JhadPhook #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00541

Пікірлер: 203

  • @headhunter9244
    @headhunter924410 ай бұрын

    Faiz Bhai Ko Aaj Pehli Baar Itne Ikhtilaaf Ke Saath Aur Khule Dil Se Strictly Koi Mas'ala Discuss Karte Hue Dekha Hai

  • @user-st5cw9yo9u
    @user-st5cw9yo9u6 күн бұрын

    jazak allah adv. faiz sayyed aap ne qurraan o hadees ke hawale se iss masale ko samjhaya......jo mane toh alhamdu lillah jo na mane uss ki apni marzi.........

  • @altafmaqbool9791
    @altafmaqbool97914 ай бұрын

    ALLAH is one

  • @miasmias3263
    @miasmias32634 ай бұрын

    MashaAllah, adv Faiz sayyed sahab bohot umda bojot shandar bayan hai

  • @MohsinExperiments
    @MohsinExperiments10 ай бұрын

    Jazakallah khairan ♥️

  • @zulfikarahmed9337
    @zulfikarahmed93377 ай бұрын

    Jazak Allah khair min bhai.... ❤❤❤

  • @UmGaliyah
    @UmGaliyah10 ай бұрын

    جزاك الله خير Faiz Bhai

  • @naziaansari7643
    @naziaansari76436 ай бұрын

    Mashallah bhai jazaak allah bhai apne confusion door kar di bhai allah ap ko yha bhi kamyab kare or aakhirat me bhi kamyab kare bhai

  • @saudahmad6671
    @saudahmad667110 ай бұрын

    Jazakallahukhair

  • @ImranKhan-ql3sx
    @ImranKhan-ql3sx10 ай бұрын

    Mashallah God bless you brother

  • @khadijafatima9240
    @khadijafatima924010 ай бұрын

    May Allah grant us goodness, May Allah bless us, May Allah cure those are sick, May Allah grant us deep understanding.

  • @shenaazpothiwalla7084
    @shenaazpothiwalla708410 ай бұрын

    JazakAllah Nicely explained

  • @LuckyBoy07top-hd2xy

    @LuckyBoy07top-hd2xy

    8 ай бұрын

    Assalamualaikum ek bat puchun apse

  • @Gulfashahusain510
    @Gulfashahusain5103 ай бұрын

    Mashaallah ❤ Allah har muslim mard ko ye samjhne or risto ko Mutabik e islam ke sth gujarne ki tokeef ata farmaye... Jo behne presan h Allah unke masail ko hal farmaye Ameen

  • @ayshamaqbool1583
    @ayshamaqbool15833 ай бұрын

    Jazak Allah kher

  • @user-wg4ji9pj4l
    @user-wg4ji9pj4l9 ай бұрын

    Jazaklaa ap khaa sa

  • @SyedRizwan-kd3tw
    @SyedRizwan-kd3tw3 ай бұрын

    Best explained , brother

  • @SameerKhan-px5qj
    @SameerKhan-px5qj3 ай бұрын

    Jazakallah khair

  • @SyedRizwan-kd3tw
    @SyedRizwan-kd3tw3 ай бұрын

    Jazak Allah

  • @user-ld5vr4ww6y
    @user-ld5vr4ww6y5 ай бұрын

    Nice explanation

  • @mdemannoormolla1237
    @mdemannoormolla12377 ай бұрын

    Very good.bayane

  • @saudzulfiqar5758
    @saudzulfiqar57583 ай бұрын

    Sabse achi explanation

  • @abubakarjariwala
    @abubakarjariwala3 ай бұрын

    Mashaallah aapne bilkul sahi kaha. Mere dil ki baat Puri bata di. Mujhe 3 saal se yahi sawaal tha. Isiliye ye baat hai, Allah apne momin par sakhti ni karta, lekin momin khud hi karta hai. Allah sab imaam ko hidayat de. Aur is baat par khul kar saath bethkar ispar dhyaan de

  • @asmayamin4434
    @asmayamin443423 күн бұрын

    Thanks for saving my life

  • @akhilqhadri1396
    @akhilqhadri13962 ай бұрын

    Bahut khoob bhai

  • @user-ww3ci6xy5w
    @user-ww3ci6xy5wАй бұрын

    Bht khoob

  • @aligharsalman4636
    @aligharsalman46363 ай бұрын

    Maasalla Allah appko janat da naseb ata farma

  • @Almas640
    @Almas64018 күн бұрын

    Allah ap ko ajr dy❤

  • @touseefhussain1219
    @touseefhussain12193 ай бұрын

    Khush kardia sir

  • @doctorfaisalbinabdulaziz
    @doctorfaisalbinabdulaziz6 ай бұрын

    Allah ho akbar

  • @Sahil2350
    @Sahil23505 ай бұрын

    Best explanation ❤

  • @saudzulfiqar5758

    @saudzulfiqar5758

    3 ай бұрын

    Bilkul

  • @burhankhan7721
    @burhankhan77213 ай бұрын

    Good

  • @syedsameer4041
    @syedsameer404110 ай бұрын

    Asslamo alikum

  • @ThePalFace
    @ThePalFace10 ай бұрын

    Well, Masial Kaa Hall Khabhee bhee Ahal Hadess say naa pochain Phir app naa edher kay rhain gay naa udher kay.

  • @mdsajjad5196
    @mdsajjad51967 ай бұрын

    Mujhe baat karna h

  • @Arman_18313
    @Arman_183133 ай бұрын

    1400 saal se jise follow kiya gaya usse hum zalil nahi hue par aaj change karne ke baad zalil ho rahe aur reason wo log jo iss change ko sahi nahi mante. 😵‍💫 Galti ho gayi ye video select kar liya

  • @Junaidahmed76241
    @Junaidahmed762416 ай бұрын

    Aaj mujhe yakin ho gya ye ahle hadees hai

  • @moinansari6118
    @moinansari611810 ай бұрын

    bariki masla ye ahle hadees nhi jante talaq ka tin ko ek kahe jate bariki janna h refrence ke sath engineer ki video dekho jisme pura masla bataya h hazrat umar RA ne q wahan ke logo ke aisa kr diya tha

  • @shafias5343
    @shafias534310 ай бұрын

    Plz do bayan on dis If we dont know whether my parents or elderz gave zakat on behalf of me, will i be punished? If we are doubtful that my zakat is given or not by my gaudian, will i be punished? Joint family mey sabb ka zakat ,ghar k badey father-in-law dethey hey. But vo correct derahey hey ye nahi malum .

  • @sabeelahmed1157

    @sabeelahmed1157

    10 ай бұрын

    You have to give zakat every year based on your savings money, gold, silver and any other valueable item savings. Once you calculated the amount of your savings then you have give 2.5 percent of that amount as zakat. Every year you have to calculate savings amount to pay 2.5 percent of zakat. Parents don't have any responsibility for your zakat. Your zakat will be responsible only by you.

  • @Momo-kz8td
    @Momo-kz8td10 ай бұрын

    union council ki 3 notices 3 months may jo diye jaty hai wo 1 talaq hoti hai ya 3 talaq hoti hai ???

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    Aisa milta jhulta sawal aya hain mufti tariq masood masail k hul video peh. Pichly 3 ya 4 episodes dekhy. Pir bhi woh sawal adalat k hawaly se nai ta.

  • @baberjaved8028
    @baberjaved8028Ай бұрын

    ہم نے صرف اللہ تعالیٰ کے احکامات کی پیروی کرنی ہے کسی انسان کی نہیں اللہ تعالیٰ کے حکم کے مطابق ایک وقت میں صرف ایک طلاق ہی ہو گی زبان سے چاہے 50 دفعہ کہہ لیں بھائیو لوگوں کی نہ سنو صرف رب العالمین کی سنو

  • @user-if8sr5uq4h
    @user-if8sr5uq4h19 күн бұрын

    Plz jaldi batao

  • @FAIZANHUSSAINalig
    @FAIZANHUSSAINalig10 ай бұрын

    Faiz bhai aap ne koi Hadith ka reference nahi Diya!. Please yeh bhi de ke aap 3 ko 1 kis hadith ki base pe le rahe hain!

  • @FAIZANHUSSAINalig

    @FAIZANHUSSAINalig

    7 ай бұрын

    @UniqueDesire_Read the full hadith bro even this hadith ends with 3 divorces with treated as 3 not 1. And if you say that it was Hazrat Umar who changed the regulations of talaq and went against the Qur'an then bro please check your imaan. Also, the narrator of this hadith ibn Abbas took 3 divorces as 3, so how can you say that 3 are 1, even if the narrator of this hadith is taking 3 divorces as 3 then how is this hadith understood correctly? All the fatawa of sahaba present in Musannaf ibn abi shaiba indicates the same! It's just Imam ibn Taimiya emphasized 3 as 1 that's why the majority of the ahle Hadith sect thinks the same! That's the clear indication of you being the same as the other sects! Also as per Imam Nisayi this hadith is for the women with whom the husband hasn't made any relationship yet! Lastly, once you are in a sect you'll only accept the things which are parallel to your sect otherwise you'll find every possible excuse to reject it, like almost every ahle hadees rejects the hadiths which goes against Hazrat Muawiya RA, which are narrated by most of the Sahabas for example bukhari 2812, Muslim 6628, 4776, Abu dawood 4131, 4646.

  • @FAIZANHUSSAINalig

    @FAIZANHUSSAINalig

    7 ай бұрын

    @UniqueDesire_ to bhai aap 3 ko 1 maan len, mujhe isse zyada nahi malum aur Mera initial comment reference janne ke liye hi tha kyonki Faiz bhai ne reference Diya nahi tha. Baki 1 bad bhi 3 mahine guzar Gaye to nikah toot jata hai aur wapas nikah karne ka option hai jo ke 3 ke bad nahi hai. Aur Hadith ki sahih tashreeh to sahaba ke Amal mein dekhenge na waha to 3 ko sab 3 hi Maan rahe hain aur jis hadith ka aap hawala de rahe hain maine woh Islam 360 mein dekhi waha last mein yahi hai ke Hazrat Umar ne bad mein 3 ko 3 hi mana.

  • @FAIZANHUSSAINalig

    @FAIZANHUSSAINalig

    7 ай бұрын

    @UniqueDesire_ yeh to samjh nahi aaya I'm believe in Allah? Kahi yeh to nahi keh rahe Qur'an ko manenge? Qur'an to talaq ki details nahi batata. Baki yeh to chota masla hai, ahle Hadith jis manaj pe khade Hain ke bus Qur'an aur Hadees ko hi manna hai wahi manaj woh Hazrat Muawiya aur Maula Ali ke case mein bhul jate hain aur pakke babi ban jate hain bareilvio ki tarah

  • @FAIZANHUSSAINalig

    @FAIZANHUSSAINalig

    7 ай бұрын

    @UniqueDesire_ bhai shayad ap har bat ko ulta samjhte hain, maine kaha Qur'an mein talaq ke details nahi hain! Ke kaise kya kitna time? Talaq ka to mention bilkul hai jaise namaz padhne ka huqm Quran mein kai bar hai lekin tareeka ek bhi dafa nahi hai uske liye Hume Nabi SAW ki sunnat dekhni padegi. Aap rehne se apko samjhane ka koi fayda nahi hain aap wahi mano Jo aap ke firqe ke baba mante aur karte aaye hain. Har firqa usi mein khush hai jo uske paas hai ~ Quran

  • @FAIZANHUSSAINalig

    @FAIZANHUSSAINalig

    7 ай бұрын

    @UniqueDesire_ maine upar comment mein bhi kaha aur ab phir se kehta hoon apko 3 ko 1 manna hai aap maane, mera jo muaqqif tha maine apke samne rakh Diya manwana mera kaam nahi hai aur na mujhe apse munazira karna hai, maine apka subah wala comment hi ignore kar diya tha kyunki main apne final jawab mein already keh chuka aapko Jo manna hai maane.

  • @AsdAsd-xp5zu
    @AsdAsd-xp5zu10 ай бұрын

    👍

  • @samreentalpur7602
    @samreentalpur7602Ай бұрын

    Mahrbani kaka ap Ahl hadees da guzarish ha ka apni kamilmi or ana ki bunyad پاور logo ka Liya Zina ka rasta na kholan

  • @hellfire-uo2zv
    @hellfire-uo2zv5 ай бұрын

    Yani aaj ka daur aur Muhammad SAW ka jamana same tha Khud to badalte nahi Deen ko badal dete hai Khud badlo 3 talaq ek saath mat do Nahi to yaha Umar rz the kore Marne ko Wahan jahannam ke farishte marenge woh bhi aag ke kore

  • @khansalman6981

    @khansalman6981

    Ай бұрын

    Kya WhatsApp par 1 shath 3 talaq likhne se talaq ho jati hai

  • @saeedansari7175
    @saeedansari7175Ай бұрын

    Ji assalam o alaikum Gusse ki halat me talaq talaq talaq boli Jaye to kya hukm hai quraan aur hadish se bataye

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    Ай бұрын

    Obviously yeh teen talaq hain

  • @rounakperween7744
    @rounakperween774410 ай бұрын

    Bilkul sahi baat kar rhe h bhaijaan logo ne deen chhod maslaq parasti per utar aaye h . jab deen me jo baat h use follow kiya jana chahiye.

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    9 ай бұрын

    Baqwas kar raha hain

  • @DanishKhan-xb4cn

    @DanishKhan-xb4cn

    7 ай бұрын

    Kis kis ko samjhayen Kuran ke hisab se koi nahi chal Raha hai sab inki onki baat pe chalte hain

  • @aligull1479

    @aligull1479

    7 ай бұрын

    @@razamughal4582 bhai tunay kasam kai hai logo kay gar barbad krnay mein tu aye gha jawb dhenay qabae mein

  • @lankeshiwar4314
    @lankeshiwar43144 ай бұрын

    میں منہج اہلحدیث کا قائل ہوں۔ لیکن اس طلاق کے مسلے میں مئیں اہلحدیث کے عقیدے سے اتفاق نہی کرتا۔۔

  • @alishanoor6358
    @alishanoor63583 ай бұрын

    Please hme btaeye mere shoher ne teen baar hme talak bola h kyaa fir se nikah ho skta h btaeye koi rasta h kyaaa

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    2 ай бұрын

    Nai

  • @wasimshaikh8283
    @wasimshaikh828310 ай бұрын

    Assalamualaikum faiz bhai . Mera b kuch talaq ka masla he.aapke se kaise Direct contact kare...aap k reasearch centre se muje koi proper answer nhi mila....aapse ek baar baat karna hai

  • @A.s.Kissan
    @A.s.KissanАй бұрын

    کیوں گمراہیت پھیلا رہے ہو؟ سنن نسائی میں ہے کہ آپ صلّی اللہ علیہ وآلہ وسلّم کے زمانے میں ایک شخص نے ایک ہی مجلس میں تین طلاق دیا تو آپ صلّی اللہ علیہ وآلہ وسلّم بہت غصہ ہوئے اور فرمایا کہ میں زندہ ہوں اور اللہ کی حدوں کو توڑا جا رہا ہے۔اگر ایک مجلس میں تین طلاق ایک ہوتی تو نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم غصہ نہ فرماتے بلکہ یہ سوچتے کہ یہ مہمل جملہ ہے ایک ہی ہو گی پھر گنجائش ہے۔

  • @muhammadshaban54

    @muhammadshaban54

    Ай бұрын

    Ahdees number

  • @imranaarifsheikh
    @imranaarifsheikhАй бұрын

    Mai kase apne husband ko wapis laoun?? Wo tu aram se hain divorce de k.

  • @user-fj2pz4bl4r
    @user-fj2pz4bl4r8 ай бұрын

    Faiz bhai mere husband shadeed gusse. Me bola hai bahot pastawa kuch batye

  • @safeersoomro7198

    @safeersoomro7198

    2 ай бұрын

    Talaq hogai ha behn

  • @chjamil3865
    @chjamil38657 ай бұрын

    Agr nabi pak na teen ko ek qarar Dya tha ya such h or sabit h tu Musilmanoo ka lyee nabi pak ka hukkam lazmi or yhee Shriyat or nabowat ka bad hazrat umer Farooq na Musilmanoo na mazaq bnaya ke vjha sa teen qarar Dya tu ya qanoon h shriyat nhee

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    6 ай бұрын

    Unho ne teen ko ek kabhi KAHA HI NAI TA

  • @onpassiveartificialintelli7361

    @onpassiveartificialintelli7361

    2 ай бұрын

    3 talaq ko 3 nabi ne v kaha sahaba ne v kaha sahaba k bad walo ne v kaha fiqaha ne v kaha aur aj tk yhi masla bayan kiya jata h 200 sal pahle 3 ko 1 kahne ka fitna suru kiya gya h jo gumrahi h sirf.

  • @nehalbaig85
    @nehalbaig852 ай бұрын

    Hazrat umer kayi bar Allah ki baton ko palat diye the to Allah se zeyada maloom tha kya

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    2 ай бұрын

    baqwas band kar. yeh tumhara bap nai hain, hazrat Umar ki bat ho rahi hain. SAWAL HI NAI PAIDA HOTA K HAZRAT UMAR SHARIYAT TABDEEL KAR DEH

  • @user-if8sr5uq4h
    @user-if8sr5uq4h19 күн бұрын

    Kya 3 bar talaq khene s talaq hujata hai

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    12 күн бұрын

    Haan, teen

  • @pujarajput667
    @pujarajput6674 ай бұрын

    Hazrat umar rz ki bat ko manna hi hoga Ye gumra he faiz bhai aap

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    4 ай бұрын

    Right.

  • @kanwaljameel7644
    @kanwaljameel764410 ай бұрын

    Main ap se talaq ka fatwa nikalwana chahti hun. Meri zindagi ka sawal hai. Please rehnumai karen.

  • @WaseemKhan-xx4nr

    @WaseemKhan-xx4nr

    10 ай бұрын

    Apka masla to likhe aap bahen

  • @WaseemKhan-xx4nr

    @WaseemKhan-xx4nr

    10 ай бұрын

    Main bhi bahot pareshan ho mera bhi yahi masla hae aap kaha se ho

  • @kanwaljameel7644

    @kanwaljameel7644

    10 ай бұрын

    Main karachi Pakistan se hun.

  • @WaseemKhan-xx4nr

    @WaseemKhan-xx4nr

    10 ай бұрын

    ​@@kanwaljameel7644aap ko khush kismat ho waha tarikh masud se mil ke masla hal kar sakti hai aap

  • @WaseemKhan-xx4nr

    @WaseemKhan-xx4nr

    10 ай бұрын

    ​@@kanwaljameel7644kya aap ke shohar ne tlaq di hai

  • @Farazkhan12347
    @Farazkhan123476 ай бұрын

    Jb Teen Bar Kubool h Kubool h Kubool h khne pr Ek Nikah hua To Teen Bar Talak Khne Se Teen Talak Kaise hua ?Ek Talak hua !Simple

  • @tahirafatima4873

    @tahirafatima4873

    6 ай бұрын

    Aapke ke logic ke hisab se to aisa hona chahye...ke Jb ladka ke teen baar Qubool hai bolne se Nikah hua to usi trah teen baar Talaq bolne se Nikah khatam hua..Simple

  • @onpassiveartificialintelli7361

    @onpassiveartificialintelli7361

    2 ай бұрын

    pagal h tum ek bar kahne se v nikah hojata h 2 4 bar kahalwana jaruri nhi talaq 3 bar bolega to 3 hi hogi ya ekhi bar me kahega tujhe 3 talaq diya tb v 3 hi hogi smjh me nhi ata h to mt smjho lekin galat bate mt kro

  • @user-rm6ej6is1r
    @user-rm6ej6is1r3 ай бұрын

    Isme ek masla yeh bhi janna chahti hu ki talaq k bad bhi wo miya biwi sath the hum bistri hue or talaq k baad ab 2 periods aane k baad ladki pregnant h to ab ky krna chahei ......or agr wahi shohar shadi kre biwi se to ky krna hoga

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    2 ай бұрын

    Shadi nai honsakti aur ulad najaiz hain

  • @nasirhamid4969

    @nasirhamid4969

    2 ай бұрын

    Aisa kaise possible hai 2 period ke baad pregnant hui ho . Aisa possible nhi hai . Agar 2 mahine pehle hui h sohbat to sperm ko 2 mahine pehle ke egg se fertilize hona tha . Aur sperm 48 hour maximum jinda rehte hain to 2 period ke baad kaise pregnant ho skti hai it's scientifically impossible.

  • @nasirhamid4969

    @nasirhamid4969

    2 ай бұрын

    Yahan confirm hai ki 1st. ladki ne apne sohar se dobara sohbat ki ho jisse talaq fasiq ho jayega 3rd period se pehle agr hui ho to. 2nd :- ya to may be possible ki ladki ne jina kiya ho kisi aur ke sath . 3rd :- ya to kisi uske sath galat kiya hai bina use pata chale Kyunki apki logic kisi tarike set nhi ho rhi sister

  • @user-xh5zj6qg4r
    @user-xh5zj6qg4r3 ай бұрын

    do tarah ki video q bnate ho wakil sahab

  • @MuhammadAli-cq5ut
    @MuhammadAli-cq5ut7 ай бұрын

    Assalam u Alikum! I agree with you, but sir Bukhari Shareef m 3 ko 3 kaha gya h

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ай бұрын

    Thats because three ARE THREE

  • @TariqKhan-jp3zk
    @TariqKhan-jp3zk10 ай бұрын

    Hadsees namber batin aur hadees k bhi hawala dy plz mea is jawab sy motmaeen nahi hon plzz i am pakistan

  • @onpassiveartificialintelli7361

    @onpassiveartificialintelli7361

    2 ай бұрын

    mufti tariq masood speeches me epi 100 dekho....detail diya h usme..

  • @alamshah7303

    @alamshah7303

    Ай бұрын

    ​@@onpassiveartificialintelli7361Mufti Tariq Masood Fiqah Hanafi batate hai..... Allah ke nabi ka farman nahi

  • @onpassiveartificialintelli7361

    @onpassiveartificialintelli7361

    Ай бұрын

    @@alamshah7303har masle me nabi ka farman kaha se laoge? fiqah hanfi me koi v masla Quran o Sunnat k khilaf nhi...jin masaayl me imam abu hanifa se ikhtilaaf huwa usko chhor diya gya aur unke shagirdo k tahqeeq pr aitmaad kiya gya hr masle me nabi ka farman kaha se laoge bhai?

  • @SyedMaazAnsar
    @SyedMaazAnsarАй бұрын

    Bahut hee kamzoor jawaab, na sahi daleel, na sahi research...aankh band karke apne maslaq ki pairwi ki..... Ibn Abbas ka fatwa hai k ek majlees ki 3 talaaq 3 hote hai....

  • @user-fl4te6qx6t
    @user-fl4te6qx6t4 ай бұрын

    Porv do me ap ko

  • @onpassiveartificialintelli7361
    @onpassiveartificialintelli73612 ай бұрын

    3 talaq k masle me aap 100% galati pr h

  • @maanistories3922

    @maanistories3922

    19 күн бұрын

    Nikah kay waqt larka 3 bar Bolta hai " qubool hai qubool hai qubool hai" to Kiya uss larkay ki 3 shadiyan hogaen ? Kiya uskay 3 Nikah hogai ?😅😅😅

  • @user-rm6ej6is1r
    @user-rm6ej6is1r4 ай бұрын

    Merr sohar ne la ilmi mai mujhe ek bar m msg m talaq likh kr dita 3 baar lakin unko pata nahi tha ki talaq likh dene se talaq ho jati h

  • @tabishkhan8879

    @tabishkhan8879

    4 ай бұрын

    O311

  • @tabishkhan8879

    @tabishkhan8879

    4 ай бұрын

    2754

  • @tabishkhan8879

    @tabishkhan8879

    4 ай бұрын

    347

  • @tabishkhan8879

    @tabishkhan8879

    4 ай бұрын

    Mufti farhan zafar

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    3 ай бұрын

    Us ki jahalat k zimmidar hum nai hain, islam ka alif beh seekhta woh. Yeh teen talaq hain. Us ko ACHI TARHA se pata ta k woh bat talAq ki kar raha hain toh talAq toh honi tee, jahil admi

  • @adibanaaz741
    @adibanaaz74110 ай бұрын

    Toh iska matlab 3 baar talak 3 alag alag time bolne se hoti hai?

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    Yeh ghalat bata raha hain, teen ek waqt meh teen hain

  • @babashaikh5249

    @babashaikh5249

    10 ай бұрын

    Kya Galat hai

  • @babashaikh5249

    @babashaikh5249

    10 ай бұрын

    Rajamughal ghar todne ka tu kaam karta hai

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    @@babashaikh5249 mufti tariq masood ne apny tafseer e Quran episode 100 meh sabit kar diya hain k teen talaq ek waqt meh teen hi hoti hain. Jab k is video meh keh raha hain k teen ek sat ek hi hoti hain jo aqal k bhi khilaf hain aur mathematics k bhi khilaf hain. Jab nikah EK talaq se toot jata hain, agar aurat ki iddat khatam ho jati, toh jaha 1=1 waha 3=3.

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    9 ай бұрын

    ​@NeedAllah__786 Quran meh iddat ka zikar hain, jab k sab ka itefaq hain k teesri talaq k bad aurat iddat guzaregi, jab k us ko yeh huq nai hain k shohur se rujoo kary. Is se yeh sabit hota hain k Quran aisi iddat ka bata rahy hain jis meh rujoo ho saky, yani k pehli iddat ya doosri iddat. Is bat se pir yeh sabit hota hain k Allah ka yeh huqam hain k nikah ko EK talaq se toro ta k rujoo ho saky. Jahan 1=1, waha 3=3. Is k elava aur bhi boht sary saboot hain hawalo k begair bhi

  • @hamdanali9355
    @hamdanali93559 ай бұрын

    Tariq maksood ali mirja bhi 3 talak ko 3 bolte h aap 1 bol rhe kya sach h

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    8 ай бұрын

    @NeedAllah__786 baqwas, nabi teen ko teen samjhy teh tab hi ek sahaba se poocha ta k tumhari niyat kya tee? Agar woh agy se jawab dehta k meri niyat tee ki teen, toh nabi saw teen qarar dehty kio k teen TEEN hoti hain, mufti tariq masood ne bat sabit kar dee hain aur enginer bhi bilkul teek kehta hain

  • @itsnewgame3633

    @itsnewgame3633

    7 ай бұрын

    @razamughal4582 Vese tum waha majod ty kiya k tum es tarha bol rahe ho .. k teen teen hota ha.. any reference.. Agr zohar k time pe koi 5 namaz ek sat par lye tu Quran awr hadas me eska kiya jawab ha.. phir teen ko teen mana teek ha

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    7 ай бұрын

    @@itsnewgame3633 nai hain teek. Zuhur meh koi 5 namazy pary toh woh 4 nafal namaz ho gi aur ek zohur ki. Simple mathematics. Is hi tarha talaq teen hain.har reference mufti tariq masood ne apny tafseer e Quran meh Pesh kiya hain. Episode 100.

  • @hirarukhsar3770
    @hirarukhsar377010 ай бұрын

    1 ghante me 1 message pe talaq dena se (k mene ALLAH ko hazir jan ke tmhe talaq deta hun) or 2 call pe talaq dene se (ke me tmhe talaq deta hun) to kia talaq hojati he?? Plz ap btaden mjhe

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    Yes yeh teen hain

  • @AbdulKadir-be3ot

    @AbdulKadir-be3ot

    10 ай бұрын

    Bhai Talaq 3 mahine me hoti hai 3 gante me nhi samjhe

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    @@AbdulKadir-be3ot teen talaq ek second meh TEEN hoti hain. Nikah EK talaq se toot ta hain. Jab 1=1 THEN 3=3. jahalat se bahir niklo.

  • @AbdulKadir-be3ot

    @AbdulKadir-be3ot

    10 ай бұрын

    @@razamughal4582 Hadeesh ka Hawla do ke 3 talak 3 hoti hai

  • @IRCTV

    @IRCTV

    10 ай бұрын

    Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh @hirarukhsar3770 Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare 80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @user-fl4te6qx6t
    @user-fl4te6qx6t4 ай бұрын

    3talaq 3hoti hai

  • @Noorulislamkhanzofficial
    @Noorulislamkhanzofficial3 ай бұрын

    Allah nhe chahta ke kese ka ghr ojar jaye islam Itna sakht nhe hain jitna ham logo ni banaya hain Agr ten talaq ak sath ten hain to Pher taalq ta Sahi tareqa jo quran main Allah ni bataya wo kiya hain

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    2 ай бұрын

    Quran HUMY BATATA HAI K TEEN TEEN HAIn

  • @nehalbaig85
    @nehalbaig852 ай бұрын

    Musalman ye kya hua hum jaye to kahan Jayen imamon ke chakker me barbad hota islam ab waqt agya hai ke Quran hadees se bat kro koi imam Nahi

  • @A.s.Kissan
    @A.s.KissanАй бұрын

    اگر تعزیراتی حکم تھا تو حضرت عثمان رضی اللّٰہ عنہ نے اپنے زمانے میں اس فیصلے کو کیوں نہیں بدلا کیا وہ نعوذ باللہ جان بوجھ کر آپ صلّی اللہ علیہ وسلّم کے زمانے کے خلاف ہونے والے فیصلے پر راضی رہیں گے؟ یا حضرت علی نے اپنے دور خلافت میں تین طلاق کو ایک نافذ کیوں نہیں کیا؟ سمجھنے کی کوشش کریں گمراہیت نہ پھیلائیں آپ اہل حدیث صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین سے زیادہ سمجھدار نہیں ہیں۔

  • @muhammadshaban54

    @muhammadshaban54

    Ай бұрын

    Pahle Research kro phir yahan behs karo

  • @user-wm1kh4ff6d

    @user-wm1kh4ff6d

    Ай бұрын

    3baar kehny sy kia 1bar count hoti h

  • @muhammadshaban54

    @muhammadshaban54

    Ай бұрын

    @@user-wm1kh4ff6d talaq 1bar hoti ha phir next mahwari tak dosri hogi apne aap

  • @asifkhaji1224

    @asifkhaji1224

    Ай бұрын

    Yh moulana key saat vakil pde likey Hai faltu choro fatwe

  • @talatgull9915

    @talatgull9915

    Ай бұрын

    Agar shari faisla tha tu ap batao k hazoor pak k sour main phir 3 aik q thi kia shariyat hazart umar ko samjh ai woh bhi do saal baad. Hazrat umar ki beti ko talaq kia hoi woh puri ummat ki betiyon ki talaq kara gye

  • @abdulgaffarchanda8819
    @abdulgaffarchanda88195 ай бұрын

    Allah say dar

  • @akhumpty6340
    @akhumpty63405 ай бұрын

    Ye masle main faiz sir bilkul galat hai ye masle main inko follow na kare mufti Tariq masood saheb ke pura bayan hai ispar unhone refrence diye har chiz ka

  • @onpassiveartificialintelli7361
    @onpassiveartificialintelli73612 ай бұрын

    aap galati me h faiz ji...3 talaq 3 hi shumar hoti h...saf h Quran me...attalaaqu marrataan ka kya mtlab fir apke najdeek

  • @alamshah7303

    @alamshah7303

    Ай бұрын

    Mere bhai 3 talaq Quran me hai hi nahi..... Talaq ek baar me hi ho jati hai..... 2 bar me insan ruju kar sakta hai lekin teesri bar me ruju nahi kar sakta

  • @onpassiveartificialintelli7361

    @onpassiveartificialintelli7361

    Ай бұрын

    @@alamshah7303 3 talaq Quran me nhi h 🤔🤔🤔 ek to jante v nhi ho aur upar se mante v nhi ho

  • @mohammadequbal2201
    @mohammadequbal220110 ай бұрын

    Quraan me clear hai, talaq ka masla,, phir koi apni mantik qabil qabool nahi...

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    CLEAR yeh hain k teen TEEN hoti hain

  • @irfanahmedsirfanahmeds4617

    @irfanahmedsirfanahmeds4617

    10 ай бұрын

    ​@@razamughal4582. Kidar hai

  • @soaibalam5176

    @soaibalam5176

    10 ай бұрын

    ​@@razamughal4582bhai quran me kaha hai ki 3 talaq 3 hoti hai mughe dikhao bhai

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    @@soaibalam5176 Quran meh iddat ka zikar hain. Jab k poori duniya ka itefaq hain k teesri talaq k bawajood aurat iddat shohur k ghar guzaregi magar rujoo NAI ho sakyga. Teesri iddat meh rujoo meh nai hota. Lihaza, Quran aisi iddat ka zikar kar raha hain jis meh rujoo mumqin ho saky. Yani, first iddat ya second iddat. Is se KHUD BA KHUD sabit hota hain k Allah keh raha hain k nikah ko *EK* talaq se toro. Tab hi rujoo hoga. Jahan 1=1 waha 3=3. Teen talaq TEEN hain.

  • @AbdulKadir-be3ot

    @AbdulKadir-be3ot

    10 ай бұрын

    @@razamughal4582 or bhai idat Kitne dino ka hota hai jara bataiye to

  • @mohammedfaisal6568
    @mohammedfaisal6568Ай бұрын

    Toh aap haraamle me sahi hai,,?? Aap haq per hai?? Aur dusre imaam qalat ho sakte,,,,,, magar aapki tang uper hai

  • @BabluQuraishi-io4hc
    @BabluQuraishi-io4hc9 ай бұрын

    Kaurta..tao..payena..karo..bhia

  • @mr.hasnain45
    @mr.hasnain453 ай бұрын

    Aap bhi choosi hai aap bhi dekhle .....

  • @user-Noor.medico
    @user-Noor.medico19 күн бұрын

    To usne mujhe ek sath 3 talak diya , Cort se bhi talak hua . Shariat se to ek hi hui 😂. 2 baki h abhi , abhi halala ki zarurat nhi 😂. I have options 2 bar talak baki h abhi 😃😃😃

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    12 күн бұрын

    Teen talaq TEEN hain

  • @shaikirshadahmed2525
    @shaikirshadahmed25253 ай бұрын

    Mufti sahab phir proof krye na daleel dijye 3 talal 3 hoti hai court mein Indian government islye 3 ko ek maanti hai q ki ahle sunnat jamat mein koi daleel he nahi hai ek he waqt mein 3 talaq 3 hoti hai islye Indian government bhi isko not allowed kiya hai mai har wo mufti se sawal krta hoon utna he dum hai toh Indian government se behz kro na proof do 3 talaq banned hatao

  • @zaidabbasi6202
    @zaidabbasi62029 ай бұрын

    Quraan ko to mano, manhooso. Surah talaq me saaf saaf aya hai ki orat ki iddat ko dhyan me rakhte hue talaq do.

  • @NusratHussain-lg9wg
    @NusratHussain-lg9wg2 ай бұрын

    1500 सो साल बाद सवाल बेकार 1500 सो साल तक जो हाला कराया तुम्हारे मौलवियों उसका ज़िमाई दार कोन

  • @TGREAT1
    @TGREAT110 ай бұрын

    Hahaha thumbnail...! Aurata roote 3 million talaq b 1 b nai hota pura faida nhi uthai jab tak.. Admiya haqiqat mai 3 zindagiya khodeke dreams pure property sab 1 talaq nai dete bekar zindagi aur kaiku burbaad karinge jannat se nikale so nsl ki! 😏

  • @user-zi2zu8pc8m
    @user-zi2zu8pc8m3 ай бұрын

    Pr ye maitar to ab utha isse pahle kitni ladkiyo ki zindagi barbad ho hai 1 bar me bolne se unka kya ye gyan to hum logo ko ab hua hai

  • @talatgull9915
    @talatgull9915Ай бұрын

    Jo talaq quraan pak main bayan kiye hoye tareeqay k mutabiq ho bas woh jaiz hai baki muh pr dy maro

  • @razamughal9095

    @razamughal9095

    12 күн бұрын

    Quran se hi sabit hain k teen teen hain aur tu ek bhi ayat samny nai rakh sakti jis meh yeh likha ho k teen ek hain.

  • @academyofscienceandcommerc1895
    @academyofscienceandcommerc18953 ай бұрын

    Faiz bhai ye kya gairon ka libas pehan ke dars de rahe ho, aapko sharm nahi aati kya 😢

  • @abdulgaffarchanda8819
    @abdulgaffarchanda88195 ай бұрын

    Jhootay

  • @AdilKhan-kf6kk
    @AdilKhan-kf6kk10 ай бұрын

    Amir Sahab 3talaq3 hi hoti ha

  • @adeelahmad7928

    @adeelahmad7928

    10 ай бұрын

    Koi hadees se daleel ??ya koi Nabi ke daur ka waqia ??

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    @@adeelahmad7928 teen teen hoti hain aur bat sabit kar di hai mufti tariq masood ne apny tafseer e Quran episode 100 meh. Nikah ko EK talaq se toro ta k rujoo ki gunjaish ho saky. Jaha 1=1, waha 3=3.

  • @anahash3221

    @anahash3221

    10 ай бұрын

    mera question hai k kya ek hi imaam ki saari baat maanni chahiye??? ya kisi ka kuch aur kisi ka kuch follow kar saktey hain??

  • @adeelahmad7928

    @adeelahmad7928

    10 ай бұрын

    @@anahash3221 1-Islam maen kesi b amal ko kerte hue aap yeh dekho ge k Quran aur sahi hadees es k mutalq kia kehte han. 2- jis b imam ka amal un k mutabiq ho ga aap wohi follow kero ge 3-Yeh imam sahiban khud keh ker gaye han k "Quran aur sahi hadees he un ka muzhab ha " 4-Mukhtalif amaal ka imam sahiban ke terf se hona sirf es wajah se k purane daur maen Ahadees ka hasoo k asan l ziraye na hone ke wajah se mushkal tha jis ko jo hukam pohncha unhon ne us k mutabiq fatwa dia. 5-sometime imam sahiban ne sahih hadees na hone k wajah se zaeef hadis ko b vyan kia 6-Aaj humare pass sahi ahadees ka zakhira maujood ha jis se ulma e kiram faisla ker sukte han

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    10 ай бұрын

    Talaq k muamly meh hanafi hi teek hain, baki maslo meh bhi ek fiqh ko follow karna hain. Apni marzi ka fiqh. Lekin talaq k muamly meh sirf hanfi fiqh

  • @syedsaddam8856
    @syedsaddam88562 ай бұрын

    Meku apka number chahiye Mufti saab

  • @MuhammadUmar-ss7gp
    @MuhammadUmar-ss7gpАй бұрын

    ALLAH Maafi 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @syedsaddam8856
    @syedsaddam88562 ай бұрын

    Imam saab apka number chahiye

  • @asmaansari604
    @asmaansari6045 ай бұрын

    Apna fn no do mujhe mere shohr ne talak dedi h gusse me uske bare me malumat karna h

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    5 ай бұрын

    Dee hain toh hue hain

  • @ayshamaqbool1583

    @ayshamaqbool1583

    3 ай бұрын

    Ek time par di hai to nahi hoi

  • @razamughal4582

    @razamughal4582

    3 ай бұрын

    @@ayshamaqbool1583 tumhari doh taqy ki maa behny sari zindagi talaqy hi sunti reh gay hain….

  • @safeersoomro7198
    @safeersoomro71982 ай бұрын

    3 ko 1 mana jata tha tw wo 3 q kehte the 1 hi kehte na... 3 talaq 3 hi hoti hn jahil

  • @MuhammadUmar-ss7gp
    @MuhammadUmar-ss7gpАй бұрын

    ALLAH Maafi 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

Келесі